Maine right side me isliye lagaya hai kyunki ladies ko baithne me paresani na ho. TVS Radeon bike me right side hi laga hota hai jo company ke dwara fitted hi aata hai. Waise aap ya hum apni subidha se left ya right laga sakte hain.
I found this golden hook from a auto repair shop. It is also used to install a side box (luggage ). Yes, pillion hook won't fit without this golden hook. You can also purchase this from any auto repair shop who sells parts too.
top speed mai ek bar patna gaya tha to 99 tak ja raha tha. Chuki mere dost itne speed me chalate hain. Main nahi chalata. Jahan tak mote tyre ki baat hai to 15 mahine ho gaye mujhe is tyre ko lagaye. Aaj tak koi dikkat nahi ayi.
ब्रदर, यह आपके ऊपर depend करता है। लेकिन लेफ्ट साइड लगाओगे तो लेडीज को कैसे बिठाओगे। TVS RADEON बाइक में कंपनी फिटेड यह आता है जो राइट साइड में ही लगा हुआ है। फिर भी आप अपनी सुविधा के अनुसार लेफ्ट भी लगा सकते हो।
Engine heat nahi hota, aisa hame lagta hai. Jahan aap dahina pair rakhte ho yani ki footrest pe, wahan silencer ki jo pipe hai, uspe catalytic converter Honda walo ne nahi diya hai jabki BS6 me laga hota hai jo heat ko absorb karta hai. Isiliye garm feel hota hai bhai. Shoes pahan kar chalo nahi feel hoga.
Service ki tabhi dikkat hogi jab aap iske wiring se chhed chhad karoge. Upar se aap koi bhi additional chiz lagao koi dikkat nahi. Bas iske wire ko kahi bhi cut nahi karna. Rahi baat load ki to wo mujhe kabhi nahi hua.
Actually mujhe kewal lunch box ya light weight wali chij hang karne ke lie lagaya hai. Is bike me side hook lagane ke lie kahin bhi jagah nahi. Islie maine kumar kar ke lagaya hai lekin bhari chij k lie yah nahi hai. Waise suspension se thoda bhi nahi touch hota even koi halka saman hang karne k baad bhi.
Ek baat accha laga ki sob ka comment reply dia iss topic ka ho ya dusra kisi ka.... ❤️ love from Kolkata
Thanks a lot of brother. Bas aaplogo ka pyar aur support ki awashyakta hai. ❤️
Useful accessories hai.
Thanks
Bhai sp125 bs 6 k liye 3.00/18 tubless tyre me nylogrip plus & metor m dono me se konsa tyre accha rahega
Boths are good. But meteor barasat ke lie achcha rahega.
Thanks bro
Mast dikh Raha
Thank you brother
Bhai helmet lock ke liye kuch btao &hazard light installation kaise kre wo bhi bataye.
Ok...bahut jald mai is par bhi video banaunga.
Esako Right side me koun lagate he bhai, right me bag kese rakhenge, saba left me lagate he....para apaka laganeka style achha he....
Maine right side me isliye lagaya hai kyunki ladies ko baithne me paresani na ho. TVS Radeon bike me right side hi laga hota hai jo company ke dwara fitted hi aata hai. Waise aap ya hum apni subidha se left ya right laga sakte hain.
@@vlogstimewithamit thank you for your good reply....
welcome
3:53 video starts
Nahi samjha.
Nice❤
Thanks
@@vlogstimewithamit 👍
kya isme bda atechi bag latka sakte hai
bilkul nahi....chhote purpose ke lie ....capacity 4 kg.
Pillow seat wale ko uncomfortable nahi lagega kya??
Nahi....Aisa kabhi bhi feel nahi hua...Saman hang karne pe jarur dikkat hogi pillion ko...Lekin single pe saaman carry karne me koi dikkat nahi ati.
Nice
थैंक्स
Bhai unicorn bike me kaise lagaye please batao
Koi fayda nahi mat lagao. Jyada heavy purpose k liye nahi hai.
Unicorn bike ki side hook video
Bhai abhi sp baik me hook ate he please ans...
Haan ata hai.
@@vlogstimewithamit2024 me ata he hook
@@vlogstimewithamitabhi hook ata he usaka vidio dala he apane
kahan hota hai bhai vo hook? pls batana@@vlogstimewithamit
@@vlogstimewithamitkahan hota hai inbuilt hook? pls batana
Only golden hook lagaya to bhi chaljayega na bhai
Why not?
Iss hukk pe kitna waight lag sakta hai ?
Jyada nahi bas 5 kg
Bhai, from where did you get that golden colored hook ?
Any links, please share. Pillion wont fit if thats not there.
I found this golden hook from a auto repair shop. It is also used to install a side box (luggage ). Yes, pillion hook won't fit without this golden hook. You can also purchase this from any auto repair shop who sells parts too.
Piche baithe walo ko problem hogi bhai
Nahi hoti but maine nikal diya hai. Useless hai.
Seat modify kese kari bhai
Original seat cover hai jise maine Honda Agency se hi li 310 me.
Hook shocker pe lagega shocker ghis jayega
Aisi bat nahi kyunki uspe jyada wajan nahi Diya ja sakta kyunki is bike jugad laga ke lagaya Gaya hai. 4 kg weight maximum.
Kitna lag Jayega
250
Bhai ye orginal honda ka seat cover kaha se mila??
Mujhe yahi apne shahar Siwan (Bihar) me Dev Honda Showroom se mila.
Aur top speed Kitna Jaati Hai Mota tyre Lagane par Koi dikkat To Nahin Hota Hai
top speed mai ek bar patna gaya tha to 99 tak ja raha tha. Chuki mere dost itne speed me chalate hain. Main nahi chalata. Jahan tak mote tyre ki baat hai to 15 mahine ho gaye mujhe is tyre ko lagaye. Aaj tak koi dikkat nahi ayi.
Bhai aap Mota tyre Lagaye Hai To mileage Kitna Deti Hai
64 bilkul shuddh mileage.
Motor tyre Lagane se company wale Kuchh Nahin bolenge na
Tyre ka naam kya hai
Lagane ke baad maine 3 service karwayi hai.
MRF ki Nylogrip Zapper 90/90-18
Kahan rahata hai bhai
Siwan Bihar
Kallu Kumar Bhuinya Bihar Gaya mohanpur
👍
भाई isko left me instal karte hai
ब्रदर, यह आपके ऊपर depend करता है। लेकिन लेफ्ट साइड लगाओगे तो लेडीज को कैसे बिठाओगे। TVS RADEON बाइक में कंपनी फिटेड यह आता है जो राइट साइड में ही लगा हुआ है। फिर भी आप अपनी सुविधा के अनुसार लेफ्ट भी लगा सकते हो।
Humko bhi Laga Na bhai
To laga lo.
Isko left side me laga sakte ho kya...?
Haan lag sakta hai but mujhe right side hi comfortable laga.
bhai engine heat bhot hota hai kya
Engine heat nahi hota, aisa hame lagta hai. Jahan aap dahina pair rakhte ho yani ki footrest pe, wahan silencer ki jo pipe hai, uspe catalytic converter Honda walo ne nahi diya hai jabki BS6 me laga hota hai jo heat ko absorb karta hai. Isiliye garm feel hota hai bhai. Shoes pahan kar chalo nahi feel hoga.
Tyre hugger say service or load par dikkat nahi hoti
Service ki tabhi dikkat hogi jab aap iske wiring se chhed chhad karoge. Upar se aap koi bhi additional chiz lagao koi dikkat nahi. Bas iske wire ko kahi bhi cut nahi karna. Rahi baat load ki to wo mujhe kabhi nahi hua.
Bhai already ismea 2 hook Diya huya hai in-built
Haan..Yah bahut pahle ka mera video tha. Maine us samay ise note nahi kiya tha.
Abhi hook ata he please sagges@@vlogstimewithamit
vo hook kaha hai?
vo hook kahan hai?
Seat k andar
Pillion ko baith ne main problem hoga
koi problem nahi hogi..Mai barabar 2 ya 3 logo ke sath drive karta hoon.
Tank pad kaha se or kitne ka lga price
Amazon se liya 999 me
But komjari hai
हाँ
Haan bro bahut heat hota hain
shoes pahan kar chalao.
Iska Price bata do bhai.
249
Suspension se tech hta hi tha jab suspension updown hga tha gise ga nahi
Actually mujhe kewal lunch box ya light weight wali chij hang karne ke lie lagaya hai. Is bike me side hook lagane ke lie kahin bhi jagah nahi. Islie maine kumar kar ke lagaya hai lekin bhari chij k lie yah nahi hai. Waise suspension se thoda bhi nahi touch hota even koi halka saman hang karne k baad bhi.
Ghusa do niche se
Nahi ho paya tha jaisa hook tha wo kisi tarah se set nahi ho raha tha.
Kam kya h iska
bag ya chhote mote items tangne ke lie. I mean carry karne ke lie.
@@vlogstimewithamit sp bhai m tyre upgrade konsa kroo pls btao or higger b konsa use krooo
Mjh road grip chaiye bdiaa btana bhai ek dum shi
Bta bhai
Reply de subscriber k bat ka
Ghusa do niche se