Ahkam e Shariat - 29th November 2019 - ARY Qtv

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 1 дек 2024

Комментарии • 75

  • @lailamehr6049
    @lailamehr6049 2 года назад +3

    ماشاء الّلہ عزوجل 💐🌹🤲

  • @bilquiesbegum595
    @bilquiesbegum595 5 лет назад +4

    Jazak Allah ...Allah swt aapko hamesha salamat rakhe aameen ..

  • @ImranDanishBhani
    @ImranDanishBhani 5 лет назад +5

    ماشاء اللہ

  • @ImranDanishBhani
    @ImranDanishBhani 5 лет назад +4

    جزاک اللہ

  • @zeshanarshad234
    @zeshanarshad234 Месяц назад

    🤲AMEEN🤲

  • @MDSHAHNAWAZ-nt6sv
    @MDSHAHNAWAZ-nt6sv 5 лет назад +7

    Allah pak aapko salamat rakhey

  • @shanukhan2748
    @shanukhan2748 5 лет назад +3

    ان شاء اللہ

  • @zeshanarshad234
    @zeshanarshad234 Месяц назад

    Right true such mufti shab g👍❤️💯👌

  • @goodliving110
    @goodliving110 3 года назад

    Ma sha allah.. Beshaq ye bahot hi achcha zariya he deeni ilm badhane ka.. Mufti Sahab allahtala aap ko sehetmand rakhe aur umr daraz kare ..🤲hamaare jese logo ko bahot kuch samajhne ko milta he.. aur mufti sahab ka knowledge aur andaze baya beshaq qabile taarif he 👌hm aap ke almost sabhi program dekhte he in sha allah allahtala hamare ilm ko badhye aur sahi tarike se samajhne ki taufiq ata kare🤲🤲 aameen 🤲 please hamaare liye dua kijeeyega

  • @shaikharehma1085
    @shaikharehma1085 5 лет назад +5

    As salam alequm
    Mash Allah mufti sahab bahot ache se maslo ko samjhate hai Allah tala aap ko sahet o afiyet de ameen summa ameen
    Mere our mere bacho ko doa me yaad rakhe Zajakallah

  • @toysfun6434
    @toysfun6434 5 лет назад +1

    Maa Shaa Allah

  • @shabeenashabeena6024
    @shabeenashabeena6024 5 лет назад +1

    Subhan Allah

  • @buaabua7092
    @buaabua7092 5 лет назад

    Masha Allah Bohet khob mufti sahib

  • @nazninsakarwala5151
    @nazninsakarwala5151 5 лет назад +1

    Masha allah

  • @syedanoreen2638
    @syedanoreen2638 5 лет назад +2

    Assalam o alaikum molana sahb ka show bht acha hy

    • @AftabAlam-nu2yw
      @AftabAlam-nu2yw 4 года назад

      @syeda Noreen walikum salam..bohot shukria

  • @شمساعوانکشمیری
    @شمساعوانکشمیری 5 лет назад +2

    ماشاءالللہ تربیت کا طریقہ بہت آسان ہے آپ کا اللله آپ کو صحت کاملہ عطا فرمائے آمین

    • @ishim6490
      @ishim6490 5 лет назад

      Apka Allah nahi
      Plz use word Allah only
      Jazak Allah Min Haer

  • @ABDULHamid-ie5es
    @ABDULHamid-ie5es 4 года назад

    Benglor indiya se program masa allahallah eiska ajr aap ko j rur de ga einsa allaha

  • @shaguftakausar8373
    @shaguftakausar8373 5 лет назад +2

    Asslamualaikum, aap boht acha samjhate h , Alhamdulillah mn aapka her ek program dekhti hu.

  • @farhanajmal8049
    @farhanajmal8049 5 лет назад

    ♥️♥️♥️

  • @sajjadalikadri7232
    @sajjadalikadri7232 5 лет назад +1

    Masha Allah Allah akmal saheb ko khub badla de.. Ammen

  • @farhatkhan9608
    @farhatkhan9608 5 лет назад +3

    Assalamualaikum u r program is very beneficial to us my query is can we do istikhara for wehter I married or not

  • @seemausmani421
    @seemausmani421 5 лет назад +1

    MUJHE AP SE KUCH PUCHNA HAI

  • @mw160
    @mw160 5 лет назад

    Most of the answers are common sense answers. It also shows that our people need to develop our common sense through education.So please educate yourself and your children.

    • @Fz91
      @Fz91 4 года назад

      Majority of people are not blessed with good standard of living
      Not well educated
      So he is helping common people's

  • @ImranAnsari-vm7xb
    @ImranAnsari-vm7xb 5 лет назад +1

    Hazrat mjhe jaan hai ki
    Log dargah se "taak "lekar ghr me rkhte hai
    Uspar fatiha durood bhi karte hai
    Ye kaisa hai jaiz hai ?

  • @qamaralam2941
    @qamaralam2941 2 года назад

    Kuchh swal aisa hota h,aisa lagta h Pakistan walon ko comansenns nhi h.

  • @mohammedsalim5326
    @mohammedsalim5326 5 лет назад +2

    assalamualaikum mufti saheb aapne abhi bataya k sirf fajar ki namaz 1 second mebhi nahi hogi gar sursj nikal aaya baki sari namaz dusra waqt hone tak pad sakte h maga magrib ka hum ne suna h k azan k 10 ya5 minat pehle waqt khatm ho jata h us waqt sajda haram h aap plz tafsil bataye jawab ki talab gar?

  • @baigbaig2330
    @baigbaig2330 5 лет назад +2

    asalamo eliukam mufti saab meri beti ka name ayaat hai to kuch logu ne kaha k yeh name wazni hai meri beti 4 saal ki hai aur hum italy hoty hain ager name chang kerain to boht lambha marhala hai yahan name chang kerna mushkil hai to plz aap mujy bta dain k keya kerna chahiay keya wawia name wazni hai yeh

    • @AftabAlam-nu2yw
      @AftabAlam-nu2yw 4 года назад

      @baig baig koi naam wazni nhi hota. Bs Aqabeeren kehte hain k achy logo k naam pr naam rakho matlb sahaba anbiya .. bs wo naam ghalat hai jis k meaning ghalat hote hain.. ap unse ye sawal kren k ap ko kese pta k naam wazni hai kiaa ap ne tol kr dekha hai. Aur jis k naam achy hain kiaa wo bimaar nhi hote kiaa un pr musibat nhi ati.. zara sawal kr k dekhen unse ok.. mazeed malumat k liye is number pr rabta kren .. 00923343237623

  • @yahyakhan1987
    @yahyakhan1987 5 лет назад +2

    Assalaamu Alaikum
    Pani Recycle karke Car Wash kare.

  • @ImranAnsari-vm7xb
    @ImranAnsari-vm7xb 5 лет назад

    Mai q? Kaise karu

  • @huma104
    @huma104 5 лет назад +1

    Aslamu alekum janab mufti sahab hmara ik sawal hay agr koi shaks apni bv ki paper maireg krwata hay mulk se bahar bhjne k lye or kagzat ki tayari ma talaq nama banata hay tu kia us surat ma talaq ho jati hay bra e mahrbani shayrat ki roh ma btain pls

    • @AftabAlam-nu2yw
      @AftabAlam-nu2yw 4 года назад

      @huma g .. sirf us ne ye Kaha naaa k 3 talaq likh do bv ko to likhne se pehle hee talaq ho jati hai.. afsos ki bat hai hum Chand takko k liye Deen nhi seekhte aur dunyavi kamo me ye jahilana harkat kr bethty hain

  • @nailahameedullahsaeed647
    @nailahameedullahsaeed647 5 лет назад

    Fajar k izafi kalimaat 'AlsalaatoKhairunMinAlNaum' k jawab maen kia kahna chahye

  • @muazzamazulfiqar8233
    @muazzamazulfiqar8233 5 лет назад +1

    salam ...meri nani mah nay3 din say khana nhi khaya wo kehti hai ky ohnai khana ata hai..hum sab pryshan hai ky wo khana or pani nhi peti
    or wo kehti hai ky mjy ijazat nhi
    ap plz hmy bta ay ky hum kya kry?

    • @AftabAlam-nu2yw
      @AftabAlam-nu2yw 4 года назад

      @muazzama kiaaa matlb hai ap ka Nani ne khana nhi khaya.. aur kis ne ijazat nhi di

  • @monisshehzad6223
    @monisshehzad6223 4 года назад

    Ye dislike karne wale kafir h kya

  • @syedanoreen2638
    @syedanoreen2638 5 лет назад

    Mera masla bht complicated hy mny khula k msail pochna hy

    • @sheikhbilal4385
      @sheikhbilal4385 5 лет назад

      muftiakmalqtv2@gmail.com Aap is per email kr ke puch lijiye

  • @riyazbagwan7393
    @riyazbagwan7393 5 лет назад

    Mai apako kis tarah call kar sakate hai

  • @syedanoreen2638
    @syedanoreen2638 5 лет назад

    Mny bohat ziada koshish ki hy moulana sy direct bt krny ka lekin mera un sy rabta ni ho pa rha

  • @saniamir1147
    @saniamir1147 5 лет назад

    What kind of answer is this... agr aap hanfi hain tou hanfi k mutabiq he namaz ho gi ? The others are fools or fooling us? Wo log makka, madina main ho k galat waqt pr namaz adda kren ge ,unhe nhi pata timings kiya hain .

    • @nabeelkhan7586
      @nabeelkhan7586 5 лет назад +1

      sania mir hanafi and others are different interpretations. We stay on our interpretation and respect others

    • @saniamir1147
      @saniamir1147 5 лет назад

      Ok I agree ,good for everyone. My question is whom (in the respective imams) did Prophet Muhammad himself follow? If Shariya is what Allah and his Prophet have commanded and by the means of "ijtihaad" shariya can be extended or modified then how come we haven't manage the timings of namaz no matter which ever your sect is . As far as I know Nabi (s.a.w) had the experience of 5 namaz exact starting and about to be ending timings in 2 days as angel Gabriel had himself taught him. Still the salat timings are disputed then Allah hu Akbar. Asalam u Alaikum

    • @asjadjamal111
      @asjadjamal111 5 лет назад

      Ahkame shareyat aagi Kyo nhi dea rahi ho

    • @nabeelkhan7586
      @nabeelkhan7586 5 лет назад

      sania mir the noble prophet didn't follow any imam obviously, we need to because we have a difference of opinion on how he led his prayers etc. (interpretations)

    • @saniamir1147
      @saniamir1147 5 лет назад

      @@nabeelkhan7586 again I m not disagreeing with you. The point where I disagree is "if you follow one particular imam it doesn't mean the other one is completely wrong or right atleast namaz should be our first priority no matter under what sect it is conducted if you have got chance in haram (or any other muslim country ) offer the prayer with jamat immediately, I m not in the favour of segregation that's my point again if we don't show unity we can't set an example for others (specially to non believers and our own generations )

  • @mehboobalamkhan8216
    @mehboobalamkhan8216 5 лет назад

    Aapka email address chahiye

    • @sheikhbilal4385
      @sheikhbilal4385 5 лет назад

      muftiakmalqtv2@gmail.com ye hai mufti Sahab ka email address

  • @saddamsheikhsheikh9481
    @saddamsheikhsheikh9481 2 года назад +1

    Subhan allah

  • @mdimranalam1499
    @mdimranalam1499 5 лет назад +1

    Masha Allah

  • @khushimrankhan4119
    @khushimrankhan4119 5 лет назад +1

    Masha Allah

  • @technicalfacts99
    @technicalfacts99 5 лет назад

    Masha Allah