Jai Hind sir I'm also vehicle mechanic in defence service I like ur video muje bi vehicle par kaam karana bahut acha lagata he specialy fault ka pata karana or repair karana aapko video banane ke liye thanks
first time 4th valve free hoga.... fly wheel par nishaan laga lo, fir ek round ghuma lo,,, wahi nishan vapas aayega, ab check karo..peechhe se 4th valve free ho jaayega,,,
Bhai ji meri 1613 speed nhi pkd rhi hai mene clutch plt bhi change krwa di fir bhi wo 75 se upr nhi ja rhi kya krn hai phly 100 pr jati thi khali or bhari hui
1613 kaun sa model hai... accelerator kon sa hai...manual hai ya fir ellectronic sensor wala/? ek bar flywheel ke upar ka speedometer sensor ko saaf karke dekho..
Jai Hind sir
I'm also vehicle mechanic in defence service I like ur video muje bi vehicle par kaam karana bahut acha lagata he specialy fault ka pata karana or repair karana aapko video banane ke liye thanks
Thanks you too
Dusari bar kitna gumana ha ager friwaal ka nisan nahi hua to.. Plz commant ma bata do bai
first time 4th valve free hoga.... fly wheel par nishaan laga lo, fir ek round ghuma lo,,, wahi nishan vapas aayega, ab check karo..peechhe se 4th valve free ho jaayega,,,
Bhai agar kisi gaadi mai mark nhi hai to uspe mark kaise laga yenge
Tab usme 1st piston ko compression me rakh kar karte Hain,
Engine ka aawaj smooth or kam kese kare!
Tappit cleariance ko Kam karne se aur FIP ki timing adjustment se
Bhai ji meri 1613 speed nhi pkd rhi hai mene clutch plt bhi change krwa di fir bhi wo 75 se upr nhi ja rhi kya krn hai phly 100 pr jati thi khali or bhari hui
1613 kaun sa model hai... accelerator kon sa hai...manual hai ya fir ellectronic sensor wala/? ek bar flywheel ke upar ka speedometer sensor ko saaf karke dekho..
तुम्हारा नंबर दे दो
Kis liye? Hum yaha par bat kar sakte Hain.