Uber is behaving like a gunda now. 1st they give less price (in Bangalore) where drivers get 12 to 14rs per km in non peak and 20km in peak hours. Better to do namma yatri and rapido
Uber mein gaadi chalaana yani bandhua mazdoor ban na. Main to indriver, rapido, yatri sathi mein milaakar drive karta hu. Kamaai achhi hoti h. Har mahine kam se kam bi 44000/45000.( Minus diesel) to kamaa hi leta hun. Bahut mahine 50000 bhi cross ho jaati h. Kolkata se hu, meri gaadi tata bolt h. Uber ke kharide hue gulam nhi h dogla uber. Aap jaise log hi to uber ko chahiye. Jinme koi atma samman n ho. Apna misguided logic apne andar le lijiye
@@HRC steering aur window ke bich Mai Jo vent hai ussmai ...aapka abhi jo holder hai usske niche walein vent mai... Chota sa rehta hai sidha vent mai ghusta hai...achi quality ka Lena....
Mota Bhai aapko ek baat batao main kisi ki ismein like nahin karta hun kyunki main khud use chij Ko Na follow karta hun mera naam Kushal Tiwari main Uttrakhand ka hun per Jo Aaj mere sath kiya hai na company ne vah kisi ke sath nahin karna chahie vah chalao
@@androidtech9790 driver's k liye accha nahi hai Passanger k liye accha hai 1500 ka pass banta hai 1 month k liye Agar bina pass k gaadi chalaoge ek month toh lagbhag 4000 ka toll lagta hai 4000-1500= 2500 ye driver ko bachta tha Lekin ab nahi bachega
First like & comment ❤
Thanks 🙏🏻
Bahut achcha knowledge Diya aapane
Thank u
Uber is behaving like a gunda now. 1st they give less price (in Bangalore) where drivers get 12 to 14rs per km in non peak and 20km in peak hours. Better to do namma yatri and rapido
PSV badge ke regarding video banao Hitesh bhai
Yes jaldi
Hitesh sir mai up se hu
Mai bhi Mumbai me ola uber chalana chahta hu kya kya
documents lagega gadi mil jayegi na
Bhai aapko main follow karta hun main Saudi Arab mein rahata hun
25 oct lucknow me only 1 hee app🎉
8.5km ka 272 brother...lucknow me 100 rs only 8.5 km ka. 😢😢😢
Isliye ni chla rha Mumbai ja rha me too bhai car leke
Chlna he to bolo
Main Jana chaahta hu bro@@amir88khan
Hi bhai muje tr licence banana hai to kya document chahiye
Jo trip radar me aati h vo bhi acceptation rate me count hoti h kya ??
Nahi
Very nice
Thanks
Vai mara ghar ha kolkata ma mumbai jakar nya gare la sakta hu
Uber mein gaadi chalaana yani bandhua mazdoor ban na. Main to indriver, rapido, yatri sathi mein milaakar drive karta hu. Kamaai achhi hoti h. Har mahine kam se kam bi 44000/45000.( Minus diesel) to kamaa hi leta hun. Bahut mahine 50000 bhi cross ho jaati h. Kolkata se hu, meri gaadi tata bolt h. Uber ke kharide hue gulam nhi h dogla uber. Aap jaise log hi to uber ko chahiye. Jinme koi atma samman n ho. Apna misguided logic apne andar le lijiye
Thank u brother
Keep it up 👍
Aur haan aaj indriver ne 7k.m ka 317 diye. AND WITHOUT ANY PEAK HOUR LOLLYPOP. 😂ruclips.net/video/siKDJyaAsvU/видео.htmlsi=luxAK6J-o7zOPRDX
Indrive ko pakde rehna bhai
Koi naya app aaye outdrive jaisa to bhul mat jana indrive ko 🙏🏻
Ac vent par lagane ka mobile holder aata hai...mobile garam nahin honga...
Wagon r me kaha lagta he wo
@@HRC steering aur window ke bich Mai Jo vent hai ussmai ...aapka abhi jo holder hai usske niche walein vent mai... Chota sa rehta hai sidha vent mai ghusta hai...achi quality ka Lena....
Waise bhi kya fayda peak time mai bhi rate down hai ola uber dono....mai tho bechna wala hu😅😅
👍
❤❤❤❤
🙏🏻
Sir ji aap jada ola karto ho ya uber...
Uber
Agar full day only ola karenge to kaya ola achh fair dega kaya. or achhi booking bhi...
Bhai Naya driver koi agar gadi chalana chahta hai to company ki gadi sahi rahega ki kisi ka lekar chalane me sahi rahega
Bhai abhi daily videos Dalo abhi… plz
Try to wahi kar raha hu
Mera 48% hai acceptance rate... Mai bahot kareeb hu Uber ke nishane pr 😝
jai mataji
🙏🏻
Title ke hisab se video banaye, jyada time nahi khinche
Sir Aaj kitne ghante lage 2600 kamane roj time bataya Karo 👍
Around 13 hrs
Aisa 70% kara toh matlab hame low rate wale bhi lena padega 7-8km dega tabbhi
Ha bhai 10 trip me se 1 ya 2 trip waisa bhi lena padega
Phirse Ola Form mein Ayega ab
Kya pata bhai
Agar uber id driver ka band kare ga to sab se jada fleet company ki id sab say jada band kare ga
Lag gaui
Uber bahut condition rakh raha hai
Haa sahi hai taki Jo dil se kaam karna chahe wo sirf uber se kare taaki indrive jaise aap used na kare
Yes wahi sahi he
Yes
Ahmedabad me to Uber ne to ret down kar diye he or sab ko orning dete he ki I'd block ho jayegi
@@rameshsonkusare1212 q block ho jayegi
Bhai mene Aaj uber me 5900 ka earning nikala with incentive
Gadi hawa me chalaya kya....???
@@Punisher_DON 1600 ka incentive mila 16 ride complete kiya 1000 ka cng laga
@@Dreamsongsguruvery good 👍 me bhi a rha Mumbai car atech ho jyegi bro
भाई अब उबेर ने 100/300 /700 पॉईंट्स कर दिऐ है
Yes
70% koi nahi ker sakti
Mera 30% hai 😅
@@paragmogre4148 ab krna padega
Koi farak nahi padta aisa pehle kai baar ho gaya hai.
Bhai main bhi gadi dalna chahta hun please kuchh guide Karen aur bataen
Fasna mat leke yrr😢bura halh
Sab ka blue huaa hai ❤😊
Yes
70℅ k uper koi sawal nahi hay koi mantain nahi kar pai ga aap bhi nahi kar pao ge may challenge deta hu aap 70℅ maintain nahi kar pao ge
Mota Bhai aapko ek baat batao main kisi ki ismein like nahin karta hun kyunki main khud use chij Ko Na follow karta hun mera naam Kushal Tiwari main Uttrakhand ka hun per Jo Aaj mere sath kiya hai na company ne vah kisi ke sath nahin karna chahie vah chalao
Kya hua hai?
Kya hua bhai ?
जय महाराष्ट्र भाऊ
मुंबई मे 🚗 को टोल फ्री हुवा है
मेरी दीदी एरोळी टोल नाका मे काम करती है उसने बताया
Yes ho gaya
Jada khush hone ki jarurat nhi hai sea link bala toll free nahi hai aur Mumbai se saare toll free kar diye jo driver k liye accha nahi hai
Q achha nhi hai
@@androidtech9790 driver's k liye accha nahi hai
Passanger k liye accha hai
1500 ka pass banta hai 1 month k liye
Agar bina pass k gaadi chalaoge ek month toh lagbhag 4000 ka toll lagta hai
4000-1500= 2500 ye driver ko bachta tha
Lekin ab nahi bachega
@@ANMOLSINGH-qn8yl haa ye toh janta hu but election tak ruk jao wapas chalu kar dega
@@androidtech9790 dekhte hai kya hota hai
Woh to he bhai but kya hi kar sakte he
Kitna ghanta kam Kiya apne
Around 13 hrs