मैने इस वीडियो में by mistake CBSE board की जगह NCERT बोल दिया है तो i hope आपको समझ आ गया होगा कि मैं वहां क्या बोलना चाह रहीं हूं। मेरी आप सभी से रिक्वेस्ट है कि मुझसे कुछ words जो गलती से निकले हो, उनको ignore कीजियेगा🙏 मैं अपनी तरफ से आपको BPSC से related हर जरूरी सूचना आप तक पहुंचाने के लिए पूरी कोशिश करूंगी। कृपया बने रहिएगा मेरे साथ आपके अपने इस चैनल( BPSC Teacher Sunita) पर🙏
Mam maine jan 2024 ka ctet marksheet upload ki h usme ctet certificate upload krna tha us time degi locker pr available nhi thi to ab mujhe kya krna chahiye?
Sir degree certificate me college ka naam thoda sa galti aur full address not mention nahi hai kaya kare dv tre3 me, sudhar baad me karaa lege upload degree certificate hai ma'am
Mam mujhe ye puchhana hai ki ek se adhik documents me mistake hone pr alag alag affidavit lagana hoga ya ek hi se kam ho jayega . And ek question aur maine 19 and 12 up board se ki hai aur mere pas to 10 and 12 ki only marks sheets hai to certificate kha se laye please mam reply
Affidavit dono chal jayega alag alag bhi bnwa sakte h or ek hi affidavit me sabhi mistakes mention krwa sakte h. Documents verification karega uske demand ke uper hai wo alag alag ya ek hi me affidavit lega😊
Ek. Doubt tha mam ki 9-10 class ke liye sirf Graduation nd B. ed manga tha but kya hua ki form. Fill up ke time pg ka option araha tha or bina usse ful. Kiye submit nb horaha tha maine us place pe graduation ka hi no. And all laga diya to kya dv me koi dikkat hoga kya
@@kusumprasad7153 nhi mam agar minimum qualification graduation + b.ed h to fir koi problem nhi hogi but agr minimum qualification post graduation huyi to hi problem hogi mam.
Hlo sunita Mam.. Mera bpsc PGT me ho gya h... Form bharte time B. Ed and PG ka Certificate ke jagah dono ka marksheet upload kiye h... DV me koi dikkat hoga kya.. Tell me mam
Pls reply mam form fill krte time 12th ki marksheet or certificate upload krne ka option nhi aaya tha to vo upload nhi kiye ab kya hoga please reply mam pls
@@ashishrajput2163 form fill krte time certificate uploading ka option to aa rha tha sir. Baaki mujhe abhi iske baare me nhi pta, m jitna jldi possible hoga apne senior se puchhkr aapko kl Tak btaati hu iska solution.
@@vania-s1s abhi tak to koi jruri nhi h, tre 1.0 or 2.0 me aisa kuchh nhi tha lekin rule change hote rahte h mam. Dekhte h 10 dec Tak jb watermark wale document download honge tb clear ho jayega, tb m bta dungi kya kya document lekr Jana h waha😊☺️🙏
@@Vaibhavmishra4223 nhi mam naukari kyo nhi milegi, jrur milegi. Ya to aap iske liye affidavit bnwa lijiye ya fir aap aadhar card me bhi devi ki jagah kumari krwa lijiye 1 week ka time lgta h bs aadhar card ko update hone me. Ho jayega mam aapka
Mera bhi ek doubt clear kar dijiye 🙏 Maine is bar STET diya hai aur pas kiya hu Lekin problem ye hai ki maine reopen hua to 1 March ko apply kiya tha STET form aur mera pg ka final result 14 Feb ko aaya tha lekin net par...maine use hi upload krke STET apply kiya aur exam diya Mera provisional marksheet and certificate University ne April me send kiya hai aur us par date of print likha 6/4/2024 Date of passing nhi Kya main tre 4 ke liye eligible hu?? Mujhe dv me bahar to nhi kar denge???
@@unknownofficial9304 ofcourse aap eligible ho, aapka result aa chuka h to aap TRE 4.0 ke liye apni preparation start kr dijiye, aapko DV me koi b problem nhi aayegi.
फॉर्म भरते टाइम जो आधार अपलोड किए थे उसमें पुराना फोटो था जबका आधार बना था। और अप्रैल 2024 में आधार में फोटो अपडेट करवा दिए थे। मुझे वहां कौन से आधार की फोटो कॉपी लगानी होगी। पुराना वाला या फिर नया वाला। क्योंकि पुराना आधार अपलोड किए थे तो सोच रहे हैं जहां जहां आधार की फोटो कॉपी लगेगी सभी जगह वही पुराना आधार की कॉपी दें। कृपया उचित सलाह दें। Photo अपडेट से प्रॉब्लम होगा क्या?मुझे कुछ दिक्कत होगा क्या? कृपया सलाह दें।
@@kks9.9 mujhe iske baare me jyada to pta nhi h lekin mere hisaab se aap 4- 4 photocopy dono Aadhar card ki lekr Jana DV me, waha pr jo log DV krenge unse puchhkr aap wahi wali lga dena, tension kyo lena, aapka selection ho chuka h or dono Aadhar card ki copy aapke paas h dono leke jaao waha hste hste😀
@@BpscteacherSunitasry mam par aapse hm puche the kuch to aap reply nhi ki to bas bol diye ..aap ek aachi insaan hai ..aapko job hone ki bht bht badhai but aap haryana se h to itna dur job karne ka kyu sochi kyu ki is job me to bihar m hi rahna hoga ..aap central govt job ki taiyari kijiye like nvs kvs emrs dsssb ka ..aapka ho jaayega aur kvs nvs dsssb emrs ka aane wala h notification aap agar haryana se h to Delhi best rahega aapke liye ..
@kumarbikram5800 jiiiii sir m 2 baar kvs qualify kr chuki hu but interview k baad list me mera naam nhi aaya. Or DSSSB me abhi vacancy aayi nhi h to maine TRE 3.0 me apply kr diya or finally mera yaha selection ho gya🙏😊
Mam mujhe ye puchhana hai ki ek se adhik documents me mistake hone pr alag alag affidavit lagana hoga ya ek hi se kam ho jayega . And ek question aur maine 19 and 12 up board se ki hai aur mere pas to 10 and 12 ki only marks sheets hai to certificate kha se laye please mam reply
@@Artslurn vaise jruri to nhi h wo time de dete h baad me bank account k liye lekin Abhi DV k liye time h to aap khata khulwa hi le to bahut achha hoga.
@BpscteacherSunita ji mera adhar card pe pincode purana wala hai jiske karan mera SBI me account nhi khul rha adhar card pe pincode change karna hoga Agar pincode change kiye to DV me kahi koi problem hoga
Madam aap haryana se kya bpsc join kiya h kya. Because meri beti ka bhi tier 3 m selection hua h. Muzaffarnagar UP se Bihar m koi problem toh nahi h naa. Batana pl aap kis dist m h
@@manojkumar-ul3zh hnnn ji sir m haryana se hu or mera bhi abhi TRE 3.0 me hi selection hua h sir. Aapko or aapki beti ko meri taraf se bahut saari shubhkaamnaaye sir🎉🥳🥳
Mam mujhe ye puchhana hai ki ek se adhik documents me mistake hone pr alag alag affidavit lagana hoga ya ek hi se kam ho jayega . And ek question aur maine 19 and 12 up board se ki hai aur mere pas to 10 and 12 ki only marks sheets hai to certificate kha se laye please mam reply
@@preetichaudhary7374 Affidavit dono chal jayega alag alag bhi bnwa sakte h or ek hi affidavit me sabhi mistakes mention krwa sakte h. Documents verification karega uske demand ke uper hai wo alag alag ya ek hi me affidavit lega😊
Mam mujhe ye puchhana hai ki ek se adhik documents me mistake hone pr alag alag affidavit lagana hoga ya ek hi se kam ho jayega . And ek question aur maine 19 and 12 up board se ki hai aur mere pas to 10 and 12 ki only marks sheets hai to certificate kha se laye please mam reply
@@preetichaudhary7374 Affidavit dono chal jayega alag alag bhi bnwa sakte h or ek hi affidavit me sabhi mistakes mention krwa sakte h. Documents verification karega uske demand ke uper hai wo alag alag ya ek hi me affidavit lega😊
Mam mujhe ye puchhana hai ki ek se adhik documents me mistake hone pr alag alag affidavit lagana hoga ya ek hi se kam ho jayega . And ek question aur maine 19 and 12 up board se ki hai aur mere pas to 10 and 12 ki only marks sheets hai to certificate kha se laye please mam reply
मैने इस वीडियो में by mistake CBSE board की जगह NCERT बोल दिया है तो i hope आपको समझ आ गया होगा कि मैं वहां क्या बोलना चाह रहीं हूं। मेरी आप सभी से रिक्वेस्ट है कि मुझसे कुछ words जो गलती से निकले हो, उनको ignore कीजियेगा🙏 मैं अपनी तरफ से आपको BPSC से related हर जरूरी सूचना आप तक पहुंचाने के लिए पूरी कोशिश करूंगी। कृपया बने रहिएगा मेरे साथ आपके अपने इस चैनल( BPSC Teacher Sunita) पर🙏
We'll always support you no matter what it may come !!
More power to you keep going keep shining !!
@@praveenchaubey1187 I get a lot of courage and motivation from your comments. Thank u so much sir😊🙏
This is the only channel i have been trusting for the authentic news and update since it's inception !!
@@praveenchaubey1187 Thank you sir☺️🙏 Aap sbke in comments se mujhe sach me bahut jyada motivation milta h☺️ thank u so much🙏🙏😊
Sahi batayin aap ne 🎉
@@Andrewson-b8g thank you sir🙏😊
Ji aap kaun sa state se hain
@@Andrewson-b8g Haryana state se sir
Uttar pradesh se
Mam maine jan 2024 ka ctet marksheet upload ki h usme ctet certificate upload krna tha us time degi locker pr available nhi thi to ab mujhe kya krna chahiye?
@@vineeta7403 aap DG locker se certificate download krke uska coloured printout nikalwaakr rkh lijiye. Koi problem nhi hone wali h is ss DV me😊
@BpscteacherSunita ok mam thank you 😊
Sir degree certificate me college ka naam thoda sa galti aur full address not mention nahi hai kaya kare dv tre3 me, sudhar baad me karaa lege upload degree certificate hai ma'am
Sir aap iske liye affidavit bnwa lijiye
Nice information mam👏
@@मजेदार_कहानियां-ठ7ड 😊🙏
Madam जी मेरा Stet का original copy नहीं हैं web copy है तो क्या dv मे koi dikkat होगी
@@MangalYadav-i4k abhi time h DV me aap original certificate niklwa lijiye Patna se
Mam mujhe ye puchhana hai ki ek se adhik documents me mistake hone pr alag alag affidavit lagana hoga ya ek hi se kam ho jayega . And ek question aur maine 19 and 12 up board se ki hai aur mere pas to 10 and 12 ki only marks sheets hai to certificate kha se laye please mam reply
Affidavit dono chal jayega alag alag bhi bnwa sakte h or ek hi affidavit me sabhi mistakes mention krwa sakte h. Documents verification karega uske demand ke uper hai wo alag alag ya ek hi me affidavit lega😊
Ek. Doubt tha mam ki
9-10 class ke liye sirf Graduation nd B. ed manga tha but kya hua ki form. Fill up ke time pg ka option araha tha or bina usse ful. Kiye submit nb horaha tha maine us place pe graduation ka hi no. And all laga diya to kya dv me koi dikkat hoga kya
@@kusumprasad7153 nhi mam agar minimum qualification graduation + b.ed h to fir koi problem nhi hogi but agr minimum qualification post graduation huyi to hi problem hogi mam.
@BpscteacherSunita post graduation nh hai but vo form fillup. Ke time vo. Option ja hi nb raha tha
@@kusumprasad7153 koi problem nhi hogi mam. Minimum qualification aap eligible ho, araam se ho jayega aapka DV😊
Agr problem. Hua to kya solution hai iska
Ok. Mam thank u 😇
Big fan mam,,, mein aapki video dekh ke motivate hota tha aur Aaj mein BPSC mein select ho gya
@@AmanRaj-dq5di Thank you so much sir nd congratulations🎉🎉🎉🎉👏👏👏👏
@BpscteacherSunita i really want to meet you mam..
@@AmanRaj-dq5di sure sir😊
@@BpscteacherSunita but how can i contact u mam
Hlo sunita Mam.. Mera bpsc PGT me ho gya h... Form bharte time B. Ed and PG ka Certificate ke jagah dono ka marksheet upload kiye h... DV me koi dikkat hoga kya.. Tell me mam
@@danishraja118congratulations sir🎊🎊🎉 aap bilkul stress-free rahiye sir, aapko koi dikkat nhi hogi😊
Thnku sunita Mam.. God bless you
@@danishraja118 wlcm sir nd stay connected😊
Niceeeee
@@tejaswisinha5619 😊🙏
Pls reply mam form fill krte time 12th ki marksheet or certificate upload krne ka option nhi aaya tha to vo upload nhi kiye ab kya hoga please reply mam pls
@@ashishrajput2163 form fill krte time certificate uploading ka option to aa rha tha sir. Baaki mujhe abhi iske baare me nhi pta, m jitna jldi possible hoga apne senior se puchhkr aapko kl Tak btaati hu iska solution.
@@BpscteacherSunitaokk mam pls jaldi reply kr dena
@@ashishrajput2163 sir aapke certificate upload honge jrur, bina certificate uploading k form submit hi nhi hota h
@@BpscteacherSunita thanku mam
kya other state ke liye character certificate bnana jruri h???
@@vania-s1s abhi tak to koi jruri nhi h, tre 1.0 or 2.0 me aisa kuchh nhi tha lekin rule change hote rahte h mam. Dekhte h 10 dec Tak jb watermark wale document download honge tb clear ho jayega, tb m bta dungi kya kya document lekr Jana h waha😊☺️🙏
@BpscteacherSunita thanku❤️🙏
Aadhar card mein Devi hai certificate mein Kumari hai to kya naukari nahin milegi
Please mam jarur bataiye
@@Vaibhavmishra4223 nhi mam naukari kyo nhi milegi, jrur milegi. Ya to aap iske liye affidavit bnwa lijiye ya fir aap aadhar card me bhi devi ki jagah kumari krwa lijiye 1 week ka time lgta h bs aadhar card ko update hone me. Ho jayega mam aapka
Ma'am ya kon se watch hai 😊
@@NKSvlogtour Fire bolt ki digital watch h jiii😊🙏
Ram Ram ji😊
Ram ram ji🙏🙏
Mera bhi ek doubt clear kar dijiye 🙏
Maine is bar STET diya hai aur pas kiya hu Lekin problem ye hai ki maine reopen hua to 1 March ko apply kiya tha STET form aur mera pg ka final result 14 Feb ko aaya tha lekin net par...maine use hi upload krke STET apply kiya aur exam diya
Mera provisional marksheet and certificate University ne April me send kiya hai aur us par date of print likha 6/4/2024
Date of passing nhi
Kya main tre 4 ke liye eligible hu??
Mujhe dv me bahar to nhi kar denge???
@@unknownofficial9304 ofcourse aap eligible ho, aapka result aa chuka h to aap TRE 4.0 ke liye apni preparation start kr dijiye, aapko DV me koi b problem nhi aayegi.
@@BpscteacherSunita thankyou and congratulations bahan !! 😊
@unknownofficial9304 Wlcm dear☺️
Maim,,Aapse kuch important baate krni thi.
Hnnnn jiiii boliye
Maine channel pr apne telegram group ka link ping Kiya h aap uspe click krke mere telegram group se Jud jaiyega😊
Good 👍🏻
@@rekhakadian9912 thank u Di 🥰🙏
फॉर्म भरते टाइम जो आधार अपलोड किए थे उसमें पुराना फोटो था जबका आधार बना था। और अप्रैल 2024 में आधार में फोटो अपडेट करवा दिए थे। मुझे वहां कौन से आधार की फोटो कॉपी लगानी होगी। पुराना वाला या फिर नया वाला। क्योंकि पुराना आधार अपलोड किए थे तो सोच रहे हैं जहां जहां आधार की फोटो कॉपी लगेगी सभी जगह वही पुराना आधार की कॉपी दें। कृपया उचित सलाह दें। Photo अपडेट से प्रॉब्लम होगा क्या?मुझे कुछ दिक्कत होगा क्या? कृपया सलाह दें।
@@kks9.9 mujhe iske baare me jyada to pta nhi h lekin mere hisaab se aap 4- 4 photocopy dono Aadhar card ki lekr Jana DV me, waha pr jo log DV krenge unse puchhkr aap wahi wali lga dena, tension kyo lena, aapka selection ho chuka h or dono Aadhar card ki copy aapke paas h dono leke jaao waha hste hste😀
जो अपलोड किया जाता है उसी ko मांगा जाता है
Maidam prt me hua h ya junior me
1 to 5 PRT me hua h sir😊
@BpscteacherSunita congratulation ma'am mera junior me sst se...
@@ashishdhardubey2111 congratulations uh too sir🥳🎉
@@BpscteacherSunita ma'am mera bhi PRT me hua hai😊
@@Anasinghvlogs__09 congratulations Anamika🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Maim,,Aapse contect ho sakti
Ok
@@ujjawalkumarsasaram 😊🙏
Maim kis state se ho aap
@@Poswalstudioharsana730 I'm from Haryana state😊
Aap kis jila me posted h madam g
Sir mera abhi TRE 3.0 me selection hua h, dekhte h konsa jila mujhe milta h. 5 dec ko sayad pta lg jayega😊🙏
Mam ji mere sawaal ka reply nhi karti h aap ..Haan job lag jaane k baad ghamand to aa hi jaata h
@@kumarbikram5800 aisa to nhi hota, jitna mujhse ho pata h m sbka reply krne ki kosis krti hu😊
@@BpscteacherSunitasry mam par aapse hm puche the kuch to aap reply nhi ki to bas bol diye ..aap ek aachi insaan hai ..aapko job hone ki bht bht badhai but aap haryana se h to itna dur job karne ka kyu sochi kyu ki is job me to bihar m hi rahna hoga ..aap central govt job ki taiyari kijiye like nvs kvs emrs dsssb ka ..aapka ho jaayega aur kvs nvs dsssb emrs ka aane wala h notification aap agar haryana se h to Delhi best rahega aapke liye ..
@kumarbikram5800 jiiiii sir m 2 baar kvs qualify kr chuki hu but interview k baad list me mera naam nhi aaya. Or DSSSB me abhi vacancy aayi nhi h to maine TRE 3.0 me apply kr diya or finally mera yaha selection ho gya🙏😊
Kon sa district prefrence diya h aapne ma'am
@@MANISHSingh-ns9tm Bhojpur, muzaffarpur or Patna
@BpscteacherSunita tb tho apko muzzafarpur hi milega agr rank achi hogi tho ...
@MANISHSingh-ns9tm yahi hona chahiye🤞☺️
@@BpscteacherSunita rank kitni h aapki
@MANISHSingh-ns9tm 4995
Mera v first choice bhojpur hi 1 to 5 me
@@sarojkumar-zi1nm 😊🙏
Agir same district allot hua to sayad mil payenge apse@@BpscteacherSunita
@sarojkumar-zi1nm ji sir sure☺️🙏
Mam mujhe ye puchhana hai ki ek se adhik documents me mistake hone pr alag alag affidavit lagana hoga ya ek hi se kam ho jayega . And ek question aur maine 19 and 12 up board se ki hai aur mere pas to 10 and 12 ki only marks sheets hai to certificate kha se laye please mam reply
Ram Ram
Jai shree ram🙏
Mam mera pan card kho gya hai kya kre ?
@@RAJNISHKUMARAMAN abhi time h aap pan card dobara se niklwa lijiye, 1 week me aa jata h nya bankar
Bank account DV me jaruri hai lana
@@Artslurn vaise jruri to nhi h wo time de dete h baad me bank account k liye lekin Abhi DV k liye time h to aap khata khulwa hi le to bahut achha hoga.
@BpscteacherSunita ji mera adhar card pe pincode purana wala hai jiske karan mera SBI me account nhi khul rha adhar card pe pincode change karna hoga
Agar pincode change kiye to DV me kahi koi problem hoga
Madam aap haryana se kya bpsc join kiya h kya. Because meri beti ka bhi tier 3 m selection hua h. Muzaffarnagar UP se Bihar m koi problem toh nahi h naa. Batana pl aap kis dist m h
@@manojkumar-ul3zh hnnn ji sir m haryana se hu or mera bhi abhi TRE 3.0 me hi selection hua h sir. Aapko or aapki beti ko meri taraf se bahut saari shubhkaamnaaye sir🎉🥳🥳
@@BpscteacherSunitathks dekhta beti ko konsa dist milta math science m 13 rank and girl m toh 2 nd h
@@manojkumar-ul3zh mam ko 1st choice ka jila hi milega sir jo unhone form apply krte time preference me bhra hoga.
Nice
@@manojkumar-ul3zh sir aap theek ho, aap dikhayi nhi de rhe aajkl?????