Har Dua Qabool Hone ka Wazifa [DUA] 2 Asan Amal | हर दुआ कबूल होने का वजीफा

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 10 май 2020
  • Har Dua Qabool Hone ka Wazifa [DUA] 2 Asan Amal | हर दुआ कबूल होने का वजीफा
    Har Dua Qabool Hone ka Wazifa / Dua bas 2 Asan Amal karne hain phir hath uthate hi Har Dua Qubool hogi Insha ALLAH. Ramzan me hi
    ye niyat karlen ki is dua ko padhna hai ye 2 Asan amal karne hain jisse har pareshani asan ho jaye.
    Ye Dua Hadees (Hadith) ki kitab me hai aur in Amaal ko karne ko Akabir (Molana Tariq Jameel, Peer Zulfiqar Ahmed Naqshbadi ke bayan) se bhi suna hai.
    Har Dua Qabool Hone ka Wazifa Ye hai ki aapko 27 bar Allahummaghfir li walil mumineena walmuminaat, walil muslimeena wal muslimaat, Dua padhni hai jisse har dua qabool ho jaye.
    #harduaqaboolhonekawazifa #harduaqaboolhonekidua #Wazifa #Dua #islam

Комментарии • 4

  • @waseemmrt5601
    @waseemmrt5601 4 года назад

    Hazrat agar hum namaz parhe bina rozi kamayenge to kya wo rozi hamari halal hogi ya haram

    • @alhuda6738
      @alhuda6738  4 года назад +1

      Namaz na parhne ka gunah hoga, Albatta agar halal kam hai to rozi halal hogi, lekin ye yaad rakhna h ki rozi dene wale ALLAH TAA'LA hain, to unka hukum mankar rozi kamani h

    • @waseemmrt5601
      @waseemmrt5601 4 года назад

      @@alhuda6738 shukriya hazrat ek shaksh mujhse ye keh rahe the ke agar namaz na parenge to rozi haram hogi ha ye hai insha allah namaz parhni chahiye