Mina Tent Categories | Hajj 2025 update | hajj 2025 application form|Hajj Policy 2025 | @hajjumrahtv

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 22 дек 2024

Комментарии •

  • @mehlaqashabbir1013
    @mehlaqashabbir1013 2 месяца назад +1

    Jazak allah

  • @farooqshaikh7544
    @farooqshaikh7544 2 месяца назад +2

    Nice details

  • @leobolt8395
    @leobolt8395 21 день назад

    JazakAllah.
    Aik sawal pouchna tha k agar waldain zameen par beth nai sktay mina me tu koi intezam hota hai category d me?
    Ye mattress itnay patlay hain k agar triple ho tu tab hi let sktay hain waldain tu kia kia jaye.

    • @hajjumrahtv
      @hajjumrahtv  21 день назад

      Esey me Bunker bad mein niche ka bed liya jaaye. Aur upar ke bed per sirf thoda Saman Rakh Diya jaaye Taki Koi aur is per na chadhe.
      aisa bhi hota hai ki sofa kam bed Diya jaate Hain agar sofa kam bed diye jaen to vah jyada behtar rahte hain kyunki yah thory uonche hote hain aur masala Nahin hota.

    • @leobolt8395
      @leobolt8395 21 день назад +1

      @@hajjumrahtv JazakAllah

  • @leobolt8395
    @leobolt8395 21 день назад

    Bunker bed ya mattress kahan se select karne hotay?

    • @hajjumrahtv
      @hajjumrahtv  21 день назад

      Jab ap ko bus wahan puhnchay gi tab ap apney khemon me sy koi sa khma choice kar sakty hen . Ap ke maktab me 50 tak khemy hongy . Ap UN me se choice kar sakty ho.

    • @leobolt8395
      @leobolt8395 21 день назад +1

      @@hajjumrahtv JazakAllah

  • @ayeshvlogs4625
    @ayeshvlogs4625 2 месяца назад +1

    C category me lena ho to government walay lesaktay hain kia

    • @hajjumrahtv
      @hajjumrahtv  2 месяца назад

      C category ka option sirf overses pakistanion ko he milta he .

  • @hameedayousuf2405
    @hameedayousuf2405 2 месяца назад +1

    Price ka Kitna different HOTA hai govt and private ka plz rpy c or d ka

    • @hajjumrahtv
      @hajjumrahtv  2 месяца назад

      Price ka taqreban 2 lac different HOTA hai private ka c or d ka . govt me sirf D HOTA HE . overses ko option milta he C ka govt me . taqreban 2 lakh ziyada ho saktey hen .

    • @hameedayousuf2405
      @hameedayousuf2405 2 месяца назад +1

      @@hajjumrahtv Jazak Allah 💕
      AK BAAT or pochni thi Jub 5 din hajjh k hongai to pese sath lekar jae hum Apne Kahan rakhen guide Karen plz

    • @hajjumrahtv
      @hajjumrahtv  2 месяца назад

      meri videos dekhty rahen , insha allah is per bhi video banaongi .

    • @hameedayousuf2405
      @hameedayousuf2405 2 месяца назад +1

  • @leobolt8395
    @leobolt8395 21 день назад

    Kis category me onchay bed ho sktay?

  • @baynitakhalid2671
    @baynitakhalid2671 20 дней назад

    A category mai ik tent mai kitnay log hotay hain?

    • @hajjumrahtv
      @hajjumrahtv  20 дней назад

      Ye Mualim per depend karta he. Log ziyada bhi hon to saholaten bhi achi Hoti hen . washroom qareeb tar hota he. AC bhi achy hoty he.

  • @syedvlogs4455
    @syedvlogs4455 2 месяца назад +1

    Behen ji Zara kounse . category may kitne paise lagte. Hain. Reply .me

    • @hajjumrahtv
      @hajjumrahtv  2 месяца назад

      15 se start he D ka ,phir 5 lakh her ek er barha len

  • @farooqshaikh7544
    @farooqshaikh7544 2 месяца назад +1

    Ònly 5 days we have Tolerate as I have done my hajj also

  • @habibtj9526
    @habibtj9526 2 месяца назад +1

    This is for Pakistan?

  • @ayeshvlogs4625
    @ayeshvlogs4625 2 месяца назад +1

    10 lakhs horay india Telangana hyderabad se government se fir bhi d category milegi sab hajion ko aik jaisa treatment milna chahiye saray hi allah k nazar me aik jaisay hain lekin insaan difference karta hai so sad

    • @hajjumrahtv
      @hajjumrahtv  2 месяца назад

      yes , you are right

    • @me-khan
      @me-khan 2 месяца назад +1

      Dunt worry roz e mehshar me only neeky Or amal dekhe ja aynge.. In mehshar there is no a b c d category..

    • @ayeshvlogs4625
      @ayeshvlogs4625 2 месяца назад +1

      @@me-khan .. beshak

    • @hajjumrahtv
      @hajjumrahtv  2 месяца назад

      yes, 😊