Комментарии •

  • @ashokpatekar21
    @ashokpatekar21 2 года назад +7

    सही जाणकारी दिया है सर आपने,,
    मोटर कभी भी जाम नही होगा,,,

  • @manpreetkumar1135
    @manpreetkumar1135 Год назад

    Thank you sir ji keep making videos.

  • @sangitamallick3994
    @sangitamallick3994 Год назад

    Trick kam kar gaya.Thank u

  • @vijaykanhaiyalalsharma8892
    @vijaykanhaiyalalsharma8892 2 года назад

    Thanks your so much dear god

  • @prahladmangal3105
    @prahladmangal3105 Год назад

    Well done bhai

  • @keshavkushram806
    @keshavkushram806 2 года назад +2

    धन्यवाद सरजी बहुत अच्छी जानकारी मिली इसी तरह के और जानकारी देते रहिए

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch 2 года назад

      Jarur bhai aapka bhi bahut bahut dhanyawad hamare family ke sath jude rahne ke liye
      Aur aapko isi tarah hamare channel par useful jankari milta rahega

  • @Tirath_chuahan
    @Tirath_chuahan Год назад

    Nice video thank you sir

  • @AmarNath-lp2tx
    @AmarNath-lp2tx 2 года назад +2

    Very nice

  • @wahegurujikakhalsa84
    @wahegurujikakhalsa84 2 года назад +1

    Aaj mainy bhi apna cooler chlaya aise

  • @clervi7581
    @clervi7581 2 года назад +1

    Good

  • @KhanBhai-pl4pk
    @KhanBhai-pl4pk Месяц назад

    Good vedio

  • @MUNISHKUMAR-zv6tz
    @MUNISHKUMAR-zv6tz 11 месяцев назад

    Thank you sir ji

  • @ramakantsingh7271
    @ramakantsingh7271 Месяц назад

    Good idea

  • @MdChand-pd5tu
    @MdChand-pd5tu Год назад +1

    👍 nice

  • @ganeshjee7271
    @ganeshjee7271 2 года назад

    Nice

  • @pravpa
    @pravpa 2 года назад +2

    बहुत खूब भाई..👌👌👌

  • @prabhukarthick439
    @prabhukarthick439 2 года назад +1

    Super sir👌

  • @prembanjare1284
    @prembanjare1284 2 года назад

    🤩🤩

  • @Hsjshs2727
    @Hsjshs2727 Месяц назад +1

    क्या काला जला तेल ही डालना चाहिए

  • @user-ey7qi6yz4u
    @user-ey7qi6yz4u Месяц назад

    Bhai japani oil dal skte isme??

  • @VinayKumar-ll8un
    @VinayKumar-ll8un Месяц назад +1

    1 सीजन में 1 बार ऑयलिंग होती हे

  • @user-qc1yd1lt5g
    @user-qc1yd1lt5g 10 дней назад

    Sir Esme gres nhi dal skte hai ya oil.se hoga please bataiye

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch 9 дней назад

      Bhai bearing me grees use hota hai aur bush me oil use hota hai agar aap bush ne grees use karenge to kuchh hafte ya mahine bad grees heat hokar bush shaft ko aapas me aur jam kar dega

  • @NoName-kn3de
    @NoName-kn3de Год назад

    SIR OIL TO JOLDI JOLDI SUKJATA OR JAM HOJATA MEI KIA KOROGE

  • @technicalmastersantoshsong8704
    @technicalmastersantoshsong8704 2 года назад +2

    ye kam to 15 year pahle kar chuka hu bhi .mene apne coolar mei 15 year se bush aur shapt Chang nahi kiya .abh tak chal raha hei cromftan ka 36 salot

  • @RahulSharma-vf7mm
    @RahulSharma-vf7mm 2 года назад +11

    New motor me oil nahi dry hota.usme kon sa oil dalti hai compony .oil ka name and number ki jankari bataye please

    • @Dave_en
      @Dave_en 2 года назад +1

      Aap ne sahi kaha. New motor me company lubrication nhi karti. Better hoga ki unbox karne ke baad thoda sa Mobil oil daal dijiye jo bike me daalte hain. 30W10 ya 40W20 wala. Isse friction kam hoga aur aawaz bhi kaafi ghat jayega.

    • @karnalsingh1201
      @karnalsingh1201 2 года назад

      HERO.KO.MOBILE

    • @RahulSharma-vf7mm
      @RahulSharma-vf7mm 2 года назад +1

      New motor me 2or3 year oil dalne ki jarurt nahi hota.aap kahte hai one weak me ek bar oil dalo. Kyo.compony Jon sa oil dalti hai.us oil ka nam bataye please

    • @Dave_en
      @Dave_en 2 года назад +1

      @@RahulSharma-vf7mm company ko koi fark nhi padta aapke motor ke saath future me kya hota hai. 3 saal tak thik se chalega phir pata chalega ki andar kuchh parts ghis gaya. Issliye 3-6 maheene me ek baar lubricate kar hi dena chahiye. Isse life badhegi.

    • @MohodSachinBHIMRAO-el5ts
      @MohodSachinBHIMRAO-el5ts 10 месяцев назад

      Engine oil

  • @yachanakalirawna6138
    @yachanakalirawna6138 2 дня назад

    Nhi kaam kr rhi motor oil dalne k baad bhi

  • @happyboyadc
    @happyboyadc Год назад +1

    ❤️❤️❤️❤️🌹😂🙏🏼🙏🏼

  • @jagtarsinghsingh3220
    @jagtarsinghsingh3220 2 года назад +1

    Es hole me cooler ka pani jaega and moter jal jaegi

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch 2 года назад

      Bhai motor me pani apne aap nahi jayega aapko dhyan dena hai ki kahi pani motor ki taraf tapak raha hai kya kyoki kai bar ghas se pani nikallkar hi motor me jata hai sabhi ko aapko check kar lena hai
      Aur bina hole kare bhi aapke motor me pani ja sakta hai motor ki cap ki taraf se aur motor ki aage shaft ki taraf se agar motor me kahi se bhi pani girega to

  • @SunilKumar-sm2no
    @SunilKumar-sm2no 2 года назад

    Adjust fan wiring karna Kitna training dalna hai

  • @shaktikrupa712
    @shaktikrupa712 Год назад

    Aar mictur andar ki sifr ghisata he or kat kat kat aavaj aati he

  • @Row_Gardning
    @Row_Gardning 2 месяца назад

    Iska piche ka baring kyase bdla jayega

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch 2 месяца назад

      Bhai is motor me bearing nahi bush laga huwa hai
      Agar agar aap janná chahte hai ki bush kaise change karte hai to aap RUclips par search kare
      "Cooler motor bush change mechanical search"

  • @AB786123
    @AB786123 2 года назад

    esse achha esme baring dal do

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch 2 года назад +1

      Nahi mere bhai aap kisi bhi motor jisme bush laga ho waha par bearing nahi laga sakte

    • @ArifKhan-ro7cr
      @ArifKhan-ro7cr 2 года назад

      Sir humne baring me banwaya hai kharad macin par cooler kit ko

    • @ashasheel4844
      @ashasheel4844 2 года назад

      Mene toh dono Bering change karwa di h fir bhi jaam ho raha h aur kam speed me chalta hai

    • @kanishkraj5159
      @kanishkraj5159 Год назад

      ​@@mechanicalsearch bhai ye baring ka price kya hota hai

  • @nandumeshram4656
    @nandumeshram4656 2 года назад +1

    😂कुछ भी..
    मोटर me उपर do side को oil ke छेद दिये होते है. और कोई भी मोटर को नहीं खोल सकता क्यूकी winding खराब होणे का खतरा जादा होता है. अगर bush ही खराब होतो jaam का क्या मतलब.
    Jaam ka
    Fault ऐसे ही थोडे समझ आता है.

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch 2 года назад +1

      Bhai mere video ko pura dekh kar comment karte to achha hota
      Kyoki video me mane bataya hai ki sabhi tarah ke motor me oil dalne ka system nahi hota
      Aur dusri bat motor ko kholne se winding kharab nahi hota agar aap ek mechanic hai to agar aapko electrical chijo ke bare me jankari nahi hai aur aap motor ko kholte hai tab ho sakta hai ki galti ho jaye

  • @JitenderKumar-jl9nh
    @JitenderKumar-jl9nh 2 года назад

    Jis motor mein hafte mein Tel Dala jaaye aisi motor ka kya fayda moter ki problam smjho sahi moter 1 year se phle oil nahi magegi

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch 2 года назад

      Bhai yah trick tab ke kiye hai jab motor ME pahli bar jam problem aa jaye aur bhai hafte me oil dalna jaruri nahi hai aap chahe to mahino ya aapko lage ki motor ka oil sukh chuka hai tab aap dal sakte hai
      Aur bhai motor jab chalta hai to garam hota hai aur garam hone se hi oil gadha hokar sukh jata hai jiske chalte hi shaft air bush jaldi kharab ho jata hai
      Isliye samay samay par motor me oil dena jaruri jisse motor ka life badh jata hai

  • @bestboyofindia
    @bestboyofindia 3 месяца назад

    Khaini kha rhe ho bhai
    Chap chap ki awaj aa rhi hai

  • @RaviDhawal-bc9bo
    @RaviDhawal-bc9bo Год назад

    Bairing rahata hai ki bush

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch Год назад

      Bhai 24 slot motor me bush rahta hai aur 36 slot motor me bearing rahta hai

  • @krishnapavra1940
    @krishnapavra1940 2 года назад

    O bhai khoto dilaso na ap

  • @tarachandsolanki9800
    @tarachandsolanki9800 Месяц назад

    😂बहुत होशियार इंजीनियर है,😅😅😅

  • @RashidAli-dk8sn
    @RashidAli-dk8sn Год назад

    Or oil dalte hi sb gir jayega niche😂😂

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch Год назад

      Mere bhai oil pahle bush ke andar ek ruyi ka washar hota hai usme rukega aur jo extra oil hoga wahi niche girega

  • @JitendraSingh-nv4qs
    @JitendraSingh-nv4qs Год назад

    अटक गया भी ऑइल

  • @ashishbhutiya4470
    @ashishbhutiya4470 2 года назад

    Bahut purani trick hai

  • @ravindrakumar-sg8mh
    @ravindrakumar-sg8mh 2 года назад +1

    Ek no ka bevekoof

  • @mrhimansu5878
    @mrhimansu5878 Год назад

    Abe jaldi bol 😢

  • @mahandersingh2079
    @mahandersingh2079 Год назад

    Paka rahe ho

  • @rohit3971
    @rohit3971 2 года назад

    Pahle jakr gutkha thuk pher bol

  • @V98000
    @V98000 2 года назад +1

    जिसका जन्म हुआ है वो नष्ट जरूर होगा
    इसलिए अमर कहना एक बड़ी गलती है
    वैसे vdo बढ़िया है।

  • @rajkishortripathi6397
    @rajkishortripathi6397 2 года назад

    बेकार मे फेक रहा है।

  • @IslamPura-vm1ub
    @IslamPura-vm1ub Год назад

    Bhak bakwas
    Boos nikal KR fek
    Bering siystm bna k use kro

  • @vijengamingdost4925
    @vijengamingdost4925 2 года назад

    Galat hai ye Tarik saft ke ate hi ye band ho jayega or oil ni pahunchega🚫

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch 2 года назад

      Nahi mere bhai aisa nahi hoga kyoki shaft ekdam se pichhe chipka huwa nahi rahta aur shaft aage pichhe karne me bhi gap hota hai aap shaft ko aage ki or khich kar oil dal sakte
      Aur bhar hamne is trick ko kai sare cooler motor me apply kiya aur jab hame laga ki yah trick kafi achhe se work karta hai tab jakar yah video aap bhai longon ke liye banaya hai

    • @mr.pankajdixit8015
      @mr.pankajdixit8015 2 года назад

      Sahi bola bhaiya

  • @narendrakumarthakur1053
    @narendrakumarthakur1053 2 года назад +1

    मोटर जिंदगी भर जाम नहीं होगा तो जो मैकेनिक और पार्ट्स बाला है उसको तो दुकान बंद करना होगा,, और आप विडियो देखा रहे हो उसमे कोई भी जान नही है।।।। आप ये बताए कि बराश बुश युज करो धूरा है पक्का बाला लगाओ ,,रूई को मोविल से गिला करके लगाओ,,,कैसा विडियो आप लोग डाल देते हो

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch 2 года назад +1

      Bhai aap video ko skip kare bina pura dekhiye
      Kyoki is video me bataya gaya hai ki motor me jo oil sukhne ke karan jo jaam problem aata hai wahi kabhi nahi aayega kyoki is trick se aap hamesha oil dal payenge apne motor me to aapke motor me oil kabhi sukhega nahi to jaam problem Kabhi nahi hoga
      Ha bhai bush shaft ya fitting sahi se na hone se motor me jaam problem aa sakta hai lekin oil sukhne se nahi

  • @parwezkhan9348
    @parwezkhan9348 Год назад

    Kon sa oil dala jata hai mobil ya kon sa

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch Год назад +1

      Bahut hi sasta tarika hai bhai
      Bhai jab aap apne byce ka oil change karate hai to jo kharab oil hota hai use aap rakh liya kare jo aapke cooler me dalne ke liye best hota hai