Bharat ji, appke video's bauhot aachhey hote hain, aur video banyen jaise ke 10D shaft ki bore out jay to kaise theek karayen, jaise ki impeller ki bore out ho jaye to kaise set karen, jaise ki impeller ki chabi ka khnacha loose to kaise tight setting kaise karen, jaise ki shaft mein chabi ka khancha loose ho jaye to chabi ko kaise tight set karen, Impeller ki bore loose ho jaye to kaise theek karen 16mm se bad jaye,, shaft ki bore 16 mm se kam ho jaye to kaise set karenge, loose impeller kaise tight set karen feviquick lagakar nahi per fect process kya hoga pls. make more technical videos on crompton 10D and Texmo DMS3
Sirji, Very good information shared. Mera bhi ghar me ek Texmo 0.5hp pump hai jo ki 1987 se laga hua hai. Sirf Capacitor ki dikkat hai. Abhi tak kabhi khola nahin gaya. Performance kafi achha hai. Main aapka video dekhkar pura kholkar greasing aur bearing change karna chahta hoon, par dar lagta hai ki kharab na hojate knowledge ki kami ki wajah se. Please batana me khud khola karoon ya phir kisi ahop ku lejaoon. Please advise. Thanks 🙏
Bharat ji, Namaskar, water motor 10D ya DMS3 ka impeller bore out ho jaye to yani agar loose ho jaye to kaise theek karen kyon ki woh shaft per dheel fit hoga aur jab ghumega to khat khat karega aur pressure nahi banayega, Toh loose bore impeller ko kaise theek karen kya tarika lagayen, Pls. batayen your reply is awaited. even agar Texmo DMS3 mein bhi same problem aaye toh bhi kaise karen. Pls. REPLY. agar shaft chabi ko tight karne se to impeller tight ho jata hai. Lathe wale se maine kaha bore ko theek karne ko but late wale ne kaha nahi hoga PLS SOLUTION BATAYEN.
Intresting video
Bharat ji, appke video's bauhot aachhey hote hain, aur video banyen jaise ke 10D shaft ki bore out jay to kaise theek karayen, jaise ki impeller ki bore out ho jaye to kaise set karen, jaise ki impeller ki chabi ka khnacha loose to kaise tight setting kaise karen, jaise ki shaft mein chabi ka khancha loose ho jaye to chabi ko kaise tight set karen, Impeller ki bore loose ho jaye to kaise theek karen 16mm se bad jaye,, shaft ki bore 16 mm se kam ho jaye to kaise set karenge, loose impeller kaise tight set karen feviquick lagakar nahi per fect process kya hoga pls. make more technical videos on crompton 10D and Texmo DMS3
Nice explanation
Sirji,
Very good information shared. Mera bhi ghar me ek Texmo 0.5hp pump hai jo ki 1987 se laga hua hai. Sirf Capacitor ki dikkat hai. Abhi tak kabhi khola nahin gaya. Performance kafi achha hai. Main aapka video dekhkar pura kholkar greasing aur bearing change karna chahta hoon, par dar lagta hai ki kharab na hojate knowledge ki kami ki wajah se. Please batana me khud khola karoon ya phir kisi ahop ku lejaoon. Please advise.
Thanks 🙏
Bharat ji, pls make more detailed videos on Crompton motor 10D
Very very thank you sir
Normal patte wali motor ko kya monoblock banaya ja sakta hai
Ya head kya alag se add kar sakte hai
Bharat ji, Namaskar, water motor 10D ya DMS3 ka impeller bore out ho jaye to yani agar loose ho jaye to kaise theek karen kyon ki woh shaft per dheel fit hoga aur jab ghumega to khat khat karega aur pressure nahi banayega, Toh loose bore impeller ko kaise theek karen kya tarika lagayen, Pls. batayen your reply is awaited. even agar Texmo DMS3 mein bhi same problem aaye toh bhi kaise karen. Pls. REPLY. agar shaft chabi ko tight karne se to impeller tight ho jata hai. Lathe wale se maine kaha bore ko theek karne ko but late wale ne kaha nahi hoga PLS SOLUTION BATAYEN.
Nice
Bhai ish motar me chek wal lagai jati he kya
Nhi bhai
Thanks bhai
Bhai motor ka pankha open kese kiya aapne😊
Last wala Jo part lagaen aur Tut jaaye to usko repair kaise
Bhai part jaldi se tutata nahin hai Fir Bhi condition Dekh Kar Hi repair Hota Hai
Kha par Dukan apki
Bhai mare motar pani koni utati
अरे भाई मोटर में पंखा लगाना जरूरी होता है