MCQ of Numerical Analysis | Ch 2 and 3 | Bsc 6th sem maths |

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 19 окт 2024

Комментарии • 36

  • @vidhawatidevi1589
    @vidhawatidevi1589 7 месяцев назад +3

    Thank you sir for uploading video please continous videos

  • @mayavishwakarma_04
    @mayavishwakarma_04 7 месяцев назад +3

    Super explanation sir 👍 Thank you thank you.... so... much sir 😊 yadi aap n hote to na jane kya hota ham log ka... kyuki jo jari kar rahe exam kab se hoga vo log to hath dhoke ham sab ke pichhe padh gye hai log Achhe se padhne bhi nahi de rahe hai log bas name ki bsc ho gyi hai fir bhi koi na aap ham n to sab thik hi hai air hoga... 😊

    • @mathvath8353
      @mathvath8353  7 месяцев назад

      Universities ka hamesha se kuch na kuch ajeeb kaam rha hai...
      Don't worry knowledge will fulfill....

  • @heeralalbind
    @heeralalbind 6 месяцев назад +1

    Thank you so much sir ji ❤❤❤

    • @mathvath8353
      @mathvath8353  6 месяцев назад

      Most welcome
      Share with friends

  • @Ksharma--123-v4i
    @Ksharma--123-v4i 7 месяцев назад +1

    Thank u so much sir 🙏🙏

    • @mathvath8353
      @mathvath8353  7 месяцев назад

      Most welcome
      Share with friends...

  • @Samarth25001
    @Samarth25001 5 месяцев назад +3

    Thank you 😊 ❤
    *MCQ of chapter -1 ??*

  • @Tanyasaini23
    @Tanyasaini23 5 месяцев назад +1

    5:19 pe sir relation E aur D ke liye puchha hai n...aur unke beech ka relation to (E = exp^ hD) hota hai to fir option me nebla wale relation ko kaise sahi kr skte h... Backward difference ke sath to nhi puchha tha to NOT hona chahiye correct option...
    Aap dekh lijiye ek baar.....🙄

    • @mathvath8353
      @mathvath8353  5 месяцев назад

      Yes you are absolutely right..... Good

  • @ShikhaTiwari-h5u
    @ShikhaTiwari-h5u 5 месяцев назад +1

    Thank you so much😊🙏

  • @mayankyadav1.0
    @mayankyadav1.0 5 месяцев назад +1

    Descriptice vedio kha milega iska

  • @bholajaat195
    @bholajaat195 6 месяцев назад +2

    Sir apka telegram channel name kya h m us par model ki pdf bhej dungi aap bas uski video bna dena kyu video 2 bar dekhne se achche se yad ho jata h

    • @mathvath8353
      @mathvath8353  6 месяцев назад

      Math Lovers are invited....
      t.me/MathVath

  • @bholajaat195
    @bholajaat195 6 месяцев назад +1

    Sir please second paper ke bhi objective questions kraiye hamara exam hai 16 April se please sir

    • @mathvath8353
      @mathvath8353  6 месяцев назад

      Which university....

    • @bholajaat195
      @bholajaat195 6 месяцев назад

      @@mathvath8353 RMPSU Aligarh

  • @TulasiNishad-jt6lv
    @TulasiNishad-jt6lv 5 месяцев назад

    Thank you so much sir aap bahut aachhe se concept karate hlekin please video ka volume thoda aur jade hota to achha hota ,aapki aawaj bahut slow aati h sunan3 kaphi problem hotih😢😢😢

  • @aprajitadwivedi3085
    @aprajitadwivedi3085 5 месяцев назад

    Chapter 1 ki video khn h

  • @sandhyasharma.....811
    @sandhyasharma.....811 5 месяцев назад +1

    Sir 1st book ka answer key ddu ka upload kr dijiyega please

  • @Tanyasaini23
    @Tanyasaini23 5 месяцев назад +1

    Sir ye books...ke mcqs hai??
    Bata dijiye sir taaki kisi se maangna na pade 🙄🙄

    • @mathvath8353
      @mathvath8353  5 месяцев назад

      Maine book aur question Bank dono ke MCQ karvaye hain .... don't worry

    • @Tanyasaini23
      @Tanyasaini23 5 месяцев назад +1

      @@mathvath8353 numerical analysis ka bhi n...sir baaki ka to pta h ..mujhe iska book uph kuchh bhi nhi dekhne ko mila h is baar to kuchh idea nhi mil rha tha isliye puchh liye

    • @mathvath8353
      @mathvath8353  5 месяцев назад

      Jo market me tha Maine available kar Diya hai

  • @masticreators-c3e
    @masticreators-c3e 5 месяцев назад +1

    Views jyada h but log like hi ni krte video pe this is very wrong