Размер видео: 1280 X 720853 X 480640 X 360
Показать панель управления
Автовоспроизведение
Автоповтор
जन सहयोग गेहूं चावल लिया तो कया उसको भी ऐसे हि एड करना है और क्या उसमे भी चालान का नंबर लिखना है क्या?
sir kisi school ka 9 July se mid day mil shuru hua h wo stock ki entry kese kre
@@muradali5583 sir mdm helpline par contact kare stock date 1 aprail aati he co change nhi hoti aapki problem vhi se solve hogi
Sir 17,18 sept ko galti se zero consumpation ho gaya ese kaise sahi kare
Sir draft me jakr request send kare aage se shi hoga
Sir purani entry me 30 April ke baad galti se 24 sep Chad Gaya h os entry ko kase remove Kiya jaye
Delete entry ki request daldo ho jayegi
Sir April ki entry Galt bhri gai ab kya kre
@@poojabai2683 draft me jakr request dale galt entry ho gayi he please delete this entry aage se delete ho jayegi
Openining balance me Ps + Ups ka alg alg krna h ya dono ko ek me hi krna h
Alag alag karna he
Sir 24 June se 30 June ko kya entry karni h
@@harishkumarmeghwal5374 0 consumption select karna or reason me holiday in scul bharna hoga
Sir kisi school se wheat udhar liya tha rajsims portal pr school ki entry krni thi glthi se donation ho gya isko kese shi krvaye sir btaye please 🙏
Sir distribution list me jakr draft me se request send karde aage se shi ho payega sir abhi apne pas edit ka option start nhi hua he jald hi hone vala he don’t worry
@@Darpantech77 vo to karke tekh tha hua nhi
Sir jald hi edit ka option start hoga is par work chl rha he filhal ke liye yhi option he lagbhag sabhi k kuch na kuch galti ho hi rhi he
जिसके खाना पका हुआ अक्षय पात्र से आता है उनको भी करना है क्या सर
विद्यालय में पोषाहार बनता हे तो ही एंट्री करनी हे
Yadi supplier se praapt galat chadh jaata hai to use kaise Sudhare mere 12 September ki jagah 23 September darj ho gaya hai
12 September ki date me stock add karde Or jo 23 september ki entry ki he usko delete ke liye request dalde vo delete ho jayegi
Channel pr stock ki galat entry ko kese shi kre video dala hua he us ki help le sakte he
Sir jaldi video Dal Le delete Nahi ho raha hai
ruclips.net/video/a_OM-MNue2k/видео.htmlsi=DHV_9ZAlW-0650XzCheck it out
एक ही दिनांक मे Class 1-5 मे चावल काट दिया और class 6-8 मे गेहूं काट दिया है अब इसकी एंट्री राजसिम्स मे कैसे होंगी
काट दिया से क्या मतलब है गुरुजी स्पष्ट बताए
Ek din me ek hi food ki entry hogi 1 se 5 or 6 se 8 ab chahe wheat ki kardo ya rice ki
जन सहयोग गेहूं चावल लिया तो कया उसको भी ऐसे हि एड करना है और क्या उसमे भी चालान का नंबर लिखना है क्या?
sir kisi school ka 9 July se mid day mil shuru hua h wo stock ki entry kese kre
@@muradali5583 sir mdm helpline par contact kare stock date 1 aprail aati he co change nhi hoti aapki problem vhi se solve hogi
Sir 17,18 sept ko galti se zero consumpation ho gaya ese kaise sahi kare
Sir draft me jakr request send kare aage se shi hoga
Sir purani entry me 30 April ke baad galti se 24 sep Chad Gaya h os entry ko kase remove Kiya jaye
Delete entry ki request daldo ho jayegi
Sir April ki entry Galt bhri gai ab kya kre
@@poojabai2683 draft me jakr request dale galt entry ho gayi he please delete this entry aage se delete ho jayegi
Openining balance me Ps + Ups ka alg alg krna h ya dono ko ek me hi krna h
Alag alag karna he
Sir 24 June se 30 June ko kya entry karni h
@@harishkumarmeghwal5374 0 consumption select karna or reason me holiday in scul bharna hoga
Sir kisi school se wheat udhar liya tha rajsims portal pr school ki entry krni thi glthi se donation ho gya isko kese shi krvaye sir btaye please 🙏
Sir distribution list me jakr draft me se request send karde aage se shi ho payega sir abhi apne pas edit ka option start nhi hua he jald hi hone vala he don’t worry
@@Darpantech77 vo to karke tekh tha hua nhi
Sir jald hi edit ka option start hoga is par work chl rha he filhal ke liye yhi option he lagbhag sabhi k kuch na kuch galti ho hi rhi he
जिसके खाना पका हुआ अक्षय पात्र से आता है उनको भी करना है क्या सर
विद्यालय में पोषाहार बनता हे तो ही एंट्री करनी हे
Yadi supplier se praapt galat chadh jaata hai to use kaise Sudhare mere 12 September ki jagah 23 September darj ho gaya hai
12 September ki date me stock add karde
Or jo 23 september ki entry ki he usko delete ke liye request dalde vo delete ho jayegi
Channel pr stock ki galat entry ko kese shi kre video dala hua he us ki help le sakte he
Sir jaldi video Dal Le delete Nahi ho raha hai
ruclips.net/video/a_OM-MNue2k/видео.htmlsi=DHV_9ZAlW-0650Xz
Check it out
एक ही दिनांक मे Class 1-5 मे चावल काट दिया और class 6-8 मे गेहूं काट दिया है
अब इसकी एंट्री राजसिम्स मे कैसे होंगी