Subhanallah subhanallah Mola taala Hazrat Mufti Shahzad Alam shahab ko salamat rakhe Aqa kareem sallallahu alaihi wa alihi wasallam ke sadqe Ameen summa aameen ya rabal alamin
Wah kya andaaz e bayan hai hazrath ka Moula tala Hazrath ko Salamat Rakhein Aur Hazrath Ki Umr me Bepanah barkatein aata farmaye Aameen Khalifa e Sarkar e Huzoor TAAJUSHSHARIAH Wa Khalifa e Huzoor Muhadiis e kabeer Zindabad
Ma Sha Allahl, Acha bayan kia But Mera 1 question Hy. Hazrat NY farmaya k hm (YA MUHAMMAD) S.A.W is liey nhi kehty k huzoor k name ka bhi adab Hy, magr aisy to hamiey (YA ALLAH) bhi nhi kehna cahiey kio k (isme jalalat) ka adab to ussy bhi zada Hy? Zaroor islah farmaiy ga, Jazak Allah.
Assalamualaikum Mufti Sahab, Aap se request hai ke Nabi e Rehmat ﷺ ne jo Camel urine se ilaaj Ke baare me Farmaya hai uspe kuch Roshni daale Daur e hazir Me yeh naujawano ko Janna Zaroori hai Ghair Hume bura bhala Sunate hai
Camel ka urine ka hadees se sabit hai ki hamare ne un mufiqon ko aisa karne ko kaha tha Jo madina Shareef me hamare nabi ke paas sachche pakke chahne Wale sachche musalman ban kar aaye the baad me jab wo munafiq astabal se janwaron ko chura kar bhag Gaye to hamare Nabi ne apne Kai sahaba ko bhej kar unhe pakadwaya aur baad me unhe leta kar unke uppar patthar rakhwa Diya aur unki aankh bhi fudwa di۔ Isi halat me wo sab munafiq mar Gaye iske baad me ye camel ke urine se ijaaj ka hame kahi bhi padhne ko nahi milta ki baad me ye amal kisi bhi sahaba ke baare me nahi milta ki kisi ne bhi camel ke urine se ilaaj Kiya ho hamare nabi ne ye amal munafiqon ke liye bataya tha۔ aaj bhi jo munafiq hain wo bade shauk se camel ke urine ka istemaal karte hain Hamare nabi ilm e gaib Jan ne wale nabi the unhe pahle se Allah ke karam se ye maloom tha ki kon munafiq hai aur kon musalman agar jawab mil Gaya ho to reply kare ki samajh me aaya ya nahi
تفصیلات حصوں میں بیان کی جائیں گی ۔۔۔۔ جسطرح مخالفین حصوں میں اعتراضات شائع کرتے ہیں ۔۔۔۔ آپ اس بات کو ملحوظ رکھیں ۔۔۔۔ رہا سوال دلائل کا تو وہ ہر ایک بیان میں موجود ہے۔۔۔۔
@@muhammadreyaz918 shayad aap se samjhana nahi aya...!!! Kyuki apne se bado ko is andaaz me nahi kaha jata ... Ye kaam unka hota he, jo tanz kaste he...
@@shahnawazrazaishqiqadri khair main Mufti sahab ka bahut hi adab karta hun,ahle sunnat ki pehchan h is waqt,hamne jo bhi kaha isko Tanz pe mahmool nah kiya jaye hamne RUclips ke taqaza ko saamne rakh kar ek baqis mashware ke taur pe baat rakhi,waise Mufti sahab mujhe ache se jaante hn
@@thebeliever250 Milaad un Nabi ﷺ manane ka saboot. Miladun nabi ﷺ Manaana Mustahab, Jaa’iz Aur Sawab Ka Kaam Hai, Aur Khud Rasoolullah ﷺ Ne Apna Milad Manaya Hai Aur Bahot Saare Mohaddiseen Wa Mufassireen Wa Imamo Ne Miladunnabi ﷺ Manane Ko Jaa’iz Likha Hai, Jo Miladunnabi ﷺ Manaane Waalo’n Ko Bidati Kehta Hai Woh Khud Bidati Hai. Miladun nabi ﷺ Ke Mauqe Par Awaam Jo Bhi Galat Aur Gair Sharayi Kaam Karti Hai Woh Galat Hai Aur Uska Ahle Sunnat Barelvio Se Koi Ta’alluq Nahee’n Hai, Miladun nabi ﷺ Sharayi Tareeqe Se Manaaye’n Aur Ulama Ki Sarparasti Me Manaaye’n. Milad un Nabi ﷺ Manaane Ka Tareeqa : (1) 12 Rabiul Awwal Shareef Ko Rozah Rakha Jaaye (2) Shukraane Ki Namaaz Padhi Jaaye (3) Rasoolullah Sallallahu Alaihiwasallam Ki Seerat Bayaan Ki Jaaye (4) Juloos Nikaal Kar Poori Duniya Ko Bataaya Jaaye Ke Aaj Ke Din Hamaare Nabi Sallallahu Alaihiwasallam Paida Huwe The (5) Naate’n Padhi Jaaye’n (6) Darood Wa Salaam Padha Jaaye (7) Logo Ko Khaana Khilaaya Jaaye Aur Paani Wa Sharbat Pilaaya Jaaye (8) Gareebo, Yateemo Aur Miskeeno Ki Madad Ki Jaaye (9) Masaajid Wa Madaaris Wa Deeni Tanzeemo Ki Madad Ki Jaaye (10) Gareeb Bachcho Ki Taleem Ka Intezaam Kiya Jaaye (11) Apne Gharo’n, Dukaano’n Aur Mohalle Ko Sajaaya Jaaye (12) Jhanda Lagaaya Jaaye, Wagairah Wagairah (Y’ani Jo Bhi Kaam Kiya Jaaye Woh Shree’at Ke Khilaaf Na Ho) Surah Yunus Ayat No.58 قُلۡ بِفَضۡلِ اللّٰہِ وَ بِرَحۡمَتِہٖ فَبِذٰلِکَ فَلۡیَفۡرَحُوۡا ؕ ہُوَ خَیۡرٌ مِّمَّا یَجۡمَعُوۡنَ ﴿۵۸﴾ Kanzul Iman Translation Tum Farmaao Allah Hi Ke Fazl Aur Usi Ki Rehmat Aur Usi Par Chaahiye Ke Khushi Kare’n Woh Unke Sab Dhan Daulat Se Behtar Hai. Surah Ambiya Ayat No.107 وَ مَاۤ اَرۡسَلۡنٰکَ اِلَّا رَحۡمَۃً لِّلۡعٰلَمِیۡنَ ﴿۱۰۷ Kanzul Iman Translation Aur Humne Tumhe’n Na Bheja Magar Rehmat Saare Jahaan Keliye. Note:- Allah ﷻ Hukm De Raha Hai Ke Mere Fazl Wa Rehmat Par Khushi Manaao Aur Allah ﷻ Ka Sabse Bada Fazl Aur Rehmat Hamaare Pyaare Nabi ﷺ Hai’n To Jiss Din Hamaare Pyaare Nabi ﷺ Iss Duniya Me’n Tashreef Laaye Uss Din Khushi Manaana Qur’aan Se Saabit Hai, Aur Agar Koi Yeh A’eteraaz Karta Hai Ke Sahaaba Ne Kyu’n Nahee’n Manaaya To Iska Jawaab Yeh Hai Ke Sahaaba Ne To Seeratun nabi Sallallahu Alaihiwasallam Ke Jalse, Khatme Bukhaari Ke Jalse, Tabligi Deobandi Ijtema, Ahle Hadees Confrence Wa Deegar Jalse Bhi To Nahee’n Kiye To Phir Yeh Bhi Bidat Hona Chaahiye Na, Nabi ﷺ ki Wiladat ki Khushi Manane par Abu Lahab ke Azaab me Takhfeef hogayi : Imam Bukhari رحمتہ اللہ علیہ apni Bukhari Shareef’ Vol 7′ Hadith no.5101 par Hadees naqal karte hai Jab Abu Lahab Mar gaya to uske kisi Azeez ne usey Khwab me Buri Haalat me dekha’ Poocha tujhpe kya beeti usne Jawab diya Jabse tum se judaa huwa hun mujhe kabhi araam nahi mila’ siwaye iske ke mai Ungli se Paani peelaya jaata hun’ isliye ke maine apni Laundi Soeba ko Azaad kiya tha. Ref: Sahih Bukhari’ Hadith no.5101. Is Hadees ki Sharah karte huwe Imam Ahmed Qustalani’ Imam Jazri’ Shaykh Abdul Haq Mohaddis Dehelvi رحمتہ اللہ علیہ likhte hai “Isme Sanad (Daleel) hai Nabi ﷺ ka Milaad Manane walon ke liye Jab Abu Lahab Kaafir ko iski Jaza milti hai to us Musalman ka Kya Haal hoga Jo Huzoor ﷺ par Imaan bhi rakhta ho aur Huzoor ﷺ se Mohabbat bhi karta ho to aise Musalman ko kis qadar Ajar o Sawab Milega. Imam Shaybani jinka wisal 497 saal pehle hua, likhte hai : “ULAMA KI EK JAMA’T NE YE FATWA DIYA KE ACHI NIYAT KE SATH MILAD UN NABI ﷺ MANANA ACCHA AUR MAHMOOD HAI” Reference: Hadaiq ul Anwaar page 130 Imam Muslim رحمتہ اللہ علیہ apni Sahih Muslim me Hazrate Wasala se Hadees Naqal karte hai: NABI E KAREEM ﷺ NE IRSHAD FARMAYA ‘Beshak Allahﷻ ne Aulaad e Ismail Alahisalam se Kanaana ko Muntakhab(Selection) Farmaya, Kanaana mese se Qureish ko, Qureish mese Banu Hashim ko Aur Banu Hashim mese Mujhe Muntakhab Farmaya”. Ref: Sahih Muslim, Hadith no.2276. Is Mazkura Hadees me khud Nabi e Rehmat ne Apne Milad Ka Zikr is Tarah se Farmaya ke Aap ne Apne Khaandani Nasab Aur Qabile Ka Zikr Farmaya phir Apni Wiladat ke baare me Farmaya ke Allah ne mujhe Banu Hashim mese Bheja, Yehi to Zikr e Milad hai Jo Sunni Musalman aaj karte hai Apni Mehfilo me, Imam Tirmizi رحمتہ اللہ علیہ apni Jaame Tirmizi me Hazrate Abbas رضي الله عنه se Hadees Riwayat karte hai; “Rasool e Kareem ﷺ ne Apne Sahaba se Mimber Shareef par poocha ke Mein Kon? To Sahab e Kiram ne Arz Kiya Aap Allah ke Rasool Hain,Nabi e Kareem ﷺ ne Farmaya Mein Muhammad bin Abdullah bin Abdul Muttalib hun, Allah ﷻ ne Mujhe Behtareen Guroh me Paida Farmaya, Phir unke Qabile banaaye to un mese Mujhe Behtareen Qabile me Paida Farmaya, Phir unko Gharaane me Taqseem Farmaya to Mujhe un mese Behtareen Gharaane me Paida Farmaya, Mein un sab se Hasab o Nasab Aur Gharaane ke lihaaz se Behtar hun “. Ref: Jaam e Tirmizi, Hadith no.3607. SubhanAllah Yehi to Zikr e Milad e Mustafa ﷺ Jisey Khud Nabi e Paak ﷺ ne Bayan farmaya Jisko Aaj Sunni Musalman Milaad ki Mehfilo me Bayaan karte hai, Lihaza Zikr e Milad Bid’at Nahi Balke Sunnat hain Imam Muslim رحمتہ اللہ علیہ apni Sahih Muslim me Hazrate Qatada Al Ansari se Hadees Riwayat karte hai; Sahaba e Kiraam ne Nabi ﷺ se Peer ke Din Roza rakhne ke baare me poocha to Allah ke Rasool ﷺ ne irshad Farmaya Mein isee Din Paida huwa Aur isee Din Mujh par Pehli Wahih Naazli huwi “. Ref: Sahih Muslim, Hadith no.1160. Is Hadees se pata chala Hamare Pyaare Aaqa ﷺ bhi Roza Rakh Kar Apni Youm e Wiladat ko Yaad Kiya karte the, Lihaza Miladun Nabi ﷺ ki Tarikh ko Yaad Rakhna ye Sunnat e Rasool hai, Ab Koi Jaahil Ye naa kahe ke Nabi ne to Sirf Roza Rakh Kar manaya Aur Tum Sunni isey Eid kehte ho jab ke Eid ke Din Roza rakhna Manaa hai to Ye Eid Kaise? To in Jaahilo ko Pata Hona Chahiye ke Ye Eid Istelahi Ramzan wali Nahi Balke Lughvi or Khushi ke Lihaaz se hai Jaise Juma ke Din ko Eid Kaha Gaya hai Lekin Nafil Roza bhi rakha jaata hai Lihaza Is Din Roza bhi rakha jaa Sakta hai Aur Khaa pee Kar bhi You Khushi Ka Izhaar Kiya jaa Sakta hai. Imam Muslim رحمتہ اللہ علیہ apni Sahih Muslim me Hazrate Abu Saeed Khudri رضي الله عنه se Hadees Riwayat karte hai; Hazrate Muawiya رضي الله عنه Kehte hai ke Nabi e Kareem ﷺ Apne Sahaba e Kiraam ki Majlis me Tashreef Laaye Aur Poocha Tum Yahaan Kyun Baithe ho? Sahaba ne Arz Kiya Ham Yahaan Allah Ka Zikr Kar rahe hai, Shukr Kar rahe hai ke Hamein Deen e Islam Batlaaya, Aur Ham par Ehsan Kiya Aapko Bhej Kar, Huzoor ﷺ ne farmaya Kya Tum Qasam khaa Kar Kehte ho ke Yaha isee Wajah se Baithe ho To Sahaba ne Qasam Kha Kar Kahaa Ya Rasoolallah ﷺ Ham Sirf isee Wajah se Yahaa Baithe hai, Nabi e Rehmat ﷺ ne irshad Farmaya ‘Aye Mere Sahaba Maine Tumse Qasam isliye Nahi li ke Mujhe Tum Par Shak tha Balke Jibraille Mere Paas Haazir huwe Aur Kaha ke Allah ﷻ in Logo se Farishton Par Fakhr Kar Raha hai “. Ref: Sahih Muslim, Hadith no.2701. Imam Hussamuddin Hindi رحمتہ اللہ علیہ apni Kanzul Ummal me Ek Hadees Riwayat karte hai: Hazrate Umar Farooq رضي الله عنه ne Ka’ab AL Ahbar رضي الله عنه se Kaha ke Mujhe RasoolAllah ﷺ ke Milad se pehle ke Fazail ke baare me batayen, To Hazrate Ka’ab رضي الله عنه ne Farmaya Ji Zaroor Aye Ameer ul Momineen, Farmaya Hazrate Ibrahim leko Ek Patthar ata huwa tha Jispe 4 lbaarat likhi thi, Jinme Doosri Ibaarat ye thi Ke Allah ke Siwa koi Ma’bood Nahi Aur Muhammad Uske Rasool hai, Aur Aap ne Farmaya RasoolAllah ki Zaat Unke Liye Barkat hai Jinhone Aappar Imaan laaya Aur Aapki Itteba’a ki. Ref: Kanzul Ummal, Hadith no.35369 SULTAN SALAHUDDIN AYYUBI رحمتہ اللہ علیہ ke Saale Shah Malik Al Muzzafar Alihirehma MILAD UN NABI ﷺ PE APNE DASTARKHAN 5000 ACH TARHAN PAKI HUWI BAKRIYAN, 10,000 MURGHIYAN, 100 HAZAAR PYAALE (DOODH KE) AUR MITHAI KI 30 HAZAAR TRAY SE BHARTA THE. RAWI KEHTE HAI KE MILAD KE MAUQE PAR BADE BADE ULLAMA AUR SUFI INKE PAAS AATE THE AUR WOH UNKO POSHAK DETE THE AUR INHEN HADIYA DETE THE. [Tarikh Ibn Kathir, Al Bidayah Wan Nihaya (Arabic) Volume 15, Page No. 193] Lo daleel
Dr Asrar aur Farhat Hashmi koi aalim/aalima nahi ye baat deobandi wahabi khud bhi kehte rahe hai. Shohrat milne ke baad ye log apne khud saakhta aqaid o masail bayan karne lag jaate hain.
السلام علیکم رحمۃ اللہ برکاتہ حضرت یہ گمراہ کن عقائد و نظریات والے شخص ہے مولانا ابوالکلام آزاد کو اچھا مانتے ہے جبکہ وہ حضرت عیسیٰ علیہ السلام کو صاحب شریعت رسول تسلیم نہیں کرتا ہے شکریہ اللّٰہ تعالیٰ آپ کو اجر عظیم عطا فرمائے آمین ثم آمین یارب العالمین صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم 👊🤛✊
آمین ثم آمین
بیشک سبحانﷲ✨💖💖
مسلکِ اعلیٰ حضرت۔۔۔ زندہ باد
ﷲ عزوجل ہم سب کو مسلکِ اعلیٰ حضرت پر ثابت قدمی عطا فرمائے۔۔۔۔۔۔آمین
Aameen summa aameen
Ameen Ya Rabbul Aalameen 🤲
उन्हे जाना उन्हें माना ❤
न रखा गैर से काम लिल्लाह हिल हम्द मैं दुनिया से मुसलमान गया ❤😊
سبحان اللہ پیشک حق ہے
حق جماعت اہل سنت وجماعت مسلک اعلی حضرت زندہ باد
فیضانِ حضور تاج الشریعہ زندہ باد
سبحان اللہ
اللہ کریم مفتی صاحب کو سلامت رکھے آمین
الحمداللّٰه ماشاءاللّٰه ❤
اللہ پاک حضرت مفتی شہزاد عالم مصباحی صاحب قبلہ کو سلامت رکھے
Subhanallah Subhanallah Subhanallah ❤️
Huzoor Ki Awaaz Seedhe Dil Par Asar Kar Rahi Hai...❤
سبحان اللہ ماشاءاللہ بہت خوب
مفتی صاحب قبلہ
Subhanallah subhanallah Mola taala Hazrat Mufti Shahzad Alam shahab ko salamat rakhe Aqa kareem sallallahu alaihi wa alihi wasallam ke sadqe Ameen summa aameen ya rabal alamin
وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
Bahut khoob hajrat subhanallah masaallah ❤❤❤
MashAllah subhanallah Alhamdulillah , beshak Allah ne saare nutqton se Fahfoooz rakha❤️🌹🌹❤️🌹🌹🌹❤️❤️❤️ love from "The islamic Kalaam"
Khalifa e Huzur Taajush Shariah (RadiAllaho Anho)
Zindabad
Masha Allah ❣️❤ Hujoor ❤Tajusshariya'h Alaihi Rahma ❤ Zindabad zindabad zindabad zindabad
Walaikumasslam
Beshak Haq Farmaya Aapne ❤️❤️💚💚
عمدہ ❤
Subhanallah mashaallah Alhamdulillah subhanallah subhanallah subhanallah mashaallah🌼🌹🌼❤
Allah ﷻ Mufti Shahzad Aalam Misbahi Sahab Qibla Ko Samlat Rakhe Or In Ki Dushman Ke Shar Se Hifazat Kare Aamin Summa Aamin ❤
Reality ke Sher mufti Sahzad Aalm Sahab Qibla Zindabad zindabad zindabad ❤
𝐌𝐚𝐬𝐥𝐚𝐤 𝐞 𝐀𝐚𝐥𝐚 𝐇𝐚𝐳𝐫𝐚𝐭 𝐙𝐢𝐧𝐝𝐚𝐛𝐚𝐝
ماشاءالله جی بےشک الحمدالله حضرت
Beshak ❤❤❤ Subhanallah 💕💞
MashaAllah subhanAllah
Beshaq haq farmaya ❤❤❤
Subhan Allah 🌹💚💚🌹
Wah kya andaaz e bayan hai hazrath ka Moula tala Hazrath ko Salamat Rakhein Aur Hazrath Ki Umr me Bepanah barkatein aata farmaye Aameen
Khalifa e Sarkar e Huzoor TAAJUSHSHARIAH Wa Khalifa e Huzoor Muhadiis e kabeer Zindabad
Aameen
Mashaallah subhanallah beshak haq hai.
Haq baat❤❤❤❤
❤❤❤Subhanallah ❤❤❤Mashallah❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Allah Taala Hazrat ko salamat rakhe.
وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ وبرکاتہ
حضور تاج الشریعہ المدد
❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉
Walaikum assalam Wa Rahmatullahi wa Barakatuh
وعلیکم السلام ماشاءاللّٰه
Masalke aala hazrat jindabad
Walekum asslam
Beshaq haq farmaya mufti shahzad Alam misbahi Sahab zindabad
Subhan Allah
وعلیکم السلام
Amazing video
🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Masha Allah, Bohat Khoob Hazrat.
Beshaq Haq Farmaya Mufti Sahab Aap Ne
Subhan Allah bahut khub lajawab
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
G walaikumslam warahmatullahi wa barkatahu 🥰
MaSha Allah ❤❤
وعلیکم اسلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
Aameen
MashaAllah bahut hi umda Andaz 🥰
JazakAllahu khair
ماشاءاللہ
BESHAK HAQ FARMAYA AAP NE HAZRAT
Subhan Allah jazak Allahu khaira
Mashaallah hazrat 💓💓
ALLAH ALLAH AAPKI AAWAZ...KYA KAHNE❤️❤️❤️😍😍
Subhaan ALLAH...
Subhanallah❤
Allah aap ko salamat rkhe ❤
Ma'sha Allah zindabad❤
آمین ثم آمین
Masha allah
Allah hamare ustaze girami ko salamat rakhe ameen ❤
Ameen❤
❤❤✨🌹🌹
🥰🥰🥰❣️❣️❣️
Beshak haq h
❤❤❤❤❤
💕✨😍
Mufti sahab ke channel ko kamse kam 1M subscribers milne chahiye!
Mufti sahab awaz me echo ki zarurat nahi hai kyuki samjhne me thoda problem ho raha hai
الله پاک مسلک اعلیٰ حضرت پر ثابت قدمی عطاء فرمائے۔
Subhan Allah Aameen Summa Aameen
𝓢𝓾𝓫𝓱𝓪𝓷𝓐𝓵𝓵𝓪𝓱
Assalamualaikum hazrat
Aapne sarwar sharif darbare khwaja fakhar me shandar khitab farmaya
Assalamu alaikum hujur ji
Ma Sha Allahl, Acha bayan kia
But Mera 1 question Hy.
Hazrat NY farmaya k hm (YA MUHAMMAD) S.A.W is liey nhi kehty k huzoor k name ka bhi adab Hy, magr aisy to hamiey (YA ALLAH) bhi nhi kehna cahiey kio k (isme jalalat) ka adab to ussy bhi zada Hy?
Zaroor islah farmaiy ga, Jazak Allah.
Plz jawab bta dejiey
Assalamu'alaikum Hazrat,
Abul Kalam Azaad Ke Baare Mein Bhi Bayaan Farmaade Ke Ahle Sunnat Ka Unko Lekar Kya Moqif Hai Aur Unhe Rahmatullah Alaih Kehna Kaisa Hai....
Assalamualaikum
Huzoor dawate islami ka kya mamla hai
Rehnumai farmayein❤
Sahi nahi
Assalamu alaikum , Allah rabbul alamin hazrat ki Umar taweel farmaye
Assalamualaikum Mufti Sahab, Aap se request hai ke Nabi e Rehmat ﷺ ne jo Camel urine se ilaaj Ke baare me Farmaya hai uspe kuch Roshni daale Daur e hazir Me yeh naujawano ko Janna Zaroori hai Ghair Hume bura bhala Sunate hai
Camel ka urine ka hadees se sabit hai ki hamare ne un mufiqon ko aisa karne ko kaha tha Jo madina Shareef me hamare nabi ke paas sachche pakke chahne Wale sachche musalman ban kar aaye the baad me jab wo munafiq astabal se janwaron ko chura kar bhag Gaye to hamare Nabi ne apne Kai sahaba ko bhej kar unhe pakadwaya aur baad me unhe leta kar unke uppar patthar rakhwa Diya aur unki aankh bhi fudwa di۔ Isi halat me wo sab munafiq mar Gaye iske baad me ye camel ke urine se ijaaj ka hame kahi bhi padhne ko nahi milta ki baad me ye amal kisi bhi sahaba ke baare me nahi milta ki kisi ne bhi camel ke urine se ilaaj Kiya ho hamare nabi ne ye amal munafiqon ke liye bataya tha۔ aaj bhi jo munafiq hain wo bade shauk se camel ke urine ka istemaal karte hain Hamare nabi ilm e gaib Jan ne wale nabi the unhe pahle se Allah ke karam se ye maloom tha ki kon munafiq hai aur kon musalman agar jawab mil Gaya ho to reply kare ki samajh me aaya ya nahi
Hazrat Kuchipudi logo ne is hadees Sharif par jira ki Hai app plz uska jawan de
Assalamu Alaikum Hazrat
وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ و برکاتہ
Ye sab topic ke liye daleel wa tafseel se video banaya kijye
Gair muqallid he kya???
ulama-E-Ahle sunnat jhooth nahi bolte.
Or bayan me daleele samjh nhi a rhi kya???
@@shahnawazrazaishqiqadri shayad aap ne meri baat samjhi nhi
تفصیلات حصوں میں بیان کی جائیں گی ۔۔۔۔ جسطرح مخالفین حصوں میں اعتراضات شائع کرتے ہیں ۔۔۔۔ آپ اس بات کو ملحوظ رکھیں ۔۔۔۔ رہا سوال دلائل کا تو وہ ہر ایک بیان میں موجود ہے۔۔۔۔
@@muhammadreyaz918 shayad aap se samjhana nahi aya...!!!
Kyuki apne se bado ko is andaaz me nahi kaha jata ...
Ye kaam unka hota he, jo tanz kaste he...
@@shahnawazrazaishqiqadri khair main Mufti sahab ka bahut hi adab karta hun,ahle sunnat ki pehchan h is waqt,hamne jo bhi kaha isko Tanz pe mahmool nah kiya jaye hamne RUclips ke taqaza ko saamne rakh kar ek baqis mashware ke taur pe baat rakhi,waise Mufti sahab mujhe ache se jaante hn
इस खबीस डॉ इसरार ने कहा था, के ईद मिलाद उन नबी मनाने वालों के खिलाफ तलवार से जिहाद होगा, जो ऑन रिकॉर्ड है यूट्यूब पे 😬
daleel hai eid milad un nabi banane ki tumhare pas
@@thebeliever250 Milaad un Nabi ﷺ manane ka saboot.
Miladun nabi ﷺ Manaana Mustahab, Jaa’iz Aur Sawab Ka Kaam Hai, Aur Khud Rasoolullah ﷺ Ne Apna Milad Manaya Hai Aur Bahot Saare Mohaddiseen Wa Mufassireen Wa Imamo Ne Miladunnabi ﷺ Manane Ko Jaa’iz Likha Hai, Jo Miladunnabi ﷺ Manaane Waalo’n Ko Bidati Kehta Hai Woh Khud Bidati Hai.
Miladun nabi ﷺ Ke Mauqe Par Awaam Jo Bhi Galat Aur Gair Sharayi Kaam Karti Hai Woh Galat Hai Aur Uska Ahle Sunnat Barelvio Se Koi Ta’alluq Nahee’n Hai, Miladun nabi ﷺ Sharayi Tareeqe Se Manaaye’n Aur Ulama Ki Sarparasti Me Manaaye’n.
Milad un Nabi ﷺ Manaane Ka Tareeqa :
(1) 12 Rabiul Awwal Shareef Ko Rozah
Rakha Jaaye
(2) Shukraane Ki Namaaz Padhi Jaaye
(3) Rasoolullah Sallallahu Alaihiwasallam Ki Seerat Bayaan Ki Jaaye
(4) Juloos Nikaal Kar Poori Duniya Ko
Bataaya Jaaye Ke Aaj Ke Din Hamaare Nabi Sallallahu Alaihiwasallam Paida Huwe The
(5) Naate’n Padhi Jaaye’n (6) Darood Wa Salaam Padha Jaaye
(7) Logo Ko Khaana Khilaaya Jaaye Aur
Paani Wa Sharbat Pilaaya Jaaye
(8) Gareebo, Yateemo Aur Miskeeno Ki Madad Ki Jaaye
(9) Masaajid Wa Madaaris Wa Deeni
Tanzeemo Ki Madad Ki Jaaye
(10) Gareeb Bachcho Ki Taleem Ka Intezaam Kiya Jaaye
(11) Apne Gharo’n, Dukaano’n Aur Mohalle
Ko Sajaaya Jaaye
(12) Jhanda Lagaaya Jaaye, Wagairah
Wagairah (Y’ani Jo Bhi Kaam Kiya Jaaye Woh Shree’at Ke Khilaaf Na Ho)
Surah Yunus Ayat No.58
قُلۡ بِفَضۡلِ اللّٰہِ وَ بِرَحۡمَتِہٖ فَبِذٰلِکَ فَلۡیَفۡرَحُوۡا ؕ ہُوَ خَیۡرٌ مِّمَّا یَجۡمَعُوۡنَ ﴿۵۸﴾
Kanzul Iman Translation
Tum Farmaao Allah Hi Ke Fazl Aur Usi Ki Rehmat Aur Usi Par Chaahiye Ke Khushi Kare’n Woh Unke Sab Dhan Daulat Se Behtar Hai.
Surah Ambiya Ayat No.107
وَ مَاۤ اَرۡسَلۡنٰکَ اِلَّا رَحۡمَۃً لِّلۡعٰلَمِیۡنَ ﴿۱۰۷
Kanzul Iman Translation
Aur Humne Tumhe’n Na Bheja Magar Rehmat Saare Jahaan Keliye.
Note:- Allah ﷻ Hukm De Raha Hai Ke Mere Fazl Wa Rehmat Par Khushi Manaao Aur Allah ﷻ Ka Sabse Bada Fazl Aur Rehmat Hamaare Pyaare Nabi ﷺ Hai’n To Jiss Din Hamaare Pyaare Nabi ﷺ Iss Duniya Me’n Tashreef Laaye Uss Din Khushi Manaana Qur’aan Se Saabit Hai, Aur Agar Koi Yeh A’eteraaz Karta Hai Ke Sahaaba Ne Kyu’n Nahee’n Manaaya To Iska Jawaab Yeh Hai Ke Sahaaba Ne To Seeratun nabi Sallallahu Alaihiwasallam Ke Jalse, Khatme Bukhaari Ke Jalse, Tabligi Deobandi Ijtema, Ahle Hadees Confrence Wa Deegar Jalse Bhi To Nahee’n Kiye To Phir Yeh Bhi Bidat Hona Chaahiye Na,
Nabi ﷺ ki Wiladat ki Khushi Manane par Abu Lahab ke Azaab me Takhfeef hogayi :
Imam Bukhari رحمتہ اللہ علیہ apni Bukhari Shareef’ Vol 7′ Hadith no.5101 par Hadees naqal karte hai
Jab Abu Lahab Mar gaya to uske kisi Azeez ne usey Khwab me Buri Haalat me dekha’ Poocha tujhpe kya beeti usne Jawab diya Jabse tum se judaa huwa hun mujhe kabhi araam nahi mila’ siwaye iske ke mai Ungli se Paani peelaya jaata hun’ isliye ke maine apni Laundi Soeba ko Azaad kiya tha.
Ref: Sahih Bukhari’ Hadith no.5101.
Is Hadees ki Sharah karte huwe Imam Ahmed Qustalani’ Imam Jazri’ Shaykh Abdul Haq Mohaddis Dehelvi رحمتہ اللہ علیہ likhte hai “Isme Sanad (Daleel) hai Nabi ﷺ ka Milaad Manane walon ke liye Jab Abu Lahab Kaafir ko iski Jaza milti hai to us Musalman ka Kya Haal hoga Jo Huzoor ﷺ par Imaan bhi rakhta ho aur Huzoor ﷺ se Mohabbat bhi karta ho to aise Musalman ko kis qadar Ajar o Sawab Milega.
Imam Shaybani jinka wisal 497 saal pehle hua, likhte hai :
“ULAMA KI EK JAMA’T NE YE FATWA DIYA KE ACHI NIYAT KE SATH MILAD UN NABI ﷺ MANANA ACCHA AUR MAHMOOD HAI”
Reference: Hadaiq ul Anwaar page 130
Imam Muslim رحمتہ اللہ علیہ apni Sahih Muslim me Hazrate Wasala se Hadees Naqal karte hai:
NABI E KAREEM ﷺ NE IRSHAD FARMAYA
‘Beshak Allahﷻ ne Aulaad e Ismail Alahisalam se Kanaana ko Muntakhab(Selection) Farmaya, Kanaana mese se Qureish ko, Qureish mese Banu Hashim ko Aur Banu Hashim mese Mujhe Muntakhab Farmaya”.
Ref: Sahih Muslim, Hadith no.2276.
Is Mazkura Hadees me khud Nabi e Rehmat ne Apne Milad Ka Zikr is Tarah se Farmaya ke Aap ne Apne Khaandani Nasab Aur Qabile Ka Zikr Farmaya phir Apni Wiladat ke baare me Farmaya ke Allah ne mujhe Banu Hashim mese Bheja, Yehi to Zikr e Milad hai Jo Sunni Musalman aaj karte hai Apni Mehfilo me,
Imam Tirmizi رحمتہ اللہ علیہ apni Jaame Tirmizi me Hazrate Abbas رضي الله عنه se Hadees Riwayat karte hai;
“Rasool e Kareem ﷺ ne Apne Sahaba se Mimber Shareef par poocha ke Mein Kon? To Sahab e Kiram ne Arz Kiya Aap Allah ke Rasool Hain,Nabi e Kareem ﷺ ne Farmaya Mein Muhammad bin Abdullah bin Abdul Muttalib hun, Allah ﷻ ne Mujhe Behtareen Guroh me Paida Farmaya, Phir unke Qabile banaaye to un mese Mujhe Behtareen Qabile me Paida Farmaya, Phir unko Gharaane me Taqseem Farmaya to Mujhe un mese Behtareen Gharaane me Paida Farmaya, Mein un sab se Hasab o Nasab Aur Gharaane ke lihaaz se Behtar hun “.
Ref: Jaam e Tirmizi, Hadith no.3607.
SubhanAllah Yehi to Zikr e Milad e Mustafa ﷺ Jisey Khud Nabi e Paak ﷺ ne Bayan farmaya Jisko Aaj Sunni Musalman Milaad ki Mehfilo me Bayaan karte hai, Lihaza Zikr e Milad Bid’at Nahi Balke Sunnat hain
Imam Muslim رحمتہ اللہ علیہ apni Sahih Muslim me Hazrate Qatada Al Ansari se Hadees Riwayat karte hai;
Sahaba e Kiraam ne Nabi ﷺ se Peer ke Din Roza rakhne ke baare me poocha to Allah ke Rasool ﷺ ne irshad Farmaya Mein isee Din Paida huwa Aur isee Din Mujh par Pehli Wahih Naazli huwi “.
Ref: Sahih Muslim, Hadith no.1160.
Is Hadees se pata chala Hamare Pyaare Aaqa ﷺ bhi Roza Rakh Kar Apni Youm e Wiladat ko Yaad Kiya karte the, Lihaza Miladun Nabi ﷺ ki Tarikh ko Yaad Rakhna ye Sunnat e Rasool hai, Ab Koi Jaahil Ye naa kahe ke Nabi ne to Sirf Roza Rakh Kar manaya Aur Tum Sunni isey Eid kehte ho jab ke Eid ke Din Roza rakhna Manaa hai to Ye Eid Kaise? To in Jaahilo ko Pata Hona Chahiye ke Ye Eid Istelahi Ramzan wali Nahi Balke Lughvi or Khushi ke Lihaaz se hai Jaise Juma ke Din ko Eid Kaha Gaya hai Lekin Nafil Roza bhi rakha jaata hai Lihaza Is Din Roza bhi rakha jaa Sakta hai Aur Khaa pee Kar bhi You Khushi Ka Izhaar Kiya jaa Sakta hai.
Imam Muslim رحمتہ اللہ علیہ apni Sahih Muslim me Hazrate Abu Saeed Khudri رضي الله عنه se Hadees Riwayat karte hai;
Hazrate Muawiya رضي الله عنه Kehte hai ke Nabi e Kareem ﷺ Apne Sahaba e Kiraam ki Majlis me Tashreef Laaye Aur Poocha Tum Yahaan Kyun Baithe ho? Sahaba ne Arz Kiya Ham Yahaan Allah Ka Zikr Kar rahe hai, Shukr Kar rahe hai ke Hamein Deen e Islam Batlaaya, Aur Ham par Ehsan Kiya Aapko Bhej Kar, Huzoor ﷺ ne farmaya Kya Tum Qasam khaa Kar Kehte ho ke Yaha isee Wajah se Baithe ho To Sahaba ne Qasam Kha Kar Kahaa Ya Rasoolallah ﷺ Ham Sirf isee Wajah se Yahaa Baithe hai, Nabi e Rehmat ﷺ ne irshad Farmaya ‘Aye Mere Sahaba Maine Tumse Qasam isliye Nahi li ke Mujhe Tum Par Shak tha Balke Jibraille Mere Paas Haazir huwe Aur Kaha ke Allah ﷻ in Logo se Farishton Par Fakhr Kar Raha hai “.
Ref: Sahih Muslim, Hadith no.2701.
Imam Hussamuddin Hindi رحمتہ اللہ علیہ apni Kanzul Ummal me Ek Hadees Riwayat karte hai:
Hazrate Umar Farooq رضي الله عنه ne Ka’ab AL Ahbar رضي الله عنه se Kaha ke Mujhe RasoolAllah ﷺ ke Milad se pehle ke Fazail ke baare me batayen, To Hazrate Ka’ab رضي الله عنه ne Farmaya Ji Zaroor Aye Ameer ul Momineen, Farmaya Hazrate Ibrahim leko Ek Patthar ata huwa tha Jispe 4 lbaarat likhi thi, Jinme Doosri Ibaarat ye thi Ke Allah ke Siwa koi Ma’bood Nahi Aur Muhammad Uske Rasool hai, Aur Aap ne Farmaya RasoolAllah ki Zaat Unke Liye Barkat hai Jinhone Aappar Imaan laaya Aur Aapki Itteba’a ki.
Ref: Kanzul Ummal, Hadith no.35369
SULTAN SALAHUDDIN AYYUBI رحمتہ اللہ علیہ ke Saale Shah Malik Al Muzzafar Alihirehma
MILAD UN NABI ﷺ PE APNE DASTARKHAN 5000 ACH TARHAN PAKI HUWI BAKRIYAN, 10,000 MURGHIYAN, 100 HAZAAR PYAALE (DOODH KE) AUR MITHAI KI 30 HAZAAR TRAY SE BHARTA THE. RAWI KEHTE HAI KE MILAD KE MAUQE PAR BADE BADE ULLAMA AUR SUFI INKE PAAS AATE THE AUR WOH UNKO POSHAK DETE THE AUR INHEN HADIYA DETE THE.
[Tarikh Ibn Kathir, Al Bidayah Wan Nihaya (Arabic) Volume 15, Page No. 193]
Lo daleel
अगर eco के बिना बोलते तो और भी ज्यादा अच्छा लगता बयान
ڈاکٹر اسرار احمد تو بریلوی نہیں تھا
Dr Asrar aur Farhat Hashmi koi aalim/aalima nahi ye baat deobandi wahabi khud bhi kehte rahe hai.
Shohrat milne ke baad ye log apne khud saakhta aqaid o masail bayan karne lag jaate hain.
Aalim nhi hai ye hazrat
السلام علیکم رحمۃ اللہ برکاتہ حضرت یہ گمراہ کن عقائد و نظریات والے شخص ہے مولانا ابوالکلام آزاد کو اچھا مانتے ہے جبکہ وہ حضرت عیسیٰ علیہ السلام کو صاحب شریعت رسول تسلیم نہیں کرتا ہے شکریہ اللّٰہ تعالیٰ آپ کو اجر عظیم عطا فرمائے آمین ثم آمین یارب العالمین صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم 👊🤛✊
تو کیا جناب مولانا ابو الکلام آزاد گمراہ ہیں
@@Mohsin_0141 bilkul galat hai
Aameen
Masha Allah
وعلیکم اسلام ورحمۃاللہ وبرکاتہ
❤❤❤❤
وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
❤️❤️
❤❤
❤❤❤