अच्छा आलू 8₹ लेबर प्लस भाड़ा 2₹ कोल्ड स्टोर खर्च 3₹ kg आलू पड़ा 13₹/kg कोल्ड स्टोर में आलू की सफाई का खर्च 1₹ kg अलग से अब आलू 14₹ हो गया जब रिटेल में 30 रुपये/किलो बिकता है उस टाइम 800या 850 का एक कट्टा जाता है मतलब की 16₹ किलो आपका बिकेगा तब फुटकर दुकानदार बाजार में 30₹/किलो आलू बेचेगा।
Hello sir, badhiya idea hein lekin yaha kya guarantee hein ki cold storage waale humse cheating nahi karenge. Kyun ki mere state se dusre state me hum kaise control karenge?
sir ji namaskar me odisha kalahandi district bhawanipatna se hu apne jo jankari di hai isliye apko bahut bahut dhanyabad.sir ji kya sach me aisa hota hai ? me up farukhabad ja kar aloo kharidkar cold store me de sakta hu ya local logo keliye ye subidhaye upalabdh hai plz mera prasna ka jaeab dijiyega sir agar aisa nahi ho payega to upaya bataye sir me aloo pyaj ka wholesale byapar karna chahta hu mal kaha se kharide aur waha se kaise maal kaise laye plz iska bhi jaeab dene ki kosis kijiega sir
@@RKBUSINESSPOINT hamare yaha mandi nahi hai sir jaha tak meri jankari hai bahut sare byapari chhatisgarh raipur se maal mangwate hai aur kalahandi district bhawanipatna se raipur lagbhag 270 km hai jo local byapari raipur se maal latein hai unse agar maal kharid ke bechenge to jyada munafa nahi hoga aur customers ko bhi unse kam rate me nahi de paenge.
MAI UP ALLAHABAD SE HU HAMARE PASS AALU KA BAHUT STOCK HAI JISKO PARTNER SHIP ME BUSSINESS KARNA HAI WO LOG SAATH AA SAKTE HAIN.... -ODISHA -DELHI -TAMILNADU -KASHMEER JAHAN AALU KA PRODUCTION NAHI HOTA KEVAL WAHAN KE LOCAL LOG SAMPARK KAREIN
Sir ap k business ideas k vidio dekhta rahta hun both ache adies daite ho ap sir Aloo k business k bare m ap ne bola ek baat clear kr do sir coldstore wala 120 ya 140 rupes per month lega ya March se jun tak

अच्छा आलू 8₹
लेबर प्लस भाड़ा 2₹
कोल्ड स्टोर खर्च 3₹ kg
आलू पड़ा 13₹/kg
कोल्ड स्टोर में आलू की सफाई का खर्च 1₹ kg अलग से अब आलू 14₹ हो गया
जब रिटेल में 30 रुपये/किलो बिकता है उस टाइम 800या 850 का एक कट्टा जाता है
मतलब की 16₹ किलो आपका बिकेगा तब फुटकर दुकानदार बाजार में 30₹/किलो आलू बेचेगा।
बहुत अच्छे से बारीकी से समझाया एक बार ट्राय करता हूं गुरुजी ❤❤❤
Thanks❤
सर आपको नमस्कार आपका समझाने का तरीका बहुत ही बढ़िया आप को हमारी तरफ से सेल्यूट
Thanks
आपने बहुत बढ़िया समझाया है
Thanks
आगरा में खंदौली मेंआलू 😢सबसे ज्यादा आने की खेती होती है
Mandi ka koi contact he
Kabhi aapne rakha hai cold store me, nhi rakha to jo rakha hai usase pata kar lijiye.
Esme kuchh nhi hai
Kyu bhai loss ho gya kya
बहुत ही अच्छी जानकारी।
Thanks
ur v good idea 😊🎉🎉👌👌👍👍
Thanks
अच्छी सेंस है बहुत बहुत धन्यवाद
Thanks
बहुत शानदार वीडियो सर जी ऐसे ही कोई और वीडियो बनाये।
Thanks
Thank you sir good idea
Thanks
Hello sir, badhiya idea hein lekin yaha kya guarantee hein ki cold storage waale humse cheating nahi karenge. Kyun ki mere state se dusre state me hum kaise control karenge?
sir kabhi kabhi aalu itna sasta ho jata hai kisan coldstore ki tarf dekhta hi nahi
Bahut sundar jankari sir
Thanks
Excellent sir🙏
Thank you so much 🙏❤️
आप खरीदने की बात कर रहे हैं हमारे तो खेत का ही लगा हुआ है खेत वाला ही नहीं ले रहे हैं कोल्ड वाले
Kitna tan he ap ka alu me kharidunga
Very good bro @@kunalnagpure3388
@ranvirsingh4203 ji aap contact number dijiye apna...baat karte hai shayad aapka aur humara dono ka kaam ban jaaye...Radhe Radhe
sir silai aur bore ka kharcha ko apne count nahi kia hai sabko milake lumpsum kitna kharcha hoga batana chahiye tha sir
Bilkul sahi baat h bhai
Idea to achcha hai ek bar TRAI karne mein kya jata hai jitni rakam lagai utani to wapas hongi
Kuch nhi milega to tajurba to milega
You are Rahat@@sandeepkumar81714
Alu khrb bhi to ho skta h ya nh? Khi milne ki soche 3 lac ka chuna lg jaye shi jankari or bhi jankari jutaye
Bhut accha motivate Kiya..thanku sir 😊
Most welcome❤
अच्छी जानकारी
Mind blowing idea
Thanks
Thanks ❤❤❤❤❤
good business sir ji
Thanks❤
Bhut acchi baat btayi hai ...
Thanks ji 🙏
Thanks
धन्यवाद सर ❤
♥️♥️🙏🙏
धमतरी छत्तीसगढ़ से मुझे इटावा से आलू का व्यापार करना है क्या करना होगा
Nice information ji
Thanks
Cold Store ke bare mein dusra video banaaiye sar cholesterol main koi bhi chij rakhne ka Kitna kiraya aata hai aur kya tan ka hisab hota hai mahine ka
Ok ❤
sir ji namaskar me odisha kalahandi district bhawanipatna se hu apne jo jankari di hai isliye apko bahut bahut dhanyabad.sir ji kya sach me aisa hota hai ? me up farukhabad ja kar aloo kharidkar cold store me de sakta hu ya local logo keliye ye subidhaye upalabdh hai plz mera prasna ka jaeab dijiyega sir agar aisa nahi ho payega to upaya bataye sir me aloo pyaj ka wholesale byapar karna chahta hu mal kaha se kharide aur waha se kaise maal kaise laye plz iska bhi jaeab dene ki kosis kijiega sir
Shuruat me ap apne aspass ki wholesale mandi se kar sakte hain
@@RKBUSINESSPOINT hamare yaha mandi nahi hai sir jaha tak meri jankari hai bahut sare byapari chhatisgarh raipur se maal mangwate hai aur kalahandi district bhawanipatna se raipur lagbhag 270 km hai jo local byapari raipur se maal latein hai unse agar maal kharid ke bechenge to jyada munafa nahi hoga aur customers ko bhi unse kam rate me nahi de paenge.
Yes bro yha pe bahut aloo ki paidavari ki jati h
@@Rakeshsahu678 mai up allahabad se hu aao milke parternership me bussiness karte hain
MAI UP ALLAHABAD SE HU HAMARE PASS AALU KA BAHUT STOCK HAI JISKO PARTNER SHIP ME BUSSINESS KARNA HAI WO LOG SAATH AA SAKTE HAIN....
-ODISHA
-DELHI
-TAMILNADU
-KASHMEER
JAHAN AALU KA PRODUCTION NAHI HOTA KEVAL WAHAN KE LOCAL LOG SAMPARK KAREIN
Good Idia
Thanks
Yes
50kg ₹140 vo mahinekahe ya 5mahineka kharch
Agar 1mahinekaheto ₹140*5mahina=700 hoga
Sirf ek bar lagta hai sir🙏
Bhai cold storage ka kiraya tou bataya nahi.😊
Sir ap k business ideas k vidio dekhta rahta hun both ache adies daite ho ap sir Aloo k business k bare m ap ne bola ek baat clear kr do sir coldstore wala 120 ya 140 rupes per month lega ya March se jun tak
Cold storage ka charge per month nahi lagta hai sirf ek bar lagta hai march se August September tak ka baki detail ap jakar bhi pata kar sakte hain
120 240 back ka hisab tha ya tan ka
@@Shafiksheikh-hq7emrsbag ka hisab se hota ha bhai
120 se 140 per quintal ka kiraya kitne din k liye hota h
जब स्टोर पूरे भर जाए फिर कहां ले जाएं आलू
Bhai cold bhada 120 peked bhada hai .
Ek saal ho gyi uncle ji ki vedio ko kisi ne ye kam kiya ho to apka feedback jrur se de di jiye plz kya or kaisa hua
👍👍👍👍👍👍👍
Very nice
Thank you
Sir plz Agra side la cold storage ka no. Dijie
Google se mil jayega bhai
❤
Cold stor me kiraya 60 rupaiye eek bar hi lagega kya
हां जी
Tq
@@RKBUSINESSPOINT kiraya kitna hai 50 kg ka 6 month k liye
@@rinku6462 ₹60 se 70
@@RKBUSINESSPOINT aap hame koi aacha sa business btaye jisme ghatta na ho. Kirpiya bataye
Sar humko coldest cold Store ke bare mein jankari dijiye hamen jankari nahin hai ham is business ko karna chahte hain
Ok sir
Ye rate kaha ka hai mere yaha to mehga hai ?
Pyaj ke bare mein sar bataiye
Pyaj ki video allready channel per hai❤
You tube ma bolna.acha lagda.ha
Sir aap kanha se ho hamare yanha 50kg ka 450 hai jo ret aap bata rahe vo kanha milna
Agra(UP)milega.
Sir store ka no kha milega
Store ka har mahine ka charge Kitna lagega 1 bag par
Store ka charge mahine ka nahi poore saal ka ek hi baar lagta hai
VERY INFORMATIVE VIDEO❤
Thanks❤
Bhai ya alu ha 300 rs wala 300 rs ma ne bikta jo alu ka kam karta ha car sa sikal par a ga
100 kg rkho ge to 70 kg hi rh jayega 30 shukh jata hai 😂
Aap faltu ke comment karke kyu logo ko ullu bna rhe ho bhai sir ne jo bola bo bilkul sahi hai ok
कोल्ड वाले 130rs लेते है सर पर पैकट लेते है
Beta ye sab purane chaval.hai inki knowge se jada exepirience hai
Abhi hamko 10 Ru kg dilwa dijiye.
Cold pada aaj bhi mil jayega
MAI UP ALLAHABAD SE HU HAMARE PASS AALU KA BAHUT STOCK HAI JISKO PARTNER SHIP ME BUSSINESS KARNA HAI WO LOG SAATH AA SAKTE HAIN....
-ODISHA
-DELHI
-TAMILNADU
-KASHMEER
JAHAN AALU KA PRODUCTION NAHI HOTA KEVAL WAHAN KE LOCAL LOG SAMPARK KAREIN
Ok
Ha
Bolo aau kya
Aao
Aap ne kahi kharida h ham aalu peda karke faida nahi le paye ye to tir tukka h
Rahul Gandhi ji ko jitna aloo ka knowledge hai utna aap ko nahi hai sir ..
Sir ghata hone ki puri garanti hogi
Total rakam 450000
Aalu ki varati ka gyan aapko kam hain 3747 koi varati nahi hai ha 3797 ek achhi varati hain to pahle varati ka gyan le ko tab video banao
100 kg per 30kg Shuk gata
Ho gaya gata
Pahle khud allo ka business karo,kyu lolo ko barbaad kar dogo
Apne kiya h kya to experience share kro
Sir aapne kabhi trai nhi Kiya hai 100%
Kahin nahi milta 4.5₹kg galat baat keyon batate ho
Cold Storage ka kharcha kaha gya sirjee ??
Permonth leta hai wolog
ITNA AASAN NAHI HAI😂😂
16 , 20rs. Kg to abhi khudara bazar hai.
Yes
Agra side k cold storage ka no dijiye
Shamsher Singh Mor Shashabad K
K R Shir App Apni Rai Det H But App Apna P h No Kuyu Nahoi Det App Gumra Kar Ho Pl Sachi Bat Kar Thaunku
धन्यवाद सर ❤
Thank you so much ♥️🙏
MAI UP ALLAHABAD SE HU HAMARE PASS AALU KA BAHUT STOCK HAI JISKO PARTNER SHIP ME BUSSINESS KARNA HAI WO LOG SAATH AA SAKTE HAIN....
-ODISHA
-DELHI
-TAMILNADU
-KASHMEER
JAHAN AALU KA PRODUCTION NAHI HOTA KEVAL WAHAN KE LOCAL LOG SAMPARK KAREIN
Tumar mobile number?