Thank you so much ap real me God he... ... Ap india k sabse best doctor he... Mera ASO titer 250 ho gya the,, age 30 year he aur mere joint me thora pain rehta he.. Mera doctor bolta he tumko gathiya he
Dhanyvad lekin aisa nahi hai. Bas jaagrukta failane ki koshish hai. Aap ek baar Rheumatologist se personally mil ke dikhayiye. Chat se detail nahi pata chalta hai.
Sir mera Aso titre - 402 hai kya kare dawa kha rhe hai one week se phir chod diye hai to dard ho raha hai ankle me jyda dawa khane me bhi dar lag raha hai kya kare sir please suggest 🙏🏼
Sir I was taking Pentid 800 tab (penicelium) for around 7-8 months while my ASO Level was around 600 ... ...it reduced ASO Level to 350. but now when I stopped taking medicine since last 3 months .. and again there is symptoms of back/neck pain 😢 Whome should I consult What should I do !😔
Baiya Ayurvedic me ek hakim saheb hai woh pahle jad se thik karenge tab paisa lenge Rahmani Ayurveda Free me ilaj karte hai allopathic me iska koi ilaj nahi h mera wife ka hua tha nagative aya tab paisa liya
I have ASO title 499 i was diagnosed in December now my dr prescribed to take pentid 400 twice a day and for uric acid prescribed feburic 40......... My age is 30 and i am a female .....can i plan for pregnancy?
Treatment is not a single line thing. Varies from person to person , age to age . It is done after detailed evaluation of a patient. Meet a doctor for that
@@ramnathkumar4895Baiya Ayurvedic ek hakim saheb woh pahle jad thik karenge tab paisa lenge Rahmani Ayurveda Free me ilaj karte hai allopathic me iska koi ilaj nahi h mera wife ka hua tha nagative aya tab paisa liya
Aso titer sir meri biwi ko 212 aaya hai usaki age 30 saal hai to kis doctor ko dikhaye usako gale me dard hota hai or ra factor & uric acid normal hai plz suggest
Sir mere 12 sal ka beta he uska aso 200 he uska hath bar bar modta he hath per me dard hota he doctor se dawaliya hu. But kitne dinme thik hosakta he khane or pina ka koi parhej
Sir Mera ASO TITRE 750 hai .My age is 30 and uric Acid 8.5 haiaur ankle me dard rehta h .. Maine Rheumatologist ko dikhaya to inhone sirf uric acid ka dawaa de diaa bola Aso Bacho ke liye tmhare kaam ka nahi, but ankle me dard abhi bhi jyada walking krne se badh ja rahaa
Hello sir main 27 years ki hun, mera asotitre 400 h mera all body me pain hota h, ek doctor se consult kiye jisne mujhe penidure 12 lene ko advice kiye h, penidure inj le sakte h
Meri mummy ka aso titer 800 ho gya h ar sir mummy ke dono pair ke joint me pain h ar unke right hand me dard h ar gardan v hilane me problem hota h.... Doc bole haddi kamjor ho chuka h.... Sir batayiye kya krna h kisse dikhaye
Sir meri age 42 year h.... Mai si joint se pichle 1.5 year se preshan hu... Mera ASO tittre 300 Aya tha.... But mera ilag immunology dep. PGI lko me chal rha h... Heartiest problem, joint pain, throat soar and fever in sab ko suffer kr rhi hu.... Sir bataiye k mujhe Arthritis h.. ya strepto. Bacteria ka infection???
Sir mera aso titre 1600 ho gya h or mujhe rhumetic heart disease bhi h or mujhe joint pain ho rha h bhut jayada to kya mujhe ghatiya ho sakta h sir meri age 28 h mera yaha infection khatam kb tk ho sakta h please reply
Sir Mere Question ka Answer plz kare. Mujhe typhoid positive aaya tha Fir iska Treatment karwate karwate Mere Jodo me bahut dard rehta tha or mera Body Se calcium bahut kam ho gaya tha. Dr ne suggest kiya tha ASO test(400+ first time me aaya tha fir 2nd time 200 aaya hai) aur Bhi bahut sara test Tha. 2 month ho gaya hai medicine lete hai to thoda waqt tak sahi rehta hai fir dard hone lagta hai. Dr se poochte hai to Wo bolta hai Abhi thoda thoda dard aata jata rahega Jab tak body me calcium nahi ban jata. Aisa kab tak rahega plz kuch bataye. Dr Cardiologist aur General physician hai. Mujhe kis Dr se milna chahiye jo Mera Treatment sahi se kar sake.
Hallo dr my aso titer 212.4 hai muje thorat infection hai,knew mani pain hai.muje kya heart ka checkup karane chahiye.main e suna hai aur kbhai thik Nehi hota hai
sir mughe virul fever sardi jukam k sath recentaly thandi sutu hote hi uske bd mere jodo me dard hone laga hai ,digestion totaly week ho gaya hai kya karu plese reply
Sir mera ASO titre hmesa 205 to 260 k andar rhta h..recently 2 days pehle maine kraya h to 202 reult aya h.. creatinine urea sgpt sgot normal h but body me back pain hota h jhuk kar jyada der kaam krne se...iske liye kya krna chahiye...plz suggest me 🙏
Sir Namaskar Sir mom(age 61 years) ka ASO 210 IU/ml aa raha aur CRP 10MG/DL aa raha hai mom ko 20 din se ghutane ke aas pas dard ki sikayat hai. Kripiya suggest karen age kya karu. Mom ko ak achhe MD doctor se dikhya hai par wo rheumatologist nahi hain.
Hello sir Kindly tell how to approach a patient presenting with 1 to 2 months of joint pain and swelling with ASO titre around 500, RA factor, ANTI CCP, CBC, Serum uric acid all within normal range🙏🙏
Sir,meira aso titre 357 hain,aur minei mouth pain 1year sei hain,aur leg mein vi pain hei,aso titre ki test avi recently kara hai,aso titre Baja sei hi Kiya mujei mouth pain,hain,aur mein sada spicy vi kha neihi pati,plz reply deina sir
Sir I have ASO titre 306 and suffering from tonsillitis should I go for tonsil operation (tonsillectomy)or take medicine which will be better please suggest me
Hello sir....mera age 28 hai... Mera aso titre 220 h.....ghutna or pairo m bhut dard rhta hai Kya ab jivan bhar yehi dard rhega? Kya aso titre curable hai??
Sir meri age 31 hai, mujhe pichle 1 month se heart me pain , left hend me pain tha abhi kuchh dino se pair me aur ghutno me pain hai, mera aso titre 196.2 hai kya aso titre badhne se ye sare problems huye hai
Sir 18th june aso titre test kiya tha tab 800 tha .medicene lene ke bad 14th august test kiya tha tab 400 tha then firs se 2nd September test kiya tha to 800 dikha rahe he report main.then dusra lab se test kiya to uha par 110.5 aso titre negetive aye.ab confused hu kon sa report sahi he.aso titre ekbar kam ho kar phirse kya bar sakhte hain?
@@mariya_595 galat treatment hua tha .lab ne galat report de diya tha.jis lab se krabai thi 800 aya tha .hum wohi man lye or dctr k pas chale gaye.allopathy treatment hua tha .doctor ne penicillin diye tha .bad me dctr ko doubt hua unhone dusre lab se karbane bola test then pata chala aso negetive .1month galat treatment hua sirf us lab ke wajese.aso titre negetive e thi.
I am grateful to you sir for your health related precious information.🙏🙏🙏
Thanks for watching and supporting this channel for awareness
Very happy hearing information I want more in English please
Thank you sir
Welcome
Thanku so much sir information ke liya❤❤❤from nepal
Welcome. Thanks for watching
Aso Titer Akdon se Thi Hosakta hain sir.?
Thank you so much ap real me God he... ...
Ap india k sabse best doctor he...
Mera ASO titer 250 ho gya the,, age 30 year he aur mere joint me thora pain rehta he.. Mera doctor bolta he tumko gathiya he
Dhanyvad lekin aisa nahi hai. Bas jaagrukta failane ki koshish hai.
Aap ek baar Rheumatologist se personally mil ke dikhayiye. Chat se detail nahi pata chalta hai.
Aapka clinic kaha hai sir@@MEDGRAMbyDrRajiv
Sir iska treatment Kia h please
Sir mujhe ASO titer hai mujhe gatiya hai my 17 years gatiya
kabhi nahi thik hota hai kay please mujhe iss ka ilaj bataiye🙏🙏
Rheumatologist se mil ke ilaz le
kitna hai aso titre penidure liya aapne?
@@shuvamsingh3714 400 hai
Treatment kya hai
Aso titter ka treatment kya hoga
Sir mera Aso titre - 402 hai kya kare dawa kha rhe hai one week se phir chod diye hai to dard ho raha hai ankle me jyda dawa khane me bhi dar lag raha hai kya kare sir please suggest 🙏🏼
Need examination. Meet a Rheumatologist
Dr pentids 800 or 400 market ne nahi milraha hai ..mai iske alaba aur kaunsa daba le sakti hun?
RAHMANi AYURVEDA me thik ho jayega
Strep se erythema nodosam ho sakta hai?
yes
Sir ye dusro ko bhi spread ho skta hai ?
Nahi
Sir meri age 18 hai or aso 950 hai bp 161 hai kyaa problem ho sakti hai sirr mujhe please reply dijiye sir
Physician mile aur pata kare kya problem se badha hai
@@MEDGRAMbyDrRajiv thank you so much sir
Sir Namaskar hame Aso titer400 hai and Uric Acid 8.25 hai esko kese thik kare or keya parhej kare khane me keya lu plz sir update kijiye?🙏🏻
@@dhananjaysingh3888 physician se milo sab thik ho jayega
@@dhananjaysingh3888ek mahine tak dawa lene ke Baad mujhe kami ho gayi he
Thanx
Welcome
strep infection se spondyloarthrpathy hoskta hai kya?
Yes ,
@@MEDGRAMbyDrRajiv bina hlab27 gene ka bhi strep infection ke baad spondyloarthrpathy hoskta hai?
Sir I was taking Pentid 800 tab (penicelium) for around 7-8 months while my ASO Level was around 600 ... ...it reduced ASO Level to 350. but now when I stopped taking medicine since last 3 months ..
and again there is symptoms of back/neck pain 😢
Whome should I consult
What should I do !😔
Discuss with your doctor who started pentid
Need more details yo advise
Sir ap ka kya advise hai ye jaan ne k liye unho ne ap ko comment kiya hai
Sir mai 1 year 6 months se dwai le rhe hua ..penidue la12 multi vitamin or vitamin d
Avi lkin neck or back me dard ho rha h
@@KumariKajal-2914Ohh ab thik hua mera aso 800 h
Hello Sir. Mera Aso titre 320 hai. konsa antibiotic lena acha hoga ? Mera age 25 hai and mujhe shortness of breath ki problem horahi hai
Meet a physician
Sir ky isse itching hoti h body me mera joint or itching h body me
Ho sakti hai
Sir kya hum hcqs aur acidity ki tablet dono ik sath le skte hai plz reply me
Nahi
ASO titer necessary for Guttate psoriasis treatment or not?
Not
Allopathy se thik hoga ya homeopathy se??
Doc n bola ki mjhe gathiya h
Apne doc se puche kaun sa gathia hai. 100 prakar ke hote hai. Rheumatologist se gathia ka ilaz le
@@MEDGRAMbyDrRajiv ∆ rheumatic arthritis (arthralgia) likhe hai
@@love-is-life121abhu kaise ho mam?
Hello sir mera aso titre report 373 aya hain main kya karu ?? Mera left side ka leg swelling hota hain or mild pain
Meet a Rheumatologist
Same problem Sis
@@sureshbro79 aso ka problem thik hua kya?
@@sureshbro79 bhai thik hua tumhara?
Nehin Sir
Kya ye typhoid postive ke wajh se bhi ho skta hai
Mera same hua tha ASO 400 tha aur mujhe ye typhoid ke baad hua tha
Aso.titre.sir.mera400.he.problem.he.kya.sir.mereko.chest.undrar.se.pain.horahe.sir
Kyu badha hai ? Karan janaan padta hau. Physician se mil le
Bhai Dard thik hua aap ka?
Mera a. S. O tire 331 hai kiya karu sir
RAHMANi AYURVEDA me thik ho jayega
Sir ky Aso thik hoga to joint pain bhi thik hojyga or aso gathiya h ye nhi batata right?
Joint pain thik hoga to aso thik hoga
Ye sahi line hai
Ye khab khatm ho jata hai ye btaiye please
Sir mere Aso titre 800 he mere gale me pain hay.me ab Keya kru plz riply
Meet a Physician
Sir hame aso titre badhane ke karan penicilin ka dose lagwane ko bola hai agar ye miss ho gaya to kya ho sakta hai
Baiya Ayurvedic me ek hakim saheb hai woh pahle jad se thik karenge tab paisa lenge Rahmani Ayurveda Free me ilaj karte hai allopathic me iska koi ilaj nahi h mera wife ka hua tha nagative aya tab paisa liya
Sir, high aso ke liye kiya life time medicine lena hoga?
Nahi
Sir homeopathy me iska treatment hota hai?
Homeopathy to pseudoscience hai but mera bhi iss bimari se kyse thik hai??
Nahi hota hai. Kuch steroid ? Ho sakte hai. Usse kuch aaram milta hai but not proven .
I have ASO title 499 i was diagnosed in December now my dr prescribed to take pentid 400 twice a day and for uric acid prescribed feburic 40......... My age is 30 and i am a female .....can i plan for pregnancy?
Need evaluation. Discuss with your doctor. He knows ur diagnosis
konsi medicine lere ho? aur haddi se awaz aati h kya?
Sir mera 400 hai plz tell me wt to do full leg pain body pain plz.
Need evaluation
Sir samaj nahi aaya plz
ASO Serum meins kiya hai
??? Not clear
Sir mera ASO 224 hai ... Kia karna hoga sir .. please help me sir. .
Physician se mile
Sir mera aso reactive aya hai bt valu nahi hai iska kya matalab hai sir
Sir kya ingection say aso titer kam hojata hay
No Ayurvedic dawa khao RAHMANI AYURVEDA
Please aso ka homemade treatment batao
Aso kyu jyada hai ?? Karan bataye fir ilaz . Nahi pata to doctor se mile
RAHMANI AYURVEDA free ilaj karta hai
Sir saare gathiya ke test normal ho fir bhi dard ho toh fibromyalgia ho sakta h kya
Gathia ka test normal ho to bhi gathia ho sakta hai. Fibromyalgia bhi ho sakta hai.
Even fibromyalgia me bhi gathia ka test positive ho sakta hai.
Does it related to bone disorder
Mean that it effect joints if yes then plz tell me treatment of it
No
Treatment is not a single line thing. Varies from person to person , age to age . It is done after detailed evaluation of a patient. Meet a doctor for that
Eska elaj kitane sal tak chalta hai qki mere me hi to Dr, kahte hi 5sal dwa chalegi
Aap thik hua
Bhai bhagwan kasam sirf 4 mahine thik ho jayega RAHMANi Ayurveda me
@@ramnathkumar4895Baiya Ayurvedic ek hakim saheb woh pahle jad thik karenge tab paisa lenge Rahmani Ayurveda Free me ilaj karte hai allopathic me iska koi ilaj nahi h mera wife ka hua tha nagative aya tab paisa liya
Aso titer sir meri biwi ko 212 aaya hai usaki age 30 saal hai to kis doctor ko dikhaye usako gale me dard hota hai or ra factor & uric acid normal hai plz suggest
Sir mujhe 1 sal se h thik ho hi nhi Raha hai kya kre presan h hm
Rheumatologist doc se mile
Sir Aso tire 425 hai...
Ankle bohot pain ho rha hai, leg ankle ful geya, wrist me bhi pain ho rhahai...
Pls give me some advise sir...
Sir mere 12 sal ka beta he uska aso 200 he uska hath bar bar modta he hath per me dard hota he doctor se dawaliya hu. But kitne dinme thik hosakta he khane or pina ka koi parhej
Ab kya bimari ki dawa aapne li hai , uspe nirbhar karega. Aso to thik hai.
Sir aso titer 500 hai aur chest me pain bhi hota hai kon sa medicine le ki thik ho jayega
Sir Mera ASO TITRE 750 hai .My age is 30 and uric Acid 8.5 haiaur ankle me dard rehta h .. Maine Rheumatologist ko dikhaya to inhone sirf uric acid ka dawaa de diaa bola Aso Bacho ke liye tmhare kaam ka nahi, but ankle me dard abhi bhi jyada walking krne se badh ja rahaa
Aso badhane ke karan Kay sir
Is video me bataya gaya hai
Sir hi sir Mera Aso 200 h Kia Kitna chaye
Sir mara aso titer 326 kya normal hai kya sir please bollo...🙏🙏🙏
Jis doctor ne karwyaa hai unse pata kare ki kaun si bimari soch ke karwayein hai.
Hello sir main 27 years ki hun, mera asotitre 400 h mera all body me pain hota h, ek doctor se consult kiye jisne mujhe penidure 12 lene ko advice kiye h, penidure inj le sakte h
Need evaluation. Sirf aso titer high ke basis pe injection nahi dia jata
penidure liya kya aapne aapko aram mila?
Sir mera A.s.o title 213 hai kya me running kr skti hu
aaapko joiint pain hai?
@@shuvamsingh3714 hn
@@PUJAKUMARI-sn1tq RAHMANi Ayurveda me free ilaj hota sirf 4 mahina
Sir,ASO titer high women pregnant ho sakti hai
Isse koi relation nahi hai pregnancy ka ….
@@MEDGRAMbyDrRajiv Thanks 👍
Anti Streptolyisin O (ASO 3000 hai hum kya kre aur apse kaise baat kr sakta hu
Meet a physician in ur area for evaluation
Sir mera aso titre 316 to ki6u hoyga kya...🙏🙏😓
Bina mariz ke bimari soche koi bhi test ka matlab kuch nahi
Meri mummy ka aso titer 800 ho gya h ar sir mummy ke dono pair ke joint me pain h ar unke right hand me dard h ar gardan v hilane me problem hota h.... Doc bole haddi kamjor ho chuka h.... Sir batayiye kya krna h kisse dikhaye
Rheumatologist opinion must
penidure liya mummyy ne ussey aram hua kya?
Kam karne ke liye kya kar sakte hai? Aur ye kis season main zyda badhta hai?
Karan pata karein doc se mil ke ki kyu badha hai!!!! Apne aap kam ho jayega uske baad
@@MEDGRAMbyDrRajiv Aap se online consult kar sakte hai kya? Humare area main aache doctors nahin hai.
Sir is m keya khna chey aso 800 ho gay age 16 Yar h
Normal diet
Sir meri age 42 year h.... Mai si joint se pichle 1.5 year se preshan hu... Mera ASO tittre 300 Aya tha.... But mera ilag immunology dep. PGI lko me chal rha h... Heartiest problem, joint pain, throat soar and fever in sab ko suffer kr rhi hu.... Sir bataiye k mujhe Arthritis h.. ya strepto. Bacteria ka infection???
Sir mera aso titre 1600 ho gya h or mujhe rhumetic heart disease bhi h or mujhe joint pain ho rha h bhut jayada to kya mujhe ghatiya ho sakta h sir meri age 28 h mera yaha infection khatam kb tk ho sakta h please reply
Ho sakta hai. Rheumatologist se mile
Sir aap to bol rhe ho ki aso titre badne se ghathiya nhi hota
@Manishapatel12345 inkoadhi chiz khud nhi malum
Sir mera aso titre 635 aya hai aur hamesha mera muh me ka ata hai muh me red aur white chale padte aur shoulder me bhi pain hai kya kare
Need evaluation
Sir Mera age 33 years hai. Mera aso 270 hai. Konsa medicine lena chai he,
For what ??
@@MEDGRAMbyDrRajiv Aso titre report positive aya hai 270
hello sir mera aso titre 296 he mujhe kya karna chahiye
Nothing
Sir meri mummy ko ASO titre 800 hai or unko bohot jiyada allergy problem hai....kia kare????
Meet a skin specialist
Sir Mere Question ka Answer plz kare.
Mujhe typhoid positive aaya tha Fir iska Treatment karwate karwate Mere Jodo me bahut dard rehta tha or mera Body Se calcium bahut kam ho gaya tha. Dr ne suggest kiya tha ASO test(400+ first time me aaya tha fir 2nd time 200 aaya hai) aur Bhi bahut sara test Tha.
2 month ho gaya hai medicine lete hai to thoda waqt tak sahi rehta hai fir dard hone lagta hai.
Dr se poochte hai to Wo bolta hai Abhi thoda thoda dard aata jata rahega Jab tak body me calcium nahi ban jata.
Aisa kab tak rahega plz kuch bataye.
Dr Cardiologist aur General physician hai.
Mujhe kis Dr se milna chahiye jo Mera Treatment sahi se kar sake.
Rheumatologist doctor se mile
Aso titre ko normal karane ki dawa kya j
Mujhe pendor lagwate h but mujhe uske side effect se dar h sir iska koi aur upaye nhi h
Aso hone se kiya kiya khana Nehi tha
Sab kuch khaye
No meat machli dudh nahi khana hai warna mar jaoge RAHMANI AYURVEDA free ilaj karta hai
Hallo dr my aso titer 212.4 hai muje thorat infection hai,knew mani pain hai.muje kya heart ka checkup karane chahiye.main e suna hai aur kbhai thik Nehi hota hai
Nahi zaruri hai.
@@MEDGRAMbyDrRajiv sir ASO kya Kum ho sakta hai? Diet or exercise kitna jaruri hai
@@arunkumarbhattacharjee3771 aapka aso thik hua?
aur knee ka pain kam hua kya?
Sir My ASO Titre is 1482 i am 20 year old Sir please Suggest me now what can i do sir ?
Need to find out the reason for high Aso titer. Meet a physician fir evaluation
Apka joints pein hotahe kya
@@jitendramuduli7312 ji mere joints mai pain hota hai mera aso 500 hai
@@jitendramuduli7312 aapka pain hota hai?
@@jitendramuduli7312aap kaise ho abhi?
Sir mere bete ka aso titer1050 h ..kya mere bete ko ane wale time me heart ya kidni se related koi bimari ho skti h..plz tell me🙏
Not necessarily. Apne doc se discuss kare.
sir mughe virul fever sardi jukam k sath recentaly thandi sutu hote hi uske bd mere jodo me dard hone laga hai ,digestion totaly week ho gaya hai kya karu plese reply
Sir ham ko maa ko gathita ho gaya hai koi madicen bata tio
Rheumatologist se mil ke ilaz sambhav hai. Sab details aur kaun si gathia hai. Sab dekh ke dia jata hai
Serum ASO 63.6 hai
Patient problem ye hai k us k dono Aram shvring krty hi jb koi chez pkrta hai hai 24 age hai
Need evaluation and examination
Sir mera ASO titre hmesa 205 to 260 k andar rhta h..recently 2 days pehle maine kraya h to 202 reult aya h.. creatinine urea sgpt sgot normal h but body me back pain hota h jhuk kar jyada der kaam krne se...iske liye kya krna chahiye...plz suggest me 🙏
Khud se baar baat ASO titer test karna band karein.
2nd - 3 months se jyada pain ho gaya to Rheumatologist se checkup must.
@@MEDGRAMbyDrRajiv ok sir Thanks
@@aamiranwar135 pain thik hua kya?
@@aamiranwar135 pain better hua?
@@aamiranwar135 kya meds liy
Sir Namaskar
Sir mom(age 61 years) ka ASO 210 IU/ml aa raha aur CRP 10MG/DL aa raha hai mom ko 20 din se ghutane ke aas pas dard ki sikayat hai. Kripiya suggest karen age kya karu. Mom ko ak achhe MD doctor se dikhya hai par wo rheumatologist nahi hain.
Need a Rheumatologist opinion
Hello sir
Kindly tell how to approach a patient presenting with 1 to 2 months of joint pain and swelling with ASO titre around 500, RA factor, ANTI CCP, CBC, Serum uric acid all within normal range🙏🙏
Meet a Rheumatologist or refer to a Rheumatologist. Need joint examination and then management plan
Ek mahine tak dawa lene ke baad mujhe kami ho gayi he😊
@@Ticklesta005ohh bro mera 800 hai aaj dikhaye doctors bola injection lena hoga kab tak mera thik hoga
@@ERSK85 I had used ayurvedic medicines it is good
injection leke aaram mila kya?
Aso bimari me kya khaye aur kya nahi khaye... Aur espar video banaeye sir
Isme sab kuch kha sakte hai. Aso bimari nahi hai. Aso infection se ladne ki chamta hai.
Thank you so much sir
🙏
Sir mera aso titre positive aaya h aur gale me kharaas rhta h aur hlki hlki khasi hoti rhti h... plz suggest me
Physician ko dikha ke
Meri beti ka aso titre 540 hai.aur medicine bhi kaam nahin kar raha hai.kya karu
Need examination
Meri age 28 He and mera aso titer positive he so me treatment Me ky karu
Sir meri age 35 hai mera aso 300 aya hai ak ahth ma sujan hai or ankh k neche bi plz bata de kya aso ki waja se ha plz sir ma bhot parshn ho
Need evaluation
RAHMANI AYURVEDA wale hakim ji free ilaj karte hai
Sir, mera aso titre 350 hain...but RA , CRP, all are negative pls advice me
What ??
Advise is given after patient evaluation, not based on one report.
Aso titer se kon sa rog h sir
Blood tests hai. Rog nahi
Sir mera aso abhi 400 hai
Aur mere एडी me bahut Dard rahta hai इसका किया इलाज है
Need examination and evaluation
Doc m likha h rheumatic artralgia hai....iska kya matlab huaa??
Kya ab kavi thik ni hoga? Plz reply sir
Aisa koi bimari nahi hota. Rheumatologist se mile aur checkup karwayein
aapne penidure liya kya usey aram mila?
@@shuvamsingh3714 ni doc se treatment kra rhi hu
kya medicine lerhi hai?
penidure injection?
Mere15yr bete ka aso 272 . keya dar ne bala bat hai
Nahi
Plz guide me mery Bety ka b positive Hai us Ki haddi ak side Sy barh rahi
Rheumatologist se mil ke checkup karwayein
Mai meghaneuron or nucourt m4 use krti hu
Mere ASO 431 hay.
Abhi chest pain bhi hota hay?
Heart ki kya bimari hoti hay sir😞
Kya uska solution hay??
Sir,meira aso titre 357 hain,aur minei mouth pain 1year sei hain,aur leg mein vi pain hei,aso titre ki test avi recently kara hai,aso titre Baja sei hi Kiya mujei mouth pain,hain,aur mein sada spicy vi kha neihi pati,plz reply deina sir
Ma sawal kaha lik do plz help
Sir mera beti ka allergy asthma hai or uska aso titer 889 hai ki karna chaie
Allergy ka ilaz .
Mujhe joint me pain ho raha hai esake liye kya kare please bataye 😢
Rheumatologist se checkup karwayiye
Good morning
Same to you
Meri 243 hai AS0..ecg,echo sabkuch normal hai.doctor medicine nehi lenesebhi kuch nehi hoga bola..plz suggest sir
aapko joint pain hai kya?
Bhai bhagwan Kasam RAHMANI AYURVEDA me iska ilaj hai
Aso tired 400 hai and uric Acid 8.25 hai to kese thik kare and khane me keya le ?
Check my channel. Video already uploaded hai
Sir I have ASO titre 306 and suffering from tonsillitis should I go for tonsil operation (tonsillectomy)or take medicine which will be better please suggest me
Medicines 1st
Hello sir....mera age 28 hai...
Mera aso titre 220 h.....ghutna or pairo m bhut dard rhta hai
Kya ab jivan bhar yehi dard rhega?
Kya aso titre curable hai??
Need evaluation and examination. Meet a Rheumatologist
dard kama aapka?
Sir meri age 31 hai, mujhe pichle 1 month se heart me pain , left hend me pain tha abhi kuchh dino se pair me aur ghutno me pain hai, mera aso titre 196.2 hai kya aso titre badhne se ye sare problems huye hai
Nahi.
Hi
Sir 18th june aso titre test kiya tha tab 800 tha .medicene lene ke bad 14th august test kiya tha tab 400 tha then firs se 2nd September test kiya tha to 800 dikha rahe he report main.then dusra lab se test kiya to uha par 110.5 aso titre negetive aye.ab confused hu kon sa report sahi he.aso titre ekbar kam ho kar phirse kya bar sakhte hain?
Standard lab se karein… jaise lal path, SRL or max.
Bohot sare lab ho gaye hai local lekin galat report jyada aata hai
@@mariya_595 ASO ka
@@mariya_595 galat treatment hua tha .lab ne galat report de diya tha.jis lab se krabai thi 800 aya tha .hum wohi man lye or dctr k pas chale gaye.allopathy treatment hua tha .doctor ne penicillin diye tha .bad me dctr ko doubt hua unhone dusre lab se karbane bola test then pata chala aso negetive .1month galat treatment hua sirf us lab ke wajese.aso titre negetive e thi.
@@mariya_595 ap dctor se consult ki jiye pahele..mera to negetive e tha lab ne galat report diya tha.
@@susmitabanerjee8401 bhai tumhe kya symptoms tha aur tum konsa dawai krte the?
Kya aso badne se sandi vata hota hai?