Sir, receive DBT in ippb a/c me kon sa option choose kre jb customer sarkari paisa ippb a/c me hi lena chahta jo for example- PM kisan ka paisa scholarship ka paisa etc
@@AmitKumar-pj5pr pm kissan ka khata khole uski video already hai channel par vo dekh sakte hai. Aap ko yes I want to receive dbt in this Ippb account and change dbt to this account wala option use karna
Jo card usko Dena chahte ho us par hi vo baad me bhi add ho jata hai. Agar aap welcome kit par click karte ho to hi card scan Kiya jata hai nahi to aise hi.
Ye dbt wala process account kholte hue hi kiya gya hai . Ya alag se bhi kar sakte hai jiski dbt nahi aa rhi. Lekin process sahi follow karna hai taki aap ki mahnat or customer ka time waste Naa ho
Sir khata kholne ke bad yadi costmor ka QR card jo ki scan ho chuka hai vo pas me rakhe dusre QR card me galti se mil jaye to kaise pata kare ki costmor ka QR card kon sa hai
Uska ek tarika hai Jo aap try kar sakte ho. Merchant services me ja kar sign up new marchant me sari details aa jati hai. Aap ko new merchant account nahi open karna sirf details dekhne ke liye use karna hai. Vha QR code number hoga Jo aap match kar sakte ho QR codes se
Mam aap kisi bhi tarah ki dbt scholarship ke liye sbprm account open kar sakte ho. Lekin uska process thoda sa alag hoga . Kya ye scholarship dbt ke through aayegi
Sir mene pahele digital account khulvaya tha aur aadhar seedin bhi kiya tha 1 year bad kyc nahi kiya to close ho gaya ab Aadhar npci inactive dikha raha hai Ab me new ippb account khulvana chahta hu To aadhar seeding me konsa 1 ya 2 konsa option sahi rahega jisse mera aadhar seeding ho jaye
Ab new account open karte samay dbt mapping selection ho jati hai usme hi aadhar seeding bhi ho jayegi. Usme Ist wala option aap select kar lena . Alag se aadhar seeding ki jarurat nahi hai
Hello sir Mera Digital Account deactivated ho Gaya hai regular account open karvana hai Mai Usme Atm bhi apply Kiya tha Mera usme Mera balance 2510 rupees hai account freeze hogaya hai
To aap ko gross annual income me un dono ka total bhrna hai . Ye har baar Aisa hi hoga . Agriculture income + non agriculture income = gross annual income
@@nishalamba8524 nahi koi dikkat nahi hai bas jayda mat likha jaise ki 20-25 lakh ... Iske alawa koi dikkat nahi hogi . Ye sirf information hai koi proof nahi Dena hota
Sir ippb mobile banking services chalu nahi ho raha kya kare sir please reply Your mobile banking access has been deactivated as your mobile number is linked to multiple accounts. Please visit nearest IPPB office or postman to update/authenticate your mobile number. Aisa kuch likh raha kya kare...... please reply sir
@@gdsbpm sir pahle ek account tha woh to kab ka close ho Gaya abhi ye Naya khulbaya hai lekin sir account opening ke OTP submit ho gaya... Reply please sir
Agar aap ne issi process se ki hai to aadhar seeding isme hum ne nahi ki hai . Becz humne select Kiya hai I don't want to receive dbt in this account. Uska process aap pm kissan wali video me dekh sakte hai
@@gdsbpm aap thoda pta krke bataiye gds to pa ka result kyo naai aata hai kyoki gds to mts mts to pa postman to pa inn sabka result aa gya per gds to pa ka result naai aata esa kyo
@@RadhikaRadhika2009 mam iska pta karta hun or jaldi hi iski information share karta hun। Agar aap bta sake to konse month me aap ne exam Diya tha or konse month year ki recruitment ke liye aap ne Diya tha। Taki particular uss recruitment ka bhi bta sakun
@@nishalamba8524 ippb ka premium account rs 200/- me open hota hai. Regular savings account zero me open ho jata hai but vo open nahi karte becz usme kisi ka koi fayda nahi hai. Isliye premium account hi open karte hai
Permanent address fetched from aadhar card. You can only change communication address or current address while opening of account. And service request option is for change it in later stage. But it does not effect anything.
@@RudraKamal-gf5gw darpan app me dikhana hota hai taki aap ki wallet me update ho jaye balance. Jo so me daily account bhejte ho usme receipt side aap mention kar doge ippb deposit... Amount ... Sub office me sap me automatic update ho jata hai . Mapping se
Sir jb account information daalte h to coustomer ki mother ka name daal ne k baad uske father name pr uske husband ka name aaye to kya kre ya ye ese hi aata h esko bdlne ki jrurt nhi h
Because uske aadhar card me uske husband ka name hoga. Agar customer lady hai to uske father ya husband name me se Jo bhi aaye vo rhne de . Badlna chae to badal sakte hai . important hai nomination. Vo sahi kare .
@@nishalamba8524 nomination dekho kar hi Dena chaiye kal ko death claim me dikkat nahi aati baki agar Naa bhi karna chaiye to mandatory nahi hai. Or kuch bhi change naa kare Jo bhi change kare customer se puch kar hi change kare
Hello sir Mera Digital Account deactivated ho Gaya hai regular account open karvana hai Mai Usme Atm bhi apply Kiya tha Mera usme Mera balance 2510 rupees hai account freeze hogaya hai
Thank you sir very informative video for all BPM & ABPM .
Thanks for appreciation 🙏
Sir, receive DBT in ippb a/c me kon sa option choose kre jb customer sarkari paisa ippb a/c me hi lena chahta jo for example- PM kisan ka paisa scholarship ka paisa etc
Sir reply jarur krna bhut ummid k sath apko sms kiye h kyunki apki video helpful lgi mujhe
@@AmitKumar-pj5pr pm kissan ka khata khole uski video already hai channel par vo dekh sakte hai. Aap ko yes I want to receive dbt in this Ippb account and change dbt to this account wala option use karna
@@gdsbpm thank you so much sir mujhe guide krne k liye🙏🙏
@@AmitKumar-pj5pr 🙏
Sir agar 0 balance ippb acc khole to usi person ka merchant account bhi khol sakte hai ya nahi
Merchant account or personal account alag alag hai. To Aisa koi issue aana nahi chaiye. Aap open karke dekhe koi dikkat aaye to bta sakte hai
@@gdsbpm ok thank you
Welcome kit QR card Diye Bina Bhi Premium account open kar sakte ya phir premium account ke par QR card dena compluosry hai?
Aap Bina QR card ke bhi sb prm account open kar sakte ho. Baad me QR code issue kar sakte ho
@@gdsbpm thanks 🙏.or 1 aadhar card se sirf 1 hi account open kar skte kya?
@@POSB-k2q han ek person ka ek hi account open ho sakta hai. To ek aadhar par ek hi account open ho sakta hai
Hamare yaha gav hai
Vahaki Post office se ippb account open ho sakta hai
Han ho sakta hai aap apne gaon ke post office me ja kar bole ki mujhe Ippb ka account open karwana hai vo kar denge .koi issue nahi aayega
Very good thanks 😊
🙏
Sir mandate account dalne ko bola he muje HQ walo ne. Kya kru me ?
Aap mandate account wale tarike se khol sakte ho koi issue nahi. Lekin jo bhi tarika use karo sahi karo. Sabhi tarike se ye ho sakta hai
Tq you sir 🙏🙏
🙏
Bhaiye apne to dbprm account opening karne ke samay we code scan nhi kya hain? To kon se card per uska ac no and cif lekhe
Jo card usko Dena chahte ho us par hi vo baad me bhi add ho jata hai. Agar aap welcome kit par click karte ho to hi card scan Kiya jata hai nahi to aise hi.
Sir ye dbt jo hai ye khata kholne ke baad alag se karna hota hai kya
Ye dbt wala process account kholte hue hi kiya gya hai . Ya alag se bhi kar sakte hai jiski dbt nahi aa rhi. Lekin process sahi follow karna hai taki aap ki mahnat or customer ka time waste Naa ho
Mahtari premium account account ka bhi video bana dijiye na sir❤
Kya iss scheme ke liye koi beneficiary I'd banti hai ???
सर सेविंग अकाउंट था. अब प्रीमियम अकाउंट किया है. तो कुछ प्रॉब्लेम हो जायेगा क्या. पी एम किसान योजना के लिए खोला था. सर.
@@devidasjogdand4280 nahi koi problem nahi hogi. Dbt aap ne already ki hogi .
Sir khata kholne ke bad yadi costmor ka QR card jo ki scan ho chuka hai vo pas me rakhe dusre QR card me galti se mil jaye to kaise pata kare ki costmor ka QR card kon sa hai
Uska ek tarika hai Jo aap try kar sakte ho. Merchant services me ja kar sign up new marchant me sari details aa jati hai. Aap ko new merchant account nahi open karna sirf details dekhne ke liye use karna hai. Vha QR code number hoga Jo aap match kar sakte ho QR codes se
@@gdsbpm
Thank you so much sir ji aapki Ripley se meri bahut help hua
@@Radhika02301 🙏
Uske pichhe pura aapkav a/c no or customer id likhi rahati hai.. madam..
क्या हम फ़ोन पे, गूगल पे कर सकते हैं?
Han phone pay ,Google pay is se chal sakta hai . Phele virtual debit card download karna hoga tabhi map hogi
Sir bacho ke स्कॉलरशिप ke liye konse account open krne honge sprm hi
Mam aap kisi bhi tarah ki dbt scholarship ke liye sbprm account open kar sakte ho. Lekin uska process thoda sa alag hoga . Kya ye scholarship dbt ke through aayegi
@@gdsbpm ji
Sir mene pahele digital account khulvaya tha aur aadhar seedin bhi kiya tha
1 year bad kyc nahi kiya to close ho gaya ab
Aadhar npci inactive dikha raha hai
Ab me new ippb account khulvana chahta hu
To aadhar seeding me konsa 1 ya 2 konsa option sahi rahega jisse mera aadhar seeding ho jaye
Ab new account open karte samay dbt mapping selection ho jati hai usme hi aadhar seeding bhi ho jayegi. Usme Ist wala option aap select kar lena . Alag se aadhar seeding ki jarurat nahi hai
Mahila ki occpasion kya hogi ???🙏
Home maker or working .
Mantra device kaha se mil sakti hai sir
ye aap ko ippb office se milegi
@gdsbpm chori ho gye h Bo se
@shubhamtiwari-zb1rl chori ki FIR karwa do. Or Ippb , division office ko likh do . Dusra mil jayega
Sir, kabhi-kabhi aisa hota hai ki father ka name pahle se fill nahi hota hai toh isme hum type karke fill karenge kya???🙏🙏🙏🙏
Han type karke bhi aap fill kar sakte hai
@@gdsbpm Thank you sir for my reply.
Thanku dear❤❤❤
🙏
Please reply iske liye cyber cafe jana padega
Nahi aap ko apne gaon ki branch post office me Jana hoga
Hello sir Mera Digital Account deactivated ho Gaya hai regular account open karvana hai Mai Usme Atm bhi apply Kiya tha Mera usme Mera balance 2510 rupees hai account freeze hogaya hai
अकाउंट आप re kyc karwa kar start karwa le। Aa ka balanc usme show hoga। Uske baad premium account me upgrade kakre sabse sahi services ka fayda le ।
Sir aadhar enrollment related ek video karen pls
Aap ko jaldi hi aadhar related video bhi mil jayegi . Thanks for suggestions 🙏
Sir ye hota h kya ippb ka primium account
Yes ye hi hota hai
*Rpli children policy pr video bnaye😮*
Jaldi hi aap ko iss par video mil jayegi. Thanks for your suggestions.
Sir agr customer ki annual agriculture income or non agriculture income ka total likhne ki jgh alg amount bhr de to kya kre
To aap ko gross annual income me un dono ka total bhrna hai . Ye har baar Aisa hi hoga . Agriculture income + non agriculture income = gross annual income
@@gdsbpm agr total amount likhne ki jgh alg amount likh di ho to koi dikkat aaye gi kya sir
@@nishalamba8524 nahi koi dikkat nahi hai bas jayda mat likha jaise ki 20-25 lakh ... Iske alawa koi dikkat nahi hogi . Ye sirf information hai koi proof nahi Dena hota
@@gdsbpm thanks sir
@@nishalamba8524 🙏
Sir ippb mobile banking services chalu nahi ho raha kya kare sir please reply
Your mobile banking access has
been deactivated as your mobile
number is linked to multiple
accounts. Please visit nearest
IPPB office or postman to
update/authenticate your mobile
number. Aisa kuch likh raha kya kare...... please reply sir
Aap ke mobile number par ek se jayda Ippb account khule hue hai . Aap apne pass ke Ippb branch me jakar vo chiz thik karwa le. Ye ho jayega sahi.
@@gdsbpm sir pahle ek account tha woh to kab ka close ho Gaya abhi ye Naya khulbaya hai lekin sir account opening ke OTP submit ho gaya...
Reply please sir
@@allbass5744 account band kaise hua ... Vo close nahi hua hoga sirf silent hua hoga .isliye Ippb branch hi aap ko Jana padega vo solution karwa denge
Or sir jb ippb account open krte h to agle din daily account mein likhna hota h kya sir
Han aap ko vo manual bo daily account me likhna hota hai deposit side kitna amount aap ne jma kiya hai. Jaise normal deposit withdrawal likhte ho.
@@gdsbpm thanks sir
Aadhar seeding ho gayi h kya sath hi? Ya alag se krni pdti h
Agar aap ne issi process se ki hai to aadhar seeding isme hum ne nahi ki hai . Becz humne select Kiya hai I don't want to receive dbt in this account. Uska process aap pm kissan wali video me dekh sakte hai
gds to pa final result naai aata hai kya
Ye results directorate ke orders se hi show kiye jate hai. Isme local kuch nahi hota. To aap ko wait karna hi padega agar aap candidate ho to
@@gdsbpm aap thoda pta krke bataiye gds to pa ka result kyo naai aata hai kyoki gds to mts mts to pa postman to pa inn sabka result aa gya per gds to pa ka result naai aata esa kyo
@@RadhikaRadhika2009 mam iska pta karta hun or jaldi hi iski information share karta hun। Agar aap bta sake to konse month me aap ne exam Diya tha or konse month year ki recruitment ke liye aap ne Diya tha। Taki particular uss recruitment ka bhi bta sakun
@@gdsbpm 2023 ka gds to pa result aur kya department vale gds ko pa nahi bnana chahte direct mts ya postman ke threw hi bnate hai ye bhi pta krna tha
@@RadhikaRadhika2009 okz mam ,aap ko me kal iski jankari Dene ki koshish karta hun । Or ye bhi ki GDS to pa ka total concept
Pan is mandatory or not
@@sunny_celiene yes PAN is mandatory becz if you select form 60 option you have to collect this later on
Morpho se hoga
Nahi
IPPB card BPM ko kaha se milegi ?
Ye QR cards aap ko Ippb branch se milenge
pm kisan account kaise kholte hai aur iske benifits
Ye next video me aap ko sari jankari mil jayegi. Koshish hogi kal ya parso tak AAP ko vo video mil jaye
agar pan hai to total kitne paise lene hai customer se
Customer se sirf 200 initial deposit lene hai taki 149+GST deduct ho sake premium account ke
Ippb me aadhar dbt unlink kaise kare please video banaiye sir
Thanks for suggestions. Jaldi hi aap ko ye video mil jayegi
TQ Bhaiya 🙏
🙏
Hlo sir I applied for Aadhar mobile update request how many it takes agent to come to my home?
Please contact nearest Ippb branch. They will connect you with concerned person.
Sir ese chalu khata bi khte h kya
Nahi vo current account hota hai jo sirf business ke liye open hota hai. Ye saving account hai matlab बचत खाता
@@gdsbpm sir ippb ka koi bi account ho vo kitne RS se khulta h
@@nishalamba8524 ippb ka premium account rs 200/- me open hota hai. Regular savings account zero me open ho jata hai but vo open nahi karte becz usme kisi ka koi fayda nahi hai. Isliye premium account hi open karte hai
Kaunsa aap hai ye sir ji
@@VikashPadvi-n1v Ippb micro ATM app
aadhar seeding ka kya matlb hai?
Aadhar seeding matlab dbt ke liye aadhar card update karna
❤❤❤❤
🙏
Mere pass bc id but usme abhi tak account opening ka option nhi aaya hai....branch bhagalpur bihar
Aap ko apni Ippb branch me jakar pta karna hoga ki kya reason hai vo hi ye dikkat thik karenge
SIR IPPB ACCOUNT VESTE ACCOUNT PAKKA VESTE
????
HOW IPPB ACCOUNTS ADRESS CHANGE ?
Permanent address fetched from aadhar card. You can only change communication address or current address while opening of account. And service request option is for change it in later stage. But it does not effect anything.
Address kidhar hai bhai, mereko bhi khulwana hai
Aap apne pass ke post office me Jaa kar sampark kare । Vha aap ka ye account open ho जायेगा ।
Sir dpt kya hay
Dbt matlab direct benefit transfer. yani bank khate me direct scheme ke paise aana .
Sir agr coustomer ki email id na ho to kya kre
To aap email I'd wali jagah par kuch bhi Naa Dale, iss account ko kholte hue humne bhi email I'd nahi use ki hai. Vo baad me bhi update ho jayegi
Thanks sir
App link sherekaro sir please
app link not shareable. approach post office for this account opening.
Bhaiyya Jee ye toh easy account khulega aap itna bada kyun kar diye.
Bhai process ye hi hai. Aap iss tarike se bhi khol sakte hai. Process sahi follow kare
@@gdsbpm Ye long process hai ye log toh jhat se short detail de ke open kar dete hai.
Sir ye app kaun si hai
Ippb app
I did the same process but it's showing..customer have saving product...please help
This customer already have a saving account. You can't open another account. Upgrade that account to sb prm scheme .
@@gdsbpm thank you
Isko account biok m kha likhna padta h
Account matlab AAP Bo account ki baat kar rhe ho jo sub office me bhejte hai ya phir Ippb account journal .. please bataiye.
So m bejna padta h ya sirf darpan m hi dikhana padega
@@RudraKamal-gf5gw darpan app me dikhana hota hai taki aap ki wallet me update ho jaye balance. Jo so me daily account bhejte ho usme receipt side aap mention kar doge ippb deposit... Amount ... Sub office me sap me automatic update ho jata hai . Mapping se
Aap kaha se milega
Aap ye work kisi bhi post office me karwa sakte ho
Ippb ka commission bhi btaye kitna milta h ❤❤
Iski detail video aap ko jaldi hi mil jayegi. Thanks for suggestions
@@gdsbpm thanks sir it's really helpful for all gds BPM
Bhai ji id leni hai kripya mujhe batao
Vo sirf department employee ko hi milti hai. Baki kisi ko nahi
Sir jb account information daalte h to coustomer ki mother ka name daal ne k baad uske father name pr uske husband ka name aaye to kya kre ya ye ese hi aata h esko bdlne ki jrurt nhi h
Because uske aadhar card me uske husband ka name hoga. Agar customer lady hai to uske father ya husband name me se Jo bhi aaye vo rhne de . Badlna chae to badal sakte hai . important hai nomination. Vo sahi kare .
@@gdsbpm agr nomination na kre to jsa h vsa rhne de na sir
@@nishalamba8524 nomination dekho kar hi Dena chaiye kal ko death claim me dikkat nahi aati baki agar Naa bhi karna chaiye to mandatory nahi hai. Or kuch bhi change naa kare Jo bhi change kare customer se puch kar hi change kare
@@gdsbpm thanks sir
Micro ATM ka application link dijiye
Ye app mobile me install hogi mobi control ke through
@@gdsbpm IPPB BC ko account opening ka option aayega kya
@@narendrajagte uske liye aap ko Ippb branch me jakar baat karni hogi ki konse option aap ko milenge . Dept ke alawa sayad ye app kisi ko nahi milti
@@gdsbpm Ok Thank you 😊
@@gdsbpm Ok Thank you 😊
Ippb id kese le
Uske liye aap apni Ippb branch se contact kare..
🙏🏤🙏🙏🙏👌
🙏
Ya account open karna ki bc id kaha sa milaghi
Ye account sirf dept BPMs hi open kar sakte hai
Sabse maha bekar acount h ippb ka duniya ka maha bekar khata 24 hr me se only 2hr achhe se nhi chalta
Aap kis time uss account ko operate karte ho. Working hours me bhut accha chalega .
Hello sir Mera Digital Account deactivated ho Gaya hai regular account open karvana hai Mai Usme Atm bhi apply Kiya tha Mera usme Mera balance 2510 rupees hai account freeze hogaya hai
Ippb branch se active karwa lijiye