Aap apne phone ko restart ya reboot kar ke try karo agar fir bhi na ho to apne phone ko kisi wifi se connect kar lena lekin network fast hona chahiye kisi mobile ka hotspot de sakte hai lekin uska bsnl nahi hona chahiye bsnl ki speed cut kar jati hai
@@Mstechparveen Lekin sir meri problem arhe hai bht mai number change kiya huya hu lekin msg bhi aya hai number update huya hai lekin jab Google pay me login karne jati hu tab couldn't find account ata hai lekin msg ja chuka hai already toh ab kya karen please bataye
mobile format karney k baad koi bhi UPI app main bank accout add nahi ho raha hai .. msg sending fail dikha raha hai , mobile no. per msg bhej sakta hu aur msg a rahey hain , bahut din sey ye problem ho rahi hai , kisi bank ki personal app ko install kartey time bhi yahi problem a rahi hai .. mera Vi ka sim hai .....
Aapke mobile me security naam se ek app show ho raha hoga aap security app ko open karna apko agree aur disagree option aayega aap agree par click kar dena
Agar apko 24 hours ka error aa raha hai to aap 24 hours ke baad hi try karna ho jayega aur karne se pehle apne mobile ko ek baar restart ya reboot kar lena
Sir mere activate likha he but but bank acount add nhi ho rha bta rha sms reached limit for device registeration try under in 24 hour aur mene bich me ek baar phir se try kiya tha shi krne ke liye to mujhe kya ab wha se 24 ghnte wait krne pdega ya phir jo starting me prblm thi whi wala 24 hour
@@spsanproduction3832 aap apne bank register mobile number se apne kisi aur mobile par message send kar ke dekho ki apka message send ho raha hai ya nahi
Mere jio sim pichhle 1 month se recharge nhi hua h Kya iski bhi ek vajah ho skti h kya account deactivated hone ka Actually maine apna sim dusre fone me lga diya tha aur ab fir se apne fone me lgaye to ye problem aa rhi h
Aap apne bank register sim me recharge karwa lo vo recharge karwana jisme apko outgoing message ki service mile uske baad try karna apki problem solve ho jayegi
Agar apko 24 hours ka error aa gaya hai to aap 24 hours Tak bilkul bhi try na Karna 24 hours ke baad apne phone ko reboot ya restart kar Lena aur apne google pay ka clear data kar dena ya google pay ko fir se install kar lena uske baad try karna
Sar Mera likha hua a raha hai We could not process your access do you to security reason try again after 24 hours Yah teen char Din se likha hua a raha hai aur koi masala HAL nahin Ho pa raha hai main bahut pareshan Ho Gaya Hun please kisi Ko solution Pata Ho To batao
Agar apko new mobile me 24 hours ka error aa raha hai to 24 hours ke baad hi aap sahi kar payenge. Aap ye video bhi dekh lo ruclips.net/video/NfFUxqoGcdw/видео.html
@@ParmjeetKaur-y9h mobile format k baad mujhey ye problem a rahi thi .. bahut kuch try Kiya per problem solve nahi hui .. Mera vi ka Sim Hai, 4g Sim Hai per main 5g mobile main chala raha hu, Sim ko jab Mainey 4g mobile main lagaya toh signal nahi aye , mainey duplicate Sim liya, problem solve ho gayi
Suniye maan lijiye mere phone me 24 hour ki limit bta rha but maan lijiye debit card ke through payment krna he kahin bahar jaa kr to wha se payment to ho jayega na wha pe to ye error nhi btayega 24 hour wala
Sir m kuwait m ho mera old phona kharab ho gya ab new phone m account login kiya to account to login ho gya h or mne inter😅 roming dlaya h sms send ho gya fr bhi ni hua account active
Maine dusre mobile set me Google pay add kiya to purane wale se hat gaya ab naye wale me ye problem aa rahi hai lekin bank wala number to Purane wale set me tha to kya uski wajah se ye problem aa rahi haj
Aap ek hi mobile me google pay chala sakte hain chahe to aap new phone me chala lo ya purane phone me jis me apka bank register sim hoga usi me chala sakte hain
Maine abhi check Kiya hai apke liye 2 plan maine dekhe hai aap bhi apne phonepe app me check kar sakte hai ek recharge hai jo hai 648 rs ka hai jo ki sirf 1 din ke liye hi hai lekin ek aur recharge maine dekha hai plan voucher ke option me hai vo vo hai 589 rs ka one month ke liye 50 gb data aur 300 sms baki aap apne customer care se bhi baat kar ke pata kar sakte hai
Aap google pay ka clear data kar ke ya fir google pay ko delete kar ke fir se install kar ke fir karo google pay ko login apne Bank register sim se hi karna hai aur ye Bank register sim apke is mobile me bhi hona chahiye
Aap apne customer care se baat kar lo jis bhi company ka apka sim hai jaise Vodafone, Airtel, jio jis ka bhi aapka sim hai unke customer care se ki mera message send nahi ho raha hai vo apko bata denge ki apke sim me outgoing message pack hai ya nahi hai agar unki taraf se koi problem nahi hai to aap apna sms centre number bhi check kar lena,sms centre number sahi na hone ke kaaran bhi message send nahi hota
Maine jio se BSNL me port karwaya tha..simple text msg toh ja rha hai.. but google pay or yono app ka registerd msg sent nahi ho rha..
Aap apne phone ko restart ya reboot kar ke try karo agar fir bhi na ho to apne phone ko kisi wifi se connect kar lena lekin network fast hona chahiye kisi mobile ka hotspot de sakte hai lekin uska bsnl nahi hona chahiye bsnl ki speed cut kar jati hai
@@Mstechparveen hanji sir ho gya tha .WIFI me hi hua hai..thnx for replying
@@Mstechparveen Lekin sir meri problem arhe hai bht mai number change kiya huya hu lekin msg bhi aya hai number update huya hai lekin jab Google pay me login karne jati hu tab couldn't find account ata hai lekin msg ja chuka hai already toh ab kya karen please bataye
Kya apka mobile redmi ya mi ka hai
Ha sir radmi ka h kse hoga
Phone recharge nhi h toh fir bhi add ho skta h kya bank account
recharge hona jaruri hai bank register mobile number
Thank you so much it's really work
Recharge nhi h to wifi se ho skta h kya
Recharge to karna padega
Kuch v nahi karna... bas Uninstall karke firse install karo... ye ek bug hai bass...🎉🎉
Mera 24 ghante ke baat bhi nhi rha start same problem dikha rha h
Aap ye video bhi dekh lo ruclips.net/video/cL6A4x8fH_I/видео.html
U should finish in 5 or 10 min if u talk less
Is ka mtlb ha ki recharge hona xoori ha 😅
Mere me recharge bhi h fir bhi link nhi bta rha h mobile number bank account se kya kre btaiye please
Aap ye video bhi dekh lena ruclips.net/video/YRCsBfROXSo/видео.html
Iski vwjh se bank balance bhi check nhi ho rha 24 ghnte baad shi ho jayega na
Jo maine video me bataya hai agar apka vo sahi hai to aap 24 ghante baad try karna ho jayega
Yes yahi problem aa rahi hai😢
You also fasing this problem please if you solve help me
@@glamour6750 ok
@@glamour6750 okey 👍
Lawra ka video....total time waste...
Sir mene sab try kiya par nahi ho rahahe abhi new mobile liya us me problem horahahe old mobile me nahi ho rahahe kya karu kus samj me nahi aata
Mai bhi kiya nhi horha hai
Same problem new mobile mai nhi chal raha .koi bta sakta kaise chale ga
Bhai recharge nhi wifi se karna hai
Aapke bank register sim par vo recharge hona jaruri hai jisme apko outgoing sms pack service milti hai
@Mstechparveen thanku bhai
Sir maine toh sim change nhi kiya ya or kuch saam me he payment kiye the pr ab raat me nhi ho raha h yahi problem so kr raha h kya kru??? Plzzzz help
Agar apko 24hour ka error aa raha hai to aap 24hour ke baad karna apki problem 24 hours ke baad solve ho jayegi agar fir bhi na ho comment kar dena
Apke Bank register sim me vo recharge hona chahiye jisme apko outgoing message ki service milti hai
Bhaiya esi dikkat phone oppo f5 ari hai to kese Thik kre
Aap ye video bhi dekh lo ruclips.net/video/cL6A4x8fH_I/видео.html
Sir me mera sim port kiya tha vi pe mera normal sms to send
Horaha he lekin G pay or phone pay par msg send nahi ho raha
Recharge kitne rs ka hua hai us par
mobile format karney k baad koi bhi UPI app main bank accout add nahi ho raha hai .. msg sending fail dikha raha hai , mobile no. per msg bhej sakta hu aur msg a rahey hain , bahut din sey ye problem ho rahi hai , kisi bank ki personal app ko install kartey time bhi yahi problem a rahi hai .. mera Vi ka sim hai .....
Kya apko mobile redmi ya Vivo hai
Haaa @@Mstechparveen
@@Mstechparveenany solution redmi phone
Aapke mobile me security naam se ek app show ho raha hoga aap security app ko open karna apko agree aur disagree option aayega aap agree par click kar dena
Baki sab jo maine video me bataya hai vo sari setting apki theek honi chahiye
Mere msg mein to koi error nhi aaye fir bhi nhi ho rahe h 24 hrs ti timing lgi gyi h
Aap ye video dekh lo ruclips.net/video/cL6A4x8fH_I/видео.html
Sir mera masgge to sent ho gya likin masgge abhi bhi ni aaya gogle pay ki trf se
Jaisa message maine video me dikhaya hai kya apko vaisa message aa raha hai
Agar apko 24 hours ka error aa raha hai to aap 24 hours ke baad hi try karna ho jayega aur karne se pehle apne mobile ko ek baar restart ya reboot kar lena
Sir ji help kr do
Sms send ho gya fr bhi account activta nhi hua h or 24 hours ka time maang liya h ormne international roming dlwaya hua h
Sir mere activate likha he but but bank acount add nhi ho rha bta rha sms reached limit for device registeration try under in 24 hour aur mene bich me ek baar phir se try kiya tha shi krne ke liye to mujhe kya ab wha se 24 ghnte wait krne pdega ya phir jo starting me prblm thi whi wala 24 hour
Han mere bhi yehi problem hai apka thik huya kya ji
Nice bro
You ar jinyes👍👍👍👍👍
Same problem
Mera nhi ho rha kya kru bht dinse prshan huu
Recharge Raha to he ajynga
Number port kiya usk baad ye problem aa rhi h
Aap apne bank register mobile number se apne kisi aur mobile par message send kar ke dekho ki apka message send ho raha hai ya nahi
@@Mstechparveen message ho rha ta ...pr customer care se ho gya ashe ni ho rha h sahi yehi h
Mujhe samajh nahi aaya ki apka message send ho raha hai ya nahi aap bas ye check kar ke batao
Bhai eek din ruk jaa ho jayega aur recharge hona chahiye
Mera bhi
Bhai mujhe to redeem code banana hai
😂😂🎉
Bhai mera message bhi send ho raha hai phr bhi nhi ho raha hai
Aapka Bank register sim konsa hai Vodafone, Airtel,jio, BSNL aur recharge kitne rs ka karwa rakha hai us par
Sir mera sms aaya hai but nahi ho rha hai
Aapka bank register sim konsa hai aur recharge kitne rs ka karwa rakha hai us par
@Mstechparveen jio
3 mahine ka hota h
Aap apne bank register mobile number se apne kisi aur mobile par message send kar ke dekho ki apka message send ho raha hai ya nahi
Honor 7
Samsung A50
Mobile me kese kore
@@spsanproduction3832 aap apne bank register mobile number se apne kisi aur mobile par message send kar ke dekho ki apka message send ho raha hai ya nahi
Mere jio sim pichhle 1 month se recharge nhi hua h
Kya iski bhi ek vajah ho skti h kya account deactivated hone ka
Actually maine apna sim dusre fone me lga diya tha aur ab fir se apne fone me lgaye to ye problem aa rhi h
Aap apne bank register sim me recharge karwa lo vo recharge karwana jisme apko outgoing message ki service mile uske baad try karna apki problem solve ho jayegi
Bhai jio me incoming sms free hoti h and pehle ye sms aa jata tha
Agar apko 24 hours ka error aa gaya hai to aap 24 hours Tak bilkul bhi try na Karna 24 hours ke baad apne phone ko reboot ya restart kar Lena aur apne google pay ka clear data kar dena ya google pay ko fir se install kar lena uske baad try karna
Sar Mera likha hua a raha hai
We could not process your access do you to security reason try again after 24 hours
Yah teen char Din se likha hua a raha hai aur koi masala HAL nahin Ho pa raha hai main bahut pareshan Ho Gaya Hun please kisi Ko solution Pata Ho To batao
Aapka Bank register sim konsa hai aur recharge kitne rs ka karwa rakha hai us par
@@Mstechparveen5G Unlimited 2Gb wala recharge hai Jio me
@@Mstechparveen
Old phone me open Kiya to ho gaya
Lekin new phone me nahi ho raha hai
Agar apko new mobile me 24 hours ka error aa raha hai to 24 hours ke baad hi aap sahi kar payenge. Aap ye video bhi dekh lo ruclips.net/video/NfFUxqoGcdw/видео.html
Sar Mera bhi yahi problem kitne mahinon ka chal raha hai aur yah to theek hi nahin ho raha
Aapka bank register sim konsa hai Vodafone Airtel jio BSNL aur apne recharge kitne rs ka karwa rakha hai us par
@@ParmjeetKaur-y9h mobile format k baad mujhey ye problem a rahi thi .. bahut kuch try Kiya per problem solve nahi hui .. Mera vi ka Sim Hai, 4g Sim Hai per main 5g mobile main chala raha hu, Sim ko jab Mainey 4g mobile main lagaya toh signal nahi aye , mainey duplicate Sim liya, problem solve ho gayi
24 hours nhi sir alag hi bta rha hai plz brayiye kuch😢
Kya likha aata hai apko
Suniye maan lijiye mere phone me 24 hour ki limit bta rha but maan lijiye debit card ke through payment krna he kahin bahar jaa kr to wha se payment to ho jayega na wha pe to ye error nhi btayega 24 hour wala
Debit card se problem nahi aayegi
@@Mstechparveen jo msg inbox mein aya tha sab meine delete kar dia, mujhe laga apne aap type huwa merese😢 ab mein kya karu
Koi baat nahi agar delete kar diya to agar apko 24hour ka error aa raha hai to aap 24hour ke baad try karna apka sahi ho jayega
@Mstechparvee ha pr jab tak debit card online payment method ke liye active ya option on na ho toh
Sir m kuwait m ho mera old phona kharab ho gya ab new phone m account login kiya to account to login ho gya h or mne inter😅 roming dlaya h sms send ho gya fr bhi ni hua account active
Kya aap ka abhi ho gaya mera b same problem he
Mene 10 Rs ka talktime karvaya tha Ek hi MSG me 10 Rs cut ho Gaye aur ON bhi nai hua 😢
Sim konsa hai aapka bank register
@@Mstechparveen BSNL
Recharge kitne rs ka karwa rakha hai apne
@@Mstechparveen 10 rupees ka
Bhai h sms Aa Bhi raha ja bhi raha ab agge kya kre
Video me jo maine 4:25 mintue se bataya hai aap vo bhi dekh lo
Mere m bhi yahi problem aarhe h helpnmen
Aapka bank register sim konsa hai aur apne recharge kitne rs ka karwa rakha hai us par
Sir mere sim ka recharge khatam ho gea hai
Nhi ho rha sb try krke dekha jo apne btaya
Aap ye video bhi dekh lo ruclips.net/video/cL6A4x8fH_I/видео.html
Sir mera phone I phone 15 h bank add ni hora error account aata h or msg bhi send hote h otp bhi aa jaata h pr add ni hora
Same problem
Sir please smsc no update errors ho rha hai airtel network problem please solve smsc update error make new vdo
Aap apne bank register mobile number se kisi apne aur mobile par message send kar ke dekho ki apka message send ho raha hai ya nahi
Ho rha hai @@Mstechparveen
Aapko kya error aa raha hai could not send sms ya couldn't register
@@MstechparveenMera bhi bro
Aapko kya error aa raha hai could not send sms ya couldn't register 24 hours ka
Maine dusre mobile set me Google pay add kiya to purane wale se hat gaya ab naye wale me ye problem aa rahi hai lekin bank wala number to Purane wale set me tha to kya uski wajah se ye problem aa rahi haj
Aap ek hi mobile me google pay chala sakte hain chahe to aap new phone me chala lo ya purane phone me jis me apka bank register sim hoga usi me chala sakte hain
@@Mstechparveen Thank you sir, mujhe jankari nahi thi abhi 24 ghante ke baad wali msg aa rahi hai fir kosish karungi
Ekdam galat
Kuch bhi nahi hua hai yar
Sar Mera bhi nahin ho raha hai
Chh
Mei saudi Arabia kam karthahu ,mera googlpay open nahi horahahe kitna recharge karna padrga international roaming our topup
Sim konsa hai aapka
@@Mstechparveen airtel
I like to open phone pay also ,
Maine abhi check Kiya hai apke liye 2 plan maine dekhe hai aap bhi apne phonepe app me check kar sakte hai ek recharge hai jo hai 648 rs ka hai jo ki sirf 1 din ke liye hi hai lekin ek aur recharge maine dekha hai plan voucher ke option me hai vo vo hai 589 rs ka one month ke liye 50 gb data aur 300 sms baki aap apne customer care se bhi baat kar ke pata kar sakte hai
@@Mstechparveen Bhai phonpay open Karne ke Liye konsa recharge
Mere me mobile number link nhi bta rha h, mobile number link h fir bhi se kya kre btaiye reply please
Aap google pay ka clear data kar ke ya fir google pay ko delete kar ke fir se install kar ke fir karo google pay ko login apne Bank register sim se hi karna hai aur ye Bank register sim apke is mobile me bhi hona chahiye
@Mstechparveen maine ye sab kr liya h fir bhi yahi bta rha h aapka mobile number account se link nhi h
I phone me ye problem aa raha
Aap apne bank register mobile number se apne kisi aur mobile par message send kar ke dekho ki apka message send ho raha hai ya nahi
@@Mstechparveen ho raha hai bus only gpat me ishu hai
Jo message maine video me dikhaya hai kya apko vaisa message aa raha hai jis time aap bank account add kar rahe hai
Me sab tya kar chuka hu mera hoi hi nahi raha hai
bhai tu to khud confuse hora hai
Mai confuse nahi ho bhai jis jis karan se google pay me problem aati vo sab hi maine is video me cover kiye hai
Yrr sab kuch kar li kuch bhi na hua
Agar apko 24 hours ka error aa raha hai to aap 24 hours ke baad hi try karna
Bhai me brazil me hu mera 2 din se aisa problem aa rhi hai msg send nhi ho rha
Aap apne customer care se baat kar lo jis bhi company ka apka sim hai jaise Vodafone, Airtel, jio jis ka bhi aapka sim hai unke customer care se ki mera message send nahi ho raha hai vo apko bata denge ki apke sim me outgoing message pack hai ya nahi hai agar unki taraf se koi problem nahi hai to aap apna sms centre number bhi check kar lena,sms centre number sahi na hone ke kaaran bhi message send nahi hota
Shi huwa aap ki nhi
Sir bakchodi matt Kia Karo sidha sidha bata dia kro
जो जो point जरूरी थे वो मैंने इस वीडियो में बतायें है और ये वीडियो भी 9.15 मिनट का बना था मैंने इस वीडियो को भी फास्ट किया हुआ है
Indian bank account not added. How to add Indian bank accounts?
Please written English!!
Mera bhi nahi ho raha hai