15 Shaban Manqabat 2024 | ZAMANE KE SULTAN MOLA | Imam Mehdi Manqabat 2024 | Mohammad Ali Moshi

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 окт 2024
  • 15 Shaban Munajat 2024 | Kaha ho Zamane ke Sultan Mola | Imam e Zamana Munajat 2024 | Mohammad Ali Moshi New Munajaat 2024 | Munajaat Imam e Zamana 2024 | 15 Shaban Munajaat 2024 | Imam e Zamana New Munajaat 2024
    #15shaban #imamezamana #mohammadalimoshi #imammehdi #kahanhozamanekesultanmola #yamehdi #newmunajat #newmanqabat2024 #manqabat #newqasida #newmunajat2024 #imamezamanamunjaat #15shabanmanqabat #munajaat #isteghasa #munajaat2024 #manqabatimammehdi #alajalyaimam
    “kaha ho Zamane ke sultan Mola”
    Mohammad Ali Moshi Baltistani ☆ Official RUclips Channel
    Subscribe : bit.ly/3jP48So
    -------------------------------------------
    Manqabat | Kaha ho zamane ke sultan Mola
    Recited By | Mohammad Ali Moshi
    Poetry | Syeda Naqvi
    Composition | Janab Ahmed Raza Nasiri
    Audio Mix & Master | ZDS
    Video | SRS STUDIO
    Video Edit | Turab Zaidi
    Chorus | Mir basharat , Jan Ali Shah
    Translation | Sister Zahra Zaidi
    Creatives | Minhaaj Ahmed
    Special Thanks:
    Janab Ahmed Raza Nasiri
    SEO : Samar Jaffri
    Lyrics
    KAHA HO ZAMANE KE SULTAN MOLA
    Zamane ki thokar mein aa ke gira hoon
    Tujhe ansuon se ye khat likh raha hoon
    Suno Al-Ajal ki sada de chuka hoon
    Karo ab to mushkil ko aasaan, Mola
    Suna hai tujhe haal-e-gham ki khabar hai
    Meri galiyon ko choon se tera guzar hai
    Sama'at lagi teri awaaz par hai
    Nahi hai magar teri pehchaan, Mola
    Tujhe dhoondte dhoondte thak gaya hoon
    Baqaya ki garde safar mein ata hoon
    Najaf se bhi Karb o Bala tak chala hoon
    Main deewana, aashiq pareeshaan, Mola
    Guzarta hai din sa'atein ginte ginte
    Sajaya hai aangan ko main ne lagan se
    Yaqeen hai kisi roz aaoge ban ke
    Mere ghar mein tum khaas mehmaan, Mola
    Alam tere lashkar ke main ne siye hain
    Sipahi bhi tayyar sab kar diye hain
    Kayi baar bete ke boose liye hain
    Jise tujh pe hona hai qurbaan, Mola
    Jo Shaytan duniya ka sab se bara hai
    Wo ab tere naib se sehma khada hai
    Zamane ka murhab bhi zakhmi para hai
    Liye dil mein Khaybar ka armaan, Mola

Комментарии • 100