आधा बिजली का बिल कैसे जमा करें । Bijli bill kisto me kaise jama kare । How to pay electricity bill

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 23 ноя 2024

Комментарии • 27

  • @Mightymilan369
    @Mightymilan369 Год назад +1

    Thank you so much dear for this information 👍👍👍👍

  • @ASIFALI-ig1br
    @ASIFALI-ig1br 9 месяцев назад

    Sar apne bhut achi jaankari di

  • @VikashKumar-cx3px
    @VikashKumar-cx3px Год назад +1

    Thank you 🙏

  • @ashishvishwakarma6161
    @ashishvishwakarma6161 4 месяца назад

    Thank you sir

  • @Mannu9988
    @Mannu9988 7 месяцев назад

    Sir ek swal h maine helpline number pr call kiya tha unhone bataya ki bill ek baar hi pay krna padega kyunki Humara total bill 15000 hai unhone kha 5000 hajar se jyada bill hone pr connection kat diya jayega agar hum 5000 jma kra de to kya wo connection kat denge bakaya bill pr

    • @informationtyagi
      @informationtyagi  7 месяцев назад

      Pending bill 5000 se jyada hone par connection kat sakte hai . Ap yadi 5000 jama bhi karenge to bhi 10000 bachega. Aise me apka connection kata ja sakta hai. Ap minimum 11000 yadi pay kar dete hai to fir connection nhi katega. Kyoki pending bill fir 5000 se kam ho jayega.
      Ap UPPCL Consumer App se kam paise bhi jama kar sakte hai. Ap check karenge to malum chal jayega ki minimum kitna amount jama ho sakta hai. Yah bill amount par depend karta hai ki minimum kitna jama ho sakta hai.

  • @ASIFALI-ig1br
    @ASIFALI-ig1br 9 месяцев назад

    Aisi jaankari kisi n nahi di

  • @dhansinghpawar-y9z
    @dhansinghpawar-y9z 3 месяца назад

    Bhai ji kya sabhi district ka hai batav yar bhai mere

  • @saritaverma6785
    @saritaverma6785 7 месяцев назад

    Hlo sir payment mode ka option hi n a rh 😢

    • @informationtyagi
      @informationtyagi  7 месяцев назад

      Ap thodi der baad try karna ya fir UPPCL CONSUMER APP se bhi part me bahut aasani se payment kar sakte hai.

  • @ASIFALI-ig1br
    @ASIFALI-ig1br 9 месяцев назад

    ❤❤❤❤

  • @MukeshKumar-si1dg
    @MukeshKumar-si1dg 8 месяцев назад

    Ser paysa to kat gay phone pe se lakin receipt itana hi de kaha raha hai

    • @informationtyagi
      @informationtyagi  8 месяцев назад +1

      Jab aap uppclonline ke portal par bill check karenge to wahi par receipt download karne ka option mil jata hai.

  • @nagendrakumarchaurasiya9991
    @nagendrakumarchaurasiya9991 5 месяцев назад

    Jila ka name aa rha jma nhi ho rha

    • @informationtyagi
      @informationtyagi  5 месяцев назад

      Yadi part me jama karenge to minimum 25% hi hota hai
      Aap yadi part me payment karna chahte hai to UPPCL Consumer App se bhi try kar sakte hai waha se ho bhi sakta hai.

  • @harshawana9063
    @harshawana9063 8 месяцев назад

    Kist kon banayega

    • @informationtyagi
      @informationtyagi  8 месяцев назад

      Kist koi nhi banayega ap khud se jitna chahe utna jama kar sakte hai.

  • @ashutoshgautamofficial2497
    @ashutoshgautamofficial2497 Год назад

    Plzz check kar dijiye

  • @Abrar.Khan_affan
    @Abrar.Khan_affan Год назад

    Capture code nahi ho raha hai

    • @informationtyagi
      @informationtyagi  Год назад

      Ap is video ko dekhe - ruclips.net/video/RBrxkKd-dII/видео.html

  • @raunakyadav1834
    @raunakyadav1834 7 месяцев назад

    Sir discon number

  • @krishnasingh9684
    @krishnasingh9684 Год назад +1

    Nhi hu aa

    • @informationtyagi
      @informationtyagi  Год назад

      Hota hai but ho sakta hai ki server ki koi problem rhi ho ya fir yadi jyada amount hota hai to total amount ka minimum 1/4 jama krna hi padta hai tabhi hota hai.

  • @arifjamal8575
    @arifjamal8575 11 месяцев назад

    Bhai amount select nahin ho raha hai

    • @informationtyagi
      @informationtyagi  11 месяцев назад

      Ha kabhi kabhi portal par thodi problem aa jati hai ap UPPCL CONSUMER APP se try kariyega ho jayega
      Jyada jankari ke liye is video ko dekh sakte hai - ruclips.net/video/RBrxkKd-dII/видео.html