Thanks for watching my video 💕 yes new clothes specily New Born baby Kay lazmi wash karny chahey . ap ghr main Jo b surf use Karti han us say wash Kar lain or comfort say condition Kar lain bilkul soft rahen gy
Salam Sister ye baby ki birth k bad os ko foran saf bath denay k liye lejatay hain. To kya pata k os ko thanday pani say na bath detay hon q k koi dekhnay wala nahi hota or ma k hawalay late karte hain kya karain banda bath denay say kaisay mana kare in hospital walo ko
Wasalam hope so you are fine. Dear ab mostly hospital's main bachy ko bath ni daity bus clear Kar daity han or agar bath dain b to weather k according Pani hota Hy ap pareshan na ho sab acha ho ga InshAllah.
@@Mariaskitchen2647 sister ye doctor delivery k baad tap me warm water or os me payodine dalna ka kehti hai or bolti hai k es may apnay 25 min din may 2 say 3 martaba baithna hai .. kya ye safe hota hai or washroom use k baad toilet paper use karna chaiye k area ko wash karna chaiye q k periods me to barhe ortay mana karti hai kehti hai k front ko bas tissue say saf kare pani say gheela nahi karna . To delivery k bad ye paani mein baitna or bathroom use k bad front to pani say wash karna kya karain banda plz bataiye🙁
Normal delivery main asa hota hoga dear Mera C-section hua tha or mujy Dr nay ASI koi cheaz recommend ni ki the wesy payodien safe Hy us ka koi nuksan nahi Hy . Or khud ko wash lazmi Karen es say ap germs say safe rehty ho luckwarm water use Karen.
New clothes ko wash karna lazmi h or kis sa wash karin detergen sa plz tel me
Thanks for watching my video 💕 yes new clothes specily New Born baby Kay lazmi wash karny chahey . ap ghr main Jo b surf use Karti han us say wash Kar lain or comfort say condition Kar lain bilkul soft rahen gy
Mashallah .
Ma Sha Allah Ma Sha Allah ❤️❤️😍😍 sb kpry bht pyary Hain😍😍😍😍❤️❤️❤️❤️❤️ Allah naseeb kry Ameen
Thanks Meri Jan😘😘
Salam
Sister ye baby ki birth k bad os ko foran saf bath denay k liye lejatay hain. To kya pata k os ko thanday pani say na bath detay hon q k koi dekhnay wala nahi hota or ma k hawalay late karte hain kya karain banda bath denay say kaisay mana kare in hospital walo ko
Wasalam hope so you are fine. Dear ab mostly hospital's main bachy ko bath ni daity bus clear Kar daity han or agar bath dain b to weather k according Pani hota Hy ap pareshan na ho sab acha ho ga InshAllah.
@@Mariaskitchen2647 sister ye doctor delivery k baad tap me warm water or os me payodine dalna ka kehti hai or bolti hai k es may apnay 25 min din may 2 say 3 martaba baithna hai .. kya ye safe hota hai or washroom use k baad toilet paper use karna chaiye k area ko wash karna chaiye q k periods me to barhe ortay mana karti hai kehti hai k front ko bas tissue say saf kare pani say gheela nahi karna . To delivery k bad ye paani mein baitna or bathroom use k bad front to pani say wash karna kya karain banda plz bataiye🙁
Normal delivery main asa hota hoga dear Mera C-section hua tha or mujy Dr nay ASI koi cheaz recommend ni ki the wesy payodien safe Hy us ka koi nuksan nahi Hy . Or khud ko wash lazmi Karen es say ap germs say safe rehty ho luckwarm water use Karen.
Congratulations 🎉
اپ ne babay shoping kider se ki
Kuch local Bazar say Kuch online
Mera first time he 17 weeks pregnancy he..thank you bht helpful video he
MashAllah MashAllah Allah Pak khareyat say farig karen Ameen
Dear apny shopping kaha sy ki ha.?
Kuch online the kuch market say
Congratulations
Ap ki video bht help full the mery liya q k main b mama bny wali hn thanks
MashAllah MashAllah
Congratulations maria g 🎉
JazakAllah
Congratulations 🤗🤗🤗🤗
Thankyou so much