Thanks for the clarification Acharya... As Mars is posited in Auspicious House but got affected ( Aspected) due to the Naisargik Croor Planets Sun and Rahu. Also, Mercury being in yuti with croor Planets and also Swamy posited in Dukh Sthan (6th House), became peedith.
Guru Ji pranam, lagan kee agle bhav mein mangal shani yuti hai (2 no bhav) aur pichle bhav mein surya budh yuti hai (12 no Bhav) lagnesh budh hai to kya lagan paap kartari mein aayega... 🙏
गुरु जी यदि अष्टम भाव पीड़ित हो मतलब उसमे दो या दो से अधिक अशुभ ग्रह हो तो क्या अष्टम भाव जोकि दुःख स्थान है वो अधिक परेशान करेगा या उसके दुःख के नैसर्गिक स्वभाव मे कमी करेगा। और ऐसे ही यदि यह भाव बली हो तो क्या परिणाम देगा?
Koti..... Parnam pt.Ji. Name :shiv Ram Bhardwaj Mangal is harming house no. 4&house no. 5 while the same mangal is supporting lagan Mangal is ashub &his darishtian are ashub. Than why it is so. Pl. Explain. Thanks a lot.
Pranam guruji Brisa lagan me guru dukh pati 8th bhav or ashubh pati 11th bhav ka pati hai tav guru to tatkalik ashubh hogeya tav keya guru jin bhav pe bathega or dristi dega un bhav ko pirit kare ga ? Or guru khud bali hai pirit nehi huye tav keya unki naisargik gun artha or lavh ka karak hai or khudh lavh pativi hai to keya nirantar lavh dega? Or agar pirit hoga guru kesa phal dega 8th ka phal keya tav karega? Kripiya Sansai ko dur kariyega Dhanyabad.
Guruji Pranaam🙏 ek sawaal utpanna hua mann mein toh aapke samaksh usse rakh raha hoon..jaise uchh ke grah bhaav ko bali banaate hain, kya waise neech ke grah bhaav ko nirbal banayenge..main jaanta hoon ki aap uchh neech ko itna mahatva nahi dete par bhaav ke bal ke liye agar ucchh grah ko aap ke rahe ho toh kya agar grah apni neech ki raashi mein sthit ho toh kya uss bhaav ki haani karega? 🙏
मकर लग्न में मंगल लग्नमें स्थित हो चतुर्थ पर द्रष्टि करेंगे। मंगल नैसर्गिक रुप से अशुभ माना गया है तो चतुर्थ भावमें मेष राशि होने के बावजूद द्रष्टि का फल अशुभ समझना चाहिए? अष्टममें राहु स्थित हो तो क्या राहु कि नौवीं द्रष्टि सुख स्थान पर अशुभता देगी? पाठ के लिए धन्यवाद। हरि ओम।
Guru ji pranam. vrischik lagna ki patrika main 2nd house main moon, 6th main ketu, 7th main guru, 8th main budh aur surya, 9th main sukra au sani ,10th main mangal aur 12th main rahu hai. kya 8th bhaav balwan hoga agar rule ko apply karen - rule 1- 8th bhaav main bhavesh hai, rule 2 - bhaav main asubh sthan ki swami hai, rule - 3 bhaav subh kartari main hai. rule 4- bhaav main asubh grah stith hai.
Pranam guruji Prasna 1) agar bhav pati duyara pap kartari ho to keya pap kartari pakrenge? Example- mesh lagan ho or mangal second house pe or sun 12 th house pe ho to keya pap kartari pakrenge?
sir kisi vab ke thik pichhle vab a agar koi ashuv graha hai and uska thik agle vab mai koi graha nehi hai to vab k bal mai kya prav hoga jara batayan, dhanyabad
Guruji pranam, yadi trikon sthan hai aur usme na to koi grah sthit hai aur na hi kisi grah ki drishti hai aur na hi shubh ya ashubh kartari me hai, to fir wo bhav balwan hoga ya peedit.
apne karkatvon ka phal karega,pranam, "ADVANCE PREDICTIVE ASTROLOGY COURSE" and "PRASHNA AND VARSH COURSE" is going to start in september2021, interested one please join
🙏 गुरुजी धनु लग्न की कुंडली में गुरु 9 वे घर में है और वह लग्नेश है त्रिकोण में मित्र की राशि में हो पर उसे शनि 3री और मंगल 7वी द्रष्टि से देखते है तो वह कैसा प्रभाव देगा?
Pranam guruji dono taraf subh graha hai or unke sath sthiti hai pap graha kivi tav keya samajh na chi he jeise esi kundli ka 5th pe sukra graha ke sath sun or 7th bhav pe guru ke sath mangal athba sani sthit hojaye tab subh yea ashub kartari hoga? Or ek mangal 5th or sukra rahu 7th pe tab keya 6th bhav keye ashuv kartari hoga ? Ek subh graha hai ea dos loghu nehi hoga? Or ek sabal Bhav pirit hai tin rul hai eske sath keya pap kartari add kar lenge qki up sthiti dristi or pap kartari kaha hai dukh pati bhav pe hi ea sthiti ke andar ageya na? Dhanyabad guruji.
Sir, Namaskar. We have seen that house 4 is पीड़ित , because is affected by 5 Ashubh planets. But here we have not considered that Sun & Mars are auspicious for this Ascendent. If we consider them to be auspicious then fourth house is affected by 3 अशुभ व २ शुभ ग्रह। So if we consider combined effect of these 5 planets (3अशुभ - २ शुभ = १ अशुभ ). Can we say this house is not weak. Regards,
Sir ek bat samajh nhi aayi suppose that ki mangal 10 bhav me hai aur 10vi rashi ke sath to magal agar apni satvi driati se 4th house ko dekhenge to hani kyu krenge mangal to ache hai apni uch rasi me hai to phir hani kyu kr rahe hai .
Sadar pranam sirji . Sir ak prashn hai , brish lagn me shani ko ati yog karak kaha gaya hai , agar shani lagn me hon and lagnesh shukra teesare bhabme to shani ki drishti jayegi lagnesh par , and ashtam me mangal ho to uski bhi drishti jayegi lagnesh par, and teesra bhav pap kartri me bhi ho to kaisa and kis tarah ka bura parinam ho sakta hai? Please batane ki kripa karen sir .
Guru ji Namaskaar.. Mai aap k lecture dekh raha hu aur mere bahut se prashno kaa hal mil raha hai.. Aap kee vyakhya bahut hee saral aur logical hai.. kintu yaha ek prashan hai k.. Kanya lagna kee kundli mai Shani shubh kaha jayega to kya hum pancham bhaav ko Bali keh sakte hai? Kyuki shubh greh kee rashi Pancham mai hai..
प्रणाम आचार्यजी ।इस पत्रिका में, सप्तम भाव में शनि यदि विराजमान हों, तो उच्के होंगे और भाव को बलि करेंगे, परंतु अशुभ ग्रह हैं तो भाव को कमज़ोर करेंगे।कृपया संशय का निवारण करें ? धन्यवाद ।
ye rule bibadid kyo nhi he?? NAISARGIK ASHUBH PLANETS KO KYO LETE HE....JABKI BHAV BALWAN HONE KE LIYE TATKALIK SHUVA PLANETS KO LETE HE...CONFUSING HE
Meen lagna ki kundali me shukra surya aur shani bahut kharab phal dete he guruji..ekdum kharab phal chahe kahi bhi baithe ho..shukra ki mahadasha toh maar deti he jaatak ko kyuki wo ashtamesh aur trithyesh bhi hai aur lagnesh ka shatru bhi aur agar kisi jaatak ko shukra ki mahadasha lagti hai toh fir uske 20 varsh toh chot chapet aur durghatna me hi chala jayega
Very very nice lession Sir ji,Mata Saraswati sy paratha h ki Mata Saraswati Aap ki jibha per aapna niwas rakhy rahy Sir ji❤❤
pranam
भाव से सम्बन्धित ज्ञानवर्धक जानकारी हेतु आभार गुरु देव।।
शिष्य का सादर चरण स्पर्श स्वीकार करें।
pranam
आपने विषय को अत्यंत रोचक बनाया है श्रीमान। अतुल्य उपकार किया है श्रीमान ।
pranam
Guruji apane bahot hi achhi tarah se samjaya.such me joyotis padhane me bahot hi anana prapt hota he
Thanks and read regularly
Bahut acha, bahut sundar 👍👍👍👍💝💝💝💝💞💞💞💞💗💗💗💗🇮🇳🇮🇳🇮🇳
pranam
श्री गणेशाय नमः। विजयादशमी की आप सभी को हार्दिक शुभकामनाएं। गुरू जी नमस्कार। राम राम जी।
pranam
Great teacher astrological treasure of india and world
PRANAM
बहुत ज्ञानवर्धक गुरु जी।
Bahut sundar tarike se samjhaya bahut bahut dhanaywad guru ji.
One of the best video and for knowledge also
Thanks a lot
नमस्कार गुरुदेव..
मुश्किल बिलकुल आसान कर दिये |
धन्यवाद.
Parnaam guru Dev ji
pranam ji
Ati uttam margdarsan sir.Dhanyabad
pranam
Pranam guruji 🙏🌹
pranam,kindly visit our wesitewww.truthsofastro.com/
आपको मेरा नमन है। जय श्री राम।
जय जय श्री राम।.....
प्रणाम गुरु जी🙏🌹
pranam,*www.truthsofastro.com*
बहुत सुन्दर गुरु जी 🌹🙏
pranam
Radhe Radhe
pranam
बहुत खूब
pranam
🙏🙏🙏Thanku somuch पंडित जी
Very nice.
😊 🙏
Thanks a lot 😊
सादर आभार।।
pranam
Dannyabad Guruji 🙏
pranam,kindly share and subscribe so that we can spread the real truth of astrology and visit our website www.truthsofastro.com
Dhannyabad guruji 🙏
pranam
Important video.
pranam
🙏Nice Sir🙏
Thank uuu
Very very good class. Thanks a lots.
pranam
Sir,agar 6,8,12 bhav mein tatkalik subh graha ki dristi ho ya baitha ho to Kia wo bhav balwan hoga???
Thanks for the clarification Acharya... As Mars is posited in Auspicious House but got affected ( Aspected) due to the Naisargik Croor Planets Sun and Rahu. Also, Mercury being in yuti with croor Planets and also Swamy posited in Dukh Sthan (6th House), became peedith.
pranam
Guru Ji pranam, lagan kee agle bhav mein mangal shani yuti hai (2 no bhav) aur pichle bhav mein surya budh yuti hai (12 no Bhav) lagnesh budh hai to kya lagan paap kartari mein aayega... 🙏
jee
Nice explanation
Thanks for liking
Sir sun agar 5 th bhav Mai ho to Singh. Rashi Mai mesh lagan ho to khrab karega
गुरु जी यदि अष्टम भाव पीड़ित हो मतलब उसमे दो या दो से अधिक अशुभ ग्रह हो तो क्या अष्टम भाव जोकि दुःख स्थान है वो अधिक परेशान करेगा या उसके दुःख के नैसर्गिक स्वभाव मे कमी करेगा। और ऐसे ही यदि यह भाव बली हो तो क्या परिणाम देगा?
Pranam Guruji ❤❤❤🙏🙏🙏🌺🌺🌺
pranam
In near future I am going to talk to you. Sir.
Koti..... Parnam pt.Ji.
Name :shiv Ram Bhardwaj
Mangal is harming house no. 4&house no. 5 while the same mangal is supporting lagan
Mangal is ashub &his darishtian are ashub. Than why it is so.
Pl. Explain.
Thanks a lot.
Jai ho
pranam
Mesh lagan mein Surya mangal ko shubh Maane kya. Shubh kartari mein kya nasergik shubh ko hi Lena Hai ya tatkalik ko bhi
naisargik
guruji pidit ke liye graho ko tatkalik rup se dekhna hai ya naysargik
tatkalik
Pranam guruji
Brisa lagan me guru dukh pati 8th bhav or ashubh pati 11th bhav ka pati hai tav guru to tatkalik ashubh hogeya tav keya guru jin bhav pe bathega or dristi dega un bhav ko pirit kare ga ? Or guru khud bali hai pirit nehi huye tav keya unki naisargik gun artha or lavh ka karak hai or khudh lavh pativi hai to keya nirantar lavh dega?
Or agar pirit hoga guru kesa phal dega 8th ka phal keya tav karega?
Kripiya Sansai ko dur kariyega Dhanyabad.
Dristi me ashubhta nahi kahna chahiye. Placement se result effected hoga
Namskar guruji surya trikon bhav swami hokar 4 bhav me hai to fhal kya hoga 4 bhav ka kya shubh fhal dega kya ashubh fhal dega guruji bataye
dono phal
Pl. Note path no:76
Guruji Pranaam🙏 ek sawaal utpanna hua mann mein toh aapke samaksh usse rakh raha hoon..jaise uchh ke grah bhaav ko bali banaate hain, kya waise neech ke grah bhaav ko nirbal banayenge..main jaanta hoon ki aap uchh neech ko itna mahatva nahi dete par bhaav ke bal ke liye agar ucchh grah ko aap ke rahe ho toh kya agar grah apni neech ki raashi mein sthit ho toh kya uss bhaav ki haani karega? 🙏
please mail ur query
Chandra sni ki yuti ka phal keya Hoga Guruji
aage samheneg
Mangal ucch ka kaise kaha mujhe samajh nahi aaya
Namskar Harshad Ganatra Gujarat Ahmedabad
मकर लग्न में मंगल लग्नमें स्थित हो चतुर्थ पर द्रष्टि करेंगे। मंगल नैसर्गिक रुप से अशुभ माना गया है तो चतुर्थ भावमें मेष राशि होने के बावजूद द्रष्टि का फल अशुभ समझना चाहिए? अष्टममें राहु स्थित हो तो क्या राहु कि नौवीं द्रष्टि सुख स्थान पर अशुभता देगी?
पाठ के लिए धन्यवाद। हरि ओम।
Guruji pranam, yaha teesre bhav par shani aur guru dono ki drishti hai, to teesra bhav balwan hua ya peedit.
practice mein clear hoga
@@TRUTHSOFASTRO dhanyawad guruji🙏
Guru ji pranam. vrischik lagna ki patrika main 2nd house main moon, 6th main ketu, 7th main guru, 8th main budh aur surya, 9th main sukra au sani ,10th main mangal aur 12th main rahu hai. kya 8th bhaav balwan hoga agar rule ko apply karen - rule 1- 8th bhaav main bhavesh hai, rule 2 - bhaav main asubh sthan ki swami hai, rule - 3 bhaav subh kartari main hai. rule 4- bhaav main asubh grah stith hai.
contact 9911189051
Pranam guruji
Prasna 1) agar bhav pati duyara pap kartari ho to keya pap kartari pakrenge?
Example- mesh lagan ho or mangal second house pe or sun 12 th house pe ho to keya pap kartari pakrenge?
jee pap kartari kahenge
What is difference between Ashub Nath&duth Nath
Parnam pta. Ji
From Shiv Ram Bhardwaj.
Please contact on 991189051 with your name
🙏🏼🙏🏼🙏🏼
pranam, kindly visit our website www.truthsofastro.com
आचार्य जी यहां पर सुर्य और चन्द्रमा का गृह परिवर्तन है इसका क्या प्रभाव होगा
sir kisi vab ke thik pichhle vab a agar koi ashuv graha hai and uska thik agle vab mai koi graha nehi hai to vab k bal mai kya prav hoga jara batayan, dhanyabad
Path denge
Guruji pranam, yadi trikon sthan hai aur usme na to koi grah sthit hai aur na hi kisi grah ki drishti hai aur na hi shubh ya ashubh kartari me hai, to fir wo bhav balwan hoga ya peedit.
swami ki isthiti dekhe
Guru Ji pranam, ek prashan ki agar kisi bhav mein koi grah na baitha ho na hi kisi ki dristhi ho to us bhav se kaise fal kahenge... 🙏
practice ,mein bataenge
Pandiji Surya va Chandra Ko ashtmesh Ka dosh nahi lagta to vo bura kya kar sakta hai ya shubh kya karegaa?
apne karkatvon ka phal karega,pranam, "ADVANCE PREDICTIVE ASTROLOGY COURSE" and "PRASHNA AND VARSH COURSE" is going to start in september2021, interested one please join
Phalit jyotish ke liye kind Jon se vedic book ka study karna hoga
Hora parashar Shastra
@@TRUTHSOFASTRO autor
गुरुदेव आपने 3 नियम बतायें, क्या अगर भाव पाप कर्तरी मैं हो तो उसे भी चौथा नियम समझना चाहिए, जैसे शुभ कर्तरी से बलवान होता है।
Jee
Karke lagana mai guru in lagan mai ho to lagana ko kam jor mane ge!!!!!!!
saab kuch d-1 se denkhe ya chalt bhi dennkhe guru ji
गुरुजी प्रणाम, इस उदहारण कुंडली में लग्नेश मंगल अगर ६,या १२ में सितिथ हो तो क्या लग्नेश मंगल अशुभ कहलाएगा
Pandit ji Surya chandra ko ashtmesh ka dosh kyon nahin lagta iska logic kya hai ?
WILL LEARN IN PRACTICE
Namaste sir job private k bare me promotion etc k bare me Janna ho to koun sa writer ka book le phal dipika ka
phal deepika se pade
Esme karkari lagu hoga ya nahi
jee
🙏 गुरुजी धनु लग्न की कुंडली में गुरु 9 वे घर में है और वह लग्नेश है त्रिकोण में मित्र की राशि में हो पर उसे शनि 3री और मंगल 7वी द्रष्टि से देखते है तो वह कैसा प्रभाव देगा?
swasthya mein pareshani sambhav hai
Guruji namaste Jay jagannath kundali me budha graha sthit nahi hai
pranam
Pranam guruji dono taraf subh graha hai or unke sath sthiti hai pap graha kivi tav keya samajh na chi he jeise esi kundli ka 5th pe sukra graha ke sath sun or 7th bhav pe guru ke sath mangal athba sani sthit hojaye tab subh yea ashub kartari hoga?
Or ek mangal 5th or sukra rahu 7th pe tab keya 6th bhav keye ashuv kartari hoga ? Ek subh graha hai ea dos loghu nehi hoga?
Or ek sabal
Bhav pirit hai tin rul hai eske sath keya pap kartari add kar lenge qki up sthiti dristi or pap kartari kaha hai dukh pati bhav pe hi ea sthiti ke andar ageya na?
Dhanyabad guruji.
🙏🏻
guruji 6 8 12 ke swami se drishat hi to bhav kamjor ho ga
pranam
Sir,
Namaskar.
We have seen that house 4 is पीड़ित , because is affected by 5 Ashubh planets.
But here we have not considered that Sun & Mars are auspicious for this Ascendent.
If we consider them to be auspicious then fourth house is affected by 3 अशुभ व २ शुभ ग्रह।
So if we consider combined effect of these 5 planets (3अशुभ - २ शुभ = १ अशुभ ).
Can we say this house is not weak.
Regards,
Nahi aisa nahi manna hai
nice sir
आचार्य जी इस पाठ में सूर्य अशुभ फल देता है जबकि चतुर्थ भाव में सूर्य और पंचम में चंद्रमा का स्थान परिवर्तन का राजयोग नहीं होगा क्या
hoga
Pranam guruji, kya koi ashub grah apne hi bhav ko papakartri yog laga sakta he ? thanks
jee
Guruji 6 8 12 ke swami ki dristi se karjor nahi ho ga
drishti shubh aaur ashubh grah ki leni hai
Sir ek bat samajh nhi aayi suppose that ki mangal 10 bhav me hai aur 10vi rashi ke sath to magal agar apni satvi driati se 4th house ko dekhenge to hani kyu krenge mangal to ache hai apni uch rasi me hai to phir hani kyu kr rahe hai .
आगे के पाठ में आप सरलता से और समझ सकेंगे । यहां नैसर्गिक अशुभ ग्रह की दृष्टियां अशुभ ही होती हैं ।
Sir pls bataye ashubh garha yadi apne mitr kai bhav main drishti de ya stith ho kya tab bhi drishti ashubh rahegi ya nahi? Kripya bataye dhanyavaad 🙏
Path de diya hai kundali vishleshan me dekhen
Sadar pranam sirji .
Sir ak prashn hai , brish lagn me shani ko ati yog karak kaha gaya hai , agar shani lagn me hon and lagnesh shukra teesare bhabme to shani ki drishti jayegi lagnesh par , and ashtam me mangal ho to uski bhi drishti jayegi lagnesh par, and teesra bhav pap kartri me bhi ho to kaisa and kis tarah ka bura parinam ho sakta hai? Please batane ki kripa karen sir .
parakram ki kami chote bhai ka na hona ya na banana
@@TRUTHSOFASTRO thanks sirji
Sir pap kartri se bhav pidit nahi hoga
hoga
@@TRUTHSOFASTRO ok thank you sir
Guru ji Namaskaar..
Mai aap k lecture dekh raha hu aur mere bahut se prashno kaa hal mil raha hai.. Aap kee vyakhya bahut hee saral aur logical hai..
kintu yaha ek prashan hai k..
Kanya lagna kee kundli mai Shani shubh kaha jayega to kya hum pancham bhaav ko Bali keh sakte hai? Kyuki shubh greh kee rashi Pancham mai hai..
jee
Pl define again krur and papi
ok
प्रणाम आचार्यजी ।इस पत्रिका में, सप्तम भाव में शनि यदि विराजमान हों, तो उच्के होंगे और भाव को बलि करेंगे, परंतु अशुभ ग्रह हैं तो भाव को कमज़ोर करेंगे।कृपया संशय का निवारण करें ? धन्यवाद ।
Ji nahi . Trikon me hai toh ashubh nahi hongey….
Why does not Mars harm ascendent Bhau with fourth sight/dreshti
Path no. 76.
Please contact on 991189051 with your name
Because ascendant lord is Mars so Mars will not harm his own house it will give strength to ascendant
क्या दृष्टि की भी कर्तरि होती है?
pranam,nahi
🙏❤❤
pranam, kindly visit our website www.truthsofastro.com
i realize it's kinda randomly asking but do anybody know a good place to watch newly released tv shows online ?
आचार्य जी, यदि पंचधा मैत्री चार्ट बना लें और उसके अनुसार दशा/अंतर्दशा में फल समझें तो भी इन विषयों पर मनन करना जरूरी है?
jee
6,8,12 के स्वामी कर्क व सिंह मे हो तो ये थोडा स्पष्ट करे
pranam guru ji...🙏🙏🙏🙏🙏
Surya ko bad bol rahe ho joh light deta Hain..waha wah
ye rule bibadid kyo nhi he??
NAISARGIK ASHUBH PLANETS KO KYO LETE HE....JABKI BHAV BALWAN HONE KE LIYE TATKALIK SHUVA PLANETS KO LETE HE...CONFUSING HE
practice karne par sab confusion dur ho jayega
ASHUV BHAV BALI HONE SE KYA USS BHAV KA ASHUV PHAL NAHI MILEGA??
Dono sthiti me milta hai
TRUTHS OF ASTRO dono sthiti matlab??
Meen lagna ki kundali me shukra surya aur shani bahut kharab phal dete he guruji..ekdum kharab phal chahe kahi bhi baithe ho..shukra ki mahadasha toh maar deti he jaatak ko kyuki wo ashtamesh aur trithyesh bhi hai aur lagnesh ka shatru bhi aur agar kisi jaatak ko shukra ki mahadasha lagti hai toh fir uske 20 varsh toh chot chapet aur durghatna me hi chala jayega
result anterdasha se milta hai
@@TRUTHSOFASTRO guruji mee mahadasha ki baat kar raha hu.. Ye teen grah bhot peeda dete he
Inki mahadasha bhot bekaar he
🙏🏻🪷
pranam
Parnam Guru ji 🙏🙏
pranam
🙏🏼🙏🏼🙏🏼
pranam, kindly visit our website www.truthsofastro.com
🙏🏼🙏🏼🙏🏼
pranam, kindly visit our website www.truthsofastro.com