Thanks for visit mango ka plant aapane kis mein lagaya hai agar jameen mein hai to usmein aap khoob Sara gobar ki khad main organic chijen use karti hun vahi bata rahi hun aur barmi compost vagaira dalen aur jo bhi organic liquid fertilizer hai unhen use Karen vahi aapko pot mein karna hai pot mein 2 mahine mein khad ek bar dalen calcium ke liye khane wala chone ka prayog jarur Karen pot mein calcium bhi dalen aur banana peel fertilizer jarur Den jisse ki fal phool acche bante Ho
@@Manjugardening1 mene pichle saal July me online mangaya tha kotimon mango plant. Jisme sardiyon me moser bhi aya but mene wo cut kr diya kunki plant bahut chota tha or mujhe usme growth chahiye thi. Aap plz ek vdo sirf mango plant pe banaiye. Mujhe janana hai ki apne apne mango plant ko kaise bada Kiya or kaise fruiting Li. Me apko bahut follow karti hu. Mene suna hai mango ki care baki fruiting plant se alag hoti hai or usme hum sabhi khad nahi de sakte,wrna plant mar jata hai. Bahut confusion hai so pls ek vdo jald hi banaiye. Kunki abhi mango me fruting time shuru ho Gaya hai.
वीडियो देखने के लिए धन्यवाद मैं डिस्क्रिप्शन में लिंक लगाए हैं उन्हें देखना और यकीन मानिए ऑर्गेनिक फर्टिलाइजर में यूज करती हूं और इसी से ग्रोथ होती है बहुत ही अच्छे फूल और प्लांट की ग्रोथ होती है
Video dekhne ke liye dhanyvad gulab per Maine kafi videos Dali Hain uske cares ki aap unhen dekhen dekhiae aur abhi garmi kafi ho rahi hai plant ☘️ ko bilkul dhup mein Na rakhen Chhaya mein rakhiye
Thanks for visit dear many video mein bataya hai agar sarson ki Khali Na milati Ho to aap Kali sarson ke Dane ya pili sarson ke Dane se bhi banaa sakte hain mungfali ka alag Banega aur sarson ki khali ka alag aur Banta hai donon ka samjhaya hai video mein
Thanks for visit friend Maine video mein pura bataya hai main pure sal sarson ki khadi use karti hun lekin Matra ka Dhyan Dena hota hai vah maine samjhaya hai
अगर होममेड फर्टिलाइजर डालते हो तो जरूर होगा ऐसे में तो सारे वीडियो में आप लोगों को दिखाती हूं आपके सामने ही डालती हूं केमिकल में कभी डालते ही नहीं हूं इतना तो मैं खर्च कर ही नहीं पाती हूं केमिकल फर्टिलाइजर लेकर आओ मेरी बहुत अच्छी ग्रोथ हुई है
Thanks for visit nimbu ke Dane bade ho aur unmen lemon juice kafi ho yah sari chijen karo do mahine mein yah khad repeat karna bahut achcha result milega
2 bakra k Singh or murgi k pankh Pissa kar daru mai dubba kar rakho . Jab gulab Mai daloga 700 ml dasi daro mai milake Dallo .Gulab k pousha 30 feet k dikhaga or Gulab k fool 5 feet k hogga
Thank u very much for the valuable information
Thanks
Nice sarso, bthua frtilaijr sheyring 🌞👍
Thanks for visit
Bahut badhiya
Thanks
Beautiful and healthy rose plants 🌹 nice fertilizer 😊
Thanks for visit
My pranaams to ammaji.
🙏🙏🙏🙏🙏
Bahut acchi jankari di hai aapane sarso khali or bathua kay liquid fertilizer ki 🙏🏻😊🎉❤
Dil se aapka shukriya thanks for visit 😊
Wow Jabardast fertilizer tips😊
Thanks dear sister thanks for visit 😊
Bahut hi achhi jankari badhiya fertilizer beautiful plants beautiful
Dil se aapka shukriya thanks for visit 😊
Veri nice and useful information
Thanks for visit ☺️
Nice information didi
Thanks for visit
Maaji namaste 🙏😊
Thanks for visit ☺️
Sar par pall
Thanks for visit
बहुत ही सुन्दर गार्डन 💐💐💐💐🌹🌹🍂🪴👌👌👌😀👌
Dil se shukriya thanks for visit 🙏🙏🌹🌹💐🌷
V useful information🎉
Thanks for visit
बहुत अच्छी विडिओ 🎉
Thanks for visit
👍👍👌👌
Thanks for visit
Good
Thanks 😊
Is the senior elderly lady ure mother or mother in law.she seems so knowledgeable.
Dil se aapka shukriya 🙏🙏
Very nice video
Dil se shukriya thanks for visit 🙏🙏
Amma ji ko meri Ram Ram
🙏🙏Ram Ram
Summer me gulab k liye organic khad bhi bataiye
Thanks for visit video dekhne ke liye dhanyvad kuchh din pahle hi video Dali hai please dekhen
Aaj mera pahla comment hai bahut badhiya jankari Di sister aapne ❤
Dil se aapka shukriya thanks for visit thanks dear sister 🙏🙏🌹🌹🌹
Apki dress getup to mast h usky sath chunni sar pr alladalkr carry krogi to shandar dikhogi👍🏻
Thanks for visit
Manju ji mango plant care pe bhi plz vdoe banaiye. Usme kon kon se ferti de sakte hai plz bataiye
Thanks for visit mango ka plant aapane kis mein lagaya hai agar jameen mein hai to usmein aap khoob Sara gobar ki khad main organic chijen use karti hun vahi bata rahi hun aur barmi compost vagaira dalen aur jo bhi organic liquid fertilizer hai unhen use Karen vahi aapko pot mein karna hai pot mein 2 mahine mein khad ek bar dalen calcium ke liye khane wala chone ka prayog jarur Karen pot mein calcium bhi dalen aur banana peel fertilizer jarur Den jisse ki fal phool acche bante Ho
@@Manjugardening1 mene pichle saal July me online mangaya tha kotimon mango plant. Jisme sardiyon me moser bhi aya but mene wo cut kr diya kunki plant bahut chota tha or mujhe usme growth chahiye thi. Aap plz ek vdo sirf mango plant pe banaiye. Mujhe janana hai ki apne apne mango plant ko kaise bada Kiya or kaise fruiting Li. Me apko bahut follow karti hu. Mene suna hai mango ki care baki fruiting plant se alag hoti hai or usme hum sabhi khad nahi de sakte,wrna plant mar jata hai. Bahut confusion hai so pls ek vdo jald hi banaiye. Kunki abhi mango me fruting time shuru ho Gaya hai.
फूल आना तो दूर की बात हमारे गुलाब तो बड़ ही नहीं रहे है।
वीडियो देखने के लिए धन्यवाद मैं डिस्क्रिप्शन में लिंक लगाए हैं उन्हें देखना और यकीन मानिए ऑर्गेनिक फर्टिलाइजर में यूज करती हूं और इसी से ग्रोथ होती है बहुत ही अच्छे फूल और प्लांट की ग्रोथ होती है
Maine bhi bahut sare gulab lagayi hu.kuch din thik the fir saari pate gir gaye aur kuch plant shukh gaye hain kya karun upay bataye.
Video dekhne ke liye dhanyvad gulab per Maine kafi videos Dali Hain uske cares ki aap unhen dekhen dekhiae aur abhi garmi kafi ho rahi hai plant ☘️ ko bilkul dhup mein Na rakhen Chhaya mein rakhiye
Hamare yaha nahi milti to es la aaltrnate sarso ke dane ya mungfalli khad estemal kar sakte hai kya
Thanks for visit dear many video mein bataya hai agar sarson ki Khali Na milati Ho to aap Kali sarson ke Dane ya pili sarson ke Dane se bhi banaa sakte hain mungfali ka alag Banega aur sarson ki khali ka alag aur Banta hai donon ka samjhaya hai video mein
Mam garmi me bhi sarso ki khali ka fertilizer daal sakte hain kya?
Thanks for visit haan Khali dal sakte hain lekin Matra ka Dhyan Dena hoga maine video mein samjhaya hai fertilizer ko banate samay
Kya abhi garmi me saree khali use kartik skate hai
Thanks for visit friend Maine video mein pura bataya hai main pure sal sarson ki khadi use karti hun lekin Matra ka Dhyan Dena hota hai vah maine samjhaya hai
Mem hamre gulab aise nahi hote me bhee home fertilizer dalti hu
अगर होममेड फर्टिलाइजर डालते हो तो जरूर होगा ऐसे में तो सारे वीडियो में आप लोगों को दिखाती हूं आपके सामने ही डालती हूं केमिकल में कभी डालते ही नहीं हूं इतना तो मैं खर्च कर ही नहीं पाती हूं केमिकल फर्टिलाइजर लेकर आओ मेरी बहुत अच्छी ग्रोथ हुई है
Didi lemon information bahut useful tha didi lekin nimbu lagne k bad woh bade aur rasile ho iske liye kya fertilizer dena hai please share
Thanks for visit nimbu ke Dane bade ho aur unmen lemon juice kafi ho yah sari chijen karo do mahine mein yah khad repeat karna bahut achcha result milega
2 bakra k Singh or murgi k pankh Pissa kar daru mai dubba kar rakho . Jab gulab Mai daloga 700 ml dasi daro mai milake Dallo .Gulab k pousha 30 feet k dikhaga or Gulab k fool 5 feet k hogga
Thanks for visit
Tapes ji Kiya keh rahe ho
Agar Aisa hai to ye Hume send kar do
Very good dear nice sering 👍🏻
Thanks for visit dear 😊