Ajkl to machine bechte time hi extra year ki warranty badhne k nam per apse 7se 8 hzar liye jarhe aur .. Jb bhi add app unhe service k liye bulaaiye hmesa apko khrache bta denge ..aur fir se ..apse 8 k zma karane k liye ...apko jsbrdasti ...sceem samjhane ki kosis krke loot mcha rhe hn ...service provider... Jitne m app service k krche derhe usse best ki app new one purchase kerlen ...
Bhai yeh Kent ka bohot bada scam hai, 700 ghante ki running ke baad ye fir bajega aur iska Filter ki condition se koi lena dena nahi hai. Mera yaha pr external sediment filter laga hua hai aur TDS reading bhi sahi thi but 700 ghante baad bajna shuru kr diya isne. Tumhara video dekhkr maine bas reset button se alarm reset kr diya and abhi sab sahi filter ho rha hai .
Correct, Kent technician ko har ek part par commission hota hai, isiliye oh Jada se jada parts customer ko chipkane ka try karte hai, isi video me hi dekho, filters me koi problem nahi tha, lekin pehle filters change karvaye Jo ki lagbhag 4000 ke hai, aur baad me alagse chock change kardi, waise filter change karna hai ki nahi ye, Pani ke TDS se hi pata chalta hai, aur agar filter change karna bhi hai to sabhi filters ek sath change karne ki jaroorat nahi. Lekin ye technician paiso ke liye unnecessary filter change karwate hai.. is video me 1000 me sabh kaam ho jana chahiye tha, lekin technician lagbhag 5000 leke gaya hoga
Sahi bol raha hai bhai mere yaha jo technician aaya tha usne check weck kiya nahi bas ek baat pe aada reh gaya change karna hi padenga warna mere time waste mat karo mai jara. Phir ek filter to sahi ho gaya uske baad dusre filter ka wohi Wanda phir do baar alredy complaint ker chuka but aaj 26 27 din honeko aagaye per koi gadhe ka bacha ne muh nahi dikhaya
Sach mein chor company hai, it also worked with me, I gave 4000/- last year for this, despite good quality water & pre filter, it beeps after regular intervals.
Hi Very interesting your video I have the same model The machine have stopped Its blinking red light and beep sound Filter is not working What will the reason Please let me know Thank you very much
This RO business (specially of Kent) is the biggest scam in country. RO ke maintenance me RO ke cost se 10 times zyada paisa chala jata hai...all because of Kent's fraud people and fraud AMC policies
Tank vala uv ya main uv dono mese ek gaya hoga........agar night me light off karne pe uv tube me light najar aa rahi hai to no problem......tank uv bulb gaya hoga
UV ki tube Sahi hai...black BHI nhi hui hai and JAL BHI rahi hai...but continue beep sound aa Raha hai Kiya kare? Continue press BHI Kar ke dekh liya but not still continues beeping
Maine Jan me external filter or under wale 2 filter change kraye the. Abhi 6 month bad hi beep ki avaj aani start ho gyi. Mujhe jyada krna chaiye.. 4 year complete of kent ro... AMC nhi h...
Sorry to say but these technicians folled you camera as choke or SMPS panel was NOT to be replaced. The long beep is an indicator of jammed filters or membrane which need replacement. After replacement of filters we need to long press the reset button on choke / SMPS panel to reset it. No replacement of choke needed.
@@SyedShamsudeen-j4e intermediate beep is first stage. After 10 days you will get long beep and filter stop working. Press button for 30 to 35 seconds and release. Filter life will get reset. No more beeps
Mera filter me tit tit ka beep ka awaz ho raha hai. Lamba wala beeeeeppppp nahi ho raha. Kent ka mechanic aake bolta hai ki jab ye beep karega tab pata chalega. Unlog k samne tho beep nahi karta qki wo kabhi kabhi time time me karta hai. Aur jab tit tit hone lagta hai tho Pani girna band ho jata hai aur red light bhi beep k sath blink karti hai. Kya ap bata sakte ho ki exact issue kya hai. Q Pani band ho jata hai aur tit tit karne lagta hai. Jab ye awaz aati hai uske baad humlog machine ko off karke rakhte hai kuch time tak uske baad on karte hai tho fir Pani aane lagta hai. Plz help me
Sir 2 days getting alarm in my Kent Ace extra purifier I'm calling to Technician his saying filters change alarm it's cost 4600 rupees. Definitely change all the filters? Please help me
Kent bypass करने सी कोई prolm होता है क्या? Or Kyu bypass किया जाता हैं?? मेरी वाला bypass कर के चला गया हैं wire cut kr के, but main ने सुना हैं bypsas nhi करना चाहिए plzz reply me
Apka mobile no do bhai. Mera kent ro ka continue beep sound aa rha hai. Local admi ko dikhaya to pehle bola filter change karne padenge. Uske baad bola membrane kharab ho gaya hai. 2500 ka kharcha bataya. Aapka number do muze aur batao kaise sound band kare aur filter chalu kare. Main apki service charge phonepay karta hoon
Technician ho ke choke reset ke baare me nahi bathaya... Ye sahi hain kya... Agar rest nahi huva tab to replacement koi bhi karega. Koyi badi bath hai... 😁😁😁
Sry to say..bt bhai saab aapko bebkoof bana gya technician. LED k pass mein reset switch hota hai just press it for few seconds and the filter will restart.
Scam hai, Kent technician ko har ek part par commission hota hai, isiliye oh Jada se jada parts customer ko chipkane ka try karte hai, isi video me hi dekho, filters me koi problem nahi tha, lekin pehle filters change karvaye Jo ki lagbhag 4000 ke hai, aur baad me alagse chock change kardi, technician pehle check kar sakta tha ki problem kaha hai, lekin oh nahi karega, use parts hi change karne hai, waise filter change karna hai ki nahi ye, Pani ke TDS se hi pata chalta hai, aur agar filter change karna bhi hai to sabhi filters ek sath change karne ki jaroorat nahi. Lekin ye technician paiso ke liye unnecessary filter change karwate hai.. is video me 1000 me sabh kaam ho jana chahiye tha, lekin technician lagbhag 5000 leke gaya hoga. Parts ka commission company se milta hai aur service charges bhi alagse lete hai, to mil-batke customer ko chuna lagaya jata hai
RO filter business is same like ink catridge printer, printer company loot us by selling their highly priced catridge, which page yield is very short. But if you know the tricks, you are gainer... 😂
Badhaayi ho,aap thug liye gaye hai....😂😂😂😂. Agar puraane waale choke ka reset button 15-20sec press karke rakhtey to vo beep ki sound band ho jaati.... simple tha par aapko lutna tha aur aap loot liye gaye....😂😂😂😂😂
Maine bhi black button ko use karke beep sound ko solve Kiya hai today and filter bhi work kar raha thanks for guidance
Bahat hi simple sa solution he but aapko pura lut liya 😄 🤣 me apne gharka kent ro khud alarm band Kiya bo bhi youtube dekhke
Kaise bhai..pleaee help
Kaise bhai.. please help
@@jamtarajharkhand9138 alarm button ko long press Karo apne aap band ho jayega
Bilkul sahi kaha.mujhhe bi pataa Hai.keise beep band karnaa hai
Koi batayega kaise karte hai?? 😢
Thank you this video was very helpful.
I changed my all filters in kent pearl model and same buzzer is sounding now and machine is not working.
If that was the case why did the technician waste customers money on new filters. May be the filters were ok only need was to replace the choke
Ajkl to machine bechte time hi extra year ki warranty badhne k nam per apse 7se 8 hzar liye jarhe aur ..
Jb bhi add app unhe service k liye bulaaiye hmesa apko khrache bta denge ..aur fir se ..apse 8 k zma karane k liye ...apko jsbrdasti ...sceem samjhane ki kosis krke loot mcha rhe hn ...service provider... Jitne m app service k krche derhe usse best ki app new one purchase kerlen ...
The beep sound keeps on coming and water also not coming. If we change the choke then beep sound will disappear and the water will start coming?
If water does not come with the beep sound. What we have to replace?
Hold reset button for 30 seconds and release. Problem solved 😊❤
Bhai yeh Kent ka bohot bada scam hai, 700 ghante ki running ke baad ye fir bajega aur iska Filter ki condition se koi lena dena nahi hai. Mera yaha pr external sediment filter laga hua hai aur TDS reading bhi sahi thi but 700 ghante baad bajna shuru kr diya isne. Tumhara video dekhkr maine bas reset button se alarm reset kr diya and abhi sab sahi filter ho rha hai .
Correct, Kent technician ko har ek part par commission hota hai, isiliye oh Jada se jada parts customer ko chipkane ka try karte hai, isi video me hi dekho, filters me koi problem nahi tha, lekin pehle filters change karvaye Jo ki lagbhag 4000 ke hai, aur baad me alagse chock change kardi, waise filter change karna hai ki nahi ye, Pani ke TDS se hi pata chalta hai, aur agar filter change karna bhi hai to sabhi filters ek sath change karne ki jaroorat nahi. Lekin ye technician paiso ke liye unnecessary filter change karwate hai.. is video me 1000 me sabh kaam ho jana chahiye tha, lekin technician lagbhag 5000 leke gaya hoga
Kahape hota hai yeh reset ka vagara
recent button red indicator ki bagal me hota hai use dabaye jab tak sound of na hojaye
correct ❤️
Sahi bol raha hai bhai mere yaha jo technician aaya tha usne check weck kiya nahi bas ek baat pe aada reh gaya change karna hi padenga warna mere time waste mat karo mai jara. Phir ek filter to sahi ho gaya uske baad dusre filter ka wohi Wanda phir do baar alredy complaint ker chuka but aaj 26 27 din honeko aagaye per koi gadhe ka bacha ne muh nahi dikhaya
बस led के बगल में जो ब्लैक बटन है उसे दबाएं रखें कुछ देर,बीप बन्द हो जाएगी और ro भी स्टार्ट हो जाएगा
Thnx alot....apki help se mera ro start ho gya wo b service technician ko bulaye bina....
thanks.it worked for me
Bahut acchi bat h aapka ro sahi gya @@kavitakochhar2191
Sach mein chor company hai, it also worked with me, I gave 4000/- last year for this, despite good quality water & pre filter, it beeps after regular intervals.
Mai v apna ro ja rhi ab khud hi banane lutere h sb ...mere ro se v beep ki awaj aa rhi h
Hi
Very interesting your video
I have the same model
The machine have stopped
Its blinking red light and beep sound
Filter is not working
What will the reason
Please let me know
Thank you very much
did you found the reason?
I've changed the pre filter (mud filter)'how Do I stop the sound?
@@nerduser1000no
Is it called a choke or monitor module? economy is unequal to go for total replacement of it.
Hold reset button for 30 seconds and release. Problem solved 😊❤
This RO business (specially of Kent) is the biggest scam in country. RO ke maintenance me RO ke cost se 10 times zyada paisa chala jata hai...all because of Kent's fraud people and fraud AMC policies
Bilkul sahi bola bhai tmne company wale free service ke naam pr hazaro loot lete h per service ke time
Ek dam sahi bole bhai canteen se ro 4000 ka aaya aur uske filters ke 4645 lag gye change krne mai.
i agree too.
Sahi bol rahe ho Bhai log chutiy cut raha hai , service ke naam par aane par 15 din se uper leta hai
Hold reset button for 30 seconds and release. Problem solved 😊❤
My Kent grand plus is giving beep sound not continuously. It is beeping in every 1 or 2 seconds. Please explain how to rectify. I changed all filters.
same problem
Sir Agar tank ki uv lamp gaye huge tu har 2 second me beef huga per filter on rahega
Fix UV lamp properly? Check it first
Tank vala uv ya main uv dono mese ek gaya hoga........agar night me light off karne pe uv tube me light najar aa rahi hai to no problem......tank uv bulb gaya hoga
Just long press to reset button and here you are fixed that issue 😔😔
I keep pressed the reset button, still water not coming, and beep sound is there.
UV ki tube Sahi hai...black BHI nhi hui hai and JAL BHI rahi hai...but continue beep sound aa Raha hai Kiya kare?
Continue press BHI Kar ke dekh liya but not still continues beeping
Sir,kya savi kent ma match hoga..?
Maine Jan me external filter or under wale 2 filter change kraye the. Abhi 6 month bad hi beep ki avaj aani start ho gyi. Mujhe jyada krna chaiye.. 4 year complete of kent ro... AMC nhi h...
Very good and helpful
Sorry to say but these technicians folled you camera as choke or SMPS panel was NOT to be replaced. The long beep is an indicator of jammed filters or membrane which need replacement. After replacement of filters we need to long press the reset button on choke / SMPS panel to reset it. No replacement of choke needed.
At 1:30 seconds he mentioned that after resetting the choke if it still beeps you may have to replace the choke. Watch the video again please
Hold reset button for 30 seconds and release. Problem solved 😊❤
Intermediate beeb sound occurring solution needed pls
@@SyedShamsudeen-j4e intermediate beep is first stage. After 10 days you will get long beep and filter stop working.
Press button for 30 to 35 seconds and release. Filter life will get reset. No more beeps
Ye chock hai ya smps panel hai. Wo reset button kis liye hai.
Uv failure and high minarals problem
Pls solutions
Hold reset button for 30 seconds and release. Problem solved 😊❤
Bhai filter flatu me change karwaye he usne tumhare fir..sab ke total kitne paise liye? wo choke 900 ka bol raha bas
How do we know when to change the filers
Why did he replace the filters, if choke is the problem.
😂😂 lulu ban gye 😂
Carbon sendiment aur carbon filter and candle ka kya daam 3 saman ka mila ke saar plz what is the price
Hold reset button for 30 seconds and release. Problem solved 😊❤
Agar choke kharab tha to filter kyu change kiye?
Right Question
How to reset choke to close bip sound
Getting alarm type sound after 2-3 hrs.what is the reason?
What is g the cost of choke
Costed me around Rs 800
Okay
Mera filter me tit tit ka beep ka awaz ho raha hai. Lamba wala beeeeeppppp nahi ho raha. Kent ka mechanic aake bolta hai ki jab ye beep karega tab pata chalega. Unlog k samne tho beep nahi karta qki wo kabhi kabhi time time me karta hai. Aur jab tit tit hone lagta hai tho Pani girna band ho jata hai aur red light bhi beep k sath blink karti hai. Kya ap bata sakte ho ki exact issue kya hai. Q Pani band ho jata hai aur tit tit karne lagta hai. Jab ye awaz aati hai uske baad humlog machine ko off karke rakhte hai kuch time tak uske baad on karte hai tho fir Pani aane lagta hai. Plz help me
Sir whistle sound band karne ka upay Batayen
Please check the video it's explained there !!
What is the amc amount for this model Sir?
4000-5000
4000
Only press reset button until turn off beep
Koi bhai bta sakta h kent grand plus ke choke code ya model number kya hota usko verify kaise kiya ja sakta h
I need a carbon and sediment filter
Sir 2 days getting alarm in my Kent Ace extra purifier I'm calling to Technician his saying filters change alarm it's cost 4600 rupees.
Definitely change all the filters?
Please help me
If beep sound coming what can we do .cost howmuch
explained int the video please watch the video
Please speak in English. Why are you writing in English and speaking in another language?@@clickreviews2093
Mera two years ho gaya hai alarm nehi baja hai aur water bhi thik hai.
Preshan mat hoo jaldi bajega mera 3 sal pe Baja hai 🤣🤣
itni baar bajega ki filter fekdenga..aur ek baar beep baja to 4000/- tayar rakhna
Filters cost how much
around 4K : amzn.to/3rpYutI
Kent ka chok 935 ka bataya kahan milega link bhejiye
Kent bypass करने सी कोई prolm होता है क्या? Or Kyu bypass किया जाता हैं?? मेरी वाला bypass कर के चला गया हैं wire cut kr के, but main ने सुना हैं bypsas nhi करना चाहिए plzz reply me
Red light blink horahi he kiya masla hosakta he?
Kent ka SMPS kitna ka hai
935
Sir filter ka price kya hai
Rs 3500
What are the price of 3 filters?
around 3700 - 4000
check here : amzn.to/3P2LdVr
Apka Cut Gaya Bhai Ye Reset Hoke Thek ho jata Hain me khud RO ka kaam krta hu
Apka mobile no do bhai. Mera kent ro ka continue beep sound aa rha hai. Local admi ko dikhaya to pehle bola filter change karne padenge. Uske baad bola membrane kharab ho gaya hai. 2500 ka kharcha bataya. Aapka number do muze aur batao kaise sound band kare aur filter chalu kare. Main apki service charge phonepay karta hoon
It's time based ..reset and go
how
this whole video is not in English. Do you know how to do the reset?
Mere Kent grant plus ka ak choke chahe
Technician ho ke choke reset ke baare me nahi bathaya... Ye sahi hain kya... Agar rest nahi huva tab to replacement koi bhi karega. Koyi badi bath hai... 😁😁😁
Chok kyu badal diye Bhai reset Se kaam chal Jada
Sry to say..bt bhai saab aapko bebkoof bana gya technician.
LED k pass mein reset switch hota hai just press it for few seconds and the filter will restart.
Uso kia tha but beep band nahi ho rahi thi
Bohut der tak reset ko hold kiya machine On karke. Problem abhi bhi hai, pani nahi aa raa hai.
Same problem, fed up Kent RO
Mera bhi filter mein beep sound bajane Laga tu Lal button ke Bagal 1 switch hai usko daba kar main apna filter theek kar liya filter theek ho Gaya
Hold reset button for 30 seconds and release. Problem solved 😊❤
Are bhai while talking switch off beep sound. Can’t hear what engineer is telling
Good 🙏
बहुत अच्छे
Thank u
Nice
Thanks
Kent free service nahi deta.. free me le leta hai consumer ki 😂
इन रीपेअर वाले टेकनिशनो ने लूट मचा रखी है, जो काम सिर्फ एक बटन दबाकर रिसेट करनेसे होता है उसके लिए पुरा चोक चेंज करवाते है
Scam hai, Kent technician ko har ek part par commission hota hai, isiliye oh Jada se jada parts customer ko chipkane ka try karte hai, isi video me hi dekho, filters me koi problem nahi tha, lekin pehle filters change karvaye Jo ki lagbhag 4000 ke hai, aur baad me alagse chock change kardi, technician pehle check kar sakta tha ki problem kaha hai, lekin oh nahi karega, use parts hi change karne hai, waise filter change karna hai ki nahi ye, Pani ke TDS se hi pata chalta hai, aur agar filter change karna bhi hai to sabhi filters ek sath change karne ki jaroorat nahi. Lekin ye technician paiso ke liye unnecessary filter change karwate hai.. is video me 1000 me sabh kaam ho jana chahiye tha, lekin technician lagbhag 5000 leke gaya hoga. Parts ka commission company se milta hai aur service charges bhi alagse lete hai, to mil-batke customer ko chuna lagaya jata hai
Thanks for your valuable feedback !! Might be it would be useful for others as well !!
Bhai company part banate aise hai ki naa reset hu naa repair tu technician kya karega replacement ki sewa kuch option bhi nahi hai naa
RO filter business is same like ink catridge printer, printer company loot us by selling their highly priced catridge, which page yield is very short. But if you know the tricks, you are gainer... 😂
लाल मिर्ची भी रख लो साथ में
ग्राहक नही माने तो डाल देना आंख मे
Sala ye kent company pura fraud hai
Bilkul reset karn te v nahi hatda da fudu filter nale sala eh alarm ja lon di lod ki c
Instead of changing filter He should have changed Choke itself but He wanted to make money 😠 😡
Might be !! But its recommended by the company that filters should be changed once a year !!
Pagal bana gaya. only button press karke beep sound band ho jati.
False reasons, bs Kent vale filters change krna hi sikhate h ya fr kuch b new lga do or paise bnao...full scam...😅
all foolish they should have rather changed choke first
Are Bhai aapka kat gaya
Galat information mat do. Pata nehi to pahle khud kam sikhlo
Hello
Abe filter Change ni krwna tha ...loot lia
To kya karna tha?
Chuna laga diya
Black button 15 sec press karo apne aap sahi ho jayega
Faltu Pagal bana rha hai ye
Aapko 935 ka Chuna Laga Diya inhone UB Chauk sahi ho jata hai
Thanks for feedback !!
Wrong statement
What ?