Hare Krishna Prabhuji pranam....very wholesome, elaborate ,beautiful katha...you not only discussed this beautiful Shrimad Bhagwatam shloka 3.21.14 wherein 2 types of devotees have been discussed one type jo bina kisi hetu ke Bhagwan ki bhakti karte hain jaise ke aapne hamesha humko sikhaya hai and doosre wo jo kaamna sahit bhakti karte hain jaise ke hum pehle karte the...unki intelligence maya dwara har li gayi hai isliye siraf sense gratification me lage rehte hain * Then hridya ko choo jaane wali Savta mali ki katha jo sada Hari ke naam me lage rehte the.. kitni pitai hui unki fir bhi yahi socha ke yeh to Thakur ji ki ahetuki kripa hai...Sache Bhakt ka yahi lakshan hai...jab Thakur ji bhaag kar Savta mali ke paas aye ke Gyaneshwar and Naamdev baandh kar le jayenge unko and Thakur ji bole kahin par chupa lo tab Savta mali ne Hasiya se apni chaati cheer di...rakt behne laga...Vithal ji ne chota roop liya evam unke hridya me chup gaye...rakt behna band ho gaya..tab Naamdev and Gyaneshwar bahot ro ro kar Vithal ki to pukarne lage tab Vithal ji bole mai apne bhakt ke nirmal bhav ke karan uske hridya me reh raha hun... * premāñjana-cchurita-bhakti-vilocanena santaḥ sadaiva hṛdayeṣu vilokayanti yaṁ śyāmasundaram acintya-guṇa-svarūpaṁ govindam ādi-puruṣaṁ tam ahaṁ bhajāmi Aapne bataya Bhagwan to sabke hridya me vaas karte hain but aankhon me prem anjan lagane se weh Govind roop me vaas karte hain hamare hridya me. *Bhakti ke lakshan...duniya aapke viprit ho rahi hai to matab bhakti achi chal rahi hai. Jaise meera bai ko vish pilaya, Surdaas ko poocha Bhagwan ne kaunse rang ke kapde pehne hain...tab surdas ji bole देखे री हरि नंगमनंगा ..-2 जलसूत भूषन अंग विराजत, बसन हीन छवि उठत तरंगा। देखे री हरि नंगमनंगा...as koi kapde nahi pehanaye the bas moti ki mala thi Thakur ji par...Bhakt ke jeevan me visham paristhithi ayengi * So many learnings given from Atul Subhash suicide case...Lobh ka baap hai paap...40000 pm his wife was getting as maintenance but lalach kara and 3 crore mange ab 40000 rs se bhi gayi. * 4200 suicide kewal stri ki wajah se purush karte hain..Alakshmi ke baare me bataya aapne Padm puran se... jahan koora rehta hai, kapde nahi dhulte ya dhul kar samay par nahi sambhalte, ninda chugli hoti hai, late so kar uthte hain wahan alaxmi ka vaas hota hai jo Laxmi ji ki behan hain but opposite hain..prosperity ki jagah daridrata laati hain. * Negativity hatane ke liye sabse prem ka vyavhar karna chaiye .Aapas me pati patni ko adjust kar ke rehna chaiye. Ek gussa kare to doosra chup ho jaye ya mala utha le... * very nice example of salt given if one scoop put in glass of water and we drink it will taste bitter whereas if put in a big sarovar water will taste sweet. Same way agar hamari soch sankeern hogi to choti baat bhi bahot badi lagegi but if we are Krishna Conscious and busy in chanting, listening to hari katha, enjoying sadhu sangh badi se badi baat bhi choti lagti hai as it hardly matters. Thaaank you soo much Prabhuji for This lovely katha full of so many learnings 😊🙏🙏🙏🙇🏼♂️🙇🏼♂️🙇🏼♂️🙇🏼♂️🙇🏼♂️
Hare Krishna prabhuji panchang pranam 🙇🏼♀️🙇🏼♀️🙇🏼♀️🙇🏼♀️ savata mali sant ke bare main bahut accha bataya prabhuji hamare gaon main bhi hain sant savata mali ka mandir
Hare krishna prabhuji pranam bht sundar lecture aapne striyon k liye bataya kartavya and yes vaani isko control karna sabse impossible ho ta hai lekin kar diya toh kya kya nhi ho sakta hai prabhuji.. you are right this is an important guide to me and thankyou prabhuji aapke inn lectures se bht shiksha aur motivation milti hai k chahe sab kuch chala jaye par umeed na jaye thankyou prabhuji again for this beautiful lecture🙏
Hare Krishna prabhu ji Parnam 🙏 An extraordinary and insightful lecture filled with profound teachings, prabhu ji 🙏🙏🙇♀️🙌 Thank you, prabhuji, for your invaluable guidance and gracious shelter.
Hare Krsna prabhuji pranam, bhot sundar vyakhya kari hai aapne prabhuji Srimad Bhagavata ke bhot hee sundar shlok ki prabhuji. Some points are: 1) Jab ye shareer hee anitya hai, to yaanii isse utpann rishte aadi bhi maya hee hai. Aur iss maya dvara mohit kon hai? Jab maya mei sthit kisi ki buddhi ka vinash ho jaata hai. 2) Jaise kaliyug mei panch karma jo approved nahi hai, unme se ek hai sannyas, to sannyas yaani chodkar ke sabko tyag dena ye approved nahi hai, parantu Sannyas ashram approved hai joki Daivi-varnashram ke antargat aata hai jiska hetu hai jagat ka uddhar, Krsna Bhavnamrit ke prachar dvara. 3) Kabhi bhi sant-ninda nahi karni chahiye, ye sabse kharab cheez hai, isse kharab kuch nahi ho skta. Jo humari comparitive mentality hai na ki ye achha vo bura, ye humare liye vinashkari hai. Koi bhi chahe kisi bhi sampradaya ka ho, yadi Thakurji ke Bhakt hai koi to hume unke avashya samman karna chahiye, par sang apne hee sampraday mei karein, par apmaan kisi ka bhi nahi karna chahiye. Kabhi kisi ka siddhant galat ho skta hai, uss siddhant ki ninda kari ja skti hai(prakrit sthiti mei isse bhi bachna chahiye, ye Gurujan aur Krsna hee dekhein), par kisi bhi vyakti vishesh ki na hee ninda karni chahiye aur na hee dvesh. 4) Agar koi Bhakti marg pe chala hai to nischit hee uske virodh mei samaj ke log honge hee, aur jab samaj ninda karne lage tab smjho ki Bhakti jivan mei aage badh rahe ho. 5) Jiski buddhi ka hanan ho gaya hai, ve vyakti Bhagavan ke dvar jaakar bhi aise bhautik bhog, jo kshanbhangur hai aur narak-gaami jiva ko bhi sulabh hee mil jaate hai, aise maya mei bandhne wale Bhogo ki vancha karta hai. Jo vastav mei sumedha hai, ve prarthna karta hai Hari-prem-prapti hetu. 6) Jaisa ki Chanakya Pandit kehte hai, ki asli daridrata hai sad-vachano ki, agar log achhe vachan bolne lage, to 90% se zyada klesh khtm ho jaayenge. 7) Jo vyakti ignorance mei hai, uska lakshan hai vo sirf immediate reaction ke chalte, bina samaj par long-term effect ko consider kare action leta hai, lekin sant ko yadi kisi ka kuch galat bhi lag jaaye, tab bhi ve samaj ko sochkar sabke bhale ke liye hee reaction karta hai. 8) Sabse root cause of all conflicts is lack of Krsna conciousness, agar pati-patni dono Krsna conciousness ban jaate hai, to sabse oehle vo khud stress free ho jaayenge aur unke aas-paas ke log bhi unse satisfied rahenge, otherwise log depression mei hee reh jaayenge. Dukh ka karan hee vastav mei mann hai, agar mann sadaiv Krsna ke charan kamlo mei lag jaaye fir sukh-dukh ka mtlb hee nahi hai, keval Anand hoga. 9) Jaise agar koi ek glass paani mei ek chamach namak daalke piye, to usko bhot khara lagega, parantu vahi ek chamach namak agar koi sheetal sarover mei daale, tab vo jal usko meetha aur accha lagega, aise hee jitna humare jivan mei Krsna prem ka ras hoga, same hee incident pe hum khaare aur kadwe hone ki bajaye sada shuddh, sheetal aur dusro aur svayam ko anand dene wale rahenge.
Hare krishna prabhuji pranam ❤️❤️🌹🌹🙏🙏🙏 thankyou so much for this wonderful lecture.... bahut dino se mann mein ek question tha.... samajh aa gaya prabhuji.....es katha se Apne jo mayapur wali guru maharaj ji ki story batayi ki ek mahila ko paise, or prasad dene ke liye bola.... or jab aapne pucha to guru maharaj ji ne kaha wo genuine hai.... koi genuine hai to uski help kar sakte hai..... Prabhuji kai baar mein bahut hard ho jata hoon dil se ki jo seekha hai bas us par chalo... jaise mein koi bhi paise mangta hai to seedha yei nahi sochta ki genuine bhi ho sakta hai.... seedha yahi sochte hai ki nashe karega .... or karmo mein bandh jayenge hum .... sirf temple mein he daan dena chaiye.... Abhi kuch mahine pehle wife ke saath tha to daughter ke liye kuch sweets le raha tha to mein shop ke andar tha....wife bahar he wait kar rahi thi....to ek ladka aaya wife ke paas usne kaha ki please koi toy lelo aaj meri bikri nahi hui bilkul bhi.... kuch paise de do...... ab wo shayad wife ke samne roya bhi hoga ki subah se kuch nahi khaya.....to wife ne mujhe kaha ki kuch paise de do es ladke ko dene hai....maine kaha mein paise nahi deta isko kuch khila do....wife boli koi nahi aap karmo mein mat bandho mein bandh jaungi.... to wife ne usko paise de diye thode se.....to usne bahut thanks bola or bola mein aise nahi lunga aap please yei khilone le lo.... wife ne kaha ki nahi nahi aap rakho khilone bhi...kisi or ko de dena.....usne bataya hoga wife ko ki naukri chali gayi hai meri....or koi mere toys bhi nahi khareed raha..... Prabhuji fir mujhe realise hua ki meri wife to bhakti bhi nahi kar rahi uske andar dusre ke liye itna prem hai..... Or mein mala kar rhaa hoon shravan kirtan bhakti kar raha hoon... or mujhe to usko samjhna chaiye tha....bhakt to soft hearted hote hai.... matlab mujhse jayada achi to shayad meri wife hai.... Ab humne shiksha li hai ki kisi ko paise nahi dene.... or soch samajh ke chalna hai jisse karmo mein na bandhe..... Prabhuji aaj katha mein samajh aaya ki jo genuine lage uski help kar sakte hai..... Es se ek question hai prabhuji ki **es mein karmo mein nahi bandhenge kya prabhuji**??
Hare Krishna Prabhuji 🙏🏻Pranaam A Very simple & effective way of explaing that how our indisipline can lead to unsucess & failure in life be it spritual OR material. If it would have been in my hands I would have broadcasted this lecture on all the social media channels so that everyone of us can realize that how we are making mistakes in our daily life. My heartlfelt obeisance to you Prabhuji ... Hare Krishna 🙏🏻🙇🏻♂
Today's learning: 56:45😊 माया मरी न मन मरा🌬️ मर मर गया शरीर🔥 आशा तृष्णा न मरी🫧 कह गए दास कबीर🌞 Try your best Ready for the worst Take all the rest Because krishna is the best🎉🎉🎉
स्त्रियां पूर्ण स्वतंत्र हो गई हे जो शास्त्रों में प्रतिबंधित हे,इसलिए ये सब हालत हे। पुरुष स्त्री अगर दोनों भक्ति की ट्रेनिंग ब्रह्मचारी स्तर पर,विवाह पूर्व,तो ऐसी नौबत खत्म हो जाएगी। क्यों कि सारी जड़ अनियंत्रित तृप्ति की हे चाहे वह धन का मामला हो , या अन्य कोई
@Krishna-TV hare krsna prabhu dandwat pranam Jai srila Prabhupada 🙏🏽 prabhu can u pls provide me the full shloka with translation and purport, only would suffice also.
@Krishna-TV hare krsna prabhu dandwat pranam Jai srila Prabhupada 🙏🏽 prabhu can u pls provide me the full shloka with translation and purport, only translation would suffice also.
@@Krishna-TV hare krsna prabhu dandwat pranam Jai srila Prabhupada 🙏🏽 prabhu u haven't responded to the msg,,,pls provide me the shloka and translation of it.
Hare krishna....prabhu ji... Request: please Make a one video on evolution of human life .. because I have one question is that all human really evolve from monkey..... because prabhu ji I really want to know what is the actual reallity... please explain prabhu ji.. humble request prabhu ji.
हरे कृष्णा प्रभु जी
🙏🙏🙏🙏🙏
Hare Krishna Prabhuji pranam....very wholesome, elaborate ,beautiful katha...you not only discussed this beautiful Shrimad Bhagwatam shloka 3.21.14 wherein 2 types of devotees have been discussed one type jo bina kisi hetu ke Bhagwan ki bhakti karte hain jaise ke aapne hamesha humko sikhaya hai and doosre wo jo kaamna sahit bhakti karte hain jaise ke hum pehle karte the...unki intelligence maya dwara har li gayi hai isliye siraf sense gratification me lage rehte hain
* Then hridya ko choo jaane wali Savta mali ki katha jo sada Hari ke naam me lage rehte the.. kitni pitai hui unki fir bhi yahi socha ke yeh to Thakur ji ki ahetuki kripa hai...Sache Bhakt ka yahi lakshan hai...jab Thakur ji bhaag kar Savta mali ke paas aye ke Gyaneshwar and Naamdev baandh kar le jayenge unko and Thakur ji bole kahin par chupa lo tab Savta mali ne Hasiya se apni chaati cheer di...rakt behne laga...Vithal ji ne chota roop liya evam unke hridya me chup gaye...rakt behna band ho gaya..tab Naamdev and Gyaneshwar bahot ro ro kar Vithal ki to pukarne lage tab Vithal ji bole mai apne bhakt ke nirmal bhav ke karan uske hridya me reh raha hun...
* premāñjana-cchurita-bhakti-vilocanena
santaḥ sadaiva hṛdayeṣu vilokayanti
yaṁ śyāmasundaram acintya-guṇa-svarūpaṁ
govindam ādi-puruṣaṁ tam ahaṁ bhajāmi
Aapne bataya Bhagwan to sabke hridya me vaas karte hain but aankhon me prem anjan lagane se weh Govind roop me vaas karte hain hamare hridya me.
*Bhakti ke lakshan...duniya aapke viprit ho rahi hai to matab bhakti achi chal rahi hai. Jaise meera bai ko vish pilaya, Surdaas ko poocha Bhagwan ne kaunse rang ke kapde pehne hain...tab surdas ji bole देखे री हरि नंगमनंगा ..-2
जलसूत भूषन अंग विराजत,
बसन हीन छवि उठत तरंगा।
देखे री हरि नंगमनंगा...as koi kapde nahi pehanaye the bas moti ki mala thi Thakur ji par...Bhakt ke jeevan me visham paristhithi ayengi
* So many learnings given from Atul Subhash suicide case...Lobh ka baap hai paap...40000 pm his wife was getting as maintenance but lalach kara and 3 crore mange ab 40000 rs se bhi gayi.
* 4200 suicide kewal stri ki wajah se purush karte hain..Alakshmi ke baare me bataya aapne Padm puran se... jahan koora rehta hai, kapde nahi dhulte ya dhul kar samay par nahi sambhalte, ninda chugli hoti hai, late so kar uthte hain wahan alaxmi ka vaas hota hai jo Laxmi ji ki behan hain but opposite hain..prosperity ki jagah daridrata laati hain.
* Negativity hatane ke liye sabse prem ka vyavhar karna chaiye .Aapas me pati patni ko adjust kar ke rehna chaiye. Ek gussa kare to doosra chup ho jaye ya mala utha le...
* very nice example of salt given if one scoop put in glass of water and we drink it will taste bitter whereas if put in a big sarovar water will taste sweet. Same way agar hamari soch sankeern hogi to choti baat bhi bahot badi lagegi but if we are Krishna Conscious and busy in chanting, listening to hari katha, enjoying sadhu sangh badi se badi baat bhi choti lagti hai as it hardly matters.
Thaaank you soo much Prabhuji for This lovely katha full of so many learnings 😊🙏🙏🙏🙇🏼♂️🙇🏼♂️🙇🏼♂️🙇🏼♂️🙇🏼♂️
True topic and reality, thank you prabhuji ❤ hari bol ❤
You're welcome 😊
🙏🙏🙏Hare Krishna Gurudev ati Sundar katha 🙏🙏🙏
Thank you prabhuji for this lecture... Seriously whenever anyone required solution in their life... They just need to hear you n their solved... Jay🙌
Hare Krishna prabhuji thanks for sharing prbhu ji 🙏🙏
🙏हरे कृष्ण प्रभु जी दण्डवत प्रणाम प्रभु जी बहुत आभार आपका मै तो कितने अन्धकार मै थी अब तक
अद्भुत... Hari hari bol
HARE KṚṢṆA 🙏🏻🙏🏻🙇🏻♀️🙇🏻♀️
HG PRASHANT MUKUND PRABHU JI KI JAYA ❤🙇🏻♀️
Hara krishna prubuji 🙏🌹
Hare Krishna prabhu ji 🙏🙏
Hare Krishna prabhuji panchang pranam 🙇🏼♀️🙇🏼♀️🙇🏼♀️🙇🏼♀️ savata mali sant ke bare main bahut accha bataya prabhuji hamare gaon main bhi hain sant savata mali ka mandir
Jay
HARE Krishna Prabhu ji apko mera dandwat pranam 🙏 HARE KRISHNA PRABHU JI 🙏🙏🙏
Nice lecture Prabhu ji 🙏
Hare krishna prabhuji pranam bht sundar lecture aapne striyon k liye bataya kartavya and yes vaani isko control karna sabse impossible ho ta hai lekin kar diya toh kya kya nhi ho sakta hai prabhuji.. you are right this is an important guide to me and thankyou prabhuji aapke inn lectures se bht shiksha aur motivation milti hai k chahe sab kuch chala jaye par umeed na jaye thankyou prabhuji again for this beautiful lecture🙏
Hare Krishna prabhu ji
Parnam 🙏
An extraordinary and insightful lecture filled with profound teachings, prabhu ji
🙏🙏🙇♀️🙌
Thank you, prabhuji, for your invaluable guidance and gracious shelter.
Thanks for liking
🙏🏻🙏🏻🙏🏻🌺🌼🌹🚩🚩🚩Hare krishna prabhu ji very very thank you🙏🏻🙏🏻🙏🏻🚩🚩🚩
Hari bol,🙏
Hare Krishna prabhuji pranam 🙇♂️ 🙏
It's a wonderful lecture prabhuji thank you so much prabhuji for everything 🙏🙇♂️🙏
Hare Krishna Prabhu Ji
Hare krishna 🙏🙏🙏 Pranaam Prabhu Ji 🙏🙏🙏
🙏🙏🙏🙏Hare Krishna Gurudev Dandawat pranam 🙏🙏🙏🙏
Hare Krishna Prabhuji 🙏🏻
Hare Krishna🙏🙏 Prabhuji🙏
Hari hari ❤
Hare Krishna prabhuji
Hare Krishna Prabhuji Dandwat Prnam
Ekdam satya job karne ke baad bahut si girls bilkul bhi sahti nahin. Bhakti ka poora abhav hai
Hare Krishna Prabhu ji sader pranam 🙏
Hari bol....🙏🙏
Hare Krishna Prabhu ji ✨️ 💖 🪷 💐 🙏
Hari bol mera pyare Prabhu ji ❤🤗
Hare Krsna prabhuji pranam, bhot sundar vyakhya kari hai aapne prabhuji Srimad Bhagavata ke bhot hee sundar shlok ki prabhuji. Some points are:
1) Jab ye shareer hee anitya hai, to yaanii isse utpann rishte aadi bhi maya hee hai. Aur iss maya dvara mohit kon hai? Jab maya mei sthit kisi ki buddhi ka vinash ho jaata hai.
2) Jaise kaliyug mei panch karma jo approved nahi hai, unme se ek hai sannyas, to sannyas yaani chodkar ke sabko tyag dena ye approved nahi hai, parantu Sannyas ashram approved hai joki Daivi-varnashram ke antargat aata hai jiska hetu hai jagat ka uddhar, Krsna Bhavnamrit ke prachar dvara.
3) Kabhi bhi sant-ninda nahi karni chahiye, ye sabse kharab cheez hai, isse kharab kuch nahi ho skta. Jo humari comparitive mentality hai na ki ye achha vo bura, ye humare liye vinashkari hai. Koi bhi chahe kisi bhi sampradaya ka ho, yadi Thakurji ke Bhakt hai koi to hume unke avashya samman karna chahiye, par sang apne hee sampraday mei karein, par apmaan kisi ka bhi nahi karna chahiye. Kabhi kisi ka siddhant galat ho skta hai, uss siddhant ki ninda kari ja skti hai(prakrit sthiti mei isse bhi bachna chahiye, ye Gurujan aur Krsna hee dekhein), par kisi bhi vyakti vishesh ki na hee ninda karni chahiye aur na hee dvesh.
4) Agar koi Bhakti marg pe chala hai to nischit hee uske virodh mei samaj ke log honge hee, aur jab samaj ninda karne lage tab smjho ki Bhakti jivan mei aage badh rahe ho.
5) Jiski buddhi ka hanan ho gaya hai, ve vyakti Bhagavan ke dvar jaakar bhi aise bhautik bhog, jo kshanbhangur hai aur narak-gaami jiva ko bhi sulabh hee mil jaate hai, aise maya mei bandhne wale Bhogo ki vancha karta hai. Jo vastav mei sumedha hai, ve prarthna karta hai Hari-prem-prapti hetu.
6) Jaisa ki Chanakya Pandit kehte hai, ki asli daridrata hai sad-vachano ki, agar log achhe vachan bolne lage, to 90% se zyada klesh khtm ho jaayenge.
7) Jo vyakti ignorance mei hai, uska lakshan hai vo sirf immediate reaction ke chalte, bina samaj par long-term effect ko consider kare action leta hai, lekin sant ko yadi kisi ka kuch galat bhi lag jaaye, tab bhi ve samaj ko sochkar sabke bhale ke liye hee reaction karta hai.
8) Sabse root cause of all conflicts is lack of Krsna conciousness, agar pati-patni dono Krsna conciousness ban jaate hai, to sabse oehle vo khud stress free ho jaayenge aur unke aas-paas ke log bhi unse satisfied rahenge, otherwise log depression mei hee reh jaayenge. Dukh ka karan hee vastav mei mann hai, agar mann sadaiv Krsna ke charan kamlo mei lag jaaye fir sukh-dukh ka mtlb hee nahi hai, keval Anand hoga.
9) Jaise agar koi ek glass paani mei ek chamach namak daalke piye, to usko bhot khara lagega, parantu vahi ek chamach namak agar koi sheetal sarover mei daale, tab vo jal usko meetha aur accha lagega, aise hee jitna humare jivan mei Krsna prem ka ras hoga, same hee incident pe hum khaare aur kadwe hone ki bajaye sada shuddh, sheetal aur dusro aur svayam ko anand dene wale rahenge.
Aaj k samay m jo
Mata pita nhi kr rhe hai
Woh job aap kr rho ho prabhuji
Harekrishna prabhuji 🙏🙏
Hare Krishna prabhuji panchang pranam
Hare krishna prabhuji pranam ❤️❤️🌹🌹🙏🙏🙏 thankyou so much for this wonderful lecture.... bahut dino se mann mein ek question tha.... samajh aa gaya prabhuji.....es katha se
Apne jo mayapur wali guru maharaj ji ki story batayi ki ek mahila ko paise, or prasad dene ke liye bola.... or jab aapne pucha to guru maharaj ji ne kaha wo genuine hai.... koi genuine hai to uski help kar sakte hai.....
Prabhuji kai baar mein bahut hard ho jata hoon dil se ki jo seekha hai bas us par chalo... jaise mein koi bhi paise mangta hai to seedha yei nahi sochta ki genuine bhi ho sakta hai.... seedha yahi sochte hai ki nashe karega .... or karmo mein bandh jayenge hum .... sirf temple mein he daan dena chaiye....
Abhi kuch mahine pehle wife ke saath tha to daughter ke liye kuch sweets le raha tha to mein shop ke andar tha....wife bahar he wait kar rahi thi....to ek ladka aaya wife ke paas usne kaha ki please koi toy lelo aaj meri bikri nahi hui bilkul bhi.... kuch paise de do...... ab wo shayad wife ke samne roya bhi hoga ki subah se kuch nahi khaya.....to wife ne mujhe kaha ki kuch paise de do es ladke ko dene hai....maine kaha mein paise nahi deta isko kuch khila do....wife boli koi nahi aap karmo mein mat bandho mein bandh jaungi.... to wife ne usko paise de diye thode se.....to usne bahut thanks bola or bola mein aise nahi lunga aap please yei khilone le lo.... wife ne kaha ki nahi nahi aap rakho khilone bhi...kisi or ko de dena.....usne bataya hoga wife ko ki naukri chali gayi hai meri....or koi mere toys bhi nahi khareed raha.....
Prabhuji fir mujhe realise hua ki meri wife to bhakti bhi nahi kar rahi uske andar dusre ke liye itna prem hai.....
Or mein mala kar rhaa hoon shravan kirtan bhakti kar raha hoon... or mujhe to usko samjhna chaiye tha....bhakt to soft hearted hote hai.... matlab mujhse jayada achi to shayad meri wife hai....
Ab humne shiksha li hai ki kisi ko paise nahi dene.... or soch samajh ke chalna hai jisse karmo mein na bandhe.....
Prabhuji aaj katha mein samajh aaya ki jo genuine lage uski help kar sakte hai.....
Es se ek question hai prabhuji ki
**es mein karmo mein nahi bandhenge kya prabhuji**??
Hare Krishna🙏🙏
Hare krishn 🙏❤️🙏
Hare Krishna Prabhuji 🙏🏻Pranaam
A Very simple & effective way of explaing that how our indisipline can lead to unsucess & failure in life be it spritual OR material. If it would have been in my hands I would have broadcasted this lecture on all the social media channels so that everyone of us can realize that how we are making mistakes in our daily life. My heartlfelt obeisance to you Prabhuji ... Hare Krishna 🙏🏻🙇🏻♂
Thanks for nice feedback
Today's learning: 56:45😊
माया मरी न मन मरा🌬️
मर मर गया शरीर🔥
आशा तृष्णा न मरी🫧
कह गए दास कबीर🌞
Try your best
Ready for the worst
Take all the rest
Because krishna is the best🎉🎉🎉
🎉😮😮
Dhanyawad prabhuji ek stri ke kartavya kya hain ye bhi bataya
Hare Krishna hare ram
Girls and Boys are equal... Is the biggest illusion of parents...
स्त्रियां पूर्ण स्वतंत्र हो गई हे जो शास्त्रों में प्रतिबंधित हे,इसलिए ये सब हालत हे। पुरुष स्त्री अगर दोनों भक्ति की ट्रेनिंग ब्रह्मचारी स्तर पर,विवाह पूर्व,तो ऐसी नौबत खत्म हो जाएगी। क्यों कि सारी जड़ अनियंत्रित तृप्ति की हे चाहे वह धन का मामला हो , या अन्य कोई
😮😮 really
“Bhagya falati sarvatra, nacha vidya na paurusham” can anyone please give refernce to this verse from which sastra it has been qouted?
मार्कण्डेय शारदेय & महाभारत
@Krishna-TV hare krsna prabhu dandwat pranam Jai srila Prabhupada 🙏🏽 prabhu can u pls provide me the full shloka with translation and purport, only would suffice also.
@Krishna-TV hare krsna prabhu dandwat pranam Jai srila Prabhupada 🙏🏽 prabhu can u pls provide me the full shloka with translation and purport, only translation would suffice also.
@@Krishna-TV hare krsna prabhu dandwat pranam Jai srila Prabhupada 🙏🏽 prabhu u haven't responded to the msg,,,pls provide me the shloka and translation of it.
Hare krishna....prabhu ji...
Request: please Make a one video on evolution of human life .. because I have one question is that all human really evolve from monkey..... because prabhu ji I really want to know what is the actual reallity... please explain prabhu ji.. humble request prabhu ji.
@@Guptayashogmya720 Yes please 🥺
Sure I will
@Krishna-TV thank you so much... Prabhu ji......Hare Krishna.... Krishna TV🚩🚩🙏🥺👌
Main is sanskar hi nahin rahe . Aaj kal maayen apni betiyon ko sahi shiskha nahin deti. Sahan sheelta . Bhakti bilkul bhi nahin
Maaein ko toh ladies night out chaiye....Bangalore aur metro cities main haalat kharaab hai.. 4 saal ki bacchi ko fashion show karati hainnn
Kisi ne us woman ki side suni hi nahi aur log spiritual analysis karne lage.
Ek se sympathy aur ek se nafrat, yahi to Maya ka prapanch he..
Hare Krishna Prabhuji 🙏🙏
Hare krishna 🙏
Hare Krishna Prabhuji🙏