Manzar Bhopali at Eid Milan Mushaira 2022. Organized by Mohibban E Urdu North America New Jersey.

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 1 фев 2025

Комментарии • 35

  • @SirajUddin-ke9ds
    @SirajUddin-ke9ds 8 месяцев назад +2

    Mashallah Allah Aap ki Omer draz karay Ameen summa ameen

  • @AbdulSaleem-jx3us
    @AbdulSaleem-jx3us 20 дней назад

    Subhanallah. Bahut qub.

  • @hinarizvi1573
    @hinarizvi1573 2 года назад +5

    کیا بات ہے منظر صاحب۔۔۔۔ہمیشہ کی طرح لاجواب

  • @hasinakhan6418
    @hasinakhan6418 8 месяцев назад +3

    Manjar sahb Aap ki shayri Lajwab hai

  • @santoshkumari8789
    @santoshkumari8789 7 месяцев назад +1

    ,❤❤❤❤❤

  • @mazharhussainkhan3882
    @mazharhussainkhan3882 2 года назад +2

    Urdu bahot meethi boli hai bahot apnapan hai

  • @mudasirmaqbooldar6683
    @mudasirmaqbooldar6683 Год назад +2

    Love you Manzar sir

  • @thpcaps160
    @thpcaps160 Год назад

    मुबारक हो मन्जर भाई बहुत खुब

  • @gazala2344
    @gazala2344 Год назад

    Sobhan allah bahut Kobe

  • @jakeerahman6660
    @jakeerahman6660 2 года назад +1

    بہت اچھا پڑھا منظر بھائی
    اللہ آپ کی خدمات اردو کو بے حد قبول فرمائے

  • @1101smartkooldude
    @1101smartkooldude 11 месяцев назад +1

    he deserves a much better audience for sure- itne thake hue saameyeen aur shaya nasheen main shayad pahli baar dekh raha hoon- agar kisi ko 6000 mile door se bulaaya hai toh unki hausla afzaayi keejiye aur apni sher fehmi ka saboot dijiye, maine isi liye apni doosri comment mein kaha tha ke aksar mushairon mein wahi log hote hain jo ticket khareedne ki sakat rakhte hain ya free pass lene ki haisiyat, asli urdu ke mohib hote toh is tarah chup nahi baithte aur mehfil mein is tarah ka sannaata nahi hota. bus ek fashion sa hogaya hai koyi bade taqreeb mein haazri lagaana aur bade shaan se fakhr se uska tazkera karna har mumkin maukhe par. mujhe hairat hoti hai amjad islam amjad jaise bade log bhi chup chaap baithe hain koyi daad nahi koyi tehseen nahi, kya koyi is tarah se hona chahiye mushaira aur itne behtareen ash'aar ka isteqbaal- waah kya baat hai. Badi maazerat ke saath kehna padh raha hai, behud afsos ki baat hai.

  • @bushrashamim6758
    @bushrashamim6758 2 года назад +1

    بہت شاندار۔ اناؤنسمنٹ۔
    منظر بھوپالی کے متعلّق - جاندار اور شاندار کلام۔

    • @gufranahamad6120
      @gufranahamad6120 2 года назад

      Popppppooooproppppppppppppooppppppppppppppppppppprrrr wwww w a ru9 ulul a rahi

  • @drsubhankhan7736
    @drsubhankhan7736 2 года назад +1

    Bahoot achcha

  • @santoshkumari8789
    @santoshkumari8789 7 месяцев назад

    🙏🙏🙏🙏🙏

  • @naushadkhan422
    @naushadkhan422 8 месяцев назад

    ماشاءاللہ بہت خوب❤

  • @Trustisimportant9658
    @Trustisimportant9658 2 года назад +2

    Ma Sha Allah Manzar saheb bahut qoob.

  • @altafibbu5956
    @altafibbu5956 2 года назад

    ذرا سا وقت گذر جاے غفلتوں میں اگر
    تو اچھے اچھوں کو پھر ہاتھ ملنا پڑتا ہے
    بیشک👍

  • @naiyaraliazhar9962
    @naiyaraliazhar9962 2 года назад

    Bhut khoob Mashallah Manzar sb

  • @zeenatraza4279
    @zeenatraza4279 2 года назад +1

    MashaAllah MashaAllah bahut zaberdust Allah salamut rakhey ameen tum kaisey ho? Kahan ho?

  • @fareesaquadri3939
    @fareesaquadri3939 2 года назад +2

    Manzar sahab aap ko inqilabi shayeri suit hoti hai

  • @mohdkhalid415
    @mohdkhalid415 2 года назад +2

    ماشاءالله

  • @SzKhan-ef4to
    @SzKhan-ef4to 2 года назад +2

    BAHUT ACHCHA MASHA ALLAH

  • @______-rd6ot
    @______-rd6ot 2 года назад

    خوبصورت سلسلہ

  • @______-rd6ot
    @______-rd6ot 2 года назад

    واہ

  • @fkahrulhasan6352
    @fkahrulhasan6352 Год назад

    Mashallah

  • @1101smartkooldude
    @1101smartkooldude 11 месяцев назад +2

    naazima saheba agar copy ke bajaye nakhl kehteen toh behtar tha- ek adna sa taalib e ilm ka mashwara hai, kam se kam nizamat ke farayez anjaam dene waalon ko toh is baat ka khayaal hona chahiye.

  • @shahleatherimpex4691
    @shahleatherimpex4691 Год назад

  • @TaskeenAlamKhan848
    @TaskeenAlamKhan848 2 года назад

    Masha Allah. Bohat allaa. ZABERDAST. Very well done keep it up May Allah bless you all. Ameen

  • @raziabarkat9813
    @raziabarkat9813 2 года назад +1

    Very nice

  • @mirzabeg5452
    @mirzabeg5452 2 года назад +2

    Urdu ka jab kahe sazar lagta hai Tab Apne ankhon ke samne Aesa koe Manzar Lagta hai.
    Takhallus, Taffallus, Lachak, uthna, girna, Sab
    Ise zaban me hai, Hindustan, Pakistan, Kazakhstan, Afghanistan
    Sab ke Shan Hai.
    Written by
    Mirza Tauqeer Beg Adv.

  • @1101smartkooldude
    @1101smartkooldude 11 месяцев назад +1

    urdu ko bachaane ke liye sirf mushairon se kaam nahin chalega aur woh bhi aise mushaire jahan sirf bade log jo ticket khareed sakte hain ya phir jinki rasaayi aur taa'aaluqaat hote hain free passes haasil karne ke liye warna aam aadmi ke liye toh yeh mayassar hi nahi hai.
    Doosri baat hum apne bachon ko urdu ki taaleem deni chahiye, woh chahe kis tarah se bhi ho. agar unke schoolon collegon aur university mein nahi padhaayi jaati hai toh uske liye khadam uthao taa ke har jagah urdu ki taaleem dasteyaab ho ya koyi aisa idaara banao jahan har ek ladke ladki ko urdu ki taaleem deejaaye. jaise maa baap apne bachon ko kisi na kisi shobe mein bhejne ke liye academies mein daakhila karwaate hain usi tarah ek urdu ki academy bhi ho sakti hai magar afsos hamaare yahan bacha angrezi mein bolta hai toh use fakhr samajhte hain jo theek hai main use bura nahi kehta magar apni maadri zubaan par tawajjoh deni hi chahiye jaise har zubaan bolne waale karte hain bus hum ko sharmindagi mehsoos hoti hai yeh apni ehsaase kamtari ka saboot hai.
    Teesri aur sab se sharm ki baat yeh hai ke hamaari mehfilon mein bhi urdu se zyaada english ya hindi ke bade bade ishtehaar dikhte hain aur us taqreeb ke ruqqe bhi hindi / english mein hi hote hain aur jo bhi sooba hai us zubaan mein hi hote hain, kam az kam hum itna toh kar hi sakte hain ke apni mehfilon mein uske ishtehaaron mein aur rukkhon mein toh urdu ka istemaal kar hi sakte hain.
    is zubaan ke dushman hi kya kam the jo hum bhi apni zubaan ke khaateme ke liye zimmedaar honge agar isi waqt is par koyi thos khadam uthaaya na gaya toh.

  • @iftakharahmed209
    @iftakharahmed209 2 года назад

    P