Your guidance helped us a lot during our recent Yatra to Shri Omkareshwar . I would particularly mention that Acharya Gopal Krishna Dubey ji did exceptional rudrabhishek . Literally I was truly a divine and supernatural other worldly experience .
@@yogyonwheels aap ye batye vapasi ticket ujjain se le ya Indore,jn se le pragraraj ke liye ye confirm kare full time batye 3 days 5 days ka trip banye train travel सहित
250 wali .vip entry mey door se darshan hote hai ,its just ki line mey kam time lagta hai aur normal darshan se zyada kareeb se darshan hote hai. Jalabhishek karna is closed permanently now . Thank you
जय श्री महाकाल क्या आप हमे बताएंगे की अभी सावन में महाकाल मंदिर में कितनी भीड़ हे क्या हमको सही से दर्शन हो सकते हे क्या अभी आना सही रहे गा क्या या सावन बाद आए
Hello, agar kuch vishesh mannat nahi hai to sawan month mey mat ana , kaafi bheed ka samna hoga aur darshan mey bhi bohot zyada time lagega, sawan ke baad ana suggest karunga aur usme bhi saturda sunday monday ko avoid karna to 1 ghante mey acche se darshan ho jaega
hello , raat ko bus milna mushkil hai , i guess 8 baje ke bad shayad hi koi bus ya sharing taxi ka option milega , station ke bahar se private taxi zarur mil jaenge. thank you
Main November mein family k sath ja raha hu. But hote Radha krishna ka dusra hotel available hai jiska naam hotel bholenath hai. Kya aap bata sakte hai k ye family k liye thik thak saaf suthra rahega. Also maine suna hai 4 baje k baad shivling oar jal arpit nahi hota
Better hoga ap bookings ke pehle room ki pics whatsapp par manga lena fir final karna room , 4 baje ke bad jal abhishek shayad nahi hota hai kyuki 4pm ke bad shringar hota hai jyotirlinga ji ke . Thank yoy
Hum bhi jayenge agle hafte,,🙏 har har Mahadev ❤
Aapke videos sach mein bahut useful Hote Hain Mujhe kahin per bhi Jana Ho to me aapka video dekh kar hi jaata hu om namah shivay 🙏🏻
Thanks a lot mahendra ji, keep suppprting 🤗 har har mahadev
हर हर महादेव मै जल्द ही आपके दर्शन के लिए मेरी बेटी और पती के साथ आयेगी कृपा करे भगवान 🌹🙏🏻🌹
राधेराधे जी 😮
आपने बहुत अच्छी जानकारी दी। हर हर महादेव
thank you satendra bhai , har har mahadeva
Apke video se bohot help hui tour plan karne mey, bhaktaniwas mey ruka family ke sath. Thank you
Jai shree sitaram har har Mahadev Bharat mata ki jai ho ❤🎉
*जत्र ओंकारेश्वर महादेव ओम नमः शिवाय*
Mujhe apke Videos bht acche lagte hai jo kafi helpful hote hai.
most welcome thank you pavanesh
@@yogyonwheelsbhai khandwa se raat ko omkareshwar kee lia bus mil jaegi kya kuki hamari train raat ko khandwa pahucha rahi hai
ॐ नमः शिवाय
Apka video dekh kar mann bana liya.Har Har Mahadev.Jay shree omkareshwar ji.... 🎉
Thank you so much
Har Har Mahadev Thank you Dada
Thank you ji 😀
Kal hi jake aaya hu
Bahut pani tha
Boating nahi kr paya
Lekin bahut achha lga❤
Jay mahalal
कितना समय लगा । परिवार साथ इच्छा है।
@@achtngbaby नाग पंचमी था तो 4 घण्टे लगे
नॉर्मली 30 मिनट से 1 घंटे मी दर्शन हों जाता हैं
Har har mahadev om namah shivay 🙏🙏🙏🙏🙏
Very nice video 👌
HAR HAR MAHADEV 🙏🙏
❤ om namo shiva . very very suteble video . Thank you .
Om namah shivay har har Mahadev shree shivynamastubyam jai shree mahakal baba 🎉
Thank you so much bhaiya for your kind information and guidance ❤❤❤
Most welcome thank you
Har Har Mahadev ji 🙏🏻🙇♂️🙇♂️🕉🪷🪷🙏🏻🙇♂️🕉🕉🪷🪷🙏🏻🙇♂️🙇♂️🕉🕉🕉
❤ Nice sir
Har har Mahadev
Thank you so much 🙏
Har har Mahadev
Jay shree omkareshwar ji 🙏🙏
Har Har Mahadev
हर हर महादेव 🙏🔱
जय ओंकारेश्वर हर हर महादेव
मेरा हैद्राबाद से ओम कारे श्वर महादेव को सास्टांग दंडवत
हर हर महादेव
Har Har Mahadev
Bhaiya aap bahut achhe che . To the point description dete hai .. very nice 👍
Thank you so much bhaiji😃
Har Har mahadev 🌹
Har har mahadev
Har Har mahadev🙏🙏👍
❤ har har Mahadev ❤
Har har Mahadev!
Har Har Mahadev 🙏🙏🙏🙏🙏❤
Pachmadhi bahut achcha ha 😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊❤
most welcome thank you
Har har Mahadev
Excellent Video !!!
Thanks a lot.keep.supporting 😀
🙏👌👍
Har har Mahadev...
Recently I subscribed to your channel and really it was very helpful for us
Thank you so much for subbing , keep watching and supporting 🤗
Om Namah Shivay
Har Har Mahadev
Har har🙏🙏🙏🙏🙏🚩🚩🚩🚩🚩 mahadev
Excellent videos good information provided ❤❤❤keep it up 👍 har har Mahadev ❤❤🎉
Thanks a lot .keep supporting
Jai ho baba apki kripa se hme sawan k mahine me kewal 30 minutes lge darsan krne me apki kripa Bani rahe baba
very lucky you are awani , most welcome thank you
Yogy rock👌
Thank you brother
Har har Mahadev 🙏🙏👌👌👍👍
Har har Mahadev 🙏🏻
Good information 👍
Jai Mahakaaleahwar Jai OmKareshwar
काश मैंने आपकी वीडियो देख ली होती 3 दिन पहले ही में भी ओंकारेश्वर उज्जैन महाकाल के दर्शन करे लेकिन मुझे जो आपने बताई वो जानकारी बहुत अच्छी है ❤❤❤
thank you so much bhai,koi nahi apke net visit ke liye helpful rahegi ye video
❤ Jai maa narmada ❤
Your guidance helped us a lot during our recent Yatra to Shri Omkareshwar . I would particularly mention that Acharya Gopal Krishna Dubey ji did exceptional rudrabhishek . Literally I was truly a divine and supernatural other worldly experience .
hello tapan ji, M glad that this video helped you in planning the trip , thank you so much
🙏🙏
Har. Har. Mahedev
Jai Mahakaaleshwar
ऋण मुक्तेश्वर महादेव छूट गए बस आपके शूट में बाकी शानदार
Hanji next visit mey zarur darshan karunga .Thank you so much 🤩
Har har mahadev
Har har mahadeva
well informed video
OM NAMSHIVAY
Hai Bhaiya this is the first time I had Subscribed your channel. Excellent explanation good keep it up.
Thank you so much bhai..keep supporting
one stop solution for all tourist place n religious place information .
Thanks a lot brother, keep supporting
Gajanan Maharaj Sansthan mahakaleshwar me bhi hai kya
Thankyou
I have subscribed. Exercise Video !!!
Thanks a lot.keepsupporting 😀
which is best bath ghat for female in OMKARESWAR
Har har mahadev 🙏 Hamara October ko Mahadev ji Darshan plan hai 🙏
Hello Bhaiya shayad second trip hy ma omkareshwar na Har har mahadev ❤
Hanji ..sawan month mey har sal jata hu yaha ..video 2nd time banaya yaha ka .har har mahadev
❤❤❤❤❤ 16:07
Thank you bhaiji😃
🙏🚩🕉🔱
Hm bhi November 8 ko aayenge
Hotel book korkey jayenge ?
Sir kaun se ghat par sanan karna chaiye? Kya udher changing rooms hai?
Hii sir ..pls h btaye mandir mai kya Chadha skta h ..kuch spcl hota chadhna hota h
मंदिर सुबह कितने बजे से शाम कितने बजे तक खुला रहता है
New subscriber 🙏narmade har
Thanks for subbing most welcome , narmade har
Indore railway station se omkareswar ke liye bus milti he kya?
nice. omkareswar mahadev k darshan k liye kitne steps {ladder- cd } chadani padati hai?
lagbhag 50 to 70 steps honge ghat se mandir tak
Sir can u pls give vip darsan details
Omkareshwar bus stand me cloak room he kya luggage rakne ke liye ya or koi option?
apne bola darshan unofficial hai par website pe to booking dikh rahi hai 300 rs me
Mahakaleshwar and omkareshwar temple me kitne din ka trip kare
2days 3 nights are sufficient for both places.thank you
@@yogyonwheels aap ye batye vapasi ticket ujjain se le ya Indore,jn se le pragraraj ke liye ye confirm kare full time batye 3 days 5 days ka trip banye train travel सहित
Hm log bi isi mnth jake aaye h puri family ke sathb, mene bi vlog dale hue h, n kuch pending h🙏
Great!! har har mahadev
Indore se omkareshwar raat ko koi bus nahi hai 2 3 baje?
Nahi us time koi bus nahi milegi..subah 6am se start hoti hai buses
Indore Mai bus stand matlab sarwate bus stand ? Iha se keye Omkareshwar Jane ka bus milega ?
han bhai sarwate bus stand se subah 6 baje bus start ho jati hai omkareshwar k liye
Aap omkareshwer mein konsi hotel mein ruke the or price kitna laga tha
Bhakt niwas room booking time kya h•
March 25th ko evening
5pm pr room mil jayega kya• with family
Please btana
Any way to travel from grishneshwar to omkareshwar?
You can look for trains from aurangabad to indore ,I guess you will find some options.
Me Mumbai se Khandwa sham k 5 baje pohchunga waha se Omkareshwar kaise jana hoga koi guide kare
Wednesday ko ek ghante me darshan ho jayege kya?
Evening me omkareshwar se khandwa station ke liye buses kitne bhje tak milte hai
And kitna time lgta hai travel krne me
Kisi bi time mil jaengi apko vha ke bus station me hmesha rhti h 😊
घाट से मंदिर तक कितने स्टेप्स हैं?
maximum 50 - 70 steps honge lagbhag
Kya vip entry mei sirf darshan le sakte hai..ya pandit ji jabardasti jalabhishek karvate hai..aur kii hidden charges lete hai?
250 wali .vip entry mey door se darshan hote hai ,its just ki line mey kam time lagta hai aur normal darshan se zyada kareeb se darshan hote hai. Jalabhishek karna is closed permanently now . Thank you
जय श्री महाकाल
क्या आप हमे बताएंगे की अभी सावन में महाकाल मंदिर में कितनी भीड़ हे क्या हमको सही से दर्शन हो सकते हे क्या अभी आना सही रहे गा क्या
या सावन बाद आए
Hello, agar kuch vishesh mannat nahi hai to sawan month mey mat ana , kaafi bheed ka samna hoga aur darshan mey bhi bohot zyada time lagega, sawan ke baad ana suggest karunga aur usme bhi saturda sunday monday ko avoid karna to 1 ghante mey acche se darshan ho jaega
@@yogyonwheels भगवान को पाना आसान बात नही हे, सिर्फ एक झलक ही देख जाए महाकाल की बडी बात हे
Har har mahadev
Indore to Omkareshwar bus ticket kaha se milega ?
Har har mahadev
Ye last me jo aapne shuvling nikala vo kaha se ?? Means kun se ghat h ? Vaha kaise pahuchenge ??
Naagar ghat omkareshwar.
Kya abhi omkareshwar jyotirling jaana sahi rahega??
nice informative video!!!!
mobile phones are allowed in all temple?
Yes carrying mobile phone and camera is allowed in all the temples there. Thank you
Bhai ye shivling pathar konsi jgah hai omkresawar me konsa ghat h
nagar ghat ka video hai ye omkareshwar mey
Bhai raat ko khandwa se omkareshwar kee lia bus mil jaegi kuki hamari train raat ko khandwa pahucha rahi hai
hello , raat ko bus milna mushkil hai , i guess 8 baje ke bad shayad hi koi bus ya sharing taxi ka option milega , station ke bahar se private taxi zarur mil jaenge. thank you
@@yogyonwheels morning mai kitne bje se milti hai tooo
Khandwa to omkareshwar
Main November mein family k sath ja raha hu. But hote Radha krishna ka dusra hotel available hai jiska naam hotel bholenath hai. Kya aap bata sakte hai k ye family k liye thik thak saaf suthra rahega.
Also maine suna hai 4 baje k baad shivling oar jal arpit nahi hota
Better hoga ap bookings ke pehle room ki pics whatsapp par manga lena fir final karna room , 4 baje ke bad jal abhishek shayad nahi hota hai kyuki 4pm ke bad shringar hota hai jyotirlinga ji ke . Thank yoy
@@yogyonwheelsThank you very much for the advice
date of journey ?
22 july 2024
Apne sheegrah darshan kre the ya normal kitna time laga apko
Normal darshan , 6 hours laga tha mujhe dsrshan mey
second time omkareshwar visit kiye
Hanji 2sal pehle aya tha ..ab kafi badal gaya hai socha ek baar aur dsrshan karwa deta hu sabke . Har har mahadev
Darshan k liye kitna time approx lagta h
4-6 hours in sawan month ,Har Har Mahadev