धन्यवाद, यहां जो एमसीसीबी लगी है, वह थ्री फेज की है। बस इसमें लगने वाली shunt coil की वोल्टेज, थ्री फेज के लिए 400वोल्ट वाली होनी चाहिए। Shunt coil 24, 230 और 400वोल्ट की मिलती है। इस सिस्टम की वायरिंग में कोई चेंज नहीं होगा। Mccb में किसी वोल्टेज रेंज की shunt release coil लगा सकते हैं और जितने वोल्ट की shunt release coil होगी बस उसमें उतने वोल्ट की सप्लाई देनी होती है।
MCCB kholkar usme Shunt Release lagate hain aur emergency push button me NO point wala contact lgate hai. Kripya puri video dekh lijiye. Agar contactor hai to emergency push button me NC point wala element lagate hain.
वैसे तो आप के पम्प को चलाने के लिए स्टार्टर लगा होगा, आप उस स्टार्टर से दूसरे स्थान पर ऑन ऑफ पुश बटन लगा कर यह काम कर सकते हैं। कोई दूसरी mccb और shunt release लगाने की आवश्यकता नहीं है। हमारी दूसरी वीडियो में एक मोटर को कई जगह से ऑन ऑफ किया जा सकता है, बताया गया है।
Humko apna petrol pump me ESD lagana he, kitna kharcha parega? Aur dukan me a sob saman leneke liye keya bolna porega? Nam keya he a sob parts ka? Kindly bata na. Thank you
Esd ke liye Petrol pump ke load ke hisab se ek 100A ki tp ya four pole mccb aur uski shunt release 230/400v. Ek mushroom head wali emergency stop push button NC contact ke sath aur uska box. Mccb ke shunt coil se push button Tak connection Dene ke liye 2cx1.5 core ki copper cable armoured ya un armoured length ke hisab se. 19mm ke two cable gland. MCCB ke liye MCCB box one. Panel ke change over switch ke output se Esd ki mccb ki input aur output ko load/panel ki busbar ko connection Dene ke liye 3.5cx35sqmm ki aluminium armoured cable 10mtr approx aur 32mm cable gland two, 35mm aluminium thimble 16nos. Safety ke liye Esd box ko earth kar dena chahiye . Aluminium cable ki jagah 10 ya 16sqmm ki copper ki wire bhi flexible pipe me dalkar laga sakte hain . Yah ek basic idea hai. Ek Esd ka with material aur labour milakar karib 15000- 18000 rupye ki lagat ati hai. Thanks
Sorry, mccb ke sath ESD banane men NC contact nahi balki NO contact ka element Push button men lagta hai. Jabki contactor ke sath ESD banane ke liye push button mein NC contact ka element lagta hai. Jaise hi push button ko push karte hain, contact open ho jata hai aur contactor ki coil ka current cut ho jane se contactor off ho jata hai. Phir jab push button jab apni original position mein wapas aa jati hai to contactor fir se on ho jata hai.
Push button push karne per temporary lock ho jati hai aur jab system ko dubara on karna hota hai to push button ko thoda push aur reverse karne se wapas aa jati hai aur contact ban jane se Esd ka contactor ON ho jata hai.
MCCB type ESD system mein MCCB pahle se on rahti hai aur jab push button ko push karte hain to eska NO contact close ho jata hai aur shunt release on ho jane se MCCB ko trip kar deti hai. System ko dubara chalu karne ke liye push button ko release karna padega aur fir mccb ko manual on karna padega fir supply on ho jayegi. Asha karta hu aap samajh gaye honge Thanks
Superb ghorah ji
Thanks
आपने बहुत सही जानकारी दी है
शुक्रिया
Super sir ji
Thanks
Good
Thanks
3 phase mccb ke sath kyse connection karte hai
धन्यवाद,
यहां जो एमसीसीबी लगी है, वह थ्री फेज की है। बस इसमें लगने वाली shunt coil की वोल्टेज, थ्री फेज के लिए 400वोल्ट वाली होनी चाहिए। Shunt coil 24, 230 और 400वोल्ट की मिलती है। इस सिस्टम की वायरिंग में कोई चेंज नहीं होगा। Mccb में किसी वोल्टेज रेंज की shunt release coil लगा सकते हैं और जितने वोल्ट की shunt release coil होगी बस उसमें उतने वोल्ट की सप्लाई देनी होती है।
ठीक है
Ser mere pass ak shunt usme emergency button kaise lagaye
MCCB kholkar usme Shunt Release lagate hain aur emergency push button me NO point wala contact lgate hai. Kripya puri video dekh lijiye.
Agar contactor hai to emergency push button me NC point wala element lagate hain.
Humko lagwana hai pump par
आप एमसीसीएम के आउटपुट पर कोई भी लोड दे सकते हैं। पम्प के लोड एम्पीयर के हिसाब से एमसीसीबी की एम्पीयर रेटिंग रखनी है।
वैसे तो आप के पम्प को चलाने के लिए स्टार्टर लगा होगा, आप उस स्टार्टर से दूसरे स्थान पर ऑन ऑफ पुश बटन लगा कर यह काम कर सकते हैं। कोई दूसरी mccb और shunt release लगाने की आवश्यकता नहीं है। हमारी
दूसरी वीडियो में एक मोटर को कई जगह से ऑन ऑफ किया जा सकता है, बताया गया है।
Humko apna petrol pump me ESD lagana he, kitna kharcha parega? Aur dukan me a sob saman leneke liye keya bolna porega? Nam keya he a sob parts ka? Kindly bata na. Thank you
Esd ke liye Petrol pump ke load ke hisab se ek 100A ki tp ya four pole mccb aur uski shunt release 230/400v. Ek mushroom head wali emergency stop push button NC contact ke sath aur uska box. Mccb ke shunt coil se push button Tak connection Dene ke liye 2cx1.5 core ki copper cable armoured ya un armoured length ke hisab se. 19mm ke two cable gland. MCCB ke liye MCCB box one. Panel ke change over switch ke output se Esd ki mccb ki input aur output ko load/panel ki busbar ko connection Dene ke liye 3.5cx35sqmm ki aluminium armoured cable 10mtr approx aur 32mm cable gland two, 35mm aluminium thimble 16nos. Safety ke liye Esd box ko earth kar dena chahiye . Aluminium cable ki jagah 10 ya 16sqmm ki copper ki wire bhi flexible pipe me dalkar laga sakte hain .
Yah ek basic idea hai. Ek Esd ka with material aur labour milakar karib 15000- 18000 rupye ki lagat ati hai.
Thanks
@@gorakhnath99 Thanks Again, Contractor humse 60000 rupees mang raha he. Abhi hum khud laga lenge.
Sorry,
mccb ke sath ESD banane men NC contact nahi balki NO contact ka element Push button men lagta hai.
Jabki contactor ke sath ESD banane ke liye push button mein NC contact ka element lagta hai. Jaise hi push button ko push karte hain, contact open ho jata hai aur contactor ki coil ka current cut ho jane se contactor off ho jata hai. Phir jab push button jab apni original position mein wapas aa jati hai to contactor fir se on ho jata hai.
Push button push karne per temporary lock ho jati hai aur jab system ko dubara on karna hota hai to push button ko thoda push aur reverse karne se wapas aa jati hai aur contact ban jane se Esd ka contactor ON ho jata hai.
MCCB type ESD system mein MCCB pahle se on rahti hai aur jab push button ko push karte hain to eska NO contact close ho jata hai aur shunt release on ho jane se MCCB ko trip kar deti hai. System ko dubara chalu karne ke liye push button ko release karna padega aur fir mccb ko manual on karna padega fir supply on ho jayegi.
Asha karta hu aap samajh gaye honge
Thanks