Mere pass off-line wala cg isthaie obc jati praman patra hai 2009-10 ka ????? Is time sub online ho raha hai ??? Kya Mujhe ab online wala jati praman patra banwana padega ya......??? Ki off line wala chal jayega
Sir 2015 me jati banane ke liye tahsil office me form submit Kiya tha. Tab only temporary cast certificate bana tha. Parmanent Cast Certificate nahi bana tha. Uss time kya kya document upload kiye the usko dekhna hai to kaise dekhe..? Jo form uss time submit kiye the vo form abhi tahsil office me mil jayega kya..?
@@allconceptcg SDM jo cast certificate me digital signature karte hai unke office ke computer me rahta hai kya jo jo Document Upload karke submit ham log karte hai..
@@allconceptcg अस्वीकृत बता रहा है। Sir mai fir se apply karke new Cast Certificate banaunga to future me mere Cast Certificate ka verification karenge tab old wale nirast cast certificate ko banane ke liye jo document upload kiya tha usko dekhenge. ya new wala Cast Certificate ko banane ke liye jo new document upload kiye jayenge usko dekhenge..?
Sir 2015 me jis form se only temporary cast certificate bana tha aur Parmanent Cast Certificate nahi bana .. uska Status Abhi 2024 me dekh sakte hai kya..?
Tahsil office wale cast certificate temporary bana tha but Parmanent nahi bana tha... to mere sabhi Document ka kya kiye honge..? Online bana raha hoga to website me upload kiye gaye document ko Save kiye honge.. usko mai ab kaise dekhu.. Mujhe dekhna hai to kaha jana hoga..?
भाई मेरे जाती और निवास में नाम गलत था मैंने 03 जनवरी 2024 को ही नया जाती निवास बनवाया था__और जब मैं च्वाइस सेंटर नाम सुधरवाने गया तब उन्होंने मुझसे जाती और निवास को मांगा और बोला कि तुम्हारे पुराने दस्तावेजो को निकालकर नया आवेदन कर देंगे करके__ उन्होंने परशो शुक्रवार 27/09/24 को आवेदन डाला है मेरे में मैसेज आया है क्या सच में नया बन जायेंगा
bhaiya mere dada ne 1974 mai jamin liya tha per usme khahi bhi mere caste mention nhi hai per yahi jamin 2007 mai mere papa ke naam hua to registry mai mere papa ka caste mention hai and mere papa ka dhakil kharij mai bhi bas hindu likha hai and mera caste obc to mai konsa registry upload karu 1974 wala ya 2007 wala ya dhakil kharij
1974 wale document me cast mention nhi hai isse nhi banega 2007 wala document me hai but 1984 ke pahle ka chahiye Or Dakhil kharij me bhi cast mention nhi hai Aay ban jayega nivas ban jayega jati nahi banane payega
Aapke pita ji ka jis documents ke aadhaar par bana hai vo sab or unka obc certificate ko bhi lga dijiye jab vo documents se aapke papa ka ban sakta hai to aapka bhi ban jayega
Aadhi jankari de diye bhai
Video ko pura dekhenge tab na Puri jankari milegi Bhai 🙏
Bhumihin wale kaise banye isspe bhi video banao .....bahut hi takleef mein hai ban hi nhi rha hai😢😢
Jii jarur bahot jald iske upar video aane wali hai
Mera aisthayi jati ban gaya ab use sthayi kaise banaye
Sabhi documents lagaye hai to kuch din baad automatic ban jayega
@allconceptcg kaise type show ho ga waha pe jab application number enter kare ge toh
मेरा स्थाई जाति प्रमाण पत्र ऑफलाइन मोड में 2005 में बना है, जाति सत्यापन भी हो गया है, सीधी भर्ती के लिए ऑनलाइन बनवाना पड़ेगा या ऑफलाइन वाला चलेगा।
सर मेरा जाति प्रमाण पत्र 2013 में ऑफलाइन बना है। जॉब में जाति का सत्यापन कैसे करे 😢 छत्तीसगढ़ जाति प्रमाण पत्र अनुसूचित जनजाति का
जाति सत्यापन मांग रहे है
ऑफलाइन वाला भी चलेगा
2018 ka online permanent obc certificate bna hua h usko abhi aur bnvana jaruri hoga kya ....
bna hua hai to banwane ki jarurat nahi hai
@allconceptcg okay thank you 👍🏻
Your most welcome 🙏
Mera offline caste certificate banaa h to kaise online banaye
Mere pass off-line wala cg isthaie obc jati praman patra hai 2009-10 ka ????? Is time sub online ho raha hai ??? Kya Mujhe ab online wala jati praman patra banwana padega ya......??? Ki off line wala chal jayega
Bhai, kya pita k jati form se baccho ka bhi jati ban jayega?
Sir 2015 me jati banane ke liye tahsil office me form submit Kiya tha.
Tab only temporary cast certificate bana tha.
Parmanent Cast Certificate nahi bana tha.
Uss time kya kya document upload kiye the usko dekhna hai to kaise dekhe..?
Jo form uss time submit kiye the vo form abhi tahsil office me mil jayega kya..?
Ji nahi kya kya document jama kiye the nhi dekh sakte
Or
Jo form submit kiye the vo ab tahsil office me nahi milega
@@allconceptcg क्यू Sir... तहसील office वाले हमारे form को सम्हाल कर नहीं रखते है क्या..?
वे लोग हमारे form का क्या करते होंगे..?
@@allconceptcg SDM jo cast certificate me digital signature karte hai unke office ke computer me rahta hai kya jo jo Document Upload karke submit ham log karte hai..
Application reference number dal kar stetus check kijiye to kya bata rha hai
@@allconceptcg अस्वीकृत बता रहा है।
Sir mai fir se apply karke new Cast Certificate banaunga to future me mere Cast Certificate ka verification karenge tab old wale nirast cast certificate ko banane ke liye jo document upload kiya tha usko dekhenge.
ya new wala Cast Certificate ko banane ke liye jo new document upload kiye jayenge usko dekhenge..?
Sir 2015 me jis form se only temporary cast certificate bana tha aur Parmanent Cast Certificate nahi bana .. uska Status Abhi 2024 me dekh sakte hai kya..?
Hnn dekh sakte hai reference number chahiye uske liye lekin download nhi hoga
@@allconceptcg Sir मेरे पास Refference नंबर नहीं है। बिना Reference number के नहीं देख सकते क्या..?
जी नहीं
@@allconceptcg sir online apply ki rahi hogi to jo document upload kiye rahe honge vo sabhi website me kaise dikhega..?
Tahsil office wale cast certificate temporary bana tha but Parmanent nahi bana tha... to mere sabhi Document ka kya kiye honge..?
Online bana raha hoga to website me upload kiye gaye document ko Save kiye honge.. usko mai ab kaise dekhu..
Mujhe dekhna hai to kaha jana hoga..?
Bina aaye ka jati bana sakte h ?
जाति और निवास प्रमाण पत्र में नाम चेंज करवाना है तो होगा कि नहीं? Please 🙏 reply
Mujhe bhi
नाम चेंज नहीं होगा नया आवेदन करना पड़ेगा
Sir mere chacha ji ka dhakhil kharij h usse ban jayega kiya Obc certificate.
आवेदक संलग्न स्टाम्प व शपथ पत्र का मूल प्रति कार्यालय में प्रस्तुत करे
सभी original दस्तावेज लेकर तहसील कार्यालय में चले जाइए जो जो अपलोड किए हुए हैं
@@allconceptcgbhaiya stamp to Mera pass ha original lekin sapat Patra original nhi ha jab ma avedan kar raha tha tab unhone jama kar lia ha
Jama karne ke baad bana ya nahi bana..?
@@allconceptcg bol rahe ha sdm office jao waha apka sab record hoga sapat patra ka bhi record hoga
भाई मेरे जाती और निवास में नाम गलत था मैंने 03 जनवरी 2024 को ही नया जाती निवास बनवाया था__और जब मैं च्वाइस सेंटर नाम सुधरवाने गया तब उन्होंने मुझसे जाती और निवास को मांगा और बोला कि तुम्हारे पुराने दस्तावेजो को निकालकर नया आवेदन कर देंगे करके__ उन्होंने परशो शुक्रवार 27/09/24 को आवेदन डाला है मेरे में मैसेज आया है क्या सच में नया बन जायेंगा
बन जायेगा
Central caste certificate ka kya process hai sir ji ??
Papa ka jati mp ka bana h pahale chhattisgarh ni baba tha tab ka to ab Chhattisgarh ho gaya h to use ban jayega ky
अभी जहां रहते है उसका कुछ रिकॉर्ड है जमीन का या फिर पिता या दादा का दाखिल खारिज़
Ky ye certificate Central me chalega?
Nahi sirf cg state me
Mere pass cg ma caste certificate hai isko central level pe kaise banaye. Ky krna hoga?
सादी होने के बाद महिला का जाति प्रमाण पत्र कैसे बनाए बताइए sir जी
जो महिला हैं वो छत्तीसगढ की निवासी है यानी शादी से पहले उनका घर छत्तीसगढ में ही था
Notary krwana hai ki nhi sir
नहीं
जाति और निवास प्रमाण पत्र में नाम दसवीं के अंकसूची के अनुसार चेंज करवाना है तो होगा कि नहीं? Please 🙏 reply
New application aavedan karna padega naam change ni hota hai banane ke baad
@@allconceptcg जाति और निवास प्रमाण पत्र पहले बन गया है अभी फिर से आवेदन करूंगा तो कोई प्रॉब्लम तो नहीं होगा ना ??
@@36Graphy-di7kj koi problem nhi hoga.
Sir jati praman patra me address kaha ka likha kr aata hai
1984 se pahale wala kya
Jii
Kitne din Lagate Hai Urgent Me Banwana Hai
Ye depend karta hai aapke tahsil karyalay me kitna aavedan pending me hai
Agr 30din m nhi bna toh shikayat kaha kre toll-free no.
Tahsil wle aj kl Paisa khne k firak m rhte h
Notary krana hai ya nhi sir
स्व. घोषणा शपत पत्र में नोटरी नहीं करवाना है
Kisi m notry nhi krana h ky
Agr cast certificate father ka madhyapradesh ka ho, aur hm chattisgarh me rhte h to kya yaha cast certificate bnega...?
Chhattisgarh me rahne ka record chahiye obc 1984 se pahle ka st/sc 1950 se pahle ka jisme jaati ka ullekh ho
@@allconceptcg record nhi hai cg ka, 1984 se pehle ka koi bhi
To kya hm obc ki jgh ab yaha Gen. catagory me aayenge...?
Mera cast certificate 2016 ka bana hai isko renewl karwana padta hai ya dubara naya banwana padta hai...?
ऑनलाइन वाला है या ऑफलाइन
अस्थाई या स्थाई
अगर स्थाई है तो दुबारा बनवाने की जरूरत नहीं है
@@allconceptcg Online likha hai upar me aur neeche me स्थाई
हां तो दुबारा आवेदन या renewal की जरूरत नहीं है
@@allconceptcg Ok bhaiya Thanks 😇
Your most welcome 🙏
bhaiya mere dada ne 1974 mai jamin liya tha per usme khahi bhi mere caste mention nhi hai per yahi jamin 2007 mai mere papa ke naam hua to registry mai mere papa ka caste mention hai and mere papa ka dhakil kharij mai bhi bas hindu likha hai and mera caste obc to mai konsa registry upload karu 1974 wala ya 2007 wala ya dhakil kharij
1974 wale document me cast mention nhi hai isse nhi banega
2007 wala document me hai but 1984 ke pahle ka chahiye
Or Dakhil kharij me bhi cast mention nhi hai
Aay ban jayega nivas ban jayega jati nahi banane payega
पटवारी के पास फॉम बरवाना जरूरी है क्या
जी हां
किसी भी डॉक्यूमेंट को किसी भी जगह अपलोड कर सकते है क्या
जी हां
Paise kaise ktwte hai
Nagrik I'd me Paisa nahi kat ta hai free me Banta hai
Papa ka permanent obc certificate bana hua hai, iske aadhar pe mera bhi ban jayega kya
Aapke pita ji ka jis documents ke aadhaar par bana hai vo sab or unka obc certificate ko bhi lga dijiye jab vo documents se aapke papa ka ban sakta hai to aapka bhi ban jayega
Login nhi ho rha hai
Kya bata rha hai..?
kuchh nhi bata rha hai
H
Sir shapat ptra pita ke nam se bharege ya jiska bna rhe hai uske nam se
Pita ke naam se
Agr 18+ age ho gya ho toh khud hitgrahi aur aavdenkarta swam bhar skte ho
Sir jiska permanent obc caste certificate hai offline unko online karwana padega kya?
Kahi kahi offline se bhi kaam chal jata hai or kahi kahi online wala mangte hai
Hello mera na obc ncl central ka banana tha online mein option kya h.. please batyi login nhi khul rh h. Kab khuleyge
Isme central ka ni Banta hai keval CG State ka