@@Archiitaaofficial home science ke sath vese to combination ki jarurat nhi, home science khud ek kayi subject ka combination h, but still you may choose psychology, education, sociology, economics.
@kajalyadav3078 hn bilkul, pr mai suggest Yhi karungi ki agr govt exams ki preparation krna h na to 10 tk ki maths strong rkho, agr koi field m jana h to home science le lo, usme b bht options h
Mem aapki bato ko sun ke hame bahut sakti meelta hai .aaj pahli baar itna jankari kisi ne hame diya ..aapko sadar men.🙏🏼..mai bhi home science se TGT .PGT ki tayri kar rahi hu .mera naam gyaneshwari Mishra hai . Mei pahle teacher banugi uske baad .Desh aur samaj ke liye kaam karna chahti hu ..mem Aashirwad dijiye ki meri mehnt safl ho ..mai us layla banu ki is samaj ke liye kuch kar pau .🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼.......
Thank you so much mam ji hmne apki BOOK v padhi h jo apne likhi h maine Lucknow k Shree guru nanak girls degree college se apna Masters kiya hai FOOD AND NUTRITION SCIENCE se 86% se Bahut bahut Dhanyavaad apki book bahut acchi hai
Mai 1996 men PG ki hun. General home science men, lekin ab mai PhD karna chahti hun kya kr paungi ya nahi kyoki pdhai men gap bahu ho gya hai aur pahle se syllabus bhi badal gya hai . Mujhe taching bhut acchi lagti hai or mai krna chahti hun . please marg darshan kren.
Ma'am mane BHSC food and nutrition se kiya he MA in sociology se kiya he school teaching experience 10 year s ka he me house wife abhi mujhe work from home chahiye aapko sunker accha laga कुछ suggetion dijiye please 🙏
Mam Maine 12th Homescience Subject se pass ki hai. Homescience Subject se collage karna chahti hun, Par main 30years ki hun. To abhi college kar sakti hun kya? Mam please mujhe batayein .
धन्यवाद ma'am, मैंने भी बी.ए. में गृह विज्ञान विषय चयन किया है, और सभी इस विषय को हलका समझते और मज़ाक़ बनाते, परन्तु आपने बहुत अच्छा मार्गरदर्शन किया।❤
mai bhi ki hu home science lgta h ki useless h😢😢😢😢😢😢
Graduation B.A. me Home science ka combination subject kya h ??? Please reply
Education le lijiye accha rhega@@Archiitaaofficial
@@Archiitaaofficial home science ke sath vese to combination ki jarurat nhi, home science khud ek kayi subject ka combination h, but still you may choose psychology, education, sociology, economics.
@kajalyadav3078 hn bilkul, pr mai suggest Yhi karungi ki agr govt exams ki preparation krna h na to 10 tk ki maths strong rkho, agr koi field m jana h to home science le lo, usme b bht options h
आदरणीय आचार्या जी आपको सादर प्रणाम। आपने अति महत्वपूर्ण अति उत्तम जानकारी अति उत्तम तरीके से दी। आपका हार्दिक आभार।
Mam aap bhot acha bataye ho meri life ki disa badal Diya
गुरू मां की शरण में प्रणाम्।।
Mam आभार है आपका,,,,,,home scince,, ke प्रति,,, प्रेम जाग उठा,,, thanksss🌊🥰🥰🙏🙏🙏🙏
Aapne to Mera home science subject ko dekhne ka njriya hi bdl diya ma'am .... Aaap best ho ❤❤❤
Aap bahut accha samjhati hai mam thankyou ❤❤
Video bohut achhhi thi mam.. bohut kuchh seekhne ko mila
Mem aapki bato ko sun ke hame bahut sakti meelta hai .aaj pahli baar itna jankari kisi ne hame diya ..aapko sadar men.🙏🏼..mai bhi home science se TGT .PGT ki tayri kar rahi hu .mera naam gyaneshwari Mishra hai . Mei pahle teacher banugi uske baad .Desh aur samaj ke liye kaam karna chahti hu ..mem Aashirwad dijiye ki meri mehnt safl ho ..mai us layla banu ki is samaj ke liye kuch kar pau .🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼.......
Apka first attempt h kya
@@nirdeshkumari8572 nahi is baar kuch number se ruk gya mera tgt
You tube pr sbse best channel h tgt home science ke liye
Thank you so much mam mene aapki hi textile ki book se tgt ki preparation kr rhi aap apna aasirwad bnaeye Mam bhut bhut acchi information di hai aap
Thanks Mam'm aap ne to sari tension hi khatam kari thanks tksssss Mam'm 🙏🙏🙏🙏💕💕💕
Tq so much Mem aapka lecture bhut motivation karti hai
Thnk u mam app k samjhane k trika bhut ach h ❤
Dhanyvad mein aapka bahut bahut shukriya ♥️🙏🏻🙏🏻
Bast information 👌👌👌 nice
Thank you ma'am Etna motivat karne ke liye mai to bahut nirash ho gai thi ki maine galat subject le liya ❤❤❤
Thank you so much mam ji hmne apki BOOK v padhi h jo apne likhi h maine Lucknow k Shree guru nanak girls degree college se apna Masters kiya hai FOOD AND NUTRITION SCIENCE se 86% se
Bahut bahut Dhanyavaad apki book bahut acchi hai
Thank u soo much mam very nice explanation 🙏
Aapko sunkar mam bhut hi motivation mila..thanku sooo much mam ..maine aaj hi suna aapko..sun kr lgta hai ki gyan ka bhandar ho aap
प्रमाण गुरु मां 🙏🙏🙏🙏🙏
AAP bilkul mom ki tarh smjha v Rahi or dat Rahi hai 😅😅😅😅😅😅bahut achha lga aapka smjhana
Mam ap explain Etna axe se kr rhi h . Ki apki sari bate axe se samjh a rhi h ... Thank you mam...🙏🏻
10th me home science hai to kya kare
Very nice 👌🏽👌🏽👌🏽👌🏽👌🏽
Very valuable video thank a lot of maam 🙏
Rab aapki bahut lambi umra Karen❤😊
Aap bohot sahi bolthi hai thanks ma'am
Radhe Radhe 👍👍
Thanks mam so mach es video se power💪 mila
Mai..to aapki book serch kr rhi thi...tgt ke liye....pr mujhe aap hi mil gye utube pr .... valuable video thanks mam😊
youtube.com/@homesciencestudy-xu9vh
Good मॉर्निंग मैम जी 🙏🙏
Mam aaj pehli bar kou ispe vedio bnaya hai mai home sciece se ma ho koi v nhi smjta
Mam 11 me home science subject se lene sakte hai please mam
Yess
Thank you so much ma'am 🙏🙏🙏
Thank you so much ma'am...bahut repent hota hai aap pahle kyu nhi mili 😥😥😥
Yes maam aj kl log home science ko kuch nhi samjty
Thank you so much mam, aap k video se meri beti ko bahut motivation mila 🙏🙏😊😊
Bahut Acha ma'am ❤❤❤
Thanks madam ji
Mam mujhe food and nutrition me jarnal likhna chah rahi hun kis topic Pe likhun mam please help me
Radhe Radhe
Thanks dear ji 🥰🥰
Super meri maa❤
Mam homescience ke bare me video dalte rha karo pls
Radhe Radhe 🙏🙏
Please suggest best research institute for home science
Thank you for you mem ap ne humara margdarshan kiya
Sabhi log majak banate h home science ka name sun kr
Good
Ma'am open University ka naam bataiye jisme job k sath MSC home science ki ja sake
Powerful ma'am
Thank you so much mam 🙏🏻🙏🏻🙏🏻 itani sari jankari dene ke liye 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Mam gradugraduation kiya m HOME science kiya bed kr se teacher ban sakte h
Bahut bahut dhanyawad mam 🙏🙏🙏🙏👍👍👍🥰🥰
Radhe radhe mam
Mai 1996 men PG ki hun. General home science men, lekin ab mai PhD karna chahti hun kya kr paungi ya nahi kyoki pdhai men gap bahu ho gya hai aur pahle se syllabus bhi badal gya hai . Mujhe taching bhut acchi lagti hai or mai krna chahti hun . please marg darshan kren.
Good morning mam, mam aapne bhut acche se smjhaya h hume😇
Mam home science se child development me pg kiya h phd. Interview k liye synopsis kaise bnaye please help
Thanks mam ❤❤❤❤😊😊😊😊🎉🎉🎉🎉🎉
Aap Puri maa lag rahi ho love you too ma'am 😊
Thank you maim mai home science se M.A ki hu pr kya kr sakti hu scope kya hoga pata nhi tha
Thank you mam aap bahut achchhe ho
Mem private hospital me jugad chalti h kon rakhega
Mem m.a. home science se asistent proffesar ke liye exam de sakte h rajasthan se
Please reply
Thanks ma'am ❤️ 🙏♥️
Bahut aacha mam
Hi mem mane b. S. C food nutrition ke baad kay karu
Good evening mam
Mam mene B. Sc. Home science kiya uske bad M. A. Home science kiya jisme sabhi 5 branch he me kya job kar sakti hu? Home science ke field me
Bsc home science 6 se 8 teacher bharti me math science ya social science me se kaun sa bhare aapko jankari ho to btaiye
Thank you ma'am aapke lecture bhaut motivate karte h thank you so much dear ma'am🙏
Thank you for appreciation
Mam....human devolpment mai net or mp sat ki tayyari kr sakte hao kya.propecer ke liyee
Maim aapse bat krni h kaise hoga bat??
Kaise kya kru
Human resources alg alg Karna padega ya 1 se hi ho jyega mam kam
Ma'am meri beti ne arts with home science liya he vo bhi ye sb courses kr skti he kya
Mam apki books pdhi h mene aai apko sakchat dekh kr bahut khusi Hui ❤❤❤😊😊😊
Radhe Radhe mam
Very helpful vidio mam thanks a lot mam❤
Kya bsc math honours wala ma in homescience kar sakta h .agar karna h to kaha se kare distance se
Net jrf ke liye books bata dijiye mam plz 🙏
Mam rpsc 1st grade teacher exam dene ke liye Kon sa kare b a+ bed ke bad
Mam aapse bat kaise ho payegi
Parnam mam🙏🙏🙏
Thanks maim 🙏
Thanka mam ji
Mene ba geography se kiya h ma bhe kya mai ma home sicence se kr sakti hu plzz bataye
Maim mujhe diet plan bta dije mai bhot dubli hun meri age 30 years h
Mam pg ke kis semester me pgt ka exam de sakte hai please btayiye
Ma'am home science assistance professor ki vacancy ke bare me ak video baniye plz😢😢
Mam opn se b krskte h Open se koi nuksaan to nhi h
Mam main patna University se Home science se PG ki hun Mera special paper food and nutrition hai
Ma'am mane BHSC food and nutrition se kiya he MA in sociology se kiya he school teaching experience 10 year s ka he me house wife abhi mujhe work from home chahiye aapko sunker accha laga कुछ suggetion dijiye please 🙏
Thanku mam
thanks so much ma,am
Thanks for sharing mam
राधे कृष्णा 🙏🙏🙏🙏🙏
Mam mera B.A me home science, sociology, hindi subject tha ab mai b. Ed me in teeno me se kaunsa subject lu ki aage jaake koi dikkat nhi hogi
Mam Maine 12th Homescience Subject se pass ki hai. Homescience Subject se collage karna chahti hun, Par main 30years ki hun. To abhi college kar sakti hun kya? Mam please mujhe batayein .
Maam ji 🙏🙏
Maam kya M.A. ke bad bhi teaching ka koi exam deke teacher bn skte h
Mam pls htet tgt ke liye home science pada dijiye pls mam 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Uske bad pg v karna hoga kya