Bohot bohot dhanyawad mai bohot pareshan rhti thi period me baal kis din dhoye kis din n dhoye puja krna h jaruri h dhona too kaise dhoye bohot pareshan thi aapne saari problems he solve kr di
Mam periods ke 7th day hai es Thursday ko jo ki karwa chauth bhi hai..hume pehli baar vrat karna hai..kya hum 7th day baal dhul kar vrat utha sakte hai??
M hr Tuesday ko aapne baal dhoti hu kyu ki every Tuesday muje kali mata k mandir jana hota h ......... Kya ye glt h..? Mumma to mna krte h bt m nhi manti kyuki muje mata rani pr pura trust h wo kbhi mere sath glt nhi hone dege......... Sabse badi baat aap ka trust h....positive sochoge to ascha he hoga....... Thanks mam....
Mam aap bta rhi ki humesha nai dhona h nai to dosh padta h lekin mera ek hi bhai h or Thursday ko fast rhne ke vajah se mujhe har Wednesday ko bal dhulna padta h.. To mai kya kru...
Ankita ji,kal raksha bandhan hai aap ganeshji ko ek rakhi band le,isse dosh nahi lagta.mataji ne ye bataya tha.jab aap rakhi bandhe ganeshji ko bara bhai ka darja digiye aur boliye "aap mere bhai ki raksha kijiye"ganeshji ko ya apke kissi bhi ishte dev ko aap rakhi band sakte hain. mataji agar galate upay bataya ho to mafi dena
Mam kuch aisi pooja path jo amawasya ekadasi Purima me padte or asudh baal ho to kya bina shampoo ke dhulke vrat rakh sakte or pooja kr sakte sudh Mane jate bina shampoo
Prnam maaji ...🙏 main snjh nhi paai.. daily routine ki life m kis kis din sir dhna chahiy or kis din nhi ......jaise ......som ko ..yes ,,, mangal ko no ..budh yes .vir no ... sukr yes .. ...sani no .... . . kya ye sahi m ..mera ek bhai h abhi 40yrs. ka h mujh se chota h ,,, beta bhi mere ek hi h beti bdi h ... kya budh ko sir dho satte h ..... aap bhut acha batati h ,, abhi maine aapki kai sari video dekhi h thanku......raat ke 12;34 ho re h...mera man kr rah h or bhi dekh lu ...👍👍👌👍good night 🙏🙏🙏
Bhabhi ji ap itni pyari hai or apki samjhane ka tarika itna accha hai k is se accha koi na bata payenge..bahut gyan hai ap k pass.mein south indian hokr bhi apk channey bahut dekhti hu..tips ko follow krne ki koshish bhi krti hu.Thank you so much.Eeshwar apko lambi umar de..apk pariwar ko khush rakhein..🙏 Om Namah shivay 🙏
Ram Ram maa ji Aap such me bahut aachi ho, mai aapse request karna chahti thi aise video k liye .Pr aap kisi Goddess se kam nahi ho mere liye isliye kehne se pehle hi samjh gye. Bahut bahut dhanaywad . Mai abhi unmarried hu, To kya mujhe friday ko hair wash karna cahiye ya nahi?? Please do reply!!
Auntyji periods me kis din baal dhote hai? Aur mujhe ye bhi janna hai ladkiyo bal bina periods k kis kis din dhona chahiye? Mai Bhgwan Surya ki Pooja krti hu
Kis din baal dhona jada achha hota hai...or meri singh rashi h or mere aradhya dev surya bhagwan hai..plzz aap mujhe bataye ki mai kis din baal dho sakti hu..?
Matajii pranam...mene 16 somvar ka vart rakha h r shivjii k pass trishul r naag nagin bhi rakhkar puja ki h ...aab 27 August ko savan khatam ho rhe h to me uss din Nash nagin r trishul ko behete pani me daal du yaa17 somvar ke udjapan wale din....aap plz ye clear kar dijiye
Matajii pranam...matajii hamare ghar me already shiv ling hai me ussi ki puja karti hu...new nhi banaya naa sapit kia....me kaal subha shivjii ki puja samapt karke...subha naag nagin r trishul ko chalte pani me de dungi
Mam namste Bahut log non-vegetarians hai to khane ke bad bal dhona to bahut jaruri hai ya bal pe se nha lie to chalta hai ya shampoo krna jaruri hai please reply unty
Anti ji namste antiji merko vart rakhna hai to aap mujhe batiye ki purnima ka yea phir akadashi ka vart karu konsa best hai aur vart ka sath sath blog bhi dikhna please please please unti ji ❤❤❤❤😢😢😢😢😢😊😊
pranaam didi.. pleez btaye ki jb ladies period me hoti h to kisi bhi din baal dho skte h kya.. apke btaye upaye k sath.. mere husband tuesday aur friday ka fast krte h.. to mujhe har mahine ek baar to aisa din ata h ki tuesday ko dhona pdega hi.. mera ek hi beta h to friday ko bhi aisa hi h..
I m working women .Ron baahar nikalti hun.baal bahut gande ho jaate h.jisse wo bahut tootte h.meri kundali k anusar mujhe Sunday aur Thursday ko Baal dhonee se mana Kiya Gaya h.aapne bataya raise week mein 2din milte h Baal dhonee k liye pr amawasya aadi ped jaane par nhi dho paati.jaldi jaldi gande hone k Karan Baal bahut tootte hain.kuch upay batay.
Didi kya Rat me bal dho sakti hun. Agar budhwar ko nonveg kha liya to . Mai har roj pooja karti hun gori ji ko bhog lagana hota hai lekin mai nonveg bhi kha leti hun chorna chahti hun par meri wajah se husband bhi nahi kha payenge or unhen bahut pasand hai. To yese me kya karen. Kya sirf pani dalkar nha le. To chalega ya shikakai se dho le.ya Rat me hi khane ke bad dho len.
Maa ji hamare yaha period ke tisre din bal dhote hain agar maa ji guruwar ko tisra din pade to upaya karke dho sakte hai ya चौथे दिन शुक्रवार के दिन धुले प्लीज मां रिप्लाई में
वीडियो अगर अच्छा लगा हो तो Like👍करना न भूलें। बहुत अच्छा लगा हो तो शेयर भी करें😊
Th,abku maam
Thanks
👌
Nvratra ke phla din preod ka bal dhona chahiye ki nhi
Ha
Thank you so much aunty...😄😄 Mujhe bht confusion tha aapne solve kr dia..👍👍👍
Ap ko kse pta h ye sb
Dhanyawad guru ji merko shaniwar ko bal dhona jruri tha kuke mene rahu path kranatha ...apki ye video bhut labhdhayak hai 🙏🙏🙏🙏🙏
आपके द्वारा दी गई जानकारी अत्यंत महत्वपूर्ण है।
धन्यवाद....।
Vinod Pandey
लिकोरिया होने पर घरेलू नुक्सा
Bohot bohot dhanyawad mai bohot pareshan rhti thi period me baal kis din dhoye kis din n dhoye puja krna h jaruri h dhona too kaise dhoye bohot pareshan thi aapne saari problems he solve kr di
Bahut hi sundar baat batai h ji aapne jai shri radhe krishna 🙏🌹
Thnkkuu so much dear Auntie ji...🙏🙏
Bahut useful tips hai di thanx alot for this nic informantion
Bahut hi sundar jankari di h aapne aunty ji 🙏
Thank you mam aaj karwa choth h or Mai bhut pareshan thi ki Baal kaise dhou aapne to problem solve kardi
Accha lga vidao mem
Aap ka video bahut achha lga anty ji
Dhaywad Maa ji, Aapne bahut achchi jankari di,
Mai ye video sabk sath share kr rhi hu.
Mam kya karwa chouth k din Baal dho a chahiye ya Ni..??plz mam reply dijiyega..
Mene aaj subha apka video dekha maa ji aaj hi apke satth judi hu aap bahut achha batati ho
हमें ये जानकर बहोत अच्छा लगा, ऐसे ही बने रहें हमारे साथ😊
Thanks maa.
But ap Monday to Sunday bal dhone ke liye manaa kar di hai
To ap bataye ki hum kisdin bal dhoye... only water se bal clean ho jayega
Corret
धन्यवाद माताजी बहुत अच्छी जानकारी
Mam periods ke 7th day hai es Thursday ko jo ki karwa chauth bhi hai..hume pehli baar vrat karna hai..kya hum 7th day baal dhul kar vrat utha sakte hai??
thnk you mata ji 🙏
बहुत ही बढीया जानकारी🌷🌷🙏🙏
Rakshabandhan ki Hardik shubhkamnaye apki blessings hm pr bni rhe😀😀
Thanku so so much aunty g 🙏🙏🙏🙏app n bhut bdee problem solve kr de 🙏🙏
Thank you antiji 🙏
Bahut sunder aur mahatwapurna jankari
Mangalbar thik rahega ? Please batay
Bhut Achi video hai.thank you Aunty ji
Mata ji agar her guruvar ko upwas (fast) hota hai tb baal dhona hi padta hai tbb kaise dhoye..suhagan aurat ke liye
M hr Tuesday ko aapne baal dhoti hu kyu ki every Tuesday muje kali mata k mandir jana hota h .........
Kya ye glt h..?
Mumma to mna krte h bt m nhi manti kyuki muje mata rani pr pura trust h wo kbhi mere sath glt nhi hone dege.........
Sabse badi baat aap ka trust h....positive sochoge to ascha he hoga.......
Thanks mam....
Mam aap bta rhi ki humesha nai dhona h nai to dosh padta h lekin mera ek hi bhai h or Thursday ko fast rhne ke vajah se mujhe har Wednesday ko bal dhulna padta h.. To mai kya kru...
Mera v same he
Reply plz
Ankita ji,kal raksha bandhan hai aap ganeshji ko ek rakhi band le,isse dosh nahi lagta.mataji ne ye bataya tha.jab aap rakhi bandhe ganeshji ko bara bhai ka darja digiye aur boliye "aap mere bhai ki raksha kijiye"ganeshji ko ya apke kissi bhi ishte dev ko aap rakhi band sakte hain.
mataji agar galate upay bataya ho to mafi dena
ishte dev ko aap rakhi band sakte hain.
video me btaya upay kare
Acha jankari di Aapne dhNybad
Wahh bohut hi sukriyaa apka
Tuesday ko agr bhut jaruri ho to pti dev ko kaise dadhi bnana chahiye....???
Plz reply.....
Mam kuch aisi pooja path jo amawasya ekadasi Purima me padte or asudh baal ho to kya bina shampoo ke dhulke vrat rakh sakte or pooja kr sakte sudh Mane jate bina shampoo
धन्यवाद ,बिलकुल दोष नही होगा
Period me kyaa Somvar ko baal Dhul sakte hai kyaaa Maaa,.🙏 please reply me
दिदि क्या किसी व्रत के दिन हमें बाल धोना चाहिये,जिस दिन हम व्रत रखें उस दिन बाल धोना चाहिये कृपया हमें बतायें
Apka bhaut dhanyavaad 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Period me Saturday ko sar dho sakte h yaa nh
Aur periods m aur bhi kis din Baal dhona chaiye ya nhi
Prnam maaji ...🙏
main snjh nhi paai..
daily routine ki life m kis kis din sir dhna chahiy or kis din nhi ......jaise ......som ko ..yes ,,, mangal ko no ..budh yes .vir no ... sukr yes .. ...sani no ....
. . kya ye sahi m ..mera ek bhai h abhi 40yrs. ka h mujh se chota h ,,, beta bhi mere ek hi h beti bdi h ... kya budh ko sir dho satte h .....
aap bhut acha batati h ,, abhi maine aapki kai sari video dekhi h thanku......raat ke 12;34 ho re h...mera man kr rah h or bhi dekh lu ...👍👍👌👍good night 🙏🙏🙏
Thank u mam itni achi informition denake leya
Hum aap ke saare video Dekhti Hoon Mujhe Bahut Si Jankari milti hai aur accha lagta hai sunne mein aap bahut acchi Tarah Se Samjhe Aati Hai
Aapka khne ka mtlb h periods me bs Sunday ko hi bal dhona chahiye..?
Bhabhi ji ap itni pyari hai or apki samjhane ka tarika itna accha hai k is se accha koi na bata payenge..bahut gyan hai ap k pass.mein south indian hokr bhi apk channey bahut dekhti hu..tips ko follow krne ki koshish bhi krti hu.Thank you so much.Eeshwar apko lambi umar de..apk pariwar ko khush rakhein..🙏
Om Namah shivay 🙏
Ram Ram maa ji
Aap such me bahut aachi ho, mai aapse request karna chahti thi aise video k liye .Pr aap kisi Goddess se kam nahi ho mere liye isliye kehne se pehle hi samjh gye.
Bahut bahut dhanaywad .
Mai abhi unmarried hu,
To kya mujhe friday ko hair wash karna cahiye ya nahi??
Please do reply!!
जी हाँ, आप शुक्रवार को बाल धो सकती हैं।
Bahut bahut dhanyawad maa ji aapka for quick reply.
U really make unbeatable videos.
🌹Very useful information for all womens... Thanks Mam🌹
Auntyji periods me kis din baal dhote hai? Aur mujhe ye bhi janna hai ladkiyo bal bina periods k kis kis din dhona chahiye? Mai Bhgwan Surya ki Pooja krti hu
ruclips.net/video/Uriw8ZXbwbw/видео.html
Amavasya pr baal dho nhi skte uske liye bhi btaiye kuch tips
Bahut sundar video
Reply ke liye dhanyawaad auntiji
Mam thurday vrat me baal dhulke hi pooja krni chaiye
Bahut best information aapne di maa ji....thanku so much....good night maa ji
Dee aap bat bhut achi achi btati ho mn krta h sunte hi rhe aap ki mithi boli h
Mam jaise jo chatdevi ya pinni khani ho to baal us din dhule ki ek din pehle
Mam jaise navrat ke vrat me Usidin baal dhul sakte ya ek din pehle
Mam period me jaise thursay ko dhula ek bar to dusari baar baal Friday ko dhule ki sunday ko tab pooja kre
Hello mem kya Baal ko Bina khole ser ke upr se khali pani dalkr NHA skte h... Jb hm pati ke sath hote h...pls btay. Koi doss to nahi hoga
Ma ji..agr period m ho to kisi b din bal sho sakte h kya..jaise 5th day aur 7th day man le Tuesday ya Thursday pad raha h to..
thankyou so much 🙏
Jai Mata di 🙏🙏
Thank u aunty
Period ke sudhhikaran me somwar ko bal dho sakti hu?
Acha jankari di aapne
Thanks maa aap ne muhje achi jankari di
Very useful tips for working ladies😗😗😍😄😄
😃😍
Mam period k bad bal dhona ho to Tuesday ko do sakte hai ya nhi
MAm kuch log kehte Wednesday baal nhi dhulte btaiye kya kre or Thursday vrat
Kis din baal dhona jada achha hota hai...or meri singh rashi h or mere aradhya dev surya bhagwan hai..plzz aap mujhe bataye ki mai kis din baal dho sakti hu..?
aap ye video dekhe
ruclips.net/video/Uriw8ZXbwbw/видео.html
Very helpful vedio🙏
Very nice
Mam amawasya or Purima me baal dhulna ho asudh baal to konsa upaye kre
Charan Sparsh Guru Devi👏👋👏👋💐🌹🌹🍎🍎📿🎁👏👋👏👋
Pranam mataji, aaj ekadasi aur guruvar h ..masic ka phla din h...sanivar ko sani pradosh vrat krna h kb bal dhule...margdarsan kre
Thank you mata ji etni achhi jankari batane ke liye
Matajii pranam...mene 16 somvar ka vart rakha h r shivjii k pass trishul r naag nagin bhi rakhkar puja ki h ...aab 27 August ko savan khatam ho rhe h to me uss din Nash nagin r trishul ko behete pani me daal du yaa17 somvar ke udjapan wale din....aap plz ye clear kar dijiye
subh asirvad,aap 27 August ko visarjan kar skte hai,or 17ve somvar ko new shivling bnaye
@@AsanZindagi thank you matajii...
Matajii pranam...matajii hamare ghar me already shiv ling hai me ussi ki puja karti hu...new nhi banaya naa sapit kia....me kaal subha shivjii ki puja samapt karke...subha naag nagin r trishul ko chalte pani me de dungi
Mam namste
Bahut log non-vegetarians hai to khane ke bad bal dhona to bahut jaruri hai ya bal pe se nha lie to chalta hai ya shampoo krna jaruri hai please reply unty
shampoo karna jaruri nahi hai.
Thank you
🙏🙏mata ji... achchhi jankari hamesa ki tarh.
#AsanZindegi madam kya periods ane ke turant baad baal dhone ka koi niyam hain? Batayie please...
ji nahi
@@AsanZindagi Thank you mam.
Thank you mom very nice information
Jay Shri Krishna🙏mtaji पूर्णिमा और एकादशी को सिर धोने से प्रॉब्लम तो नहीं होगी ना माताजी हम आपके हैं बातों जीवन में उतारते हैं
ji nhi,koi problem nhi hogi
@@AsanZindagi जय श्री कृष्णा माताजी बहुत-बहुत धन्यवाद आपका
Bahut badia jaankari di h aapne mam .thnx g
Pranam mataji.....Periods me bal kitane din bad dhoye aur kis kis din varjit hai....suna hai somvar sukrabar nahi dhote....pls bataye
Anti ji namste antiji merko vart rakhna hai to aap mujhe batiye ki purnima ka yea phir akadashi ka vart karu konsa best hai aur vart ka sath sath blog bhi dikhna please please please unti ji ❤❤❤❤😢😢😢😢😢😊😊
namaste, apki jo manta ho us vart ko kare
purnima par panjiri or panchamrit ka bhog
ekadasi me aamla ka bhog lgaye
bahut achhi information di apne di.thanx
Period ke Samay kis din Baal dhona chahiye
pranaam didi.. pleez btaye ki jb ladies period me hoti h to kisi bhi din baal dho skte h kya.. apke btaye upaye k sath.. mere husband tuesday aur friday ka fast krte h.. to mujhe har mahine ek baar to aisa din ata h ki tuesday ko dhona pdega hi.. mera ek hi beta h to friday ko bhi aisa hi h..
ji ha aap aisa kar sakati hai
Asan Zindagi thank you didi😊🙏
I m working women .Ron baahar nikalti hun.baal bahut gande ho jaate h.jisse wo bahut tootte h.meri kundali k anusar mujhe Sunday aur Thursday ko Baal dhonee se mana Kiya Gaya h.aapne bataya raise week mein 2din milte h Baal dhonee k liye pr amawasya aadi ped jaane par nhi dho paati.jaldi jaldi gande hone k Karan Baal bahut tootte hain.kuch upay batay.
Mam period ke baal Tuesday ko dhul sakte tisare din pe
Thenks mata ji
Please aunty jee periods ke baad baal kab dhona chhahiye bataye married women ke liye
Didi kya Rat me bal dho sakti hun. Agar budhwar ko nonveg kha liya to . Mai har roj pooja karti hun gori ji ko bhog lagana hota hai lekin mai nonveg bhi kha leti hun chorna chahti hun par meri wajah se husband bhi nahi kha payenge or unhen bahut pasand hai. To yese me kya karen. Kya sirf pani dalkar nha le. To chalega ya shikakai se dho le.ya Rat me hi khane ke bad dho len.
Mam period wale baal kitni baar dhule or sendur kab lgaye
गुरु मां पीरियड आ रखा है आज आमशया है बाल नही धोए है कल व्रत करना है धो सकते है प्लीज प्लीज प्लीज मुझे बताओ 🙏🙏
Tuesday,thursday,saturday ko koi v apka niyam ka man k shampoo kar sakte hai kya ya his din ka Jo bole wohi niyam karna jaruri hai
ruclips.net/video/Uriw8ZXbwbw/видео.html
@@AsanZindagi thanks
Mam period me tisare din sanivaar pade to dhul sakte baal pehli baar
Mam kya 4 days ke bad navratra me puja kr sakti hu,plz reply urgently
Thursday fast hai mera toh mein kya karu??? Wednesday v baal nahi dhosakti bcoz mera ek vai hai..plz bataya mam
Maa ji mujhe operation se October me baby huaa h ...mera pet nikal rha h koi upay btay jo pet Andar ho jaye..plz. reply me
ruclips.net/video/2R4GebuEKdc/видео.html
Mam 7 ke baad maang bhar sakte night me sukha sendur
Her guruvar ke upwas ke din jo apne upay bataya wo krke hi baal dhoye...ya sidhi tarah dhoye bina besan lagake
Maa ji hamare yaha period ke tisre din bal dhote hain agar maa ji guruwar ko tisra din pade to upaya karke dho sakte hai ya चौथे दिन शुक्रवार के दिन धुले प्लीज मां रिप्लाई में
Aap is din baal naa dhoye, agar jarurat hai to aap saade paani se baal dho sakate hai
Bahut bahut dhnayvad