Br. Imran : MUHAMMAD (Sallam) KI 'NAMAAZ' KA TAREEQHA
HTML-код
- Опубликовано: 10 фев 2025
- Al Hamdulillah !
Br. Imran gave a reply to a question asked to him at the IREF on 30-Jan-2022-Sunday about
HOW MANY TYPES OF SALA'H (namaz) DID MUHAMMAD[sallam] MAKE ?
Br imran sir Allah apki dawat ko kabul kare jazakallah hu khaer 💕
Saare maslo k hal sirf or sirf Taohid ko samajhne me h Tohid jiske samaj me aajaye to sab hal hoga ALLAH hm sb ko Tohid samaj ne or samjhane me kamyabi or asani ata kre Amin ya rabbul alamin
Bhut khub
Bahut bhut shukriya apki whjha se bahut bada masla hal ho gya mera❤
masaallah allah aap ko salamat rakkhe bhai
Masha Allah Barak Allah
Itna behtreem tareqe se samjaye saboot ke saat
Jazak Allah kair
EK NUMBER BHAI ALLAH RABBUL IZZAT AAPKO KHUSH RAKHE
Masha Allah ❤
Jazakallah khari Bhai sare reference k liye. Allah tala Aap ko aur ilm se nawaze deen e tableeq k kaam jari rakhe .aap topics Bahut acha hote hai as per the current situation. Allah tala Aap k is kaaam ko qubool kare... Aur hum sab ko sidaath raste bataye
I proud to you sir ,Dil kush wuha
Allah AP ko Hifazat farmaye.
Aur Allah AP ko jannatul ferdous mai aala muqam farmaye.
Srinagar Kashmir
Inhone kaha ki niyat pehli bar bandhne se pehle rafayden kre dusri bar me nhi or dusri rekat me attahiyat padhne k bad tisri bar jab uthe to rafayden kre lekin chauthi bar jab uthenge niyat bandhne k liye to usme rafayden krni he ya nhi ye Janna chahta hu
@@JavedKudratiwithshortofficial bhai aap jb tisri rakat me se uthenge to to aap rafaden nahi krenge rafadain or rahi choti rakat me aap uthenge hi kb bhai jaan❤❤
What a benefit lecture.. Masha allah.. Allah bless u sir.
Apne mera doubt clear kar diya subhanallah br. Imran sahab.
Mashallah jazakallah khair ❤
الحمد للہ میں bahut jyada khush h mai jab se islam ke bare me ya you kaho bachpan se jo sawal mn me tha kayee baar kayee jagah in sabhi sawalo ko mai puchha bhi tha par mukammal jawab nahi tha par aaj e video mai Garve se sab ko bhej raha hu aur dikha raha h alhamdulillah اللہ تعالیٰ aapko aur bulandi tak janeki toufeeque de ameen انشاء اللہ mai aapke is پروگرام me jarur shamil honge انشاء اللہ katihar bihar محمد shakur
Excellent Very well Explanation
Thanks
Jazakullahkhair
Subhan Allah 💘
Masah Allah jazakallah khair brother
Masahallah ❤
Bahut khoob mashallah Barak Allah hu fhik 💕💕💕💕
Ahle hadees 100% haq per hai alhumdulillah
Ahle hahdes manhaj se जुड़े rahe ikhwani tahreeki se bach kar rahe hai
Accha toh 1200 saal se Hindustan mein tum kaha pe the bhai
اہل حدیث ہی حدیث کے منکر ہیں
Acchi galat fehmi hai bhai aapko koi nai maut par aapka ye dhoka bhi khul jayega kyunki jeete jee to aap log kisi ki maante nhi ho
Mashallah ❤❤❤
Alhamdulillah hum Rafa yadein karte hai
MaSha Allah, very correct and authentic informations Sir you gave in the lecture.
Masha Allah shaik jazakallah khair
💯 present sahi
Mashallah shaikh bahot khub Allah app ko salamat rakkhe ameen
jazak allah sheikh allah aapki mehnaton ko qubul farmakar aapke darjat ko buland kare aamin
Mashaallah❤❤❤
Mashallah mukmmal jawab Diya shukr aap per salamati Ho
Only we have to follow quran and authentic hadith
We have to follow quran abd hadees with the understanding of sahaba
mashallah subhanallah
Masha Allah ❤️
Bahut behtareen tareeqe se samjhaya aapne Allah aapko salamat rakhe
Jazakallah khair
Aap, ko, kiya, maaloom, ye, behtreen, tareeqa, he
Masha allah
Masallah Allah apko dher sara Rehmat or Barkat najil kre🤲🏼
Mashallah boht clear hai sab
Jazakallah brother
Jazakallah , Allah aap ko duniya aur akhirat mei khamyaab kare
Shukriya bahut clear se bataye ap
Jazak Allah Hu Khair imran bhai Aap ne bahut ahem masla samjhaya hai 👍👍👍❤️❤️❤️
Bahuth hee bahuth dinosey aisi answer key liye inthezaar karrum... Allah aaz meri khaayish puri karey alhamdulillah... Br imran namaz ka sahi thatikha kab bolingey bolkey inthezaar mey tha.. Ab bahuth happy😊 hu.. Alhamdulillah, and ungli harkath ek miss karey bhai...
Jajakallahukhair Bhai 💙💙🤝🤝🤝
Kyunki Maghrib ki Azaan hui yoh fouran session end karna padaa LEKIN harkat ka unglee ke reference daalay
@@imraniref8289 masha allah teek hain bhai.... 3 saal pahile sey bagair sunnath key tharikhey namaz padtha tha, 3 saal sey sunnath key tharikhey padram.. Tablighi jamath vaaley moulana mufthis 8 members Aakey mujhesey baathcheeth karna samjaana karey lekin my unki baath bi nahi suna... Mujhe aapki bath important nahi hain.. Sirf merey inspiration nabi saw hain.. My sirf bukhari & Muslim tirmizi, sunan abu daudu, ibne maja ye follow karunga, fazail e amaal nahi karunga bola... Vo serious horain.. Ab vo mujhesey nahi bath karrey, 😄😄
Zabardast explain
jazakallahulkhairan kaseera sir
May Allah bless you Hazrat
Beshak
Ma sha Allah...*Title thora durust karlen aapne Muhammad k baad sallam likha hai..sallallaahu alaihi wasallam likhden*
JazakAllah khair.
Masha Allah shaikh bahot khub
Best video 🥰👌
Beshak ahle hadees hak hain
Ye video clip ku bahut views aaneywaaley hain inshallah
Allha hoo Akbar ..Alhha apki mehnat or kosiis ko qabool kare
Ma sha allha
Masha Allah...Allah bless
Masha Allah brothers ❤️🧡
Nice
Asalmualaikum Imran bhai . Allah Tala apki aur meri magfirath kare aur apku Deen ke kaam me aur tarakki de .... Ameen ya Rab-bul-Aalameen Love you brother thuheed ki buniyaad pe
ماشاء اللہ
Aap huq bat bole hai bhai
माशा अल्लाह
Br imran sahab apne bola ki pehli bar niyat krne se pehle rafayden krna he fir ruku me jane se pehle rafayden or ruku se ane ke bad rafayden uske bad sajda or sajda se ane k bad dusri bar niyat bandhne se pehle rafayden nhi krna he ese hi niyat bandhna he or fir jab 2 rekat puri ho gyi attahiyat ke bad tisri bar jab utho niyat ke liye to rafayden krni he vo v samjha lekin chauthi bar agar niyat bandhu to us chauthi bar niyat bandhne se pehle rafayden krni he ya nhi ye me janna chahta hu
Amazing spech sir ham bhi invite karenge inshallah 💗👌👌👌
Bhot khub jazakallahu khair
Ek masla he mujhe , ki pehli bar niyat bandhe to rafayden kiya fir ruku me gya or ruku se aa ke rafayden kr ke sajda kiya or dusri bar niyat bandne se pehle rafayden nhi krna he lekin tisri bar jab niyat bandhna he to rafayden krna he vo v samajh ayi lekin chauthi bar agar niyat kru to rafayden krna he ya nhi
Nahi, before and after every rukuh.
❤
Bhut badya imran sahab
Allahu Akbar
mashallah ❤️❤️
👌👌
Aslkm mashalla thanks for explaining and thanks for that bro also asking this question why because I also cleared my dots thanks so much
Mahsallah very good ❤️👍
Assalamu aalekum
🥰🥰🥰 west Bengal
Mera duwa hai ke apko Allah jaida umor de
Beshaq
Assalamulekum , Wonderful Explanation sir
Alhamdulillah
725, sahi bukhari me kb he ye bhai plz mujhe btaye
Juz Al Qira Imam Bukhari ki kitab mein Sahih Sanad ke Saath Abu Huraira ka Khaul leke aaye ki Imam ke liye hai 2 saqte(Gaps) bus tum Ghaneemat Smjho un saqto mein surah fateha padhne ko...
Naa ke Imam khirat karre to unke piche shuru ho jana chahiye chahe dile mein kyu na ho
Imran Bhai se balo ki hadith ki hawalat zoif hadith hai
Mashallah
Assalamualaikum sir mai mere dost ko samghayaa ki namaz ka tarikha istarah hi bolke unhone kaha daleel batavo ha Maine bhi daleel bataya lekin yek Mufti sab pucheki Estarikhe ka namaz hamare nabi intekhaal huye tak padekya puche our us ki daleel bato bole plz sir eske bare me yek video batao
Asalamvallekum
Jamaat ul Muslimeen k log Iss Sunath ko pabandi sey Amal karthey
Mashaallah
Assalamu Alaikum meri guzarish hai ki aap seerat un nabi ka series dubara banaye insha Allah Pahle wale me thora audio ka problem tha
🎉
Bukhari vol. 1 H-780....mentions to say Amin...neither telling to say aloud or be silent
There is no mention in Quran about the five times. How many farz, sunnat and naffals?
Br imran please address the issue of dan gibson petra theory.
Thanks
Engineer mirza brother❤❤
Mashallah bhai jazaakallah kher bhai
Kaide me tashad dud me shahadat ki ungli ka nahi bataya bhai ise bhi bata do jazaakallah kher
Sir aaplog please tarabih pdhna PR ek video zrurr banaaye please aap se baht request h
Konse, tareeqe, se, namaaz, parhen, har, aalim, apna, tareeqa, batata, he, kis, par, yaqeen, karen
Itna tafseel se batane ke baad bhi pooch rain kya .
Just follow the instructions told in video according to sahih hadith
Assalamualaikum bhaiyo Kal Maine a video dekha jismay aihe shaks kehta Hai Inna illahi wainna ilayhi turjaun jab Kay rajiun hai ayat may aur ab a namaz Kay baray may Kya kehga jago jago musalmano jago hum aise logo ko scholar banaya Hai o kabhi madarso may pada hi nahi Allah Kay vastay chodo aise plumber,enginer,doctor ko aise log sirf gumrah karnay Kay allawa kuch bhi nahi.aaj ka dour aisa Hai allahuakbar allahuakbar, eeman ki hifazat Karo bhaiyo eeman ki hifazat Karo.
Kya inhone jitne hadith batai wo galat h?
Jitne ayaten batai wo galat h?
I disagree that they are not Firqas. Biddaat aur shirkiyaat karne wale firqah nahi banate ,toh kon banata hai phir?
Assalamualaikum, bhai aapse ek sawal hai, mujhe Quran or hadees ki kitabe masjid me Dena ka khayal hai par mujhe aise Dena hai ki sab ko samaj aaye yani sab ko Arabic nhi aata to mujhe aise Quran or hadees ki kitab Dena hai ki jisme Arabic, Urdu, Hindi or English translation sab ho ya Arabic or auske sath me Urdu ya Hindi etc translation ho auske sath me, jo sahi translation ho aapke hisab se kyuki translation wale bohat hai lekin jo sahi hai woh nhi pata chal pata hai isliye aagar AAP bata sake to achcha hoga, or aise Dena sahi hai ya nhi translation wale kitabe!
Allahu Akbar, allah hum sab ko sahi tauheed ki hidayat de or hum sab ko is duniya or akhirat me kamyab kare Ameen.
Assalamu Alaikum , Muhammad Qasim From Pakistan Has An Important Message From Allah About Shirk Kindly Watch That And Protect Yourself From Shirk ,
Peace
Zor se kirat parne ka hadis zoif hadis hai sir
Prophet (ﷺ): “There is no prayer for the one who does not recite the opening Sūrah of the Book.” (Bukhāri 756; Muslim 394)
If u need I can share and I'm willing to give explanation for tht
Asvv.Allah aapki umar daraz kare. Aapse kahan milsakte hai. Jq. Mohammed Iqbal Ali, Malakpet, Hyderabad.
Ek group ameen qayal nahi dusra group joi sahi h liken ameen bahot zyda awaz se bolty Allah hum sabko Sahi Deen e Islam Nabi k sunnat par amal karne toufeeq aate kare ameen ya rabbul alameen
Br imran aapne hat ki anguliyon ke bare me nahi bahaya please bata dejey
Asslam o alaikum
Bhai aap ne bataya ke RASOOLALLAH (PBAH) second riket me rafa yaadein nahi ker phir third me kerte the per aap ne fourth riket ke ke bare me nahi batata fourth me kerna hai nahi?
Please batayen
नही