Niyaz Fatiha Nahi Karna Chahiye Aisa Manaa Kahan Likha Hai? | Saikh Kifayatullah Sanabili | iPlus TV

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 30 сен 2021
  • Niyaz Fatiha Nahi Karna Chahiye Aisa Manaa Kahan Likha Hai? | Saikh Kifayatullah Sanabili | iPlus TV
    ► Support Us with your donation:
    www.instamojo.com/@ilmfoundation
    www.iplustv.com/support
    or Contact Us: 9588888826
    Join our social media:
    ► Telegram Channel: t.me/iplustv
    ► WhatsApp Group: www.iplustv.com/whatsapp
    ► Subscribe Our RUclips Channel:
    ruclips.net/user/iPlusTvOnline...
    ► Facebook Page:
    / iplustvlive
    ► Official Website: www.iplustv.com
    ► Instagram: / iplustvonline
    ► Twitter: / iplustvlive
    ► Download iPlus TV Application:
    ● Android App: play.google.com/store/apps/de...
    ● iPhone (iOS) App: itunes.apple.com/us/app/iplus...
    ► About iPlusTV
    iPlus TV is a Islamic Family TV Channel. iPlus TV is trying to create a positive change in the Indian Society by connecting people to their Creator. iPlus TV is trying to create harmony, understanding and tolerance among people from different faiths. iPlus TV has quality programs for the entire Family - Women, Children, Teens, Elderly, Businessmen, Families, Mushayra, inter-religious. iPlus TV has many interesting, motivating and knowledge-increasing Islamic Programs. iPlus TV also has programs on various social issues where people from different sections on the society come together for social reforms on subjects like Farmers Suicide, Female infanticide, Corruption, Dowry etc.
    iPlus TV Behtar Zindagi ke Liye…
    PLEASE NOTE:
    Any of the views expressed by the speakers do not necessarily represent the views of iPlus TV or any other projects it may have or intend to do. iPlus TV and it's affiliates do not advocate nor condone any unlawful activity towards any individual or community.
    COPYRIGHT NOTICE:
    We allow anyone to translate our content and reshare videos but the video must remain branded under iPlusTV (with our logo and channel link) all speakers and artists should also be credited in the description, Video Footage: All footage used in our videos are licensed to iPlus TV Media, and you are not permitted to cut clips and use in your own videos (without permission from the original owner).

Комментарии • 150

  • @Iamibrahimsayed
    @Iamibrahimsayed 16 дней назад

    Wallahi very well 💯 explained.. subhanallah Alhamdulillah La Ilaha illallah Allahuakbar Allahumagfirli Allahumarhani Allahumar Zuqni

  • @exposemania7651
    @exposemania7651 2 года назад +11

    Bahut hi badhiya explanation hai❤️❤️❤️

  • @mohammedabdulmannan8833
    @mohammedabdulmannan8833 2 года назад +12

    جزاك الله خيرا
    Very good explanation

  • @arshadsiddiqui8514
    @arshadsiddiqui8514 Год назад +8

    Jazak Allahu khairan Good Explanation May Allah bless you sheikh 👍

  • @yasmeenkhan5529
    @yasmeenkhan5529 2 года назад +6

    Jazakum Allahu khairan sheikh

  • @AfzalAfzal-ce7to
    @AfzalAfzal-ce7to 2 года назад +10

    Bahut acha aur pyare andaz me samjaya AAP ne 🤗🕋📚💯📔🇸🇦

  • @sts2241
    @sts2241 2 года назад +5

    Mashaallah hum sub ko hidayat pe chalne taufiq aatta farmaye Aameen

  • @abdulkayyoom4963
    @abdulkayyoom4963 2 года назад +16

    Best explanation sheikh 😍

  • @ShahidRazaAnsari-mr9qf
    @ShahidRazaAnsari-mr9qf 18 дней назад

    Bhaut achha allah aap ko lambi umar de sekh

  • @hasbunallahowanimalwakil8608
    @hasbunallahowanimalwakil8608 2 года назад +3

    Alhamdulillah, Masha allah, ek sahaba ne arz kiya .....allah se mohabbat ki alamat Quraan se mohabbat karna hai aur Quraan se mohabbat ki alamat Mohammad saw se mohabbat karna hai aur Mohammad saw se mohabbat ki alamat unki sunnaton se mohabbat karna hai.....

  • @MdabulkalamAzad-db5dj
    @MdabulkalamAzad-db5dj 10 месяцев назад +1

    Alhamdulillah alhamdulillah۔ mashallah bahut khub
    Saikh muhtram۔ jzak allah khair saikh

  • @abdullahimtiazkhan6376
    @abdullahimtiazkhan6376 2 года назад +2

    جزاک اللہ خیرا بھائی

  • @ShaikGhusiya-ut5wr
    @ShaikGhusiya-ut5wr Месяц назад

    Beshak best explanation mulsab jazakallah kheir Allah sab ko hidayat de Sunne se phele Amal ki tofik de آمین 🤲🏻❤

  • @shehzad13179
    @shehzad13179 Год назад

    Ma shaa Allah Jazak Allah 👍🏼👍🏼👍🏼

  • @nusratshaikh3487
    @nusratshaikh3487 2 года назад +2

    جزاك الله خيرا واحسن الجزاء في الدارين

  • @rafeequeanjum1249
    @rafeequeanjum1249 2 года назад +4

    Alhamdulillah

  • @fareezakhan1716
    @fareezakhan1716 Год назад

    Bht acha lga..ekdum sahi bayan kiye

  • @qualityarts6503
    @qualityarts6503 Год назад +2

    MASHA ALLAH

  • @halimasadia6432
    @halimasadia6432 2 года назад +2

    Subhanallah..

  • @NishatMansoori-z7u
    @NishatMansoori-z7u 19 дней назад

    V right❤

  • @GulfJobUpdates712
    @GulfJobUpdates712 8 месяцев назад +2

    Sab ALLAH ka hi naam lete h
    Log khusi manate jha tak mujhe samjh aata
    Khana banate pakate aur logon ko khilate
    Aur khana aage rakhkar ki is par barkat ho
    Aur jyada se jyada logon ko khana khila sake

  • @NishatMansoori-z7u
    @NishatMansoori-z7u 19 дней назад

    ❤❤

  • @mtr206
    @mtr206 Год назад

    Very nice explain

  • @BlueSky-lc5pm
    @BlueSky-lc5pm Год назад +1

    Excellent answer

  • @shireensaira2395
    @shireensaira2395 5 месяцев назад

    Good explanation!!

  • @saeedurahman8337
    @saeedurahman8337 Год назад +1

    Mashallah

  • @iloveindia5175
    @iloveindia5175 2 года назад +5

    Allah mujhe or mere khar balo or har musalman ko bidatto se mehfuz farma aamin

  • @nidayhaq1264
    @nidayhaq1264 2 года назад +4

    هداك الله تعالى إلى الحق

  • @asifsayyad5775
    @asifsayyad5775 2 года назад +5

    Masha Allah nice explanation :)

  • @anonymous7661
    @anonymous7661 6 месяцев назад

    Sheikh Nailed it ❤

  • @thesoulfulstage4346
    @thesoulfulstage4346 9 месяцев назад +2

    12544 Musnad Ahmad me to ye hadees mili hi nahi mujhe

  • @mahboobkhan8127
    @mahboobkhan8127 9 месяцев назад +2

    جناب شیخ محترم بہت شاندار طریقے سے آپ نے وضاحت کی ہے اللہ تعالیٰ آپ کو جزائے خیر دے آمین ہمارے مقلدین بھائی اس پر شدید گرمی سے بعث و مباحثہ کرتے ہیں اللہ تعالیٰ ان کو سمجھنے کی توفیق دی آمین اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ

  • @AmirKhan-oy1oc
    @AmirKhan-oy1oc 2 года назад

    ❤️❤️❤️

  • @salmanbatliwala360
    @salmanbatliwala360 Год назад

    ما شاء الله تبارك الله الحمدلله

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  Год назад +1

      Jazakallahu Khaira ... Share iPlus TV in Your Contacts and Groups

  • @sabashaikh8316
    @sabashaikh8316 Год назад

    👏👏👏👏

  • @shahidpasha7470
    @shahidpasha7470 2 года назад +1

    Sahi bat hai shaik

  • @saqlainiftikhar1634
    @saqlainiftikhar1634 4 месяца назад

    👍

  • @SakirKhan-hk4kb
    @SakirKhan-hk4kb 2 года назад +2

    Assalamu alaikum rahmatullahi wa barakatuh

  • @GulfJobUpdates712
    @GulfJobUpdates712 8 месяцев назад

    Bahut sahi kha inhone
    Jo saabit suda ibadat h wo to karo

  • @moinali7379
    @moinali7379 6 месяцев назад +1

    Refrence dala kro plzz taki kisi ko smjha sake jazakallah khair

  • @shaguftashahab1866
    @shaguftashahab1866 2 года назад +2

    Blkl sahi frmaya allah ye baat bidatiyon ki smjh me aajae

  • @Abdulkalammolhu9820
    @Abdulkalammolhu9820 2 года назад +2

    Assalamualykum

  • @Islamiinminutes
    @Islamiinminutes Год назад +2

    Sunnan darmi ki hadees no. Btla den to meherwani hogi... Allah apko zajaye khair de

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  Год назад

      Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
      Android: goo.gl/hSuJk6
      iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL

  • @fahadyasin3102
    @fahadyasin3102 Год назад +1

    Mashallah...janab hadees number bhi bta dia kriye...

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  Год назад

      Hadees Number Reference me De di jaati hai .. Screen hi per
      Aapko konsi hadees ka number mila mention karke bata dijiye, In Shaa Allah aapki poori madad ki jayegi
      Jazakallahu khaira

  • @nazeer.A
    @nazeer.A Год назад

    Hamare yaha aisa hota hai ..
    Jab main namaz ada karne kaha jana hai.
    Main agar roka tho hame "thonde"
    Ajeeb namo se bulathe hai
    Reply kijiye
    Jazakallah

  • @waseemahmed6288
    @waseemahmed6288 Год назад +1

    Sir apne sahi btaya hai lekin hadeez num check Karen mujhe nh mil rahi

    • @aqeelkhan7263
      @aqeelkhan7263 9 месяцев назад

      Sahi se check karo Hazrat jhoot thodi bole honge

  • @abyt444.
    @abyt444. 9 месяцев назад

    Hamare nabi ke hote hue jinda wali sabse bade wali se sahaba ne nhi kaha ke hamare liye dua ki jiye nabi ne kaha ibadat karo namaz padho or dua mango

  • @mr.faizan4816
    @mr.faizan4816 9 месяцев назад

    Accha to aap ye bataye ke jumha me 2 azaan Dena kaha likha hai ❤

  • @GulfJobUpdates712
    @GulfJobUpdates712 8 месяцев назад

    Jse humlog 15 august desh azaad hua
    Khushi manata sab mithai baar ta
    To usi tarah se humko lgta
    Jo special character jse jo deen k lie kuch kie
    To ye log ek special date m khushi manate khate khilate logon ko
    Jha tak humko samjhta ata h

  • @sabiruddinkhan4808
    @sabiruddinkhan4808 7 месяцев назад

    Sahi Muslim Hadis number kitna hai

  • @abdulshakur6287
    @abdulshakur6287 Год назад +4

    Fateha krna hamare peyare nabi (s) se sabit hai
    Hujoor(s) ke bargah me hajrat anas (r) ke ammi jaan ne khir bana kr bheji thhi to aap (s) ne jaja jaha se chaha waha waha quraan sharif se k kuchh aayete padhe Or duaa k liye hath v uthaye Or esi ko fateha khte hai tum jo bole ho us me khud fas gaye hadis padho to smjho v sirf padho mat padh k smjho
    Or tum kaha ka rahne wala hai bad aakida topi dadhi wala

    • @stargs6826
      @stargs6826 11 месяцев назад

      Mashallah bhai...mai sunni huu muje ye hadees ka no djiye

    • @mohammadjahangir3975
      @mohammadjahangir3975 11 месяцев назад

      Hadees reference no plz

    • @kingsizezzzzz
      @kingsizezzzzz Месяц назад

      Pehle hadees ka reference diyo aur baadme dosro ko sikhao pure hadees pardhne ke liye aur huzoor ne quran se kuch pardha to kya pardha wo nahi likha hua hai kya aur kya usme hukum hai karne ke liye

    • @reyazansari7998
      @reyazansari7998 28 дней назад

      Jhoton par Allah ki lanat😡

  • @mdmoinuddin4240
    @mdmoinuddin4240 10 месяцев назад +1

    1. अल-फ़ातिहा
    1:1 - अल्लाह के नाम से जो बड़ा कृपालु और अत्यन्त दयावान हैं।
    1:2 - प्रशंसा अल्लाह ही के लिए हैं जो सारे संसार का रब हैं
    1:3 - बड़ा कृपालु, अत्यन्त दयावान हैं
    1:4 - बदला दिए जाने के दिन का मालिक हैं
    1:5 - हम तेरी बन्दगी करते हैं और तुझी से मदद माँगते हैं
    1:6 - हमें सीधे मार्ग पर चला
    1:7 - उन लोगों के मार्ग पर जो तेरे कृपापात्र हुए, जो न प्रकोप के भागी हुए और न पथभ्रष्ट

  • @furqanidrishi9894
    @furqanidrishi9894 Год назад

    Niyaaz fatihaa ek najayez Amal h jo hamarey musalman bhai behno ne gairo k jaisey Amal ko apnaa banaa liya hai..... Ye ummat ki nakami h jo hum Aaj apne Allah swt ki shariyatey Qur'an hadis aur namaz rozaa zakat hajj jo khass aur pakk Amal h Allah ki taraf se Issey hum musalman bhaiyo ne chodkar najayez kaamo me lagey hai ....

  • @techviptips
    @techviptips 2 месяца назад

    kiya samjhana chare ho bhai

  • @tauhidkhan634
    @tauhidkhan634 2 года назад +3

    Sunni bhai aap sab kuch karo jo dil me aaye ye hazrat wahabi hai na suno

  • @dawahisourresponsibility4065
    @dawahisourresponsibility4065 9 дней назад

    Mene aik sawal send kiya 3 months ho chuke han ab tak koi reply nhi aya

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  9 дней назад

      Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
      Android: goo.gl/hSuJk6
      iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL

    • @dawahisourresponsibility4065
      @dawahisourresponsibility4065 8 дней назад

      @@iPlusTVonline but app ka number screen par show kar raha tha

  • @riyazmm7390
    @riyazmm7390 2 месяца назад

    Assalamu alaikum allah ke alawa ksii ke same jhukna sjda krna shirk hai

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  Месяц назад

      Wa alaikum assalam wa rahmatullahi wa barakatuhu
      Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
      Android: goo.gl/hSuJk6
      iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL

  • @danishahmad3034
    @danishahmad3034 2 года назад

    Log dabato me khane ke barqat ke liye fatiha pdte h ki logo ko pura ho sake me aapse quran or hadees ki roshni me janna chahta h durust h ya nhi?

    • @rafiqueshaikh5240
      @rafiqueshaikh5240 Год назад

      Ye amal bilkul galat hai Qk Quran aur Sunnat se saabit nahi hai

  • @iqbaalhussain6421
    @iqbaalhussain6421 2 года назад +1

    Bhai sahab kya aap likh ke de skte ho ki fatiha haram ya mardood tareen hai ya aisa kuchh bhi ,etc

    • @rafiqueshaikh5240
      @rafiqueshaikh5240 Год назад

      Aap apna daawa likho ki fatiha ko khane par padhna Quran aur Sunnat se saabit hai

  • @Arshadkhan-zh7fq
    @Arshadkhan-zh7fq 2 года назад

    Tarabi Kitna rakat kis Kitab Mein Likha Hai Mera Aaj bhai Sawal kar raha hai

    • @rafiqueshaikh5240
      @rafiqueshaikh5240 Год назад

      Taraweeh lafz Hadees ke Arabic alfaaz mein nahi hai Tahajjud, Qiyam ul Lail, Qiyame Ramzan word hai aur Nabi (Saw) 11 se zyada nahi padhte the jisme 3 rakaat witr hoti thi

    • @ausafumarkhan5363
      @ausafumarkhan5363 4 месяца назад

      Taraweeh ki namaz 20 rakaat hai jo sahaba s sabit hai...
      Taraweeh ki afzal ibadat m hai lekin farz nhi hai..

  • @iqbaalhussain6421
    @iqbaalhussain6421 2 года назад +1

    Phle mujhe ye batao maulvi sahab ki Fatiha men kya kya krte hai

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  2 года назад +2

      Qur'an Khwani me jo padhte hain usse Matlab nahi pehle yeh Matlab hai ki Fatiha Khwani ka suboot Allah ke Nabi se hai ya nahi?
      Agar Is kaam ka Suboot hai to bahut achha hai kiya jaye, Lekin agr suboot nahi hai to hum isko anjaam nahi de sakte. Kyunki Pyare Rasool Muhammad ﷺ ne aisa nahi kiya aur na karne ko kaha aur na aapke baad aapke Sathio me se kisi ne aisa kiya.
      Aap kehte hain ki usme aur ibadat me same cheez padhi jaati hai
      To Aapka kya khayal hai Zuhar 4 ki bajaye 5 rakat padhi jaye, Kya ek rakat me 3 sajde kiye ja sakte hain?
      Nahi na. Kyunki Ibadat ka koi bhi kaam hum apni marzi aur bagair Daleel ke anjaam nahi de sakte hain. Kuch bhi ibadat karne se pehle uski daleel talash ki jaye tab woh ibadat anjaam di jaye.

    • @iqbaalhussain6421
      @iqbaalhussain6421 2 года назад

      Dekho bhai ,har wo achhi cheez jo allah aur rasool ki tareef ho aur dua ki jaye har momin ke liye wo kaise galat hoga batao mujhe

    • @iqbaalhussain6421
      @iqbaalhussain6421 2 года назад

      Hum to sirf usme surah padhte hai aur dua krte hai iske alwa kya hota hai ,ha shuru men kuchh naat aur taqreer bhi hoti hai ,zikr wo azkar Krna to galat nhi hai na

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  2 года назад

      Ibadat bhi usi tareeqe se honi chahiye jis tareeqe se Allah ke Nabi ne ki aur Batayi hai Agar aisa nahi hai matlab agar Nabi ﷺ nahi bataya to aisa kaam Amal qabil e Qabool nahi
      Muhammad ﷺ ko Allah ne Rasool banaya taki unke mutabiq zindagi guzari jaye
      agra hum apni marzi se chale aur Rasoolullah ke mutabiq Amal na kare to Unko Rasool maanne ka matlab kya hua
      Allah ke Nabi ne farmaya
      Jisne koi aisa kaam kiya jis per hamara hukm nahi woh Reject hai

    • @fazlulhaque4311
      @fazlulhaque4311 2 года назад

      @@iqbaalhussain6421 magrebkacharprhoorjiyadaswabmilega

  • @tamannakhatoon4863
    @tamannakhatoon4863 4 месяца назад

    Hadith me kahi bhi fatiha ka jikar nahi h

  • @abyt444.
    @abyt444. 9 месяцев назад

    Or phir dargah per jaana kaisa hai

  • @maroofrio
    @maroofrio 10 месяцев назад

    Fateha ibadat kaise hui ??
    Accha chalo aap ibadat ka matlab hi bata do kya hota hai

  • @hashammallick2316
    @hashammallick2316 Год назад

    اصل دین یہ ہے کہ اللہ سے ڈرو اور سچوں کے ساتھ رہو، جھوٹا شخص مسلمان ہو ہی نہیں سکتا

  • @GulzarKhan-qk4pq
    @GulzarKhan-qk4pq 2 года назад

    Bhai Sahab Ibadat me padte kya hai aur fatiha khwani me kya pada jata hai batayege please

    • @GulzarKhan-qk4pq
      @GulzarKhan-qk4pq 2 года назад

      Alhamdulillah Hanfi maslak ke hai bhai jan

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  2 года назад +4

      Qur'an Khwani me jo padhte hain usse Matlab nahi pehle yeh Matlab hai ki Fatiha Khwani ka suboot Allah ke Nabi se hai ya nahi?
      Agar Is kaam ka Suboot hai to bahut achha hai kiya jaye, Lekin agr suboot nahi hai to hum isko anjaam nahi de sakte. Kyunki Pyare Rasool Muhammad ﷺ ne aisa nahi kiya aur na karne ko kaha aur na aapke baad aapke Sathio me se kisi ne aisa kiya.
      Aap kehte hain ki usme aur ibadat me same cheez padhi jaati hai
      To Aapka kya khayal hai Zuhar 4 ki bajaye 5 rakat padhi jaye, Kya ek rakat me 3 sajde kiye ja sakte hain?
      Nahi na. Kyunki Ibadat ka koi bhi kaam hum apni marzi aur bagair Daleel ke anjaam nahi de sakte hain. Kuch bhi ibadat karne se pehle uski daleel talash ki jaye tab woh ibadat anjaam di jaye.

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  2 года назад +1

      Ibadat bhi usi tareeqe se honi chahiye jis tareeqe se Allah ke Nabi ne ki aur Batayi hai Agar aisa nahi hai matlab agar Nabi ﷺ nahi bataya to aisa kaam Amal qabil e Qabool nahi
      Muhammad ﷺ ko Allah ne Rasool banaya taki unke mutabiq zindagi guzari jaye
      agra hum apni marzi se chale aur Rasoolullah ke mutabiq Amal na kare to Unko Rasool maanne ka matlab kya hua
      Allah ke Nabi ne farmaya
      Jisne koi aisa kaam kiya jis per hamara hukm nahi woh Reject hai

    • @iqbaalhussain6421
      @iqbaalhussain6421 2 года назад

      Gulazar bhai whi to main puchha lekin jwab zra hat ke de rha hai

  • @furqanidrishi9894
    @furqanidrishi9894 Год назад

    Niyaaz fatihaa krnaa matlab ki Allah ki raaho se bathaknaa hai ... Log Aaj bhi innn baato ko nhi samjhtey .... Bewaqooof logo ki Kami nhi h masallah hamarey musalmano me jo niyaaz fatihaa ko lekar bahesh krtey h aaapas me.... Namaz rozaa zakat in baato PR bahesh nhi krti h ye ummat isaliye Aaj duniya me har jagah maar kha Rahi h.... It's an reality of Muslims people....

  • @JunaidKhan-uu6ez
    @JunaidKhan-uu6ez Месяц назад

    Niyaz krna h ya nhi wo to bataya nhi apne?

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  Месяц назад

      Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
      Android: goo.gl/hSuJk6
      iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL

  • @Moinuddin64759
    @Moinuddin64759 2 года назад +3

    Hindu or Barelvi mein koi farq nhi h .

    • @rafiqueshaikh5240
      @rafiqueshaikh5240 Год назад

      Right. Aur isme Shia bhi shaamil hai

    • @waseemahmed6288
      @waseemahmed6288 Год назад

      Sahi

    • @waseemahmed6288
      @waseemahmed6288 Год назад

      Ye wo Han jo logo ki bath pe yaqeen karty Han hadeez or Quran no nh dhkty

    • @aqeelkhan7263
      @aqeelkhan7263 9 месяцев назад

      Agar hindu aor Barelvi me koi farq nahi to Barelvi ke peeche Namaz aor unke Yahan khana peena unke sath uthna baithna chor di jiye . Namaz to aksar log aa kar padh lete hain fir jisne jisne Namaz smajh lo Hindu ke peeche pdhi fir us pe kya hukm lagega ?

  • @GulfJobUpdates712
    @GulfJobUpdates712 8 месяцев назад

    Humko to samjh nhi ata jo sabit h namaz udhar to jata nhi jo kaam ayenga
    Par jo saabit nhi usko lekar ummat ko baanta hua maulana log ne barelivi wahabi ye sab kar kar
    Jab saabit nhi h to hum kui tension kui le ye sab ka

  • @shaguftashahab1866
    @shaguftashahab1866 2 года назад +1

    Nhi ye to sirf fateha khawani krenge bs ye hi inki ibadt he

    • @iqbaalhussain6421
      @iqbaalhussain6421 2 года назад

      Hye re hye re tmlg selfish hi ho saare ,batao bhai kuchh allah ka kalam pdhke kisi ke liye dua Krna ye kahan se galat hua ,tumlg aadhiqe nabi ki wafai dekhi nhi jaati ,tmlg direct wale ho yaar ,direct hi terrace pe chle jaao koi lift ya stair ki zarorat nhi

    • @rafiqueshaikh5240
      @rafiqueshaikh5240 Год назад

      Right

    • @rafiqueshaikh5240
      @rafiqueshaikh5240 Год назад +1

      @@iqbaalhussain6421 Allah kalaam padhke Dua karna saamne khana rakhke sharbat rakhke ye tariqa kaha se saabit hai ? Direct sidhi chadhne ki baat yaha par match nahi hoti Qk Allah hamare jugular veins se bhi zyada qareeb hai

    • @waseemahmed6288
      @waseemahmed6288 Год назад

      ​@@rafiqueshaikh5240 ye nh samjhgy

    • @rafiqueshaikh5240
      @rafiqueshaikh5240 Год назад

      @@waseemahmed6288 hamara kaam to sirf batana hai baaqi Allah jisko chahe hidayat de

  • @thesoulfulstage4346
    @thesoulfulstage4346 9 месяцев назад

    پھر تو تین دن کی جماعت میں جانا بھی صحیح نہیں ہوگا شاید کیونکہ تین دن کے لیے تو کوئی ثبوت نہیں ہے شاید ۔۔۔۔اور شاید یہ کانفرنس کرنا جیسے عظمت قرآن اور ختم بُخاری شریف اور درتار بندی وغیرہ ۔۔۔۔کیا آپ اسکا جواب دے سکتے ہیں ۔۔۔۔یہ میری محبت ہے حسن ظن رکھتے ہوئے پوچھ رہا ہوں

  • @farooqueshaikh9439
    @farooqueshaikh9439 4 месяца назад

    Aap ko es baat ke elawa koi Kam h kaya

  • @rizdream9097
    @rizdream9097 5 месяцев назад

    Isko apna nai pta is se Tum log sawal karte ho

  • @iqbaalhussain6421
    @iqbaalhussain6421 2 года назад +10

    Kya aapko pta nhi ki hamare nabi ne Abu Talib ke qbr men fatiha padhi hai

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  2 года назад +12

      Yeh aapne baat kaha se li hai
      yani authentic Kitab se hai?
      iski sanad kya hai?

    • @iqbaalhussain6421
      @iqbaalhussain6421 2 года назад +2

      Ek baat suniye ,main xmpl hi de rha hoon chhota sa hi duniya ka le lo ,
      Koi bhi dost ahbab ya biwi ho agar pyaar shiddat se hai na to uski burai kabhi nhi kroge agar usme kuchh khami ho to bhi chhupa doge ,,,but mere nabi men to koi khami hi nhi koi burai hi nhi ,,asal baat kya jisse mohabbat na ho na to kuchh na kuchh khami nikal ke lg bura kh hi dete hai ,aise hi aqeeda hai aaplg ka ,direct kaha maine ,bura mt manna

    • @sobankhan5556
      @sobankhan5556 10 месяцев назад +1

      Jhut

    • @abyt444.
      @abyt444. 9 месяцев назад

      Nhi pata kaha likha hai Bhai tujhe Allah ki Kasam tu uske baare me jhuut bol rha hai jo khudse jyada ummati ko pyaar pyaar karte hai jinme tu bhi aata hai delete kar message

    • @SharukhShaikh-un1tv
      @SharukhShaikh-un1tv 8 месяцев назад +2

      ​@@iqbaalhussain6421Abe Bhai Tese Daleel Mangi Gayi Hai Bhashan Dene nhi kaha hai kisine Jo Kaha Hai Uski Daleel De Agar Sachcha hai toh netoh Jahannam me apna thikana banale Allah Subhanahuwatala ke Deen me jhut bolne se!!

  • @hashammallick2316
    @hashammallick2316 Год назад

    اللہ تعالیٰ نے حضور پاک صلی اللہ علیہ وسلم پر درود و سلام بھیجنے کا حکم دیا ہے ۔درود حضور پاک صلی اللہ علیہ وسلم اور انکی آل کے لیے دعاء ہے اسی طرح فاتحہ اپنے بزرگوں کے لئے دعاء ہے اسلئے ایصال ثواب کی نیت سے فاتحہ جائز ہے۔اور حنفی مسلک میں ایسا ہوتا بھی ہے

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  Год назад +2

      Durood ka Saboot Qur'an aur Hadees se mojood hai
      Per Fatiha aur Is tarah ke Isal e Sawab ka hukm Sahi Hadees se Sabit nahi hai.
      Iske liye Is AMAL ko chhod dena chahiye

    • @waseemahmed6288
      @waseemahmed6288 Год назад

      Ye nh samjhegy

  • @sarwarshaikh6319
    @sarwarshaikh6319 2 года назад

    Niyaj karna haram hai

  • @TashiruddinIdrisi-nk4vv
    @TashiruddinIdrisi-nk4vv 4 месяца назад

    बेशकमाशाल्लाह

  • @heenakhana3010
    @heenakhana3010 11 месяцев назад

    Nhi krni chahiye

  • @loveuindiaiqbal1756
    @loveuindiaiqbal1756 9 месяцев назад

    Fateha ibadat nahi hai .bhai ye wird hai allah ko kisi time bhi yad karna gunah nahi hai . Mitha khana sunnat hai kuchh padke kha liya to aur achhi bat hai.allah ka kalam padhna kahi se galat nahi hai. Par bhatka hua ko kya samjhaye. Namaz to bht zaroori hai.farz hai. ye kon mana kar raha hai.aapke kahne ka matlab hai jo namaz nahi padta agar wo kisi garib ki madad kar diya ya koi fakir ko paise de diya.ya ma bap ka sewa kiya to wo fizul hai bekar hai.haram hai. Aisa nahi hai bhai sare nek kam apne alag alag jagah pe alag makam rakhta hai

    • @aqeelkhan7263
      @aqeelkhan7263 9 месяцев назад +1

      Bahut khoob farmaya aapne

  • @rahmatkhan2462
    @rahmatkhan2462 5 месяцев назад

    Allah ka hi to naam lete ht

    • @IrshadKhan-ml5dh
      @IrshadKhan-ml5dh 4 месяца назад

      Namaz bhi zohr ki 4 rakat hai 6 padho vo bhi to jada hi padh rahe hai to mana jaiga kiya

  • @mohammeds8505
    @mohammeds8505 Год назад +1

    ( Anti Sunni will say this only as this person is saying )....I personally don't think it is wrong in doing Niyaz/Fatiha or going to Dargah....and I do it ALLHUMDUILAAH

    • @goat1381
      @goat1381 Год назад

      Aap Jo kar rahe h kya apko pata h ye Muhammad SAW se sabit h ya nhi?

  • @nidayhaq1264
    @nidayhaq1264 2 года назад

    عليك أن تتوب من الوهابية السعودية

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  2 года назад +1

      کونوا ربانیین
      البِدعة بأنّها طريقةٌ مخترعةٌ في دين الله، تُضاهي أو تُماثل الأحكام الشرعيَّة، وتُضاهي هنا تعني (أنّها تشبه الطريقة الشرعيّة، غير أنّ الحقيقة ليست كذلك بل هي مُضادّة لها)

  • @azizahmed2687
    @azizahmed2687 7 месяцев назад

    Bhai Mere khandan main bhi yehi tha sub bolte the ke hum khane ke samne fateha pad rahe hai kiya galat hai
    Main bhi subke samne Isha ki 4 rakath farz hai main 6 rakath padha Ismain galat kiya hai Aur faida howa Ek bhai bole nabi saw se sabit hai 4 rakath too 4 rakath bus na usse ziyada pad sakte na kam aur Dusri baat Aapki shadi hai aapke state main 50 shadi khane hai Ek hee shadi khane main shadi hogi aapka dost bole gha woo shadi Kyu nahi dusre main Kyu tesre main Kyu nahi aise log ko Allah subhan talla hee hidayaat de sakte hai bus apna kaam batana hai hidayaat bus rab ke pass hai

    • @iPlusTVonline
      @iPlusTVonline  7 месяцев назад

      Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
      Android: goo.gl/hSuJk6
      iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL

  • @hamza-xz1ch
    @hamza-xz1ch 2 года назад

    Mashallah