Sir jab maine nmms pariksha ka form bhara tha to meri adhar card mai date of birth alag thi aur marksheet mai alag to ab mujhe date of birth adhar card mai badalbani hogi ya nahi bataiye please sir
Pr sir mera to 2023 me hi ho gya tha...or Face authentication bhi complete ho gya hai..... or OTR No. bhi aa gya hai... Kya phir bhi ye sab krna hai mujhe? ya phir nhi....
OTR NO 2024 ME AANA SHURU HUA HAI aap ke registered mobile no par OTR No Password 2024 me aaya hoga use login kar ke password set kar lijiye aap ko bas login karna hai nsp otr login
sir mera bank Account aadhaar card se link hai phir bhi Mapper status pe show nahi ho raha
please help me 🙏🙏
main kya karoo?
NYC work bhaiya❤❤
Thanks ❤️❤️
Can Ignou students apply nsp and how fill
Sir jab maine nmms pariksha ka form bhara tha to meri adhar card mai date of birth alag thi aur marksheet mai alag to ab mujhe date of birth adhar card mai badalbani hogi ya nahi bataiye please sir
Badalwani hogi
2024 - 25 ke bachcho rajister me Jake ke reference number nikalna h kya
Mere bhai ne pas kiya h pr uska reference number nhi aya h
Yes
Can a student studying in class 10 eligible for National scholarship portal??
Sir i don't have my own bank account. Can i use my father's account?
Jiska aadhaar hoga aplication me usi aadhaar me seeded account me chala jaayega paisa
@@PiyushSolution sir what is seeded account ?
@@gargiyadav4016
bank Account aadhaar se link hona chahiye
22-23 wale kese pta krna hai
Adhar number daal ke check kijiye
Post matric scholarship me bhi karna hai
Bihar Post matric scholarship me nahi karna hai ye
Pr sir mera to 2023 me hi ho gya tha...or Face authentication bhi complete ho gya hai..... or OTR No. bhi aa gya hai... Kya phir bhi ye sab krna hai mujhe? ya phir nhi....
OTR NO 2024 ME AANA SHURU HUA HAI aap ke registered mobile no par OTR No Password 2024 me aaya hoga use login kar ke password set kar lijiye aap ko bas login karna hai nsp otr login
@@PiyushSolution haa kr liye hai kal hi ka... Password bhi set ho gya hai or OTR No. Bhi aa gya hai...
Hm shubham hai...
Aapse baat kiya tha na raat me...
sir adhaar seed kaise hoga
NPCI website se
Nehi ho raha
Try karte rahiye ho jayega