Thyroid ko kam karne k liye medicine k sath daniya ka pani. . peena chahiye Alhamdulillah se mera ek month mein normal hogya Aor deit ki sahi rakhiye exercise ek ghanta zarur kisi bhi time maine yahi sab kuya tha
Is this for hyperthyroidism? I am very skinny and don't put on weight. Ma'am I have read that this dhaniya ka pani helps in weight loss, I am as it is very thin, then I will loose more weight.
Ma'am mujhe typhoid nikala tha tab mera gaala bahut tej dard kiya toh maine thyroid ki jaanch karai thi toh usme thyroid aaya maam Bina dawai ke thyroid control kr skte hai kya Ma'am sife dhaniya ka pani ! Le sakte hai kya ma'am vitamin ki kami se hota hai na maam ye thyroid . Esme dhaniya ka paani aur yoga exercise fruits se theek ho skta hai kya bina medicine ke please give me answer ma'am please🙏🙏 mujhe mujhe thyroid aaya to tension ho rahi hai mam please answer ma'am Maine aapke answer ka intezar karungi please 🙏
Consulted an Ayurvedic expert and found Planet Ayurveda’s products amazing for thyroid health. This video is equally fantastic, informative, and engaging. You’ve done a great job in making complex topics easy to understand.
Mam dhniya aur jire ka pani pinese jldi pired aata he kya. Mene jire aur dhne ka pani piyaa to date ke 6 din pehlehi pired aa gya .kuch problem ti nhi hoga . Aur next pired bhi jldi aayega kya. plz tell me mam.
Dont panic , use dhaniya water morning and evening, use tablet which dr given, change your life style, avoid dairy products, cool drinks, even cool fridge water , pakcet foods , dont eat junk food, eat healthy food , if you follow diet then use tablet for 3 months , take a test , if thyroid is normal then avoid tablet slowly , maintain diet , plus dhaniya water . You will be al right. after 2 months again take a test . Thyroid will gone . Me and my family members treated thyroid. I shared my experience.
Mam mere pregnancy time tsh introduce hua 1st trimester 3.12 last trimester tsh 2.96 so continue o.25mg tab take postpartum pregnancy is continuing Now after delivery 6 month now i check tsh test level 135 .6 So i can do .25mg is tab continue Or morning me kya dhaniya+ methi pani le sakte hai kya Qki me pehele se mathi pani lethi
Hi doctor ji mujhe thyroid 5saal se hai hypo magar mere family mai kisi ko bhi nahi hai papa aur mummy kisko bhi nhi hai but mujhe ho gaya mai weigh bahot gain kar rahi hoon mai kya karu please mere help karein mujhe suggest kare ki mai dhanya ka pani kaisa use karu mai medicine bhi le rahe hoon madam ji please reply Thank you ma’am
hello mam,meri daughter ki age 18 hai,unhe thyroid hai ,thyroid tsh leval 37. hai ,kya dhaniya ka pani benifit ho skta hai ,tsh ka level bda hua hai pr lakshan hamesha alg hai .kya English medicine le toh kya hamesha leni padti hai ????aapka no mil skta hai ,pls aap reply jrur kre i need u advise,
Thanks mam aapane bahut Achcha se samjhaya my Kabhi tablet Nahi liya hu lekin bacche ko milk Pila rahi hu to kya bacche ko koi effect padega per My Koi tablet Nahi Le rahi hu mujhe doctor ne bola tablet lene ka jarurat Nahi H Thoda walking walking Kijiye sahi ho jayega
Main roz dhaniya ka bij ka pani piti hu agar pani matmaila ho to poore din sir bhari rehta hai but jis din pani transparent hota hai us din muje better feel hotai hai please btaye kya karoo
Ma’am meri age 47 yrs hai . Mere 2 bachche hain . Ab pregnancy nahi chahiye . Maine self test 2 baar karwaya tha dono time 6.2 aaya . Mai daily exercise karti hu 1 ghanta . Kya mujhe medicine leni chahiye? Abhi tak koi medicine nahi li maine
Dr.sahiba meri tablet 75 mg ki chal rhi he phir bi mere naik me problem he kch bi khane ke baad naik me problem ho rhi he or mjhe dhaniya pani suit ni kia tha mere mouth me khushki rhti thi isko pikr please aap zrur btaye me kya kru please advise me
good description . Can hypthroidism patient take dhania ka pani and medicine plz reply . i consume one table spoon of dhania soak in water overnight and consume it after one hour of throxine medicne . plz guide
I treated my tyroid few years ago, change your life style first then drink dhaniya water , avoid sugar products, cool drinks, even cool fridge water , lemon, packet foods , dairy products, even milk tea, avoid this things. I used tablet plus life change , change life style First for 4 months with using tablet then , take a test of thyroid if it is normal then avoid tablet, same dhaniya water plus , drink for 2 months , but avoid food which I mention. You will be free from Thyroid, my family and my self treated this disease.
Hello mam thyroid huei muzhe 15 din hogye toh tb se mere ghutno me bhot takleef ho rhi hai chlne me aur umar meri 43 hai to muzhe dhaniya powder kb aur kaide lena chahiye tell me and please reply me
Pehle kitna mg le rahe ho. Agar pehle 87.5 le rahe to start 100 mg. Aur agar kabhi nahi li medcn to better start taking homeopathic medicine nd dhaniya water daily
Hi doctor .. pashant ka TSH 40.28 he. Koi motapa nahi na hi waight loss bs skin problem hui thi to es ke leye kya parhaj or dhaniya kha sakte kya bhego kr plzz beta ans karna 🙏125 mg tablet kha rahe
bahot sare log dekhte hai video to kisko kisko answer karegi dr. better aap unko paid consult karo. ye bate phonepe thik nahi. clinic jakar milo. vahi acchha rahega. aapko jaroor fayda hga.
🙏 mam mujhe bhi jarurat se jyada garmi lagti hai Thora sa bhi wolk karu to thoyroid bhi hai 75 m.g tablet leti hu mai but khana pachne ki badhi problem hai ghabrahat bhi bahut jaldi hoti hai wajan bhi badh rha hai kya mai dhaniya ka paani pee sakte hu
Mem mujhe haypthriod h mera Wight or body me sujan bhi aati h or me thrirocin 12.5tablets bhi leti hu but effect normal h kya me dhaniya ka pani le sakti hu please reply
More videos for you:
Thyroid food diet - ruclips.net/video/crOkKhqGJzY/видео.html
Thyroid Weight Loss - ruclips.net/video/3OnXaYh6Fj0/видео.html
Mam agar hum dhaniya water le rhe he to hame thyroid ki dawai Leni chahiye ya nhi please reply
Really informative dear!! I will try these along with the thyroid care pack of planet ayurveda.
Mam hypothyroid mein dhaniya ka Pani garam ubaalkar Pina chahie ya Thanda🙏
Thyroid ko kam karne k liye medicine k sath daniya ka pani. .
peena chahiye Alhamdulillah se mera ek month mein normal hogya
Aor deit ki sahi rakhiye exercise ek ghanta zarur kisi bhi time maine yahi sab kuya tha
AAP abhi tablet le rahe ho ya bundh kur diya
Daily exercise kru chahe jis time plz batiye naa
Mujhe b thyroid h hypo mi pee sakti hu
Baji tablet k kitne der bad ye pani le skte h plz reply kre mujhe v h or normal ni ho rhi h
Mera to yoga or dhania pani se kam hogia
Is this for hyperthyroidism?
I am very skinny and don't put on weight. Ma'am I have read that this dhaniya ka pani helps in weight loss, I am as it is very thin, then I will loose more weight.
@@soonumehta986 no this is for hypothyroid
Ma'am mujhe typhoid nikala tha tab mera gaala bahut tej dard kiya toh maine thyroid ki jaanch karai thi toh usme thyroid aaya maam Bina dawai ke thyroid control kr skte hai kya Ma'am sife dhaniya ka pani ! Le sakte hai kya ma'am vitamin ki kami se hota hai na maam ye thyroid . Esme dhaniya ka paani aur yoga exercise fruits se theek ho skta hai kya bina medicine ke please give me answer ma'am please🙏🙏
mujhe mujhe thyroid aaya to tension ho rahi hai mam please answer ma'am
Maine aapke answer ka intezar karungi please 🙏
Consulted an Ayurvedic expert and found Planet Ayurveda’s products amazing for thyroid health. This video is equally fantastic, informative, and engaging. You’ve done a great job in making complex topics easy to understand.
Agar baby plan kar to dhaniya Pani pi sakte h
Baby plan kar rhe hai tsh level 9 hai to kya dhaniya powder le sakte hai
Ha
Pregnancy me le sakty hai
Mam Thyronorm tablets ke sath a drink le sakte hai kya
Mam patla ho ja rahi hu dhaniya ka pani pina sahute kya
Mam dhniya aur jire ka pani pinese jldi pired aata he kya. Mene jire aur dhne ka pani piyaa to date ke 6 din pehlehi pired aa gya .kuch problem ti nhi hoga . Aur next pired bhi jldi aayega kya. plz tell me mam.
Because dhaniya garam taseer rakhta h..
Dhaniya ka pani se digestion thik hota hai. Thik se yaad ho gaya.
Ma'am meri wife pregnant hai aur hypothyroidism bhi hai kya wo sukha dhaniya le sakti hai ..... please reply me 🙏
Mam muje hyper thyroid hai to me ye Pani pe sakti hu kya and subhah ki thyroid ki tablet khane ke bad piyu kya..
Please suggest me
Thyroid ki teblet lene ke 30 minute bad pi sakte h
Same question
Mem raat me pee sakte hai kya
No . Medicine ke 35 min baad ye peena hai, fir 15 20 min baad breakfast. Aur use jivo extra light olive oil for cooking @@rahulnimade3785
Mam muji patli vala thariord h 3 baar miscarriage ho gya hai plz help ker do mam bhut prisan hu
Mam kya isse wheat loss ho sakta hai mai bi Thairoid Pecient ho aur mera wht 83 hai plz boliye
Hlw mam, Kya hyperthyroidism walla bhi isse use karsakte hai
Kiya dhsniya ka pani hyperthyroidism me i saktey hein
Mam kya yeh puri tra se thik ho skda hai??
Please tell us related to thiroid problem
Can we have this in pregnancy
Mam mera T4 ki level 14 hai kya mera dhaniya pinese kam hoga ye pani ubalkar pina hai kya subha
Nhi normal chaan k Pina h👍
Love you😢😢 mem aap ne bahut achai baat bataii meko aap ki baat bahut achi lagi meko rona aa gya ❤❤❤😢😢🙏🙏
Dhaniya powder chale ga kay
Muje hyperthyroidism hai Dr jii, usme hum dhnyaa ka powder le sake hai ya nhi?
No . This is for hypothyroid
Mam mera haipar thairod hai mera tsh 15 hai aur mujhe piryaod me problem hai band ho gye hai to kya dhaniya ke pani se thik hoga kya
daniya pani se tsh level kab hoga to apka thyroid theek ho jayega jisse apka period bhi theek ho jayega
Dont panic , use dhaniya water morning and evening, use tablet which dr given, change your life style, avoid dairy products, cool drinks, even cool fridge water , pakcet foods , dont eat junk food, eat healthy food , if you follow diet then use tablet for 3 months , take a test , if thyroid is normal then avoid tablet slowly , maintain diet , plus dhaniya water . You will be al right. after 2 months again take a test .
Thyroid will gone . Me and my family members treated thyroid. I shared my experience.
Goli bhi le Lena
Mam ptle wale thyroid mein dhnyie ka pani pee skte hai plz rply
ha
meri mom ko weight loss wala thyroid hai 4 days se woh medicine start kia hai unko subha very weak ness fill ho ra ha hai esa hota hai kya
@@sarojrana6359ha
Mam mere pregnancy time tsh introduce hua 1st trimester 3.12 last trimester tsh 2.96 so continue o.25mg tab take postpartum pregnancy is continuing
Now after delivery 6 month now i check tsh test level 135 .6
So i can do .25mg is tab continue
Or morning me kya dhaniya+ methi pani le sakte hai kya
Qki me pehele se mathi pani lethi
Dr ko consult kijiye high h
Hi mam how U R MANAGING what tips are you following?
Hi doctor ji mujhe thyroid 5saal se hai hypo magar mere family mai kisi ko bhi nahi hai papa aur mummy kisko bhi nhi hai but mujhe ho gaya mai weigh bahot gain kar rahi hoon mai kya karu please mere help karein mujhe suggest kare ki mai dhanya ka pani kaisa use karu mai medicine bhi le rahe hoon madam ji please reply
Thank you ma’am
Behen mera bi yahi masla
Maam mera TSH 16.8 hai.. mei 100 mg thyroxine leri hu.. lekin heart palpitatation abhut hori hai..bahut low feel hota hai..pls suggest what shud i do? Thanks
Mera 20 h bahut bura haal h
Hyperthyroidism me le sakte hai
Garam pani ya thanda pani mein dhania bhigana chahiye
hello mam,meri daughter ki age 18 hai,unhe thyroid hai ,thyroid tsh leval 37. hai ,kya dhaniya ka pani benifit ho skta hai ,tsh ka level bda hua hai pr lakshan hamesha alg hai .kya English medicine le toh kya hamesha leni padti hai ????aapka no mil skta hai ,pls aap reply jrur kre i need u advise,
आप ने किस तरहसे धनियेका पाणी
पिया हैं. उबाल के या सिर्फ भिगोके. Pl.reply
Meri beti peeti hai or ab uska thyroid bilkul thik hai
@@janvijatt1549 thank you so much for ur concern
@@vandanaburathoki3787 kya age hai aapki beti ki ,or kitna hai unhe
Sabut dhaniya 1 spoon 1 glass Pani m raat bhar bhigona hai or subah Chan kar Pina hai 3 month kare or fir test karaye
Kya dhania paani ke saath thyroid medicne le sakte hein subha
Ji pahle dawai kha lo subha me uske 1 hr 2 hr kabhi bhi le lo khali pet hi lo uske baad 1 hr baad breakfast kr lo
Mam mujhe sukhne wala thyroid hai kya main Bina medicine liye dhaniya ka Pani Pi sakti
mera tsh range 141.22 h. muje deit kya rakhni chahiye km krne k liye meri age 32 h
Thanks mam aapane bahut Achcha se samjhaya my Kabhi tablet Nahi liya hu lekin bacche ko milk Pila rahi hu to kya bacche ko koi effect padega per My Koi tablet Nahi Le rahi hu mujhe doctor ne bola tablet lene ka jarurat Nahi H Thoda walking walking Kijiye sahi ho jayega
Aap daniya le sakte ho ek bar apne dr se puchh lo or lelo
Kitta tha apka thyroid
Hyper thyroid condition me ye Pani help karega kya mam plz reply
Same que
Mujhy Bhi Thyroid hai Hyperthyroidism h to m ye Dhnia ka pani kb or kitni bar ln ?
Main roz dhaniya ka bij ka pani piti hu agar pani matmaila ho to poore din sir bhari rehta hai but jis din pani transparent hota hai us din muje better feel hotai hai please btaye kya karoo
Kay hyperthyroid may Shaina Ka Pani jam Karena please reply
Ma’am meri age 47 yrs hai . Mere 2 bachche hain . Ab pregnancy nahi chahiye . Maine self test 2 baar karwaya tha dono time 6.2 aaya . Mai daily exercise karti hu 1 ghanta . Kya mujhe medicine leni chahiye? Abhi tak koi medicine nahi li maine
Mam Mera thyroid 7.31 hai to ham kitne MG ki goli le sakte hain hamara vate badhta ja raha hai 77 kg ho gaya hai
Mam main 25 mg thayrosum ki tablet le rahi hu..2019 se ...to main consume kar sakti hu..?
@@bhavinikapdi8939 yes
Mam TSH 26 aya hai sirf methi pani morning pine sae bina medicine kae normal ho jaye ga mam please reply me
Maim hyparthayraed me dhaniya fayada karegi
Thyroid t4 18.34 hai kya m dhaniya pani pii skte hun
Hylperthyroid may v lay sakte hai kya
Mam pregnancy m bhi tsh k liye dhaniya ka pani le sakte h ya nahi
Dr.sahiba meri tablet 75 mg ki chal rhi he phir bi mere naik me problem he kch bi khane ke baad naik me problem ho rhi he or mjhe dhaniya pani suit ni kia tha mere mouth me khushki rhti thi isko pikr please aap zrur btaye me kya kru please advise me
Daniya ka paudar bnalijiy subah kali pet lena hai 20 din tak
9 year k Bcho k lye Kia Thk ha.. Mere bche ko gle Forn pr jaty hn. Gle Mai drd hota ha phr
50 mg ki tablet chal rahi ho to bhi dhaniya pani p sakte mera tsh 14 aya tha report me to le sakti hu dhaniya pani
Ma'am my TSH level 5.68 aaya hai meine self test kraya tha to kya mujhe doctor se consult krna chahiye...dhaniya water me phle se hi leti hu
Mujhe bhi 5.12 aaya h smjh nhi aa rha tablets Leni chye ya nhi
@@SanjeevChauhan-s6m aagae pregnancy nhi chahiye to ye normal range warna medicine lena hoga pregnancy k liye 2 point hona chahiye
Mam kya hyperthyroidism mai le sakte he
Mam muje 2017 se thayrode he...me thyro norm 12.5 ki le rahi hu...
Dhaniya ka pani kab pina hai khali pet ya khane ke baad
Hii mam muze hypothyroid he aur pcod bhe he ky me he dhaniya ka sevan kar sakti hu ky is se mera thyroid tik hoga ky mam. Pl reply
Pcod aur thairaid aaurveda Dr se dikha lijiye thik ho jayega mujhe bhi tha
Mam mera thyroid 165.hai mai 100mg ki dwa le rhi hu kya mai dhniya ka pani pi sakti hu
165 bahot jyada hai aap doctor ko consult kare in sb ke chakkaro mai mat pado...
100 mg is too less for 165 . Go to the doctor nd start taking coriander water daily. Doctor will give you 175 mg for that much of TSH .
Kya dawai ke sath sath dhaniye ka pani pi sakte hai
Dawai Lene Ki 1 ghante bad
Good information ❤
Sistar akpa samjane ka trika shi h
Kitny month tak pina h?
Mam Mera name sunita h mery galy me galy sujan aa rahi h our mujhe lag rah ki koi gath ban gai h to me kya kar sakty hu
For how many days we have to drink this water to cure
Nice advice Madam
Kya dwai ke saath saath bhi le sakte hai kya
Yes
2 baat miscarriage hoagaya... If i have to conceove how much shud my thyroid level bayaiye..
mujhe heyfar thayeroed hai jiski wajha se wajane kam.hota hai to kya mein peee yaa karu yaa nhi
Mujhe ek aaurveda Dr ne thik kar diye ek month me aur mai ab thik hu 😊😊mujhe 8 sal se tha thairaid.
Konsa drink hey boliye pls
@immimaryam1894 drink nahi medicine khaye the aaurveda se ek Dr se dikhaye vo thik kr diye
@@immimaryam1894 number se consult kr lijiye aap
@@immimaryam1894 Dr ka number de sakti hu mai only
Hello sir
good description . Can hypthroidism patient take dhania ka pani and medicine plz reply . i consume one table spoon of dhania soak in water overnight and consume it after one hour of throxine medicne . plz guide
I treated my tyroid few years ago, change your life style first then drink dhaniya water , avoid sugar products, cool drinks, even cool fridge water , lemon, packet foods , dairy products, even milk tea, avoid this things. I used tablet plus life change , change life style
First for 4 months with using tablet then , take a test of thyroid if it is normal then avoid tablet, same dhaniya water plus , drink for 2 months , but avoid food which I mention. You will be free from
Thyroid, my family and my self treated this disease.
Mai btau
I can help uh
@@divyanivicky3819plz bolo 🙏
Pregnancy Mai lay saktaa haa kiya
Hello mam thyroid huei muzhe 15 din hogye toh tb se mere ghutno me bhot takleef ho rhi hai chlne me aur umar meri 43 hai to muzhe dhaniya powder kb aur kaide lena chahiye tell me and please reply me
Kya tablet ke sath dhaniya ka paani le sakte hai
Meri wife ka tsh 0.0083 h ese kis tarh bdaya ja sakta h .... Daniya pani pine se fayda hoga kya
Dhaniya bahut jyada garm hoti to kya garmiyon mein dhaniya Ka Pani Pi sakte hain
Cigarette pee,,skte hai kya??
Mam my tsh level 20 age 45weight34kg shall I drink dhanya pani
Mam Mera thyroid 7.13 hai tum humko liye kitne MG ki khayen
Pehle kitna mg le rahe ho. Agar pehle 87.5 le rahe to start 100 mg.
Aur agar kabhi nahi li medcn to better start taking homeopathic medicine nd dhaniya water daily
Are you taking mam?
Hi doctor .. pashant ka TSH 40.28 he. Koi motapa nahi na hi waight loss bs skin problem hui thi to es ke leye kya parhaj or dhaniya kha sakte kya bhego kr plzz beta ans karna 🙏125 mg tablet kha rahe
40.28 to bahot jyada hai ,normal range uski 5 to 12 hoti hai , mera 4.26 hai
2ghante lga diye pina hai या nahi
Thyroid pcos hai ky Dhani ka pani pi skta hai ky mera thyroid 5.3 hai answers karei madam
Mera thyroid tsh 43 hai .kya kru pls .btao .sugar lable bda hua hai pls 🙏 😢 tell me mam
Sidha doctor ke paas jaiye. Ayurvedic ya homeopathic behtar hoga. Alopathic medicine se nikalna mushkil hoga.
Thanks 😊
Mam mujhe Hypothyrosim hai ,mera weight 120,age 48,height 5.4" hai mujhe dhaniye ka pani kese lena hoga?
bahot sare log dekhte hai video to kisko kisko answer karegi dr. better aap unko paid consult karo. ye bate phonepe thik nahi. clinic jakar milo. vahi acchha rahega. aapko jaroor fayda hga.
Good information
🙏 mam mujhe bhi jarurat se jyada garmi lagti hai Thora sa bhi wolk karu to thoyroid bhi hai 75 m.g tablet leti hu mai but khana pachne ki badhi problem hai ghabrahat bhi bahut jaldi hoti hai wajan bhi badh rha hai kya mai dhaniya ka paani pee sakte hu
H
Dhania ka pani kab pina chahiye
Didi ek dham bnd ho jayga kya please sfed pani please please please please please please please please please please please btao aap 😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
कितने दिन लेने चाहिए मुझे हापरथायरायडहै
During pregnancy dhaniya ka paani liya jaa skta h agr patient ko hypothyroidism ki problem ho to??
Areyyyyyy.... Pregnancy ke samay saari salaahh aapko jo doctor is samay dekh raha hai ussey lo behen🙏🏼.... RUclips dekh ke experiment matt karo....
What about hyperthyroidism??
Pregnancy me kaise le
Ha eska fayda bahot hota hai meri bhanji ka thyroid chala gaya ye hamare liye ashcharya tha
Unka tsh kitna tha aur kitne time se tha
@@aadhyakumari1087 ka4ib 3salo se
Unka hyper tha ya hypo
Mera 6 hae kya thik hoga???
Kitne dino tak liya h
Thyroid normal he mere body heat wali he me le sakti Hun Dr .sis thyroid lewal to karab nhi Hoga Jo ab normal he daniya Pani se
ले सकती हो धनिया ठंडी होती h शरीर की गर्मी को शांत करेगी
@@ratneshyadavkanpur7328 kya bola he hindi mujhe nhi aati 🙏🏼☺🇵🇰
@@Misali11 dhaniya powder morning me Khali pet khaya kro body ki heat khatm ho jayega
Mem mujhe haypthriod h mera Wight or body me sujan bhi aati h or me thrirocin 12.5tablets bhi leti hu but effect normal h kya me dhaniya ka pani le sakti hu please reply
Mera 5.1 hai+Pet me ston bhi bara hai kaise kare age 19 hai female 9 gm ke hai please reply doctor
Mam mera thyroid 15 h bt mujhe period m koe issue n h m b le skte hu
Mera 16 h
Aap kha se h
Ha dhaniya Pani pi rhi yoga bhi start ki 5day hogaya thoda free lg ra body ni to aisa lagta ki hr din moti ho rhi....mujhe pata hi ni tha ki thyroid h
Mera thyroid normal h tab Eltroxin 125mcg le raha hu weight kam nahi ho raha h bad raha h dhaniya pani se fayda ho jayega
Thanks sister' 🎉