Jinn,Jadoo,Shayaten,Nazray Bad Aur Tawheed By Iqbal Salafi Que And Ans

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 22 окт 2024

Комментарии • 512

  • @gsdstart6907
    @gsdstart6907 6 лет назад +1

    Alhumdulliah seikh. First time mene itna sikha

  • @bakkarjutt183
    @bakkarjutt183 7 лет назад +6

    there is no reward of Shiekh,s speaking but only JAZAKMULLAH

  • @KashifKhan-pt1jb
    @KashifKhan-pt1jb 8 лет назад +3

    Allah pak sheikh ki hifazat fermae sheikh ne haq kaha he

  • @atharmirza7346
    @atharmirza7346 6 лет назад

    Allah apko apne ilm me se ilm or apne hilm me se hilm ata farmaye or hame bhi or allah pak puri ummat ko har preshani se bachaye apke liye uummhh 🍫

  • @munirahmedsolangi6078
    @munirahmedsolangi6078 3 года назад +1

    Allah is the greatest of all

  • @khanakram1774
    @khanakram1774 7 лет назад +5

    Mashallah nice bayan Hai Allah aapki umer lambi Kare aamen

  • @raeesqureshi8643
    @raeesqureshi8643 8 лет назад +3

    Asslam wailkum Allah Aap ko iss ka azar ata farmay or hum sub ko Mardood devil or khabish nafs se hifazat farmay ameen jazak Allah

  • @fayazmohammad892
    @fayazmohammad892 7 лет назад +1

    Masha Allah bohot achcha information hai vo bhi genuine qhuran aur hadees se.

  • @rashedarfahad496
    @rashedarfahad496 7 лет назад

    Allah har musalman par sidhi rah ata farmae...AMEEN

  • @mustaqkhan8788
    @mustaqkhan8788 6 лет назад

    سلفی صاحب اللہ پاک آپ کو لمبی زندگی اور تندرستی دے آمین

  • @atharmirza7346
    @atharmirza7346 6 лет назад

    Jazakallah salfi sahab allah apko or navaze apki umar me barkat ata farmaye allah apko dono jahan ki kamyabi naseeb farmaye or naik kaam karne ki toufeeq at farmaye ameen

  • @abdullahabdulrahman5370
    @abdullahabdulrahman5370 6 лет назад +1

    shaykh sahab, ma sha Allaah buhut khobsoorat tafseelan bayaan tha. laikin aaj awaam buhut gumrah aur bida'ton mai parhi howi hai. magar ahl-e-tawheed tu sirf quboori quboori ki ratt laga kar logon par fatwa baazi kar raha hai. hatta kay muhadith hafith zubair rahimahullah se bhi mai ne kabhi quboori ka lafz nahi suna, na he woh aam logon par fatway baazi karte thay.
    tablighee jama'at yaqeenan baatil manhaj kay paro kaar hain aur baatil manhaj ko farogh daite hain, laikin un ki mahnat rang lai hai aur log un ki taraf maail howe hain.
    kaash ahl-e-tawheed haq ki da'wat dain aur fatwon se ijtinaab karain. isi liye tu aaj aap ko ye baat kehni par rahi hai kay logon ne astaano ka rukh kar liya hai, q kay ahl-e-tawheed ne apna fariza khatam kar dia hai. agar ahl-e-tawhid haq ki da'wat ko ikhlaaq aur ikhlaas se aam karain tu yaqeenan fatha sirf ahl-e-tawhid he ki hogi.
    Allaah hamari madad farmaae, aameen.

  • @imtiazmalik4658
    @imtiazmalik4658 5 лет назад

    Jazak Allah ho kher mashallah bohat malumati bayan tha Allah pak apko sehat tandrusti aata farmae ameen janab salfi sahib agar mumkin ho to nazr e bad kese khatam karni he is ke mutalq rehnumai farma dain Allah pak apko jaza e kher aata farmae ameen

  • @bghhhjhverygood3156
    @bghhhjhverygood3156 8 лет назад +23

    سلفی صاحب اللہ تعالٰی آپ کی زندگی لمبی کرے آمین

  • @Ilovemymother2000
    @Ilovemymother2000 6 лет назад

    Jazakallah khair shaikh Iqbal ,Allah aapke Emaan,sehat,ilm,omr me bahut bahut bahut barkat ataa kare,apni panah ataa kare hr Shar se mahfoz krkr..Aameen
    Main jadu k masayel se guzaraahe hon ,jab jab mujhe apna Emaan qatre me feel hota Hy main aapku sunlete hon....bahut himmat aur rahnumayi milti Hy aapko sunkr......Aapke sab taqrir sune hain.likhe Hain Pori dairy full hogyi,aapke bataye howe sab triqe ilaj pr aml Ku lazim krliye Hy khudpr......mujhe bahut fayede howe.....Allah se dua Hy k mujhe Kamil shifa hojaye.aur Allah mujhe aulaade saleh ki naimat ataa krde.Aameen....aulad na hone k liye kisi ne jadu krwaya Hy....haqiqat ye Hy k Rab k izn k aage koi ni jaskta ye Mera Emaan Hy.Allah mere Eman ki hifazat farmaye zindagi k aqri lamhe Tak,aur mere Emaan ka Maan rakhle.Allahumma Aameen

  • @munirahmedsolangi6078
    @munirahmedsolangi6078 3 года назад +1

    The Speech transcendent of Hafiz

  • @munirahmedsolangi6078
    @munirahmedsolangi6078 3 года назад +1

    Royal Speech of honor Hafiz

  • @zeeshanbaig1230
    @zeeshanbaig1230 5 лет назад

    Mashallah bht acha lecture hai

  • @imranmidas
    @imranmidas 9 лет назад +8

    Masha Allah. Shaikh, paheli martaba suna aap ko Wallahi, bada achha laga. In sha Allah aap ke dusre droos bhi sunoonga. In sha Allah.
    Jazak Allah.

  • @mohdghouse1942
    @mohdghouse1942 7 лет назад

    mashallah very nice bayaans

  • @khawaryaqub473
    @khawaryaqub473 6 лет назад

    تو اپنے سارے دل اور اپنی ساری جان اور اپنی ساری طاقت سے اللہ تعالی سے محبت رکھ

  • @mohammadhyder905
    @mohammadhyder905 2 года назад

    جزاك الله خير يا شيخ

  • @misbahsayyed7555
    @misbahsayyed7555 7 лет назад

    Mashallah bohot piyari bayan hai

  • @muhammadfarooqlillah8297
    @muhammadfarooqlillah8297 7 лет назад

    Ma Sha Allah
    Allah jazayekhair ataa farmayen

  • @zakirabegum137
    @zakirabegum137 7 лет назад

    Assalamualaikum warahmathullah wabarkatuh,jazakumullahu khair aapne bahut zaroori cheez batai hai

  • @mdhafiz1450
    @mdhafiz1450 6 лет назад

    assallam alikum be shaksahi haq bath ki allah har kisiko hidayath de ammin

  • @ismaeelsnan9016
    @ismaeelsnan9016 6 лет назад

    masha allah ,allah apko seht or zindgi de

  • @shabanamalik1614
    @shabanamalik1614 8 лет назад +11

    Jazaak Allah khair wa Ahsan jazaa

  • @munirahmedsolangi6078
    @munirahmedsolangi6078 3 года назад +1

    I believe in Toheed

  • @QaziRazaOficial
    @QaziRazaOficial 4 года назад

    MASHA ALLAH

  • @mdnayeemkhan3181
    @mdnayeemkhan3181 7 лет назад

    bahut jaruri hai logo tak achi batai

  • @azizshah2871
    @azizshah2871 8 лет назад +8

    Jazakallah

  • @Being_human00754
    @Being_human00754 8 лет назад +6

    جزاك الله خيرا

  • @nagmasheikh4337
    @nagmasheikh4337 7 лет назад

    I love this video

  • @adilkhaskheli8006
    @adilkhaskheli8006 6 лет назад

    JAZAKALLAHKHAIR

  • @thohidchowdhry5908
    @thohidchowdhry5908 7 лет назад +3

    mashallah

  • @wadodahmed7668
    @wadodahmed7668 5 лет назад

    ikbal bahi Thank

  • @Jadoojinnatnazarkliye
    @Jadoojinnatnazarkliye 8 лет назад +1

    Assalam Alaikum
    Sheikh IQBAL Salafi sahab ko Pakistani time k mutabiq 10:00pm k bad call karein aasaani se baat hojaegi
    In Sha Allah

  • @SamiKhan-bb8bt
    @SamiKhan-bb8bt 9 лет назад +2

    HADEES#1: H. Abu darda r.a farmate hain,
    Rasoolullah alaihesalam ne farmaya:
    إن الله حرم على الأرض أن تأكل أجساد الأنبياء فنبي الله حي يرزق
    Allah ne Zameen par Haram kar diya hai ki wo Ambiya ke jismo ko khaye,
    so Ambiya apni Qabro me zinda hain, aur apna Rizq paate hain.

  • @maryaawaan6645
    @maryaawaan6645 6 лет назад

    Ma shaa Allah.

  • @latifraja8661
    @latifraja8661 7 лет назад +6

    nice video

  • @adnanjameel6606
    @adnanjameel6606 8 лет назад +3

    molisap Allah farmate hai jo bhi nabi par jado hua kahe wo zalim hai,(sure furqan ayet no 9)

  • @ZahirKhan-qk8go
    @ZahirKhan-qk8go 10 лет назад +2

    Allhauma AMEEEN.

  • @akbarali-nz1lg
    @akbarali-nz1lg 6 лет назад

    ماشاءاللہ

  • @khansyed8623
    @khansyed8623 7 лет назад

    sab prshanyo ka illaj surah kusar aur surah ikhlas ha fajr ka bad kasrat sa parha jaie insaha Allah bhot faida hoga

  • @humabilal1642
    @humabilal1642 8 лет назад +2

    assalam o ali kum. bhot acha laga ap ko sun kay

    • @cal2tawheed
      @cal2tawheed  8 лет назад

      Walaikum salam wa rah math ullah
      Sab say pehlay pic nikalo apni profile say

  • @bilalshah5205
    @bilalshah5205 8 лет назад +2

    bhot bara dhokha diya hay eno ny humein.Allah pochy en say.aameen

  • @abdulaleem9253
    @abdulaleem9253 8 лет назад +4

    ameen

  • @hashimali9851
    @hashimali9851 7 лет назад

    مشاءالله تبارك الله

  • @intrestingtopics4896
    @intrestingtopics4896 7 лет назад +1

    aameen

  • @abrarahmed680
    @abrarahmed680 8 лет назад +1

    aslam walikum mulana sahab hamara liya dua karo mlshallah aapki har baat sahi baat hai Allah akbar

  • @samnaqvi3644
    @samnaqvi3644 6 лет назад

    jazakAllah

  • @sabratariq6772
    @sabratariq6772 8 лет назад +1

    MashaAllah

  • @ateebkhokhar9520
    @ateebkhokhar9520 10 лет назад +1

    Salam o alaikum .. aur guzishta eid mubarak .. mera sawal hai iqbal salahi sir se ke
    Jo banda hath parh kr sub btaata hai kya wo islam mei jaiz hai ya nahi aur q ni hai. ?
    aur dosra sawal ye hai k
    Insaan apne hamzaat se baat kr sakta hai ? ye koi shaitaan hai ya koi jinn ?
    Please answar my question i am waiting
    Allah pak ki zaat apko aur apki team ko khush rakhe Ameen

  • @coolcool5611
    @coolcool5611 7 лет назад

    insha Allah

  • @abdulazeem8104
    @abdulazeem8104 6 лет назад

    Allah humein nake taufeeq de. Amin,

  • @BadBoy-ph5mv
    @BadBoy-ph5mv 6 лет назад +1

    Nice...🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

  • @woodenwork5517
    @woodenwork5517 9 лет назад +1

    Subhanallah molwe sahab agar morda logo zayda aiy khawab may tu enay kasy roka jay

  • @mehmudshekh4904
    @mehmudshekh4904 7 лет назад +1

    अस्सलाम वालेकुम क्या मैं अपना मसला हल्ला कर सकता हूं मेरा नाम महमूद Sheikh main India se bol raha hoon

  • @muhammadqadri7631
    @muhammadqadri7631 8 лет назад +1

    ALLAH SUBHANAHU WA TA'LA KI LAANAT HAI USPAR JO MUSALMANO PAR MUSHRIK HONE KA ILZAAM LAGATA HAI..
    QABR PARAST MUSHRIK BOL KAR MAJORITY MUSLIMS PAR ILZAAM LAGATE HAI AUR SIRF APNE AAP KO TAWHEED KE THEKE DAAR SAMAJTE HAI ..

  • @usmanshahid7529
    @usmanshahid7529 8 лет назад +2

    karachi mai iqbal sahab ya koi admi ya in ka koi markaz hai, jadoo wagera k ilaj k liye?

  • @naeemali2942
    @naeemali2942 6 лет назад

    Nice👌👌👌👌

  • @shaziyasirassanas9815
    @shaziyasirassanas9815 6 лет назад

    hazrat saheb asslamu aleakum hm log bhut perasan ha dua kigyega mere mummy ko hapitits c hi gaya ha dr ne lever transplnt kha ha plz ruhani illaj btaye or padhne ko bh waise dwa chal rhi ha plz apse guzarish ha

  • @abdul22kadir
    @abdul22kadir 10 лет назад +2

    Ameen yaRabulaalmeen

  • @mumtazshahshah6154
    @mumtazshahshah6154 6 лет назад

    Assalamalikum wr Molana Sabhib Muge suggestion chay agar Kise ko ginaat padha ha to ka Karna Chai

  • @abdulazeem440
    @abdulazeem440 7 лет назад +1

    assalamu alaikum wr muhtaram salfi sb aap ne jo farmaya k mareez k pas se badbu aane se pata chaljata hai k is per jadu hai.. main jaanna chahrun k badbu kahan se aathi hai munh se ya jisam se ..allaoh k liye mujhey jawab bhejen jitna jald aap bhejsaken .. jazakumullaohu khairo

  • @adilsawant9893
    @adilsawant9893 5 лет назад

    mujhe subh me bahoot susti rehti he namaaz toh padti hu lekin phir jagne ki himmat nahi rehti. salafi sahaab muje koi esa amal bataeki me fajr ki namaaz ke baad jagti rahu.

  • @nature_tly
    @nature_tly 9 лет назад +4

    Assalamu Alikum please brothers remove the background pictures. Even if it is the topic of Shaitan we don't want make shaitan as a hero. Every were we are remooving mode of Shaitanic pictures, here you were advertising. Please use the light of Thowheed. Its is a kind request don't use any mode of Shaitanic pictures. (Mohd Ali)

  • @shamimahmed1460
    @shamimahmed1460 7 лет назад

    wo gujarat me India me rahte hai rukaiya Roz subah 1baar sunte hai kitne logo ko bataya hai hum ye janna chahte hai ki itna padhnewale ke bawajud unke saath ye kya ho raha hai unke upar jadu hai ya koi jin un par hai ya jin sata rahe hai unko ek baar koi geruwe rang ka kapade me munhpe kapda dalkar unke paas se guzarte hue dekha tha

  • @saimarangzaib1351
    @saimarangzaib1351 7 лет назад

    molana Sahab agr koi qed me ho to us ki jald rihai k liye koi dua bta dijye

  • @noorjahan1524
    @noorjahan1524 7 лет назад

    Assalamualaikum
    Mere papa ka last year december me car accident hogaya tha. Allah ka karam hai ki bach gaye or kal bhi ek or car kharidne gaye or car book hogayi the to mere papa ne car ko test krne liye ek round ghumaya chalaya hi tha k ussi waqt car me aag lag gayi.Allah ka shukar hai ki papa bach gaye.kya yeh bhi nazar ke lagna hota hai.please replay kariye.

    • @cal2tawheed
      @cal2tawheed  7 лет назад

      +Ayesha Shaikh Walaikum salam wa rah math ullah
      Yeh shiekh ka page nahi

  • @muhammadgillani1102
    @muhammadgillani1102 7 лет назад

    SALAM plz ALLAH PAK ki makholq jo aap tk nhi aa skti ALLAH ka waste in ko answer yahan de dia krain.

  • @azharaddu7828
    @azharaddu7828 7 лет назад

    sir mujhpe jaado ka asar hai my kya Karen kon b uska Tod perfect nahi karre

  • @ianqamarsayz
    @ianqamarsayz 8 лет назад +1

    though i dont agree to salafi school of thoughts on many issues but it was very nice informative video, but again at some issues i dont agree like where in hadees its mentioned that dont wear black colour? if black is that evil colour then why kaba has black cover/veil ? no doubt we should try to wear white more as it was prophet muhammad pbuh fav colour but to my knowledge only restriction for man is not to wear red colour clothing i guess, but nothing is wrong in wearing black colour to my knowledge and believe... peace out

    • @saladinrajput4012
      @saladinrajput4012 7 лет назад

      Ohhh Its about authentic hadees of Prophet P B U H ....Not a fatwa of tariq jameel or ilyas qadri .......>@>@>@>@.

  • @mjameel7097
    @mjameel7097 6 лет назад

    Ma sha Allah
    Jzak Allah
    Sir ap se rabta ,- bat kes traha ho sakte hy
    ?

  • @SamiKhan-bb8bt
    @SamiKhan-bb8bt 9 лет назад +1

    HADEES#4: H.Anas Bin Malik farmate hain:
    Nabi sallallaho alaihe wasallam ne farmaya:
    الأنبياء أحياء في قبورهم يصلون
    Ambiya apni Qabro me zinda hain aur apne Rab ke liye Namaz padhte hain.
    .
    H.Anas ki is riwayat ko Al-Bazzar ne Musnad me, Abu Ya’ala ne Musnad me, Ibn `Adi ne al-Kamil fi al-du`afa’ me, Tammam al-Razi ne al-Fawa’id me, al-Bayhaqi ne Hayat al-anbiya’ fi quburihim me, Abu Nu`aym ne Akhbar Asbahan me, Ibn `Asakir ne Târeekh Dimashq me, al-Haythami ne Majma` al-zawa’id (8:144) me, Al-Suyuti ne Anbâ’ al-azkiya’ bi-hayat al-anbiya me’, aur al-Albani ne Silsilat al-ahadith al-sahihah me Sahih sanad qarar diya..
    .

    • @cal2tawheed
      @cal2tawheed  9 лет назад

      +Sami Khan hum tu ankh ban kay kay hadithko mantay hai ,par samajh apni nahi lagata ,hadith tu quote kar di aap nay par usku apni aqal say samajh nay charay hai tum ,hadith ki sahi samajh sahi manhaj say lina mere bhai ,is hadith ko sahaba ra kay manhaj say samjho

    • @cal2tawheed
      @cal2tawheed  9 лет назад

      +Sami Khan ruclips.net/video/hcoq6n7Z3W4/видео.html

    • @cal2tawheed
      @cal2tawheed  9 лет назад

      +Sami Khan ruclips.net/video/hcoq6n7Z3W4/видео.html

    • @SamiKhan-bb8bt
      @SamiKhan-bb8bt 9 лет назад

      +cal2tawheed
      Agar aap Hadith Ya QURAN ko mante to vo gunah nahi karte jise karne se ALLAH PAAK ne mana kia.
      Yaani Ambiya A/s ko Kabhi Murda Guman nahi karte.

    • @cal2tawheed
      @cal2tawheed  9 лет назад

      +Sami Khan Jab tak sahaba ra kay sahi manhaj ko samjhogay kuch nahi samajh mai ayegaa,isi tarha bakwas kartay rehna

  • @صرفاللہسےمانگوبلالاحمدسعید

    سوال کیا دعا میں گزرے ہوئے پیغمبروں یا ولیوں کو پکارنا درست ہے یا غلط
    جواب اللہ کہتا ہے مجھے پکارو میں تمہاری دعا سنو گا سورہ مومن
    دعا ایک عبادت ہے عبادت میں صرف ایک اللہ کو پکارا جائے کیوں
    کے عبادت کے لائق صرف اللہ ہے
    جو قبروں میں وہ نہیں سنتے سورہ فاطر
    مسجدیں اللہ کے لیے ہیں اللہ کے ساتھ کسی کو نہ پکارو سورہ جن
    پیغمبر ہوں یا ولی وہ سب کے سب قبروں میں یعنی برزح میں اور
    وہ نہیں سنتے جو سنتے ہی نہیں پھر نہ وہ مشکل کشا نہ وہ
    حاجت روا نہ وہ کسی کو کچھ دے سکتے اور نہ ہی وہ نفع و نقصان کا
    اختیار رکھتے دعا میں یعنی غائبانہ اللہ کے سوا کسی کوبھی
    پکارنا اللہ کے حکم کی شدید خلاف ورزی ہے
    سوال دعا میں یعنی غائبانہ پیغمبروں یا ولیوں کا وسطہ وسیلہ ڈالنا درست ہے
    یا غلط
    جواب یہ ایسوں کی عبادت کرتے ہیں جو نفع اور نقصان کے مالک نہیں اور کہتے ہیں یہ اللہ کے ہاں ہمارے سفارشی اللہ پاک ہے ان کے شرک سے سورہ یونس
    جو بھی لوگ دنیا سے جاچکے چاھے وہ پیغمبر تھے یا ولی وہ نفع اور
    نقصان کا اختیار نہیں رکھتے ان کو دعا میں سفارشی سمجھنا
    یعنی وسطہ وسیلہ کھلا شرک ہے
    سوال گزرے ولیوں یا پیغمبروں کے نام چیزیں تقسیم کرنا درست ہے یا غلط
    جواب۔ تم پر حرام کی گئ ہر وہ چیز جو غیر اللہ کے نام مشہور ہے سورہ بقرہ
    گزرے لوگوں کی رضا میں یعنی ان کے نام کچھ بھی تقسیم کرنا حرام ہے
    سوال کیا تویذ کرا دھاگہ پہنا یا لوح قرآنی نقش پاہ لٹکانا دوست ہے یا غلط
    جواب رسول اللہ اپ نفع اور نقصان کے مالک نہیں لیکن جو اللہ چاھے سورہ اعراف
    غائبانہ نفع اور نقصان کا مالک صرف اللہ ہے تعویذ کرا دھاگہ لوح قرآنی
    نقشہ پاہ یہ سب بے جان چیزیں ہیں ان کے پہنے یا لٹکانے سے نہ رزق میں
    آضافہ ہوتا نہ برکت پڑھتی ہے یاد رھے تعویذ کرا دھاگہ عقیدہ بنا کر پہننا قران
    مجید کی شیدید خلاف ورزی ہے
    سوال یہ کہنا اللہ کی ذات ہر جگہ کہنا درست ہے یا غلط
    جواب۔ اللہ عرش پر ہے سورہ طٰہ اللہ کی ذات عرش پر ہے
    یہ کہنا اللہ کی ذات ہرجگہ ہے یہ غلط ہے یہ ہندو کی تعلیم ہے
    جو مسلمانوں میں صوفیا کے ذریعے آئ ہے
    یہ کہنا اللہ کی ذات ہرجگہ ہے اللہ کی ایات کی خلاف ورزی ہے کیوں کے اللہ کی ذات عرش پر ہے
    سوال یہ کہنا اللہ کے سوا رسول بھی غائب جانتے دوست ہے غلط
    جواب اللہ کے سوا کوئ غائب نہیں جانتا القران
    اللہ کے سوا کسی کو بھی غائب جاننے والا سمجھنا اللہ کے
    کی آیات کی خلاف ورزی ہے اور یہ کہنا یا سمجھنا درست نہیں
    سوال کیا یہ کہنا جادو سے میرا کاروبار میں رکاوٹ ہے یا رشتہ نہیں ہورہا
    وغیرہ دوست ہے یا غلط
    جواب۔ جادو گر کسی کو نقصان نہیں دے سکتا سوا اللہ کا حکم سورہ بقرہ
    جادو گر کے جادو سے کسی کو نقصان نہیں پہنچتا نقصان اس کا
    ہوگا جسکا حکم اللہ دے یہ سمجھانا جادو سے کاروبار میں رشتے میں بدش ہے بالکل غلط کیوں کے اللہ نے فرمایا دیا ہے جادو گر کسی کو نقصان نہیں دے سکتا
    سوال یہ کہنا کہ میں سنی مسلم ہوں دیوبندی مسلم ہو اھل حدیث مسلم ہو درست ہے یا غلط
    جواب۔ اللہ کی رسی کو مظبوطی سے تھام لو اور تفرقہ میں نہ پرھو سورہ عمران
    ہم نے اس میں اور اس سے پہلے تمہارا نام مسلیمن رکھا سورہ حج
    قران مجید میں مسلمانوں کی ایک ہی پہچان ہے مسلمان اس لیے خود کو شیہ سنی دیوبندی اہل حدیث سمجھنا یا کہنا بالکل غلط ہے

  • @mahwash_karim
    @mahwash_karim 5 лет назад +1

    I played this video in the night but didn't watch because of the eyes in the back it scared me. 😢

    • @cal2tawheed
      @cal2tawheed  5 лет назад +1

      Ya akhi background Is According to Topic

    • @cal2tawheed
      @cal2tawheed  5 лет назад +1

      Must watch very informative

  • @gullnaz5616
    @gullnaz5616 6 лет назад

    محمد اقبال سلفی صاحب کا رابطہ نمبر مل سکتا ہے کینسر کی بیماری کے مطلق کیسے استفادہ حاصل کیا جا سکتا ہے کچھ رہنمائی فرمائیں

  • @ameenshamsi9627
    @ameenshamsi9627 4 года назад

    Assalaikum mujhe aap se puchna tha ki Hamare yhan ek he to jo na to shop pr jaate h or na ghar me biwi se koi matlab h or unki biwi padayi karti h to wo theek ho jaate h or us padayi ke doraan unhe gussa bhi aata h or wo biwi ko maarte bhi h or whan hamne kisi molana ko unki halat ka btaaya tha to unhone hame btaya ki Inke upar jaadu hua h

  • @Godprotectedbuterfly
    @Godprotectedbuterfly 10 лет назад +1

    Assalamualaikum, Ya Muhminun.

  • @amirmia105
    @amirmia105 8 лет назад +2

    right

  • @RoseRose-fb6wt
    @RoseRose-fb6wt 7 лет назад

    mety bhai m bohat bemar hon or mali halat ak dawai leny k b nahe h ham sab bohat mushkil m hy koi dua dan wazeefa dan hamari madad karan allah k ley mujy lafee sal hogaey h many koi acha khuwab nahe dekha muj bohat bury khuwab nazar aaty h.plz meri madad farmaen.

    • @cal2tawheed
      @cal2tawheed  7 лет назад

      Rose Rose merr bhai Allah aap kay saath reham ka mamla karay... Koi aisa khaas wazifa nahi hota hai jis tarha Tv channels par bataya jara hai Yeh ramzan ka barkat rehmat wala mehna hai khoob dua kariya sabr kariyai Allah apnay bandao par reham karinga

  • @kaykk671
    @kaykk671 7 лет назад

    salfi g ny bury khwab dekhny k bd jo dua parhny k liye btayi ha akhir main min shariha ha???

    • @cal2tawheed
      @cal2tawheed  7 лет назад

      kay kk www.makedua.com/display_dua.php?sectionid=31

  • @sheikhebrahemsheikh1302
    @sheikhebrahemsheikh1302 7 лет назад

    Bhai mai kya karu yaha indian ocupied kashmir mai ruqya karne wala koi nahi h mai 4 saal se bemaar hu quran sun key bhi dekha aur padh kar bhi but ye cheez ja nahi rahi hai jo haavi hai mujh par abh kya karu mai

  • @IdealMuslimahSite
    @IdealMuslimahSite 9 лет назад +27

    please remove eyes from background as not allowed to draw eyes

    • @mohammedshamsuddin2834
      @mohammedshamsuddin2834 7 лет назад

      Yes your are right no images is allowed in Islam

    • @Maria-io4kr
      @Maria-io4kr 6 лет назад +1

      IdealMuslimahSite the original video does not have eyes this edited by the person who put the video on.

    • @maryaawaan6645
      @maryaawaan6645 6 лет назад +1

      yeah

    • @maryaawaan6645
      @maryaawaan6645 6 лет назад +1

      moreover background music in the start

  • @dilsediltak4478
    @dilsediltak4478 5 лет назад

    Assalamu Alaikum Maulana Sahab khairiyat se ho mujhe aapse kuch bath karni hai Mere Ghar Ke a masla se

  • @SamiKhan-bb8bt
    @SamiKhan-bb8bt 9 лет назад

    Ab me isse Age bahes karna nahi chahta.......Bas ALLAH RABBUL IZZAT se dua karta hu ki vo har Musalman ko Apna sachcha DEEN ata PARMAY or usi par khayam rakhe.
    or aap se ek request karunga kabhi apni zaban se kisi Ambiya ko murda mat kahna na esi bat apne dil me rakhna. Bakhi ALLAH behtar Janta h. JAZAKALLAH

    • @SamiKhan-bb8bt
      @SamiKhan-bb8bt 8 лет назад

      +Black Nobility
      Bhai Enghlish me tipe kro Fir karte h baat

    • @SamiKhan-bb8bt
      @SamiKhan-bb8bt 8 лет назад

      +Black Nobility
      Urdu hi English me tipe kar do bhai (

    • @SamiKhan-bb8bt
      @SamiKhan-bb8bt 8 лет назад

      +Black Nobility
      aap ko kia baat karni h or kis to pic par karni h

    • @SamiKhan-bb8bt
      @SamiKhan-bb8bt 8 лет назад

      +Black Nobility
      Bataiyye kia samjhana chahte h aap

    • @SamiKhan-bb8bt
      @SamiKhan-bb8bt 8 лет назад

      +Black Nobility
      Ham ALLAH PAK ki rah me marne valo ko Murda nahi kahte. Yahi hamara aqidha h.
      Ab aap apna aqidha bata do please....? Fir Bat karte h....?

  • @rynashakiraqureshi1170
    @rynashakiraqureshi1170 7 лет назад +1

    jadu say bachne ka tareeqa plz bataye

    • @cal2tawheed
      @cal2tawheed  7 лет назад

      Ryna Shakira Qureshi ruclips.net/video/yBUnhZGbk-Q/видео.html

  • @marshad9815
    @marshad9815 7 лет назад +1

    MashAllha

  • @woodenwork5517
    @woodenwork5517 9 лет назад +1

    Molwe sahab meya beve ke dawa bata day

  • @kaykk671
    @kaykk671 7 лет назад

    plz jo ayat parhty hen ye likhi hwi bta diya kren tanky parhny main koi galti na ho

  • @adnanjameel6606
    @adnanjameel6606 8 лет назад

    molisap yaad karke(ratta marke) taqreer karna alag,
    Tehqiq aur research karna alag baat hai,

  • @iqrasekhallnews1960
    @iqrasekhallnews1960 8 лет назад +6

    Tohid haq hi

  • @TayyabDarOfficial
    @TayyabDarOfficial 7 лет назад

    Aoa sir mere ley be dua Kar dy K Mery masly thk Ho jaye

  • @SamiKhan-bb8bt
    @SamiKhan-bb8bt 9 лет назад

    I Know ki barzakh or Dunya alag alag makham h. ALHAMDULILLAH

    • @cal2tawheed
      @cal2tawheed  9 лет назад

      aub uskay baad kya Allah kay rasool pbuh ko aub is waqt duniya mai kya hora hai is ka pata hai ??

    • @SamiKhan-bb8bt
      @SamiKhan-bb8bt 9 лет назад

      +cal2tawheed
      HIQAYAT:-
      Hazrat Ali Radi-Allahu-Ta' aala-Anhu Farmate Hain, Jab Huzoor SALLALLAHU-TA'A ALA-ALAIHI-WASA LLAM Ke Dafn-A-Mubarak Se Farig Hue To 3 Roz Ke Baad Ek Arbi Qabr-A-Anwar Per Haazir Hua Aur Qabr-A-Anwar Ke Saamne GirkerQabr-A-An war Ki Khaak Apne Sir Per Daalne Laga Aur Fir Kehne Laga-
      Ya Rasoolallah! Jo Kuch Aapne Farmaya Humne Suna Aur Aapki Jabaani Humne Quraan Ki Yeh Aayat Bhi Suni!
      TARJUMA:-"Jo Log Apni Jaano Per Zulm Ker Baithe Wo Aapke Paas Haazir Ho"
      Bas Aye ALLAH Ke Rasool! SALLALLAHU-TA'A ALA-ALAIHI-WASA LLAM Main Apni Jaan Per Zulm Ker Baitha Hoon Aur Ab Gunahon Ki Muafi Keliye Aapke Paas Aaya Hoon! Arbi Ne Yeh Kaha To Qabr-A-Anwar Se Awaaz Aayi, Jao! ALLAH Ne ......Tumeh Baksh Diya!
      (Hujjatullah Alal-Aalamin Pg-777)

  • @hassanjamil1287
    @hassanjamil1287 7 лет назад

    Aslamo alakam maolana sab ham baray parashan h hmaray ghar maan koe cheez h raat ko baht taang karte kabe saamp baun kar kabe koe cheez baun kar bachay beemar haan hamla bachyon ko zyada draata h pleez kuch btaayn

  • @ameenshamsi9627
    @ameenshamsi9627 4 года назад

    To aap hame kuch bta diye ki unhe thik kese kre

  • @indubhati8624
    @indubhati8624 7 лет назад

    molana shab me indya se hu ham bhot pareshan h baba hamare gar me ak orat bij daalti h gar me 3 mot ho chuki h plz ab koi upaye batye kiya kare plz

    • @cal2tawheed
      @cal2tawheed  7 лет назад

      +Indu Bhati mere bhai aap jaha par waha kay Alim ko contact kariyai Allah asani karay

  • @ayanarajput5616
    @ayanarajput5616 7 лет назад +7

    mujhey yeh puchna hai sir mari eyes main bht pain hota hai or ghar main bhe bht ajeeb sy moohol hai plz kuch batady thankyou....

    • @parvezansari3965
      @parvezansari3965 7 лет назад +1

      if it is rental house ,,change it

    • @faheemsiddiqui2358
      @faheemsiddiqui2358 7 лет назад +2

      ayana Rajput app Qur'an aur Namaj pade

    • @zufae5
      @zufae5 7 лет назад

      Parvez Ansari stop fooling people.any property in India pakistan ,bangladesh or in any country which is accupied by so called Minn,bhut or so called saya , pls transfer that property in my name for free.this is my e mail address I am to take any risk.

    • @FrozenFlames243
      @FrozenFlames243 6 лет назад

      “A’oodhu bi kalimaat Allaah al-taammah min kulli shaytaanin wa haammah wa min kulli ‘aynin laammah (I seek refuge in the perfect words of Allaah, from every devil and every poisonous reptile, and from every bad eye).” Narrated by al-Bukhaari (3371).
      “Put your hand on the part of your body that hurts and say: ‘Bismillaah (in the name of Allaah)’ three times, then say seven times: ‘A’oodhu bi ‘izzat-illaah wa qudratihi min sharri ma ajid wa uhaadhir (I seek refuge in Allaah and His Power from the evil of what I find and I fear).’”.
      “Allaahumma Rabb an-naas, mudhhib al-ba’s ishfi anta al-Shaafi, laa shaafiya illa anta, shifaa’an laa yughaadir saqaman (O Allaah, Lord of mankind, the One Who relieves hardship, grant healing, for there is no healer but You, a healing that leaves no trace of sickness).” Narrated by al-Bukhaari (5750) and Muslim (2191).