Radio k bareme aap ka video Aaj he dekha Bohat badiya video banate ho, sirji mai yea janeana chahta hu ke Gujarat me main dilhi ya Maharashtra ke fm station kaise sun shakata hu.
@@rajeshpatel767 Dil se Shukriya mere bhai ..is channel pe jo bhi video milenge wo Satya ki kasauti pe kase hue milenge,pasand karne ke liye apne vichar share karne ke liye dil se dhanyawad 🙏. Gujarat se Delhi ya Maharashtra kaafi door hain... Wahan ke fm stations sunne ke liye D808 jaisa behtareen radio aur Karunakar Jee jaisa batate hain, waisa 9 element directional yagi antenna hona chahiye.Ye dono hi baatein aawashyak hain.. Hope aapke prashn ka jabab main de saka hounga.. Thank You 😊
Sir philips champion and ibell FM 700 BT portable radio me se konsa radio best hai reception ,sound and build quality ke liye plz plz reply sir Amazon par dono hi hai Long time ke liye use karna hai sir
Sir rural area me konsa radio best rahega for fm mw sw ke liye jo electric disturbance na ho or sabse best signal and sound quality ho plz guide me reply me sir
@@RamPrasad-ys6hp Good Morning Sir , Aap Philips Champion lijiye ye best radio hai... Rechargeable battery ka option nahin hai..but aap kuchh remodulation karwa kar isme rechargeable battery baad mein lagwa lijiyega...
@@RamPrasad-ys6hp Don't worry...iski reception quality decent hai..bas tuning aapko dheere dheere karna hoga ..aur ab to saare radio hi DSP chip based hote hain... Rating kam unhone diya hai 1) jinke set mein kuchh gadbadi thi..aisi sthiti ho to return turant apply kar den... 2) ya jinhe analouge ke tuning ki expectations rahti hai...
@@vaibhavp8383 To get vividhbharti you should have a better reception radio like Philips Champion or Xhdata D-808.& If you want to listen vividhbharti on small radio cum bluetooth speaker like Pagaria Walkie..then install an fm app of your choice on your mobile,from play store and connect pagaria walkie with your mobile via bluetooth. Now play from mobile and enjoy Vividhbharti.
Kafi Badhiya video banaya apne bas aise hi detail video banavo taki sare function ko samaj paye.. good job 👍🏻
@@sanketahir9873 Sanket Jee ,, bahut bahut dhanyawad 😊🙏
Badhiya bhai ji, nice video 🎉
@@VivekVictorious Shukriya mere bhai 😍🙏
Radio k bareme aap ka video Aaj he dekha
Bohat badiya video banate ho, sirji mai yea janeana chahta hu ke Gujarat me main dilhi ya Maharashtra ke fm station kaise sun shakata hu.
@@rajeshpatel767 Dil se Shukriya mere bhai ..is channel pe jo bhi video milenge wo Satya ki kasauti pe kase hue milenge,pasand karne ke liye apne vichar share karne ke liye dil se dhanyawad 🙏.
Gujarat se Delhi ya Maharashtra kaafi door hain...
Wahan ke fm stations sunne ke liye D808 jaisa behtareen radio aur Karunakar Jee jaisa batate hain, waisa 9 element directional yagi antenna hona chahiye.Ye dono hi baatein aawashyak hain..
Hope aapke prashn ka jabab main de saka hounga..
Thank You 😊
Good review. Can we use a 64 gb pendrive in this set ? Will this set read a 64 gb pendrive ? Kindly confirm. Tks
@@ravishankarmani4847 No Sir...it can read only 32 gb of sd card/ pen drive
Sir fm riceptiona kaisa hai iska
in rural areas pagaria walkie le ya philips ka new champion radio le for good fm reception plz sir reply me
@@RamPrasad-ys6hp Rural area me achchhe fm reception ke liye aapko Philips Champion lena chahiye.
Sir philips champion and ibell FM 700 BT portable radio me se konsa radio best hai reception ,sound and build quality ke liye plz plz reply sir
Amazon par dono hi hai
Long time ke liye use karna hai sir
@@RamPrasad-ys6hp Aap Philips Champion hi len.. bhartiya bazar ka yah best radio hai.
Sir rural area me konsa radio best rahega for fm mw sw ke liye jo electric disturbance na ho or sabse best signal and sound quality ho plz guide me reply me sir
@@RamPrasad-ys6hp
Good Morning Sir ,
Aap Philips Champion lijiye ye best radio hai...
Rechargeable battery ka option nahin hai..but aap kuchh remodulation karwa kar isme rechargeable battery baad mein lagwa lijiyega...
Sir philips champion ka customer rating 3.6 jo average rating hai
@@RamPrasad-ys6hp
Don't worry...iski reception quality decent hai..bas tuning aapko dheere dheere karna hoga ..aur ab to saare radio hi DSP chip based hote hain...
Rating kam unhone diya hai
1) jinke set mein kuchh gadbadi thi..aisi sthiti ho to return turant apply kar den...
2) ya jinhe analouge ke tuning ki expectations rahti hai...
Sir we are from dharwad district from Karnataka and how to get vividh bharati
@@vaibhavp8383 To get vividhbharti you should have a better reception radio like Philips Champion or Xhdata D-808.& If you want to listen vividhbharti on small radio cum bluetooth speaker like Pagaria Walkie..then install an fm app of your choice on your mobile,from play store and connect pagaria walkie with your mobile via bluetooth.
Now play from mobile and enjoy Vividhbharti.