PSY ke status me ye likha aa raha....👉Not Eligible for PSY as beneficiary is not verified as shramik on or before service Date( pw Reg.4th ANCfor old case). Sambal kard delivery ke pahle ka (16 January ka ) hai delivery date 2 march hai .pese aayege ya nahi kab tak aa jayege documents sare jama kar diye
Please reply 🙏 प्रधानमंत्री मातृ वंदना योजना । प्रसूति सहायता योजना । जननी सुरक्षायोजना । क्या इन तीनों योजनाओं का लाभ ले सकतेहैं या तीनों में से सिर्फ एक का Please fast response 😢
Pmmvy ke website per jakar aap ko login karna he uske baad beneficiary status mein jakar Ke apna payment status check kar sakte ho. Login karne ke liye aapke pass ID password hona anivarya hai. Anganbadi ke Dice code or password ke madhyam se aap login kar sakte hain. Aanganwadi Karykarta se id password le lo
Hme ko labh nhi mila baby do saal ka bhi ho gaya aganwadi wale kehte aa rahe hai ki ayenge paise ayenge bas yhi sun rhe hai jb se form bhra ab to puchna he bnd kr diya main ye puchna chahri hu sir 2nd baby ke liye b agandwadi se mcp card bnega ki sidha swasthya kendra se aidha vaccine lgwa skte h?
@@IndrajeetAwasiya sir pehli b meri ladki hui tb b kuchni Mila aganwadi wlo se puchne pr bolte h abi tk ki aa jayenge pese apka form jma krdia tha bs yhi bolte hai
Aap jis aanganwadi se tikakaran card banaye ho us aanganwadi se pmmvy ka form online fill kare.or use area me govt hospital me delivery karna hoga tab pura Paisa milega.
नहीं , सबसे पहले आप पता करो कि आंगनबाड़ी कार्यकर्ता ने आपका फॉर्म भरा है या नहीं अगर आपका फॉर्म भरा होगा तो आपको पैसे जरुर मिलेंगे। अगर आपका फॉर्म नहीं भरा है तो सबसे पहले आप पर्यवेक्षक से शिकायत करें।
M government teacher hu,har jagah mere documents me mere father ki surname h yha tak ki job me bhi Abhi m 6 month pregnant hu...to kya mujhe husband wali surname update krwana pdega kya????
Muje ye janna hai ki hmare pass bank passbook nahi hai lekin bank statement hai jisme meri bank ki sari information jaise ki ac no, ifsc code etc hai to ky bank statement ki zeros lga skte h ky isme please reply???
Agar na mile to kya kare sir .my wife ka 6ta mahina chal rahai.or koye bhi rashi nahi mili hai.jab ki 3rd mahina me hi card ban chuki .sir plz help.kya kare
Mere gao me ek aaya tha jo sb ka aadhar leke gya tha wo kaise sb ka paisa dila deta hai bhai mai cycber cafe khole hua hu but iska knowledge mere paas nhi hai koi information hai aapke pass to please share kijiye
Sir mara card to h tkakarn bo hoga inrtery bi hogi likin mere se documents nhi li h ak din mny call ki to boli ki7 month m farm breg ak sath aajavge sare pese 7 se mere ko six month lg jaye ga hriyana se hu
Aap ko aanganwadi me jakar pmmvy ka form fill up karva padega.jisse 6000 rupees aayege or delivery ke bad total 16000 mp state walo ko. Other state walo ko 11000 milega
@@IndrajeetAwasiya ye pse bhi jo form fill krti hai anganvari worker 5000 rupe vale. Ose form me ye pse bhi ayenge agr mri delivery govt hospital me hui to.
Very informative thank you 🙏
Good information ❤❤
Bohot bohot badiya video sir..👍👍
PSY ke status me ye likha aa raha....👉Not Eligible for PSY as beneficiary is not verified as shramik on or before service Date( pw Reg.4th ANCfor old case). Sambal kard delivery ke pahle ka (16 January ka ) hai delivery date 2 march hai .pese aayege ya nahi kab tak aa jayege documents sare jama kar diye
Please reply 🙏
प्रधानमंत्री मातृ वंदना योजना । प्रसूति सहायता योजना । जननी सुरक्षायोजना ।
क्या इन तीनों योजनाओं का लाभ ले सकतेहैं या तीनों में से सिर्फ एक का
Please fast response 😢
sambhal card kis ke naam ka hona cahiye pls tell us
PSY ki rashi nee mili . 2 march ko delivery hui thi .status check kiya tha .kyo nahi aaya pesa
Aap ne hospital me sabhi Documents jama kiye honge to paise milenge
Meri bhi delivery hone vali hai mujhe kya karna hoga
Hosiyar kisi b govt hospital m ya aaganvadi m jb tk 3 mnth complete na ho jaaye koi b tika nhi lgaya jata h.... 3 n half mnth hone pr phla tika lgta h
Good 👌
Mere bachi ko lga tha bhai
@@NehaPamar-rb6yfpregnant lady ki baat krre h
Bahut achche
Per kuch government hospital m 3 months ki starting per he laga diye
Me M.P ka rehne wala hu meri wife ki dilewari M.H me hoi hai kya me ye furm bahar sakta hu
Sir e-Shram card se garbhavati mahila ko government hospital se kuch laabh mil sakta he?
Nahi
Lekin aap pmmvy ka form fill kar sakte ho jisse 5000 mil jayenge
But muje aaj hi call aaya ke e sharam card ke liye apply kro aapko 12000 milege@@IndrajeetAwasiya
Me kese chek karu ki mera pmmvy ka from dal diya hai aaganvadhi se? Rashi nahi mili hai
Pmmvy ke website per jakar aap ko login karna he uske baad beneficiary status mein jakar Ke apna payment status check kar sakte ho. Login karne ke liye aapke pass ID password hona anivarya hai. Anganbadi ke Dice code or password ke madhyam se aap login kar sakte hain. Aanganwadi Karykarta se id password le lo
Hme ko labh nhi mila baby do saal ka bhi ho gaya aganwadi wale kehte aa rahe hai ki ayenge paise ayenge bas yhi sun rhe hai jb se form bhra ab to puchna he bnd kr diya main ye puchna chahri hu sir 2nd baby ke liye b agandwadi se mcp card bnega ki sidha swasthya kendra se aidha vaccine lgwa skte h?
Aanganwadi se 2nd baby me bhi MCP Card banega. Agar Girl ka janm hoga to aapko pmmvy ke 6000 milenge.
@@IndrajeetAwasiya sir pehli b meri ladki hui tb b kuchni Mila aganwadi wlo se puchne pr bolte h abi tk ki aa jayenge pese apka form jma krdia tha bs yhi bolte hai
pmmvy ka form online nahi kiya hoga esliye nahi Paisa aaya. Second delivery me aap pmmvy ka form aanganwadi se online kara lo delivery ke baad
Ncp card. Tika ki list hoti jo lgwate h
Adhar card update
Rch pr portal pr register
Thank you
Sir mp ki hu wahi tikakaran hua lekin dilevery Gujarat me karwana h to kya waha ke hospital ki parchi lag jayegi kya
Aap jis aanganwadi se tikakaran card banaye ho us aanganwadi se pmmvy ka form online fill kare.or use area me govt hospital me delivery karna hoga tab pura Paisa milega.
@@IndrajeetAwasiya tqq ser
Sir kya card dusre raajya ka h to us card se dusre raajya me dilevery karwa sakte h
Kya golden card walo ko bhi labh mil sakte h... government job walo ko
Nahi
Jsy k pese kitne din me aa jaate hai documents submit karne k bd
Aap pmmvy ki website per online apply karo. Delivery ke bad paise aa jayege
Ek family ka abha card and ayushman card dono ban sakta hai?
Ha
@@IndrajeetAwasiya ayushman card ek family ka ek hi banega ya sabhi person ka alag alag
@vinodyadav-cl3cy sabhi ka ban sakta h
Kya me pmmvy ke liye 181 par shikayat kar du delivery ho gyi ek bhi kist nahi mili
नहीं , सबसे पहले आप पता करो कि आंगनबाड़ी कार्यकर्ता ने आपका फॉर्म भरा है या नहीं अगर आपका फॉर्म भरा होगा तो आपको पैसे जरुर मिलेंगे। अगर आपका फॉर्म नहीं भरा है तो सबसे पहले आप पर्यवेक्षक से शिकायत करें।
@@IndrajeetAwasiya181 sabse best
Kya mcp card kisi bhi stet me kam kr sakta hai
Ha
Haji bhabhi
Bhai Mera delivery huaa h to labh niil raha h kiya kare.
M government teacher hu,har jagah mere documents me mere father ki surname h yha tak ki job me bhi
Abhi m 6 month pregnant hu...to kya mujhe husband wali surname update krwana pdega kya????
NO
To mujhe bhi is yojna ka labh milega??
Pregnancy dusri state par hone se..mcp card kaha banwa sakte hai..jis state par stay kar rahe hai ya home state me?ya dono state me karwana padega?
जिसके पास महिला ने टीका लगवाया ओ कार्ड बना कर देगी।
Muje ye janna hai ki hmare pass bank passbook nahi hai lekin bank statement hai jisme meri bank ki sari information jaise ki ac no, ifsc code etc hai to ky bank statement ki zeros lga skte h ky isme please reply???
Ha laga sakte he. Lekin DBT jarur h
Ham up ke rahne wale hai lekin abhi uttarakhand men hai to kya mujhe ess yojana ka labh milega ki nahi
Milega lekin aap jaha tikakaran karavo ge us aanganwadi se laabh le sakte ho.
sir humare disppensry vaale yh card nhi de rhe h bss mcp no ek pink coller ke card pr likh ke de diya😢😢😢😢
Rch id number h kya us card me
Mere first baby jab hua tha tab koi yojna nhi mili kya ab milskta kuch
Agar na mile to kya kare sir .my wife ka 6ta mahina chal rahai.or koye bhi rashi nahi mili hai.jab ki 3rd mahina me hi card ban chuki .sir plz help.kya kare
Aap pmmvy ki website per online form fill up karo. Delivery ke bad paise aa jayege.
@@IndrajeetAwasiya ok sir try karta hoon
डिलीवरी के बाद पैसा मिलता है कि नहीं@@IndrajeetAwasiya
Mp me shadi hue h waha ka Adhar card bn chuka tha incase mujhe mayke aana pada Lucknow mai kya yaha pe sarkari me suwidha le skti hun ??
Ha
@@IndrajeetAwasiya thankyou
Hamare gav me kuch पता ही नही टीका नही लगते है
2 bar pregnancy me pese kitne milte hai
Private hospital me agar baby ho to paisa milta hai ya nhi
Pehle baby k milte hai. Anganvaei center se form fill hota ha
Nahi milta hai
Nahi milta hai
Adhar pe pati k naam hona zarori hai surname or address
2 बार गर्भवती महिलाओं को कितना पैसे मिलते हैं
Sir dise code konse hote h
Meri pahli delevery hui thi sehore me c section hua tha but mujhe sirf 1400 rs mile the 11000 kyu nhi mile
Aap pmmvy ki website per online apply kar do mil jayega paisa
Self registration option nahi hai Pmmvy portal pe
Self Registration na kare payment rook jayegi. Aanganwadi ke Dise code se apply karo
@@IndrajeetAwasiya agar husband govt job me h toh tb b milenge paise??
Ha milege lekin aap ko time time per mcp card me tikakaran entry karvana padega saath he 4 checkup bhi
Yha koi batata bhi ni yha k anganvadi koi kholta ni h jaldi avkash pr rhete aasha asi h kuch btatati ni khud puchna padta hume kon h btane vala
Ncp card
Adhar card update
Rch pr portal pr register
Mere gao me ek aaya tha jo sb ka aadhar leke gya tha wo kaise sb ka paisa dila deta hai bhai mai cycber cafe khole hua hu but iska knowledge mere paas nhi hai koi information hai aapke pass to please share kijiye
Sir aap ko pudg se fursat mile tab n
😂😂😂@@maantrivedi2926
Sir mara card to h tkakarn bo hoga inrtery bi hogi likin mere se documents nhi li h ak din mny call ki to boli ki7 month m farm breg ak sath aajavge sare pese 7 se mere ko six month lg jaye ga hriyana se hu
Aap ko paise mil jayenge
Delivery ke bad bacche ko tike lagne ke turant bad paise aa jayege
Kuch bhi paise nhi mile...
Asha boli site band ho gaya new lod nahi ho raha hai abhi tak lav nahi mila 1 sal ho gaya complain n Kahan kari n bihar bhagalpur naugachia at pakra
Website Chalu h Band nahi hua h
Hello sir @@IndrajeetAwasiya
Abhi bhi mil sakte hai kya ye fayde
Kya aayusmaan kard se delevri ho sakti
Government hospital me delivery Free hoti h. Aayushman card se aap pmmvy ki website per online form fill up kar sakte ho. 11000 milega
Hm anganwadi se card bnwaye hai or delivery ke time khud paisa aa jata h ki kuch krna pdta h us time
Aap ko aanganwadi me jakar pmmvy ka form fill up karva padega.jisse 6000 rupees aayege or delivery ke bad total 16000 mp state walo ko. Other state walo ko 11000 milega
@@IndrajeetAwasiya pmmvy form kya hota h or kya ye aanganwadi m hi bhra jata h ki online v kar skte h
Pradhanmantri Matra Vandana Yojana ka form anganbadi se bhara jata hai
@@IndrajeetAwasiya kya online bhar sakte h
@@IndrajeetAwasiya MCP card kya hota h
Aur agar tika n lagvaye to private m lage ho to
to fir rch id number jaruri h
Uttar Pradesh valo ke liye nhi h kya😢
11000 milega all state
Sar mera adhar card pe mere pati ka nam avhi ni jura h papa ka hi nam h mere to ni ban sakta h mamta kard
Ban jayega
जब आंगनवाड़ी रजिस्ट्रेशन करती है तो किसी फॉर्म पर सिग्नेचर करना होता है और कोई प्रूफ मिलता है?
Ha print nikalti he pmmvy ka form fill hone ke bad
@@IndrajeetAwasiya पोषाहार का ?
M govt employ hu m card k lie apply kr skti hu
Ha
Hmare yha to 5000 rupe milta hai.
1st delivery me 5000 milta h pmmvy ke. Govt hospital se delivery ke 10600
@@IndrajeetAwasiya koi se bhi govt hospital se me Punjab se hu
@RajJoban462 ha
@@IndrajeetAwasiya ye pse bhi jo form fill krti hai anganvari worker 5000 rupe vale. Ose form me ye pse bhi ayenge agr mri delivery govt hospital me hui to.
@RajJoban462 ha
Sir kuch nahi milta hai
Mera do manth huaa
Aanganwadi me jakar ANM se tike lagvake MCP Card bana lo or aanganwadi karykarta ke id password se pmmvy ka form online fill up karo
Ok
Main cg se 3000 milta hai
Pmmvy ki website online apply 11000 milega
@@IndrajeetAwasiyasir me m.p se hu me pregnant hu 6 month tika bhi lag gaya h dono or card bhi bana h or pymnt nhi ai koi bhi kyabkare
Hello sir
Hello
Ncp card
Adhar card update
Thank you sir .par aapne 11000 ke rashi ke bare me aur nahi batayen
Mujhe to nhi Mila hai Jo 5000 milta hai o to mujhe nhi Mila hai
Pmmvy ka form aanganwadi se bharo
Prem bhagwan 8 manth
Kaise milege btao sir mere chote chote 2 bache h
Form kaise bharate hain
Pmmvy ki website se form fill hoga. Aanganwadi ke Dise code number se
Ok ok ok ok ok ok ok
kaise kare
Hamare yaha to koi rashi nahi milti
All India me pmmvy ka benefit milta h
@@IndrajeetAwasiya lagta he anganbadi wale kha jate he
Nahi Aanganwadi Se Aap ka form online fill up kiya hi nahi. Pmmvy ki website per online apply kar sakte ho
@@IndrajeetAwasiya mamta card ke number chahiye hoga na
Ha
Ok ok 😂😂😂😂😂
Ye 😅😅😅😅😅 bewkuf 😅😅😅😅😅 toda padh le samjh le 😅😅 Awasiya