Delhi to Nainital Vlog Day 1 : “A City of Lakes “

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 ноя 2024
  • Aaj mere Delhi se Nainital k safar ka Pehla din hai. Isme me aapko Kanchi dham, Bhimtal, Hanuman mandir ki spiritual aur natural beauty ka adhbut sangam dekhne ko milega. Kainchi Dham Uttarakhand k Nainital jile mein sthit ek spiritual ashram hai jo baba neem karoli k liye Jana jata hai. Uske baad hum log Bhimtal k liye nikl guy jo sirf 20-25 kilometres hai ashram se. Ye jagah apni sundar jheel k liye prasidh hai, yaha pe aap boating ka bhi maja le skte hai.yeh tala mahabharat kaal k veer Bhim k naam se Jana chahta hai. Iske baad hamara safar Bhimtal me stith hanuman mandir ki aur badhta hai. Yeh mandir Bhimtal ka ek pramukh dharmik sthal hai jo Bhimtal lake k kinare basa hai. Is mandir ka nirman 1929 me hua tha yahan pr aapko hanuman ji ki ek bhut badi bhavya murti dekhne ko milegi. Yeh Yatra na sirf ek safar hai balki ek spiritual aur prakritik, shanti aur pavitra se bhari hui hai.
    #nainital #nainital_the_city_of_lakes #hillstation
    #babaneemkaroli #kainchidham #bhimtallake #bhimtal
    #hanumanmandir #uttarakhandtourism #uttarakhand
    Follow me on Instagram: @jeetkhidiya
    Plz Like, Subscribe, Share and Comment
    My Vlog Channel: ‪@JeetVlogs1022‬
    Jeetkhidiya@gmail.com
    (Thanks for Watching My Video)
    Jeet Khidiya!

Комментарии • 3