Ayga new hiro jb sach samne ayga manat ka ur subhan ko ibadat se mohabat hogi phir ibadat ki bari hogi jalane ur satane ki subhan ko nakhre dikhane ki❤
i never considered subhan as a hero and now after this he has become completely irredeemable and a villain we refuse to accept him as a main lead please bring a rich and handsome man in ibadat's life who loves her and she also loves him back and chooses him over subhan
Ha iske chere se hi pta chl rha tha ki ye dhoka hi dega kyoki koi bhi insan ek dam se change ho to yhi hota he Or ibadat bechari isake jaal me aa gyi bhrosa kr liya 😢😢
I’m so so pained and so so angry 😡 I won’t say the producers deceived us because I suspected all this!! I will find another show to keep myself busy and stop watching this serial till the day I sense they will be justice for ibaadat!! Bye 👋
New hero ka entry Karo ibadat ke liye....Jo ibadat ke liye pyar jataye subhan koyee hero nhi lagta ibadat inti achi or saaf Dil wali ladki ko chod ke jahanum Dil wali ladki ko azmarha hai...this is not hero jitna takh hame pata hai kii haider or dua me pyar tha or dono saaf Dil ke bhi thee lekin subhan or mannat saaf Dil ke nhi hai so i request please new hero ka entry ho jo ibadat ko apne dil me rakhle..
He Bhagwan aise serial dekhne mein maja nahin hai jismein Hero khud ki heroine ko hi Dhokha de Diya hai.... Yah serial first hoga jo apni heroine Ko Dhokha Diya hai.... Serial mein masala dalna chahie Magar itna bhi masala nahin chal rahi hai ki heroine Ko Dhokha deti hai....
Subhan ko ibadat ke sath aisa nahi karna chahiye tha o kyun ibadat ko bar bar dhoka deta hai kyun itna rulata hai🥺 main kitni khus hui thi mujhe to laga o dono ke beech sabkuch thik ho gaya jab subhan ne ibadat se pyar se baat kiya usse mafi manga bohot bohot bohot jayda khus hui thi mujhe itni khusi hui ki mujhe rona aageya tha lekin ye dekhke ek hi pal mein saari khusi khatam ho gayi bohot bohot bohot dukh hua 🥺 main ibadat ke sath ye sab hote hue nahi dekh pa rahi hu use aise rote hue itni dard mein taqlif mein nahi dekh pa rahi hu bohot bohot bohot jayda dukh ho raha hai subhan kyun ibadat ke sath aisa lar raha hai kyun ibadat ko itni taqlife itna dard itna dukh de raha hai subhan ne bilkul thik nahi kar raha hai bohot galat kar raha hai use aisa nahi karna chahiye tha ibadat ke sath o shaitan mannat ki sachai subhan ke samne jaldi le aaiye na please ibadat uspe kitna bharosa kiya tha kitni jyada pyar karte hai o subhan se lekin subhan kyun nahi samajh raha hai ki ibadat ne koi saazish nahi kiya dhoka nahi diya asli dhokebaaz asli gunehgar to o shaitan mannat hai ek number ki jhuti hai o mannat ne hi saari saazishe kiya hai subhan ibadat ke beech sabkuch thik kar dijiye na please main to god se yehi pray kar rahi hu ki jaldi us shaitan chalbaaz dhokebaaz mannat ki sachai subhan ke samne aaye or subhan ko ibadat se pyar ho jaye o ibadat se apne pyar ka izhaar kar de or dono ek ho jaye subhan ibadat ko jaldi ek kar dijiye na please main to bas yehi chati hu ki o dono hamesha bohot khus rahe or ham subhan ibadat ki pyar bhare romantic episodes dekh paye
This is how the leading actor of this project have to disrespect the courtroom in this dam project huh 😡did the court give anyone orders to blindfolded their wife to walk in the court for an unknown divorce???? That is a crime itself for suban to face straight talk😡😡😡
Ye ibadat bahut hi jada over kr rhi thi mnt k sath sbke sath mujhe lga tha aisa hi kuch hoga kisi ko bandh kr jbrjasti hk jtta kr pyaar nhi kiya ja sakta ha Subhan ko guilty fill krne k liye akela chhod deti to use bura lgta jarur lekin ye etna jada over krne lgi Subhan k sath mnt k sath ki kki v pichha chhodwana chahega
Eitna stone dil yesa vi hero re.jindagi var rote rahi ebadat best of luck ebadat.aasu ke sagar may dub jawo.jyada mohapat karne ke sath dhukh hi hota hey .or pagal ban jawo ebadat suban ke pyar may.kisi cheej,baivab,dhehadhariyo may jyada attachment hona mana dhukh pana.duniya kehete hey pyar karna koi guna nahi.guna nahi to kyu dhukh hota hey.raste galat nahi pher vi kyu dhukh hota hey MATLAB kisimay a attach hona mana galat hey
Ibadat ko asay subhan k sath zbardasti nhe chipakna chahye afterall self respect bhi koi cheez hoti hai Real life mai asa kbhi nhe ho sakta ye sab sirf darama he acha lgta hai Kuch bhi real life mai asa nhe hota
Agr mannat ki schai samne a gyi to ye show hi bnd ho jayga fir inke pas dikane ko kuch nhi milega mannat ki schai samne na aay tbi to ye twist p twist de rhe hai kyuki ab tk te show mannat ki wajah se hi chl rha h kyuki mannat hi dhmaka krti h ibadat ke bs ka kuch nhi h ibadat it's so boring
The fact that she keeps fighting for such a disgusting man is truly a shame and very disappointing to watch. She keeps blaming her disgusting sister but forgets that whatever Mannat is doing is only possible because Subham is a shameless man.
I’m not surprised because I already suspected all of that fake smile and fake love!! And Ibbadat calling all that love!! How can she even think of love?? Just because he smiled at you and you think it’s love?? Rubbish!!! Subhan needs to be thought a very good lesson and a new hero should be found for ibaadat
Jo ek baar galti kre to use galti mana jata hai jo us galti ko dohraye use bevkoof mana jata hai.... ibaadat aapne galat kia subhan pr bhrosa krke.... result aapke samne hai... i hope kii ab aap subhan ke piche bhagna chod dogi aur move on krogi aur isse bhi upar apne upar lage sabhi ilzamo ko mitaogi.. khud ko innocent prove krkr mannat ka pardafash krogiii..... and then aap ek new restart krogii... yahi aapke liye acha hoga
Ye subhaan ko na aise hi hona chahiye ibbu toh khush rahegi par jab mannat ka sach samne aaya subhaan ke toh vo jee nahi payega or khud ko khose ga ki maine ye kya kar diya tab uske muh pe chappal padegi ye namurad subhaan
Subhan asa insan he dua or kynat har time boltahe or bolahi but oto eknamber ki jota ibboko bolta dokibaj subhanto osyve jada doki baj nekla asa ibsan asa hasbant eklarki sat kavi galat nehi karta ovi kiseki joty batome agy
Cette vengeance n'aura pas lieu. C'est juste une victoire pour Subhan. C'est ce qui va arriver. Ils vont divorcer et elle le chassera de la maison. Après cela, la vérité sur Mannat se présentera à lui et il finira. jusqu'à le regretter.😉
Meri shohar meri shohar karke chillake itni fight karke subhan ko respect deneka kya fyda hua? Subhan mannat ki tarha hi chapal deserve karta hain... Subhan ko salam karke mannat ko marpitna aisaab karke kya mila? Jab apni shohar hi bewafa ho toh fight kis baat ki??
Pura serial hi bakwas ho gaya jab tak ye mannat ki sachchai samne nahi aayegi tab tak subhaan ko ibadat se pyar nahi hoga aur serial dekhne me bhi maza nahi aayega
Vo donu sa pyaar nhi karta hi ...ego hai srf badla la Raha hai .... mannat ka saath bi khush nhi hota hi ....vo chemistry hi nhi hi mannat aur subhaan mae ........jb ibbu ka saath hota hai kuch aur expression hota hai ....ya srf kahal raha hai donu ka saath 😂😂ya agr shaadi bi kargana mannat ka saath tb bi visi hi hoga ....kush to kbi nhi hoga 🤣🤣🤣
Ab bohot hua yahan ibadat ko koi saboot bi dekhane ki zaroorat nahi hai iss bewafa subhaan ko divorced de dena chaiye lekin ek baat hai mujy lagta tou aisa hi hai ke subhaan ibadat se hi pyar karta hai woh samaj nahi pa raha ke woh kia kare khair ab iss serial me leap ana chaiye yahan ibadat ko kehna chaiye ke me dua karti hoon ke me hamesha ke liye tume aur mere dil me tumare liye jo mohbat hai ussy bhool jaon aur wahn se chaly jana chaiye phir ibadat ka ek accident hona chaiye jiss se uss ki tottaly memory hi loss ho jaye iss tarh woh sab kuch bhool jaye gi yahn phir ek naye hero ki entry karni chaiye woh bi manit joura ki yeh entry achi rahy gi leap ke baad jab subhaan ibadat ko kissi aur ke saath dekhy ga tou zaroor jealous ho ga phir maza aye ga serial dekhne ka
Please makers/writers take a leap in this show and please make ibadat should move on in life leave subhan and akhter house.Make ibadat strong,rich,independent,modern,classy and an elegant business woman bring a nice handsome guy in ibadat life like manit joura actor jinke rumours aa rahe thay And then after leap she will come back with her fiance/boyfriend or husband then subhan and mannat will be shock jealous insecure and trp will also increase and drama will be interesting And fans will be happy too and the subhan realise and then ibadat will forgive him or not it's totally up to on her choice please do it and bring this change in story please accept my request
Kya sach mein subhan ibadat ki divorce ho gayi kya sach mein o dono alag ho jayenge🥺 aisa mat karna dono ko alag mat hone dena please subhan ibadat ko alag mat kijiye please 🥺 main to ye dekh kar itni khus hui thi ki subhan ibadat se maafi manga usse pyar se baat kiya main itni khus hui thi itni jyada ki khusi se mujhe rona aageya tha 🥹 or mujhe to ye bhi laga tha ki sach mein subhan ko ibadat se pyar ho gaya hai or o samajh chuka hai ki kon galat hai or kon sahi hai lekin ye dekh kar to mera dil hi tut gaya bohot bohot jyada dukh hua pr mujhe pura yakin hai ki ekdin subhan jarur samjhega ki ibadat kitni achchi hai usse kitni jyada pyar karta hai 🥹 or main to god se yehi pray kar rahi hu ki subhan ko ibadat se pyar ho jaye or jaldi dono ek ho jaye or o shaitan naagin mannat ki sachai Subhan ke samne jaldi aa jaye subhan ibadat ko jaldi ek kar dijiye na please 🥹 or o shaitan mannat ki sachai Subhan ke samne jaldi le aayie subhan ke samne o shaitan mannat ki sachai kab aayega jaldi le aayie na please subhan ko ibadat se pyar kab hoga o dono kab ek honge or main to god se ye bhi pray kar rahi hu ki subhan ne ye jo pyar ka natak kiya o sach ho jaye 🥹 or subhan ko sach mein ibadat se pyar ho jaye or jaldi dono ek ho jaye or dono bohot bohot khus rahe 🥹 god kare jaldi aisa hi ho or ham subhan ibadat ki pyar bhare romantic episodes dekh paye subhan kyun ibadat ke sath aisa kar raha hai o kyun bar bar ibadat ko rulata hai use itni dukh itni taqlif itna dard kyun de raha hai🥺 use aisa nahi karna chahiye subhan kab samjhega ki o mannat ek number ki jhuti hai shaitan hai chalbaaz dhokebaaz hai or ibadat kitni achchi hai or o subhan se kitni jyada pyar karta hai or usse achchi ladki subhan ko mil hi nahi sakta phir bhi o ibadat ke sath aisa kar raha hai subhan ibadat dono sath mein bohot bohot bohot jyada achche lagte hai subhan ke sath ibadat ke alawa or kisi ko bhi achcha nahi lagta or o shaitan mannat o to bilkul bhi nahi subhan ibadat are the bestest jodi ❤❤❤❤❤❤❤❤❤ subhan ibadat ki jodi ko kisi ki bhi nazar na lage o dono ki jodi bas aise hi bani rahe 🥹 dheeraj yesha are also the bestest jodi ❤❤❤❤and dheeraj ke sath yesha ko as a co actress mujhe bohot bohot jyada achche lagte hai i am a huge fan of them and i love them sooooooo much they are my most favourite actor and actress and this show is the bestest show of zee tv i also love this show so much
I knew it he was just playing with her he tricked her oh what a scamp he is a nasty human he is heartless he is a demon 😈 this so unforgivable oh my word I can’t watch this happen all over again and again and again It was Dua now it’s her beloved ibadat
Serial dekhne se koi fayeda nahi hai kyuki isme to hero ko hi villen bana rakhkha hai aur jab hero hi villen ho jaye to phir maza hi nahi aayega is serial ko to band kar dena chahiye kyuki jitna bhi serial dekha usme hero heroine ka sath dete hai aur usi se pyar karte hai is serial ka to kya hi kahna is me hero hi villen hai bakwas show
Hello muja bol bhi is na shaadi ki hi mannat ka saath ....Asia muslim law mae nhi hota hi ky mazak kr rahi ho muslim ka ....phl talaq imp hi ....aur ya 😢😢😢..plz koi bolo
Sach may bahat dhukh ho ra ha hey yar ebadat ke sat yese solute hote huye.devil suban.yese hi hota hey eebbu bahat pyar karnewala ke sath.ebadat ka jesi event to world may kisi ladki ka sath nahuye.yitna bada dhukh oh no sach may bahat dhukh ho ra ha hey.kya entertainment dete hey yea serials.dhuck ke siwaye khuch vi nahi.choddo ebadat please kitna pyar karogi utna dhukh pawodgi.writer pher kya new turned and twist le aate hey.
Said it don't trust Subhan he deceived & betrayed Ibadat pathetic dumbhead shameless husband...poor Ibadat feel so sorry the man she loves so much disappointed betrayed her...well definitely trp will drop...hope Ibadat signs the divorce papers & leaves....had enough Mannat gets away with all her evil doings...Time 2 stop watching 4 good this time round...check updates on ytube😡
Saya sudah cakap suahaan plan nak keluar ibadat dari rumah itu dan Subhaan plan mahu cerai ibadat. Kesian ibadat betul2 tak ada orang yang dapat tolong ibadat
Ibadaat way of fighting was stupid to be honest burning the bed putting chilli on mannat i wish she was smart now look mannat is more smart n played game how pathetic she is again defeated. subhaan n mannat deserves a horrible ending please bring new hero or else close this show enough Ibadaat ko kabhi insaf nahi milega kyun ki writer khud mannat ka jeet chahtha hain
True first she should have tried to prove her innocent but she tried to separate mannat and Subhan thinking Subhan is innocent she should have maintained her self respect on the top of that they are bringing ghazal to add negativity if she comes also she only supports mannat what is the use of Ghazal few members who are watching now also will leave the show bcz ibadat life will become more hell
@@SweetyKadapaI already quitted watching on youtube too I am detaching myself slowly with this show I can't watch negativity everyday have thought ibaadat will prove herself innocent but writer does not want so why should we waste our time .. hope to move on completely onedayfrom this show now I don't want to watch shooting clips also
@@swethall8370 this show only shows and encourages negativity from season one they wanted to show second marriage in Islam which is a good concept but the way they are showing highlighting only negativity is wrong they will show as if there is no god to punish evil first Ghazal she snatched haider from dua now ibadat they could have shown this concept in a beautiful way like anupama first anupama was good after sometime if got bored now
@@SweetyKadapayes waiting for that day it goes off air now no story nothing just make female lead cry well subhaan is way too ahead of vanraj ...vanraj never played such pathetic games with anupama n he never wanted to leave anupama atleast showed been guilty while divorcing but here huh waste to talk also
They can bring new hero for ibbadat like for anupama anuj is there likewise for ibbadat also and let dheeraj play then negative lead or else off air this show@@swethall8370
Mujhe bhi laga tha, Subhan ibadat ko dhoka de raha hai, lekin ye to bahut galat hai ibadat k sath, subhan ko aisa nahi karna chahiye, ibadat ab qush hai, bohot achcha lagta hai, ibadat ko dekh k,ab ibadat k sath galat nahi hona chahiye
I am really happy for you ibaadat.. Finally you get relief from this guy...he showed only fake love....he deserves that shameless girl only...
This broke her heart ❤️🩹❤️🩹❤️🩹❤️🩹❤️🩹❤️🩹❤️🩹
Pahle se hi kis kis ko ye baat pata thi ki subhan ibadat ko dhoka de raha😅😅😅
Mujhe pahle se hi pata tha
Mujhe mujhe😅😅😅
Ibadat ne Jo manat ki saath keya wahi Subhan ki sath bhi karna chahiye
Bahot hi ghatiya serial hai yeh acha hoga band Ho jayega
Mujhe pta tha
In log court me aise baat kr rhe h mano ye unka ghar ho😂😂😂 Judge be like: Mai bhi hu yha😅😅
Sach Mai ibadat ke like ek new hero aana chahiye
Jo bhi ho mujhe toh bahut khushi h is baat ki Ibaadat ko bhav nhi dena chahiye Subhaan ko vo deserve nhi krta😅😅
Ayga new hiro jb sach samne ayga manat ka ur subhan ko ibadat se mohabat hogi phir ibadat ki bari hogi jalane ur satane ki subhan ko nakhre dikhane ki❤
Mujhe phle hi shaq tha ki ye subhan kuch kand karega😢
Agar ab bhi ibaadat is subhaan ke saath rhe to chii hai us par
Omg..😱
Dhokha.....😟😟
Ibu..😕
Muslim serial assy nhe hoty kon kon pakistani serial ko pasand karta hy 👍👍
@@Practice_paper_all_subjects 200% evey serial ,love didn’t important play game with women
and people get angry to watch their drama
Ibaadat give him a divorce... He is not worthy for your love... Don't beg for your love and trust...
They played with emotions this serial should be banned now hamesha galat ko hi jeette huye batate hai ghatiya writers 😡😡😡
Ajkl sbhi serial mein yhi bkwas chl rha h
Agree with u
Agree 💯
Right
Ha yrr sach me band ho jaye to achha hoga
i never considered subhan as a hero and now after this he has become completely irredeemable and a villain we refuse to accept him as a main lead please bring a rich and handsome man in ibadat's life who loves her and she also loves him back and chooses him over subhan
Kya story bna di yr bkwas ... Ibadat k liye dusre hero ki entry honi chaiye ...tb subhan ko pta chalega...kon kon es bt se agry krta h 🙄🙄
Right
Right ek ke piche kab tak ye sab dekhne ko mile ga
Muje bhi pta tha ki Subhan ibadat ko dhokha de rha hai😅😅
Nhiii subhan aur ibadatt ki jodi sahi hai😊
After so many days I'll watch the episode ❤️
Ha iske chere se hi pta chl rha tha ki ye dhoka hi dega kyoki koi bhi insan ek dam se change ho to yhi hota he
Or ibadat bechari isake jaal me aa gyi bhrosa kr liya 😢😢
Ab Subhan pr gussa arha h 😂
Very good shubhan ❤❤❤
Hame ibadat ka subhan k liee dusra Roop dekna chatee hay , he don't deserved ibadat
Mujhe bhi pta tha shubhan ibbadat ke sath natak dhong Kar rha h😢😢😢😢😢
I’m so so pained and so so angry 😡 I won’t say the producers deceived us because I suspected all this!! I will find another show to keep myself busy and stop watching this serial till the day I sense they will be justice for ibaadat!! Bye 👋
Abhi Mannat banegi subhan ki second wife yehi toh makers chahte hain ab subhan aur ibaadat dono ek nahi hopayenge
Ibbu ko deserve nehi karti hai subhan...
New hero ka entry Karo ibadat ke liye....Jo ibadat ke liye pyar jataye subhan koyee hero nhi lagta ibadat inti achi or saaf Dil wali ladki ko chod ke jahanum Dil wali ladki ko azmarha hai...this is not hero jitna takh hame pata hai kii haider or dua me pyar tha or dono saaf Dil ke bhi thee lekin subhan or mannat saaf Dil ke nhi hai so i request please new hero ka entry ho jo ibadat ko apne dil me rakhle..
He Bhagwan aise serial dekhne mein maja nahin hai jismein Hero khud ki heroine ko hi Dhokha de Diya hai....
Yah serial first hoga jo apni heroine Ko Dhokha Diya hai....
Serial mein masala dalna chahie Magar itna bhi masala nahin chal rahi hai ki heroine Ko Dhokha deti hai....
Kas vo din aye subhan ibadat ke liye trse
Subhan ko ibadat ke sath aisa nahi karna chahiye tha o kyun ibadat ko bar bar dhoka deta hai kyun itna rulata hai🥺 main kitni khus hui thi mujhe to laga o dono ke beech sabkuch thik ho gaya jab subhan ne ibadat se pyar se baat kiya usse mafi manga bohot bohot bohot jayda khus hui thi mujhe itni khusi hui ki mujhe rona aageya tha lekin ye dekhke ek hi pal mein saari khusi khatam ho gayi bohot bohot bohot dukh hua 🥺 main ibadat ke sath ye sab hote hue nahi dekh pa rahi hu use aise rote hue itni dard mein taqlif mein nahi dekh pa rahi hu bohot bohot bohot jayda dukh ho raha hai subhan kyun ibadat ke sath aisa lar raha hai kyun ibadat ko itni taqlife itna dard itna dukh de raha hai subhan ne bilkul thik nahi kar raha hai bohot galat kar raha hai use aisa nahi karna chahiye tha ibadat ke sath o shaitan mannat ki sachai subhan ke samne jaldi le aaiye na please ibadat uspe kitna bharosa kiya tha kitni jyada pyar karte hai o subhan se lekin subhan kyun nahi samajh raha hai ki ibadat ne koi saazish nahi kiya dhoka nahi diya asli dhokebaaz asli gunehgar to o shaitan mannat hai ek number ki jhuti hai o mannat ne hi saari saazishe kiya hai subhan ibadat ke beech sabkuch thik kar dijiye na please main to god se yehi pray kar rahi hu ki jaldi us shaitan chalbaaz dhokebaaz mannat ki sachai subhan ke samne aaye or subhan ko ibadat se pyar ho jaye o ibadat se apne pyar ka izhaar kar de or dono ek ho jaye subhan ibadat ko jaldi ek kar dijiye na please main to bas yehi chati hu ki o dono hamesha bohot khus rahe or ham subhan ibadat ki pyar bhare romantic episodes dekh paye
This is how the leading actor of this project have to disrespect the courtroom in this dam project huh 😡did the court give anyone orders to blindfolded their wife to walk in the court for an unknown divorce???? That is a crime itself for suban to face straight talk😡😡😡
Subhan is doing so much injustice to ibadat...
Pls bring mannats truth soon.....serial boring hote ja raha h.....
Itna koi gir Sakta h Kiya
Ye ibadat bahut hi jada over kr rhi thi mnt k sath sbke sath mujhe lga tha aisa hi kuch hoga kisi ko bandh kr jbrjasti hk jtta kr pyaar nhi kiya ja sakta ha Subhan ko guilty fill krne k liye akela chhod deti to use bura lgta jarur lekin ye etna jada over krne lgi Subhan k sath mnt k sath ki kki v pichha chhodwana chahega
Eitna stone dil yesa vi hero re.jindagi var rote rahi ebadat best of luck ebadat.aasu ke sagar may dub jawo.jyada mohapat karne ke sath dhukh hi hota hey .or pagal ban jawo ebadat suban ke pyar may.kisi cheej,baivab,dhehadhariyo may jyada attachment hona mana dhukh pana.duniya kehete hey pyar karna koi guna nahi.guna nahi to kyu dhukh hota hey.raste galat nahi pher vi kyu dhukh hota hey MATLAB kisimay a attach hona mana galat hey
Ibadat ko asay subhan k sath zbardasti nhe chipakna chahye afterall self respect bhi koi cheez hoti hai
Real life mai asa kbhi nhe ho sakta ye sab sirf darama he acha lgta hai
Kuch bhi real life mai asa nhe hota
Har story m aysa hota h
Badhiyaa Subhan❤ Mannat
Negative minded ho samjh aagya
@@bhartikawde2526 toh tuje kiya hua?
Agr mannat ki schai samne a gyi to ye show hi bnd ho jayga fir inke pas dikane ko kuch nhi milega mannat ki schai samne na aay tbi to ye twist p twist de rhe hai kyuki ab tk te show mannat ki wajah se hi chl rha h kyuki mannat hi dhmaka krti h ibadat ke bs ka kuch nhi h ibadat it's so boring
It's time for lbaadat to let go of subhan,l think someone is somewhere waiting for her,give him a divorce lbuu
The fact that she keeps fighting for such a disgusting man is truly a shame and very disappointing to watch. She keeps blaming her disgusting sister but forgets that whatever Mannat is doing is only possible because Subham is a shameless man.
Aaree aplog loyal² bolrah h subhan is loyal to mannat that's it he love love and will love her
Dushre jse toh nhi kiya h kabhi usko toh kabhi usko
I’m not surprised because I already suspected all of that fake smile and fake love!! And Ibbadat calling all that love!! How can she even think of love?? Just because he smiled at you and you think it’s love?? Rubbish!!! Subhan needs to be thought a very good lesson and a new hero should be found for ibaadat
Nhi dhkena plz band kroo show . director ka dimag khrb ho gya aa😊
Inta bura lga muja 😢😢
Mujhe pata tha yahi hoga ss is very pathar dil
Jo ek baar galti kre to use galti mana jata hai jo us galti ko dohraye use bevkoof mana jata hai.... ibaadat aapne galat kia subhan pr bhrosa krke.... result aapke samne hai... i hope kii ab aap subhan ke piche bhagna chod dogi aur move on krogi aur isse bhi upar apne upar lage sabhi ilzamo ko mitaogi.. khud ko innocent prove krkr mannat ka pardafash krogiii..... and then aap ek new restart krogii... yahi aapke liye acha hoga
Definitely yes
lekin director tho script kuch or likha😂😂
@@mdshahedulalam8875 Nice one🤣🤣🤣🤣
Ab ibbdat akli reh jayigi
Wow ab mannat aur Shubhangi shadi kar le bad❤
Muja lgta hai shaadi hogi hai ....court marriage 😊😊😊😅😅😅....
Mujhe lag raha tha achanak Jo badla koi sazish ha
Ye subhaan ko na aise hi hona chahiye ibbu toh khush rahegi par jab mannat ka sach samne aaya subhaan ke toh vo jee nahi payega or khud ko khose ga ki maine ye kya kar diya tab uske muh pe chappal padegi ye namurad subhaan
Stating se hi mai samjh gai thi ki subhan dokha de Raha h
Abh toh achyee kii jith ho kyo bar bar ibadat koh hii sehen karna padta hai
Everyone knows he play game this girl don’t know lol
Like cartoon show is better than this drama.
Makers...kafi bahiyad story de rha hai
Subhan ka character itna khrab kar dia dhoke se divorce kab Hoti h
Ibadat ki life mein koi sensible Ladka lao
Ibadath sur daw suban ko
Ibadat ka Subhan per se Vishwas uth jaaye
We want a new hero entry fot Ebadat 😊 then this boring drama will be more interest when Zuban realised what he lost for Cheap girl.😂
Ibadat jesi koye bhi orat koh esa pati naah mile...
Bhut hogaya ab to mannat ki Sachi dhakhuo Seb ko yar
Actually ye script likhne vala hi dhokebaj h ibaadat ke liye koi dusra hero la deta jisse subhan ko jalan ho
Wow mannat❤🔥
Subhan ka ase achanak badal jana hi pata chal raha tha ki wo dhoka dene wala hai
ye nahi hona chahiye subban ibbata ki sada 😮😮😮 bahata galat hii 😢😢😢
Subhan asa insan he dua or kynat har time boltahe or bolahi but oto eknamber ki jota ibboko bolta dokibaj subhanto osyve jada doki baj nekla asa ibsan asa hasbant eklarki sat kavi galat nehi karta ovi kiseki joty batome agy
Samjh nhi aata mannat ka sach kb samne aayga 🤔🤔
Bs whi same story ab tk mlishka ka sach nhi samny ayea kitny saal ho gye hein
Breaking some one's heart is a huge crime.
What happened with ibadat will turn her to a monster eagers for revenge .
Cette vengeance n'aura pas lieu. C'est juste une victoire pour Subhan. C'est ce qui va arriver. Ils vont divorcer et elle le chassera de la maison. Après cela, la vérité sur Mannat se présentera à lui et il finira. jusqu'à le regretter.😉
😮😭🤦🏻♀️🤦🏻♀️Disappoint
Meri shohar meri shohar karke chillake itni fight karke subhan ko respect deneka kya fyda hua? Subhan mannat ki tarha hi chapal deserve karta hain... Subhan ko salam karke mannat ko marpitna aisaab karke kya mila? Jab apni shohar hi bewafa ho toh fight kis baat ki??
ab ibadat Subhan ke piche pagal h thode time bad Subhan ibadat k piche rhega...😂yhi story h
Sach mein ye hoga
Ab toh me ye serial dekna chod dhoongi.
Ibaadat me khud hi akal nahin hai kabhi 1 din me insaan nahi badalta phele bhi yahi hua phir bhi yahi hua hai 😂😂😂
@@IsaaSaifullahhawaldar What will happen? She will leave Akhtar's house.
Mannath❤Subaan best
No😢😢😢
Yeh Subhan to pura Dal badlu nikla 😅😅😅😂😂😂😂😂😂😂 Girgit b ise dekh kar sharma jaye 😂
Ab to ibbat ko subhan ko chor hi dena chiya kue ka wo ha isi lyak wo mannat ka liya hi theek ha😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡
I think ibadat kuch plan kiya hai ashe nhi Trust kregi wo subhan ko
Good 👍
Pura serial hi bakwas ho gaya jab tak ye mannat ki sachchai samne nahi aayegi tab tak subhaan ko ibadat se pyar nahi hoga aur serial dekhne me bhi maza nahi aayega
Subhan's plan as divorce ibadat at court. Subhan love mannat so much? Subhan so so bad.
Yes so? He loves her..and ibadat despite knowing that comes between them!! Why? She could leave peacefully and move on.
Vo donu sa pyaar nhi karta hi ...ego hai srf badla la Raha hai .... mannat ka saath bi khush nhi hota hi ....vo chemistry hi nhi hi mannat aur subhaan mae ........jb ibbu ka saath hota hai kuch aur expression hota hai ....ya srf kahal raha hai donu ka saath 😂😂ya agr shaadi bi kargana mannat ka saath tb bi visi hi hoga ....kush to kbi nhi hoga 🤣🤣🤣
Yeh ibadat ko divorce de ga manat se shadi karega phir ibadat iski manat se divorce karwaye gi
Ab bohot hua yahan ibadat ko koi saboot bi dekhane ki zaroorat nahi hai iss bewafa subhaan ko divorced de dena chaiye lekin ek baat hai mujy lagta tou aisa hi hai ke subhaan ibadat se hi pyar karta hai woh samaj nahi pa raha ke woh kia kare khair ab iss serial me leap ana chaiye yahan ibadat ko kehna chaiye ke me dua karti hoon ke me hamesha ke liye tume aur mere dil me tumare liye jo mohbat hai ussy bhool jaon aur wahn se chaly jana chaiye phir ibadat ka ek accident hona chaiye jiss se uss ki tottaly memory hi loss ho jaye iss tarh woh sab kuch bhool jaye gi yahn phir ek naye hero ki entry karni chaiye woh bi manit joura ki yeh entry achi rahy gi leap ke baad jab subhaan ibadat ko kissi aur ke saath dekhy ga tou zaroor jealous ho ga phir maza aye ga serial dekhne ka
Votre analyse est excellente 🌹
ਇਹ ਸੀਰੀਅਲ ਦੇਖਣਾ ਬੰਦ ਕਰੋ।ਸਾਰੀ ਸਟੋਰੀ ਦਾ ਮਜਾ ਖਰਾਬ ਕਰਤਾ
Dohka he gonna sorry 😞
Ibbdat tum revenge lena bhali tum akli ho jaogi darna nahi
Subhaan ibadat k sath bohat Galat kr rha ha or Sach toh samne AA hi nh rha
okay seriously why is she fighting for him? there is literally nothing worth fighting when it comes to subhaan. he is a disgusting person
Mannat ❤ subhan always
Please makers/writers take a leap in this show and please make ibadat should move on in life leave subhan and akhter house.Make ibadat strong,rich,independent,modern,classy and an elegant business woman bring a nice handsome guy in ibadat life like manit joura actor jinke rumours aa rahe thay And then after leap she will come back with her fiance/boyfriend or husband then subhan and mannat will be shock jealous insecure and trp will also increase and drama will be interesting And fans will be happy too and the subhan realise and then ibadat will forgive him or not it's totally up to on her choice please do it and bring this change in story please accept my request
Kya sach mein subhan ibadat ki divorce ho gayi kya sach mein o dono alag ho jayenge🥺 aisa mat karna dono ko alag mat hone dena please subhan ibadat ko alag mat kijiye please 🥺 main to ye dekh kar itni khus hui thi ki subhan ibadat se maafi manga usse pyar se baat kiya main itni khus hui thi itni jyada ki khusi se mujhe rona aageya tha 🥹 or mujhe to ye bhi laga tha ki sach mein subhan ko ibadat se pyar ho gaya hai or o samajh chuka hai ki kon galat hai or kon sahi hai lekin ye dekh kar to mera dil hi tut gaya bohot bohot jyada dukh hua pr mujhe pura yakin hai ki ekdin subhan jarur samjhega ki ibadat kitni achchi hai usse kitni jyada pyar karta hai 🥹 or main to god se yehi pray kar rahi hu ki subhan ko ibadat se pyar ho jaye or jaldi dono ek ho jaye or o shaitan naagin mannat ki sachai Subhan ke samne jaldi aa jaye subhan ibadat ko jaldi ek kar dijiye na please 🥹 or o shaitan mannat ki sachai Subhan ke samne jaldi le aayie subhan ke samne o shaitan mannat ki sachai kab aayega jaldi le aayie na please subhan ko ibadat se pyar kab hoga o dono kab ek honge or main to god se ye bhi pray kar rahi hu ki subhan ne ye jo pyar ka natak kiya o sach ho jaye 🥹 or subhan ko sach mein ibadat se pyar ho jaye or jaldi dono ek ho jaye or dono bohot bohot khus rahe 🥹 god kare jaldi aisa hi ho or ham subhan ibadat ki pyar bhare romantic episodes dekh paye subhan kyun ibadat ke sath aisa kar raha hai o kyun bar bar ibadat ko rulata hai use itni dukh itni taqlif itna dard kyun de raha hai🥺 use aisa nahi karna chahiye subhan kab samjhega ki o mannat ek number ki jhuti hai shaitan hai chalbaaz dhokebaaz hai or ibadat kitni achchi hai or o subhan se kitni jyada pyar karta hai or usse achchi ladki subhan ko mil hi nahi sakta phir bhi o ibadat ke sath aisa kar raha hai subhan ibadat dono sath mein bohot bohot bohot jyada achche lagte hai subhan ke sath ibadat ke alawa or kisi ko bhi achcha nahi lagta or o shaitan mannat o to bilkul bhi nahi subhan ibadat are the bestest jodi ❤❤❤❤❤❤❤❤❤ subhan ibadat ki jodi ko kisi ki bhi nazar na lage o dono ki jodi bas aise hi bani rahe 🥹 dheeraj yesha are also the bestest jodi ❤❤❤❤and dheeraj ke sath yesha ko as a co actress mujhe bohot bohot jyada achche lagte hai i am a huge fan of them and i love them sooooooo much they are my most favourite actor and actress and this show is the bestest show of zee tv i also love this show so much
I knew it he was just playing with her he tricked her oh what a scamp he is a nasty human he is heartless he is a demon 😈 this so unforgivable oh my word I can’t watch this happen all over again and again and again It was Dua now it’s her beloved ibadat
Serial dekhne se koi fayeda nahi hai kyuki isme to hero ko hi villen bana rakhkha hai aur jab hero hi villen ho jaye to phir maza hi nahi aayega is serial ko to band kar dena chahiye kyuki jitna bhi serial dekha usme hero heroine ka sath dete hai aur usi se pyar karte hai is serial ka to kya hi kahna is me hero hi villen hai bakwas show
Hello muja bol bhi is na shaadi ki hi mannat ka saath ....Asia muslim law mae nhi hota hi ky mazak kr rahi ho muslim ka ....phl talaq imp hi ....aur ya 😢😢😢..plz koi bolo
Sach may bahat dhukh ho ra ha hey yar ebadat ke sat yese solute hote huye.devil suban.yese hi hota hey eebbu bahat pyar karnewala ke sath.ebadat ka jesi event to world may kisi ladki ka sath nahuye.yitna bada dhukh oh no sach may bahat dhukh ho ra ha hey.kya entertainment dete hey yea serials.dhuck ke siwaye khuch vi nahi.choddo ebadat please kitna pyar karogi utna dhukh pawodgi.writer pher kya new turned and twist le aate hey.
Are ibu ke life me koi dura banda lao
Thoda dhang ka upload karte adha toh samjh hi nhi aa rha hai khaskar Subhan ke dialogues
What did he say?