Jitna ka job nhi h utna to exam le rha ...isme admi collector bnjyyee......aise officials ke krn hi Bihar ka education level sudr nhi pa rha job dena nhi h bss exam pr exam lete rho aur time waste kro students ka bass election tak ka drama h ye sab....... election candidate bannne ke liye bhi 10 baar exam dene pdega n to pta chlega unlog ko .......kud andpad log sarkar main baithe h to kya janege students ke mehnat ka value
Chunav ladne ke liye v graduation pass uske baad PT and Mains jo pass krega wahi chunav ladega. Ye rule honi hi chahiye. Bahoot jyada drama ho raha hai abb.
STET to krwa nhi pa rhe ho bole the sal me do bar hoga. Bas daily rule badlna hai , follow kuch bhi kar nhi pate Lgta hai sarkar ki mansha hi nhi TRE. 4 dene ki ,sara dhyan chunav tak delay kr k vacancy na dene par hai
Graduation level par computer science hona chaiye aur pg +stet paper 2 pass 6 to 12 ke liye yahi eligi hai kalyan vibhag aur education department me ishi basis par bahali ho chuki hai
Tab tumhe pta nhi hai 6 to 10 kalyan विभाग me bina btet ka bahali ho chuka hai tre2 me ,sirf stet 2 paper chahiye jaan lijiye nhibpta hai to ,ab koi btet new stet tre4 se pahle nhi hone wala aaplog views ke liye kuchh v bna dete ho
Ctet ko all india me valid kar dena chhaiye taki ek bar deke aadmi kinare hojaye is drame se
बस CTET, UPTET, REET, BTET, HTET, MPTET, UKTET, JTET देते रहो ,यही देते देते जिन्दगी बीत जायेगी।
😂😂🎉
Very good
Aur vote do BJP ko 😅
Ab drugs bechna padega 😢😢😢😢😢😢
@@AdityaSingh0728 Army public school ka aya h ...AWES kar k ...wo dedo. ...44k plus salary milti h ....semi government h
Jab tak official nahi aa jata tab tak kuchh nahi dosto..
Ye sab me ham log aur kamjor par jayenge..
To be countinue study ❤❤
Sarkaar pagla diya hain student log ko ...
sabhi sudhar 2022-24 session me hi hona tha sab khatm ho gaya bhai sa😪😪😪
Wahi n yaar
😢
Ham isse sahmat nahi hai. Bihar sarkar ko aisa nahi karna chahiye.
Are sir ye sirf computer teachers ke liye hoga n ki all subjects
Sir please reply kya kye student. SST aur computer dono ka from bhar sakta hai
To fir ctet band krna chahiye n ajib shiksha vyavastha hai bhart ki kabhi y kro kbhi bo kro dhandha bna rkha hai sb ne
Ctet banaya gya tha centerail government k liye na ki states gov.mai k liye
To fir pure india me kyu karaya ja raha hai
Anpad baithe hai
Sir bihar TGT PGT se other state walo ko kya bahar ker diya jayega, kya mai 4.0 ki preparation karu ya nahi karu, please reply me
Jitna ka job nhi h utna to exam le rha ...isme admi collector bnjyyee......aise officials ke krn hi Bihar ka education level sudr nhi pa rha job dena nhi h bss exam pr exam lete rho aur time waste kro students ka bass election tak ka drama h ye sab....... election candidate bannne ke liye bhi 10 baar exam dene pdega n to pta chlega unlog ko .......kud andpad log sarkar main baithe h to kya janege students ke mehnat ka value
Esme iligbility kya hai compute me
Sir site pr nhi hai faltoo ka darana band karia or notice aane se pahle dusron ko pareshan nhi karia
Computer teacher ke liye kya qualification hoga sir ??????
Nursary pass hona chahiye
😂😂😂+jiske 20-25 bf ho😂@@hashamansari8217
Bca, bscit, simple graduation+pgdca
In sabke saath btet qualified jaruri hai!
Baaki notification aane ke baad pata chalega
Chunav ladne ke liye v graduation pass uske baad PT and Mains jo pass krega wahi chunav ladega.
Ye rule honi hi chahiye.
Bahoot jyada drama ho raha hai abb.
Ab tak to 90 se kam walo ko bhi rakhe the ab kaun sa bhoot pakad liya Bihar gorment ko ki Btet karana par raha hai
Jo CTET pass kar liye hain unko mouka jarur milna chahiye
STET to krwa nhi pa rhe ho bole the sal me do bar hoga.
Bas daily rule badlna hai , follow kuch bhi kar nhi pate
Lgta hai sarkar ki mansha hi nhi TRE. 4 dene ki ,sara dhyan chunav tak delay kr k vacancy na dene par hai
What is the source of information??
बस फालतू का न्यूजपेपर😅😅😅😅😅😅
सरकार student की जान लेता है और कोई नहीं🎉🎉🎉🎉🎉साला यही सब करता रहता है
एक का रिजल्ट दिया नहीं, दूसरा का भौकाल चालू।
Other state female kisme count hogi ur female me male me ya dono me sir plz reply 🙏
General me aayengi female
@@तिथि16 ky gnrl me aegi
@@तिथि16 pura bolo na gnrl kya
@@archanasharma9235General unreserved me ayegi .. tumhara kitna number aa rha h ?
UR male
Tre 3 PGT history 75 number hai any chance general female UP UP please reply
Ab tak koi official notification nahi aaya hai , ek to aaise hi mare huye hai aur kitna aaplog tnsn doge..
Aj say supreme court nay har Rajay may Ctet applicable hoga.
Ctet bnd kr dena chahiye ab
Vo apne ap band ho jayega jab form km padege
Kamaii kaise hogi...
BTET 2025 MAY AGE RELAXATION MILA GA KYA SIR.
तो फिर सीटीईटी साल में दो बार करवाने का क्या मतलब है
Jindagi bhar yhi karte rhe hum log dimag kharab ho gaya hai
Thank Yes hi
Computer teacher eligibility kya hogi sir plz reply 🙏🙏🙏
Computer mey koi b degree, diploma ( certificate nhi chlega jaise CCC kaafi nhi h ) ... minimum 1byear ka course
@@targetupsc8011ADCA chlega sister ...😢😢
Graduation level par computer science hona chaiye aur pg +stet paper 2 pass 6 to 12 ke liye yahi eligi hai kalyan vibhag aur education department me ishi basis par bahali ho chuki hai
Btet v nhi hoha na hi stet phase 2 sab jobhoga tre 4 ke baad tre 5 ke liye
Saal me do baar ctet ho rha wo v time se aur kah rhe ki ctet ke bharose nhi rah sakta.......kuch v bol dete ho ...
Sir jo ctet paas hai unko v BTET dena hoga
6-8 computer teacher ke liye Kya qualifications h
Jo student pahale se CTET kar chuke usko bhi Btet Dena होगा kiya
Wow main btet dungi or bpsc 4 dungi.or job lungi😂😂😂
Jb tk official na aaye tb tk bharam na falaye 🙏
Bahut achhi news hai
jab ctet band ho jaye fir sarkar ko ye karna चाहिए
9 to12 class ke liye toh stet toh man hoga ki nahi sir
Ji 9,10 ke liye stet hoga
Nhi
Ctet firm apply kar chuke hai paisa bhi lag gya hai
Ok sir
Shi news diya kijiye wo computer teacher ke liye h eligibility criteria
Sahi kaha bhai
Iska official notification kha ayya h
Sir Btet ke liye age limit kya hogi please reply sir
Bihar mai ctet sy hi hoga..btet nhi hony wala hai..
jab state ka exam clear karna hai to Ctet ka kya kaam.
Tab tumhe pta nhi hai 6 to 10 kalyan विभाग me bina btet ka bahali ho chuka hai tre2 me ,sirf stet 2 paper chahiye jaan lijiye nhibpta hai to ,ab koi btet new stet tre4 se pahle nhi hone wala aaplog views ke liye kuchh v bna dete ho
Good news
Bihar mein CTET hiiii hona chahiye
Isko Sarkar allag sa bola hai bhai log waha par ctet ka form bhara raha hai or ya sahab ctet ko aaoman batana chala hi 😂
यूपी वाले बिहार टेट देकर नौकरी पा सकते हैं क्या
Ha
Nahi
हां पा सकते है। लेकिन पहले ctet फिर btet उसके बाद BPSC का एग्जाम दे पाएंगे।
Nhi
@@targetupsc8011 thank you 💕
Koi official news aai hai ki ese hi
Sbke ke sb Mahan hai bhai log 😢
Sab pagla gye hain or hum students ko bhi padhate padhte pgl banayenge
Ye CCC kya h
Sir Bihar me ctet nahi chalega kya an sir
Jo 2024 me ctet pass kar liya hai kya wo tre 4 me samil ho sakta hai
To btet k liye CTET v qualify hona zaroori h kya??
Are nhi
@@ExamMaster1 sirf btet se kaam chal jayega na??? Aur iska syllabus kya hoga aur kb se shuru ho rha ye kindly reply
Kya other state wale Bihar tet de skte h kyaa
Sir ab kya CTET many nahi haga kya
Jab ctet all over Indian valid h to phir Btet compulsary nhi hona chahiye
Bhai ctet se hi hoga btet bhut din se aa rha hai srkaar nhi karwane wla
अबे ctet और btet दोनों वैलिड होगा जैसे tre 1 और 2और 3 मैं था
Good morning sir ji
Good morning
Ab koi btet ctet nhi hoga darect Bpsc se le lo
Ye kya noutanki hai sarkar ka students ko fasi me latka raha hai 😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Sahi bole
BTET2024 hona chahiye,2017 ke bad kyu nahi hua 😊
Jaruri hai b tet karna bihar me har states apna tet leta hai
Abhi koyi official news nahi hai
Jo ctet kiya hai unko bhi btet fena hai kya ?
Abhi stet 2024 k result abhi tk aaya nhi baki k bhagvan malik h
Jab ctet ka koi matlab hi nhi hai to ctet ko band kar de
bahut axa hai betet ho ctet hatao
Iska syllabus kya hoga
Vacancy ke dharna pradarshan karo tet btet ki baat mat kar
Bas kisi ka likha huwa utha lo or aka fakh do kuch ve
बहुत बड़े चकांडू हो , bpsc का site दिखा कर whats app message दिखा दिया
Sir ji 6-8 computer teacher me CCC mange ga kuch bhi bol dete ho maharaj 😂
Other states log ke liye nhi hai
Only Bihar
BTET 2025 may age relaxation mila ga kya
To CTET KYO LE RHE HAI
Are bhai BTET sirf Computer teacher me hoga samjhe
Right
Tre 3 ka final result kb tk aayega
Is ka matalab tr4 nhi aye ga ab
Btet me Kitna na Lana h pass hone ke liye
Ctet bech liya h , ab Btet ka bhu bech
ye kya tata bye bye haiii...?
Ctet pass krne k baad ab Btet bhi dena hoga...😢😢
Tre4 ke baad vacancy bhi ni aayegi...
Election se pehle tre4 hoga ki nhi?
Umid nhi h. Form bhra jaaye utna kaafi hh
Ha❤
Election pe dhyan hai inlogo ka na ki employment PR hmlogo ko aawaj uthani hogi nhi to kab aeygi Vacancy koi theek nhi
Pagla hai ye ctet jo pahle ctet pass kar chuka hai vo eligible hai
Sare galt news h
Ctet Lagu Hona chahiye😢
Bihar mein CTET hiii vilad rahegaa
Sir kitna tet kare uptet hai ctet hai
Btet kab tak aayega
Hm drte nhi hai mention not beta
Tb to stet bhi hona chahiye phle