Hadees apne bayan ki is nasakh ka be imkan hai awar hadeeso me ata hai ke dame sail yani behta khoon nakiz lil wazoo hai yani wazoo tot jata hai parhne wale tahqeeq karen
Quran ney khoon ko najis kaha or surar k sath najis kaha phir bhi in hazrat k mutabiq khoon nikalney say na jism ka hissa napak hota hai na kapda kitna mehdood ilm hai... Allah hidayat dey..
Islam bohot pyara hai Allah ne bohot asaniya rakhi hai
Massha allha apne Masla Hal KR dia bht namaz kaza hui meri be wjh
Shukriya Hazrat bahut bahut Shukriya
❤Ok thank you
JazakALLAH
Good info
Hadees apne bayan ki is nasakh ka be imkan hai awar hadeeso me ata hai ke dame sail yani behta khoon nakiz lil wazoo hai yani wazoo tot jata hai parhne wale tahqeeq karen
❤
Quran ney khoon ko najis kaha or surar k sath najis kaha phir bhi in hazrat k mutabiq khoon nikalney say na jism ka hissa napak hota hai na kapda kitna mehdood ilm hai...
Allah hidayat dey..
Mufti tariq masood ka clip sano ke khoon behne se wazoo ❤ to is ne jo masala kia ye durast nhi hai tahqeq karo
Bohat hi qabel treen almedeen hain
Jo nazam raed ki..wo mil skti
Ghusal ka dauran aghar face pa pimple toth jay awr thora peep nikla to ghusal toth jata hain ya nhi please answer
Nahi toot ta
Tariq
Khoon paak hai ya napak??
Behta khoon napak hota ha bhai
Mufti ✅ mutfi❌
Allah ke mehboob ko pta nhi chla to tujhe kese pta chla bta aqeeda durust kr