Bill print karne k liye apko sabse pahle 1- jis bil ko print karna hai us bill ko open kare 2.Bill ke niche apko 3 Number par print ka option dikhega print ke option ko click karna hai 3- Fir Aapko P click kar ke Enter karna hai
@@AshutoshJain97 apko bill 💵 ki jitni copy chahiye o number click kare Jaise apko agar bill ki ek hi copy chahiye to 1 click kijiye agar apko 2 print copy chahiye to 2 click kare
Very very thank you sir aapke es ek video se muje bhut help mile hai ,🙏🙏
Most welcome 🤗🙏
Very nice video
Thanks
Excellent narration my friend it was very helpful
Dhanyawad 🙏
Bahut badhiya jankari thankyou thankyou thankyou 🙏 isi tarah hume our information de
Mai apke liye next video me Sabse alag trick bataunga 😊
Thankyou so much ... great response from customer support..... ❤
My pleasure 😊
Great bhai achi video bnai he ❤
Thank you so much 🙏
Good
VERY USE FULL VIDEO SIR
Thanks and welcome
Helpful 🙏🙏🙏
Thank you 😊🙏
Very useful......
Thank you so much 😊
Thankyou.... beautiful naration ❤
My pleasure 😊
Thank you guys, keep supporting like this, we will continue to provide better information to you.
Keep doing good
Absolutely sir 🙏
Awesome
Thank you 😊
Ctrl + w bill save data hojata hai kya sir ji plz tell me
Ha bhai ho jata hai
Kisi bhi bill ko save karne ke liye Ctrl+W karte hai aur uske bad enter enter kar ke save karte hai ok
@@success0km882 thakyou sir ji 💗
Good 1
Thanks
Sir mujhe marg software sikhna hai
Bilkul sikh sakte hai aap 😊
Sir agr maine 8 per margin sab item me set karke rakha hai but mujhe ab vhi sab 12 margin me sale karna hai to ye kaise hoga ?
Alt +N for create new bill Alt M to modify bill
Aur bhi shirtcut bataao aap
Next week me new shortcut ka unique video aa rahi hai brother
Bhai multiple stock creation batawo pls
Brother Abhi humara computer 💻 repering ke liye gya hua hai computer thik hote hi apke liye ek video bana dunga mai Dhanyawad 🙏
Sir agar Sale bill ka exact time pta krna ho to kaise karein ?
Brother Time nahi pata chalata hai silver ERP9 me
Sirji, pharmacy shop ke liye sahi h software??
Yes
Bahut hi achi software hai aap ese aasani se use kar sakte hai
Marg software me billing kese kre step by step sikhao
Ok brother next video me hum apko jarur batayenge
सर बिल चढ़ाना शिका दो मार्ग शॉफ्टबेयर पर
Next video 📷 apke liye bana dunga bhai 😊
I have a wholesale company in marg but i want to add retail options also
Jisse apne Marg software purchase kiye hai aap unse retail ka option open karwa sakte hai
Bhai kiya isme purchase krtei samay save krne ka short key nhi hai kiya isme
Kisi bhi Invoice ko save karne ke liye Ctrl+W hai bhai
Can I marg software at cheap rates
Yes
Particular items purchase list and mrp list kaise nikale?
Next video mai apke liye banaunga step by step
Marg agr kisi medicine ko single m bulk m kese bnaye
Bilkul bana sakti ho aap
Aap hume fecebook ya insta par contact kar sakte hai fir apko mai step by step bata paunga
Insta I'd kya hai apki
Regular medicine costumers name n items kaise nikale
sir sale book kaise nikale please bataeye
Next video me apke liye hum jarur batayenge
Sab shortcuts ki pdf send kar do sir
Ye hospital mein use hota h ?
Hospital and retail
Return item kaise entry kare
Nex video me hum apko jarur batayenge
Purchase chadhana na padhe Aisa koi video banaiye
Brother apko kaise bhi puchase chadhana hi padega
Jab tak Purchase ki entry aap nahi karoge tab tak aap bill nahi kar sakte
Mai bus apko aasan tarika bata sakta hu
Bina purchase chadahe to video kya krna ha phir.....
Automatically bhi bill purchase hooti hai
Monthly profit kaise dekhein please reply
Next video me hum apko jarur batayenge
Ya aap hume Facebook per sms kijiye
@@success0km882 Facebook use nhi karte Instagram ho to bataye
Sir bill print krne ke liye key kon si h?
Bill print karne k liye apko sabse pahle
1- jis bil ko print karna hai us bill ko open kare
2.Bill ke niche apko 3 Number par print ka option dikhega print ke option ko click karna hai
3- Fir Aapko P click kar ke Enter karna hai
@@success0km882sir no.of copies ka option ata h isme kon si key press krni h ?
@@AshutoshJain97 apko bill 💵 ki jitni copy chahiye o number click kare
Jaise apko agar bill ki ek hi copy chahiye to 1 click kijiye agar apko 2 print copy chahiye to 2 click kare
@@success0km882 ok ,thnku Sir for supporting
@@AshutoshJain97 My pleasure ☺️
Sir esme short item kese set kre
Stock me Jane ke baad aap sort item dekh sakte hai