Swasthya Plus Hinglish
Swasthya Plus Hinglish
  • Видео 196
  • Просмотров 169 369
Kidney Failure: Kiyu hota hai? | Causes & Treatment | Kidney Disease in Hindi | Dr Shraddha Goswami
#KidneyFailure #HindiHealthTips
Kidney Failure tab hota hai jab aapke gurde (kidney) aapke rakt se apashisht ko paryapt roop se filter karne ki kshamata kho dete hai. Iske lakshano me mutra ki kam, pairo me sujan, sans lene me kathinai, aur nind na ana hota hai. Isse gambhir swasthya samasyaye ho sakti hai, jiske ilaj ke liye dialysis ya kidney pratyaropan ki avashyakta ho sakti hai. Aaiye Nephrologist Dr Shraddha Goswami se iske baare mein aur jane.
Iss video me hai,
Kidney Failure kya hai? (0:00)
Kidney Failure ke zokhim karak kya hai? (1:15)
Kidney Failure ke lakshan kya hai? (2:14)
Kidney Failure ka nidan kaise kare? (3:02)
Kidney Failure ke liye kya upchar uplabdh hai? (3:33)
Rogiyo ko kis d...
Просмотров: 112

Видео

Bahrapan (Kam Sunai Dena): Kya hai Ilaj? | Hearing Loss in Hindi | Treatment | Dr Shweta K Mahajan
Просмотров 18011 месяцев назад
#HearingLoss #Bahrapan Kya aapko sunne me pareshani ho rahi hai? Kya aap pehle ki tarah awazo ko nahi sun pate ya apko awaze toh sunai deti hai lekin woh saaf nahi hoti? Agar esa hai toh ye sab Bahrapan ke lakshan hai jise Hearing Loss kaha jata hai. Bahrapan ke karan, lakshan aurilaj ke bareme bata rahe hai ENT Surgeon Dr Shweta K Mahajan. Is video me hai, Bahrapan kise kehte hai? (0:00) Thik ...
Pet me Ulcer: Karan, Lakshan aur Ilaj | Gastric Ulcers: Symptoms & Treatment | Dr Kamlendra Verma
Просмотров 2711 месяцев назад
#Ulcer #GastricUlcer Ulcer yani ghav. Aam bhasa me pet ke andar hone wale ghav ko Gastric Ulcer ya sirf Ulcer kaha jata hai. Pet me Ulcers hone ke Lakshan aur Karan kya hai? Kaise hota hai Ulcer ka Ilaj? Bata rahe hai Gastroenterologist Dr Kamlendra Verma. Is video me hai, Ulcer kise kehte hai? (0:00) Pet me Ulcer hone ke Karan kya hai? (0:45) Ulcer hone ke Lakshan kya hai? (2:52) Ulcer ki Janc...
Janm se Bachche ki Dil me Chhed: Ilaj kya hai? | Ventricular Septal Defect | Dr Krishna Kumar Yadav
Просмотров 3711 месяцев назад
#VSD Ventricular Septal Defect bachcho me hone wala ek janmjaat rog hai. Ise aama bhasha me dil me chhed hona kahte hai. kaise iss rog ka pehchan kare? kaise hota hai iska ilaj? Bata rahe hai Paediatrician Dr Krishna Kumar Yadav. iss video me hai, Dil me Chhed hone ka matlab kya hai? (0:00) Dil me Chhed hone ke Karan kya hai? (2:08) Kya Lakshan dikhte hai? (3:26) Bachcho me kya dikkate ho sakti...
Rheumatic Hriday Rog Kya Hai? | Rheumatic Heart Disease (RHD) in Hindi | Dr Shiv Shankar Tripathi
Просмотров 93Год назад
#RheumaticHeartDisease #RHD #RheumaticFever Rheumatic Hriday Rog un logo ko prabhavit karta hai, jinko bachpan me ek prakar ka bukhar hota hai, jise Rheumatic Bukhar kaha jata hai. Rheumatic Bukhar ke wajah se hriday me samasya ho jati hai. Rheumatic Hriday Rog ko kaise pehchane? Iska Ilaj kaise hota hai? Bata rahe hai Emergency Medicine Specialist Dr Shiv Shankar Tripathi. Is video me hai, Rhe...
Fatty Liver: Kaise Kare Ilaj? | Hepatic Steatosis / Fatty Liver Disease, Hindi | Dr Kamlendra Verma
Просмотров 128Год назад
#FattyLiver Fatty Liver matlab hamare liver me fat jama hona. Hamare liver ki koshikao ko hepatocytes kaha jata hai. Agar 5% se zyada in koshikao me fats jama ho jata hai toh use Fatty Liver kahajata hai. Fatty Liver ka Lakshan, Janch aur Ilaj ke bareme bata rahe hai Gastroenterologist Dr Kamlendra Verma. Is video me hai, Fatty Liver kise kehte hai? (0:00) Fatty Liver kitne prakar ke hote hai? ...
Brain Stroke: Kaise Pehchane? | Brain Stroke in Hindi | Symptoms & Treatment | Dr Pankaj Kumar Popli
Просмотров 98Год назад
#BrainStroke Brain Stroke tab hota hai jab mastishk me rakt sanchar me achanak rukavat aa jaati hai, jisse mastishk ki koshikaye marne lagti hai. Brain Stroke ke lakshano me sirdard, bolne me kathnayi, haath ya per kaam karna band kardena adi samil hai. Brain Stroke ko kaise pehchane? Kaise hota hai Brain Stroke ka Ilaj? Bata rahe hai Neurologist Dr Pankaj Kumar Popli. Is video me hai, Brain St...
Ganjapan: Karan aur Ilaj | Baldness / Hair Loss in Hindi | Causes & Treatment | Dr Rhea Shetty
Просмотров 86Год назад
#Baldness #HairLoss Ganjapan ek samasya hai jisme sir ke kisi ek hisse se baal guchhe ke rup me nikal jate hai. Adhiktar purusho me ye samasya dekhi jati hai. ganjapan sirf balo ka jhadna nhi, yeh ek rog hai. Ganjepan ka karan, lakshan aur ilaj ke bareme bata rahe hai Dermatologist Dr Rhea Shetty. Is video me hai Ganjapan kya hota hai? (0:00) Ganjapan hone ke Karan kya hai? (1:12) Kya Ganjapan ...
Diabetes: Kidney pe Prabhav | Diabetic Retinopathy in Hindi | Dr Anuj Maheshwari
Просмотров 65Год назад
#DiabeticNephropathy #HindiHealthTips #DoctorAdvice Hamare sharir me kidney ek filter ka kaam karti hai. Iska matlab sharir me jama gandagi ko peshab ke jariye bahar nikalna aur abasyak padhartho ko rokna kidney ka kaam hai. Diabetes ko control na karne se kidney apna kaam ko sahi tarah se nahi kar pati hai. Diabetes ke wajah se hone wale iss gurde ki bimari ko Diabetic Nephropathy kaha jata ha...
Kya hai Giardiasis? Lakshan aur Bachav | Giardiasis in Hindi | Symptoms & Treatment | Dr KP Mall
Просмотров 242Год назад
#Giardiasis Giardia Lamblia naamak ek parjivi ke sankraman se hone wale bimari ko Giardiasis kaha jata hai. Adhiktar dushit pani pine se yeh bimari hota hai. Giardiasis bimari sharir ka chhoti ant ko prabhavit karta hai, jisse ulti, diahhrea, dehydration jaise lakshan dikhai de sakta hai. Kaise hota hai Giardiasis ka Ilaj? Ilaj naa hone par kya samasyae ho sakte hai? Bata rahe hai Critical Care...
Ankh ki Funsi: Kya hai Ilaj? | Hordeolum / Stye in Hindi | Causes & Treatment | Dr Anuj Singhal
Просмотров 20Год назад
#Stye #Hordeolum Kabhi kabhi ankho ki palko me funsi ho jati hai, jise Stye kaha jata hai. Ankh me funsi zyadatar bacteria ki sankram ke wajh se hoti hai. Kaise hota hai ankh ki funsi ka ilaj? Ankh me funsi kitna gambhir ho sakta hai? Bata rahe hai Ophthalmologist Dr Anuj Singhal. Is video me hai Ankh me Funsi (Stye) kya hota hai? (0:00) Kaise felta hai Ankh ki Funsi? (0:42) Ankh ki Funsi (Stye...
Agnashay Cancer: Lakshan aur Ilaj | What is Pancreatic Cancer? in Hindi | Dr Shashank Nigam
Просмотров 37Год назад
#PancreaticCancer Pancrease yani Agnashay me hone wale Cancer ko Pancreatic Cancer kaha jata hai. Agnashay Cancer turant pakad me nahi ati hai, iske wajah se mareez ko kai tarah ki jatiltayo ka samna karna padta hai. Aiye jante hai Agnashay Cancer hone ke Karan, Lakshan aur Ilaj ke bareme Surgical Oncologist Dr Shashank Nigam se. Is video me hai Agnashay (Pancrease) ka Kaam kya hai? (0:00) Agna...
Baar Baar Chhink Ana, Naak Behna | Treatment of Allergic Rhinitis, in Hindi | Dr Shweta K Mahajan
Просмотров 35Год назад
#AllergicRhinitis Jab koi cheez sharir ko suit nhi karti hai to hame usse allergy hoti hai. Kai cheez hamare naak ko prabhavit karta hai, Jiske wajah se hame lagatar chhink ati hai, aur naak behti hai. Ise Allergic Rhinitis kaha jata hai. Kaise hota hai Allergic Rhinitis ka Ilaj? bata rahe hai ENT Surgeon Dr Shweta K Mahajan. Iss video me hai, Allergic Rhinitis kya hai? (0:00) Allergic Rhinitis...
Bachcho me Appendicitis: Kya hai Ilaj? | Appendicitis in Hindi | Dr Sandeep Kumar Verma
Просмотров 73Год назад
#Appendicitis Appendix hamari aant ki shuruat me ek chhote se tube ki tarah hota hai. Ye sharir ka esa ang hai jiska koi mukhya kaam nhi hota. Jab Appendix me kuchh karano se infection ho jata hai toh, ise Appendicitis kaha jata hai. Appendicitis ka Ilaj na kia jaye toh ye gambhir ho sakta hai. Aiye Appendicitis ke Karan, Lakshan aur Ilaj ke bareme jante hai Surgical Gastroenterologist Dr Sande...
Sine me Dard: Heart Attack hai ya Gas? | Signs of a Heart Attack | Dr Shiv Shankar Tripathi
Просмотров 92Год назад
#ChestPain #HeartAttack Agar koi insan Sine me Dard mehsoos karta hai, toh woh jald hi doctor se milna chahiye, taki uchit tarike se ilaj ho sake. Sine ka Dard Gas ki Samasya ke wajah se ho sakta hai ya fir Heart Attack jaise gambir samasya ke wajah se bhi ho sakta hai. Heart Attack ke lakshan kya hai? Iska Ilaj kaise hota hai? Bata rahe hai Dr Shiv Shankar Tripathi, ek Emergency Medicine Speci...
Danto ki Sadan (Cavity): Kaise kare Ilaj? | Tooth Decay in Hindi | Dr Vinay Kumar Gupta
Просмотров 102Год назад
Danto ki Sadan (Cavity): Kaise kare Ilaj? | Tooth Decay in Hindi | Dr Vinay Kumar Gupta
Pimples (Muhase): Kyu Hote Hai? | Treatment of Acne/ Pimples in Hindi | Dr Devesh Chandra Pandey
Просмотров 34Год назад
Pimples (Muhase): Kyu Hote Hai? | Treatment of Acne/ Pimples in Hindi | Dr Devesh Chandra Pandey
Navjaat Shishu ki Dekhbhal kaise kare? | Newborn Baby Care in Hindi | Dr Sitikant Mohapatra
Просмотров 29Год назад
Navjaat Shishu ki Dekhbhal kaise kare? | Newborn Baby Care in Hindi | Dr Sitikant Mohapatra
Garbhpat: Lakshan aur Bachav | Miscarriage in Hindi | Causes & Symptoms | Dr Mala Tripathi
Просмотров 121Год назад
Garbhpat: Lakshan aur Bachav | Miscarriage in Hindi | Causes & Symptoms | Dr Mala Tripathi
Avsad (Depression): Lakshan kya hai? | Treatment of Depression in Hindi | Dr Sujit Kumar Kar
Просмотров 179Год назад
Avsad (Depression): Lakshan kya hai? | Treatment of Depression in Hindi | Dr Sujit Kumar Kar
Muhase (Pimples): Kyu Hota hai? | Pimples/ Acne in Hindi | Causes & Treatment | Dr Amit Madan
Просмотров 69Год назад
Muhase (Pimples): Kyu Hota hai? | Pimples/ Acne in Hindi | Causes & Treatment | Dr Amit Madan
Dil Tez ya Dheere Dhadakna (Heart Arrhythmia): Ilaj | Cardiac Arrhythmia in Hindi | Dr Sajid Ansari
Просмотров 40Год назад
Dil Tez ya Dheere Dhadakna (Heart Arrhythmia): Ilaj | Cardiac Arrhythmia in Hindi | Dr Sajid Ansari
Brain Tumour Glioma: Kya Hai? | Glioma: Causes, Treatment in Hindi | Dr Mohd Iqbal
Просмотров 8 тыс.Год назад
Brain Tumour Glioma: Kya Hai? | Glioma: Causes, Treatment in Hindi | Dr Mohd Iqbal
Ghutno me Dard: Kya hai Ilaj aur Bachav? | Knee Pain in Hindi | | Dr Anurag Aggarwal
Просмотров 135Год назад
Ghutno me Dard: Kya hai Ilaj aur Bachav? | Knee Pain in Hindi | | Dr Anurag Aggarwal
Sardiyo me Twacha ki Dekhbhal: Kaise Kare? | Winter Care in Hindi | Dr Ali Mohammad Abdi
Просмотров 28Год назад
Sardiyo me Twacha ki Dekhbhal: Kaise Kare? | Winter Care in Hindi | Dr Ali Mohammad Abdi
Stanpan: Kaise Karaye? Kyu hai Jaruri? | Importance of Breastfeeding in Hindi| Dr Sitikant Mohapatra
Просмотров 19Год назад
Stanpan: Kaise Karaye? Kyu hai Jaruri? | Importance of Breastfeeding in Hindi| Dr Sitikant Mohapatra
Daad-Khaj Khujli: Kya hai Ilaj? | Ringworm / Skin Infection: Treatment | Dr Devesh Chandra Pandey
Просмотров 58Год назад
Daad-Khaj Khujli: Kya hai Ilaj? | Ringworm / Skin Infection: Treatment | Dr Devesh Chandra Pandey
Garbhashay me Fibroids: Kya hai Ilaj? | Uterine Fibroids in Hindi | Prevention | Dr Mala Tripathy
Просмотров 93Год назад
Garbhashay me Fibroids: Kya hai Ilaj? | Uterine Fibroids in Hindi | Prevention | Dr Mala Tripathy
Bipolar Disorder: Kya Hai? | Bipolar Disorder: Symptoms & Treatment | Dr Pranshu Agarwal
Просмотров 51Год назад
Bipolar Disorder: Kya Hai? | Bipolar Disorder: Symptoms & Treatment | Dr Pranshu Agarwal
Typhoid Bukhar: Jane Ilaj aur Bachav | Typhoid in Hindi | Causes & Prevention | Dr D P Verma
Просмотров 24Год назад
Typhoid Bukhar: Jane Ilaj aur Bachav | Typhoid in Hindi | Causes & Prevention | Dr D P Verma

Комментарии

  • @sikandarraza7806
    @sikandarraza7806 15 дней назад

    TLC

  • @piyush_gaming670
    @piyush_gaming670 15 дней назад

    Mam meri wife ke ovary me 47.30 aaya hai me kya karu

  • @RanjeetVerma-n5j
    @RanjeetVerma-n5j 15 дней назад

    Sir ap kaha ho mujhe adha adhura chhod diya apne

  • @preetisingh-ib9wr
    @preetisingh-ib9wr 16 дней назад

    Bahut acche Dr hai sir

  • @SanjayKumar-p8z2d
    @SanjayKumar-p8z2d 17 дней назад

    Malarial parasite enters the rbc and effects the, choose which one is right-(1) liver(2) small intestine (3) stomach (4) brain Plz reply me sir

  • @ShivBahadur-rq7bf
    @ShivBahadur-rq7bf 19 дней назад

    Sir ham aapse baat krna chahte hai

  • @SapanaM-d7o
    @SapanaM-d7o Месяц назад

    Sr...kya ap hame help kar sakte ho?

  • @SamidhaRevtkar
    @SamidhaRevtkar Месяц назад

    Kan me aawaj aana, chakkar aana, sharir ka balance bighad jana, pairo pe barabar khadi nahi rahti gir Jane ka dar laga rahta Bahut dawa khaya koi aaram nahi aakhiri dawa samjkar ye ASSICON SYRUP AUR BRANOCON SYRUP 5_6 mahine khaya sahi Bahut Aaram mila....

  • @HimanshuGupta-t7l
    @HimanshuGupta-t7l Месяц назад

    Hello

  • @RehanKhan-co2pr
    @RehanKhan-co2pr Месяц назад

    Best doctor of india

  • @RehanKhan-co2pr
    @RehanKhan-co2pr Месяц назад

    मेरा फिस्टुला का ऑपरेशन डॉक्टर साहब ने किया है मैं कहना चाहता हूं अगर किसी को भकन्दर हुवा है तो आप किसी अनाड़ी डॉक्टर से ऑपरेशन न करवाए भकन्दर का पहला ऑपरेशन बहोत महत्वपूर्ण होता है पहला ऑपरेशन फैल हो गया तो समझो जिंदगी भर दीर्क़त हैं इस लिए अरशद साहब से ऑपरेशन करवाए जिन का सक्सेस रेट ज्यादा है।

  • @sundarkarki4005
    @sundarkarki4005 Месяц назад

    सर नमस्कार मेरा १० साल का बेटा को सेम समस्या है अभि मै दिल्ली max hospital मे उपचार कर रहाहु।डाक्टर और भगवान को को कृपा से बेटा को ठिक हो जाय भगवान पशुपति नाथ कामना कररहा हु।नेपाल से हु।

  • @AparajeetaGuha
    @AparajeetaGuha 2 месяца назад

    Hi,I have one question-- my oncologist said that he will monitor me 2 years very closely because of the maximum ovarian/breast cancer recurring in this period. May I know how to calculate one year from the date when our surgery is done or from that day when our chemotherapy is done?

  • @NiranjanYadav-c6z
    @NiranjanYadav-c6z 2 месяца назад

    Doctor saheb dhanyvad thank u Dil se Chhota Chhota ball ki tarah latring hota hai

  • @MakbulHussain-x3i
    @MakbulHussain-x3i 2 месяца назад

    Sir mara bohut din sa malariya ka problem hai

  • @janshri1
    @janshri1 2 месяца назад

    Very useful information, thanks.

  • @iramarshi1069
    @iramarshi1069 2 месяца назад

    Hello mem plz mujhe bi thoda advice de😢

  • @amitanandanand4960
    @amitanandanand4960 2 месяца назад

    Meri behan ko huva h ap log dua kro theek ho jaye 10 sa ho gya

  • @mdazmullah6200
    @mdazmullah6200 2 месяца назад

    Sair mujh alta saud me bataya gaya hai funi colitis ka sanket de raha hai bataya haya hai

    • @mdazmullah6200
      @mdazmullah6200 2 месяца назад

      Antibiotic pain killer bhi kha raha hun aaram nahin lag Raha hai sar kya Karen

  • @anil6316
    @anil6316 2 месяца назад

    Mere 6 sal ke beta ko hai

  • @twobrothers3873
    @twobrothers3873 2 месяца назад

    Please please

  • @twobrothers3873
    @twobrothers3873 2 месяца назад

    Bcoz meri 3 sal ki bati ko hai

  • @twobrothers3873
    @twobrothers3873 2 месяца назад

    Please please please

  • @twobrothers3873
    @twobrothers3873 2 месяца назад

    Please aap ka no chahiye please

  • @ShahrukhAnsari-jy1kw
    @ShahrukhAnsari-jy1kw 3 месяца назад

    Hi

  • @s.ksingha4241
    @s.ksingha4241 3 месяца назад

    Mem kese link kare

    • @SamidhaRevtkar
      @SamidhaRevtkar Месяц назад

      Kan me aawaj aana, chakkar aana, sharir ka balance bighad jana, pairo pe barabar khadi nahi rahti gir Jane ka dar laga rahta Bahut dawa khaya koi aaram nahi aakhiri dawa samjkar ye ASSICON SYRUP AUR BRANOCON SYRUP 5_6 mahine khaya sahi Bahut Aaram mila Accha dawa hai***

  • @s.ksingha4241
    @s.ksingha4241 3 месяца назад

    Mem Mera bhi problem hai kese thik kare

  • @RajKapoor-d3q
    @RajKapoor-d3q 3 месяца назад

    Sir ap Kaha karkrat hai

  • @mustufamohamed8253
    @mustufamohamed8253 4 месяца назад

    Varicocele surgery causes low testosterone??? Before varicocele surgery testosterone 268.42 ng/dl After 9 month 209 ng/dl

  • @dineshraghuwanshi-bz4fw
    @dineshraghuwanshi-bz4fw 4 месяца назад

    Mera opretion ho gaya h lagbahg 12 din ho gya ab kya karna h . Kirpaya marg darsan kare

  • @etteshamshaikh6304
    @etteshamshaikh6304 4 месяца назад

    Hiii sir mujhe bhi anal fissure hai just suggest your hospital

  • @user-hitesh16khorwal
    @user-hitesh16khorwal 4 месяца назад

    Hello maam mera 1 saal pehle utrus remove hua tha ab mujhe baar baar uti infection hora h tho ye kyu ho raha h

  • @SushilKumar-s9u7z
    @SushilKumar-s9u7z 4 месяца назад

    Sir humko pareshani ho rahi hai

  • @SushilKumar-s9u7z
    @SushilKumar-s9u7z 4 месяца назад

    Sir humko pareshani ho rhi hai

  • @BABUBHAIRAVAL-p9i
    @BABUBHAIRAVAL-p9i 5 месяцев назад

    Sar.muze.jo.aap.ne.galsuvaki.baat.ki.sem.muze.bimari.sar.1.sal.se.bahot.taflik.ilaj.bata.do.sar

  • @Nisha-kl8rl
    @Nisha-kl8rl 5 месяцев назад

    Dealing with bronchitis has been easier thanks to Planet Ayurveda. Their treatments are the best I’ve used, providing natural and effective relief. I highly recommend their herbal solutions

  • @DuniyaMusafir
    @DuniyaMusafir 5 месяцев назад

    Thank you sir. Good information

  • @maamangala9583
    @maamangala9583 5 месяцев назад

    Second God U are sir

  • @SURYARAOBOMIDI
    @SURYARAOBOMIDI 5 месяцев назад

    Is genetic ataxia curable?

  • @samarsingh425
    @samarsingh425 5 месяцев назад

    Age. :36 Year 0 Month 0 DaysDate. :29/07/2024Clinical Abstract :MetastatisSiteIrradiationDurationTypeOperatives Notes :For PreservationSurgeonPathology Index No OP/10167/24Date 08/08/2024Specimen: Specimen from right fronto-parietal SOLGross: Tiny fragments, totally processed.Microscopic Description: The section show mainly necrotic tissue along with tiny fragments of viable tumor composed of round to oval cells present in a fibrillary background. The cells show features of pleomorphism and a few mitotic figures are noted. Definite evidence of microvascular proliferation is lacking. On IHC, the stains for IDH1 is non contributory, Ki67 labeling index is 8%. The tumor cells show strong GFAP positivity. ATRX is retained.Diagnosis: The overall features are suggestive of a High Grade Glioma, Astrocytoma, NOS (CNS WHO Grade 4)Is IHC Required : YesComment: Correlation with imaging findings and other diagnostic parameters is suggested. Report Prepared by Prof.U.Chatterjee, Dr. Keya Basu What can I do

  • @kundanprajapati212
    @kundanprajapati212 6 месяцев назад

    सर आपका होपीस्टल कहा है

  • @AjayKumarPatel-il8fm
    @AjayKumarPatel-il8fm 6 месяцев назад

    सोमवार और शुक्रवार

  • @AyurvedicDoctor-y6q
    @AyurvedicDoctor-y6q 6 месяцев назад

    Thanks for explanation mam .....Pradrantak churna from Planet Ayurveda are very effective results on Ovarian cysts

  • @ReenaThakur-yv8ie
    @ReenaThakur-yv8ie 6 месяцев назад

    Mam phone number milega aapka please

  • @StudyPointClassesByManojPandey
    @StudyPointClassesByManojPandey 6 месяцев назад

    Sir meri maa ki Pitt nali block hai privet hospital me do bar stent dalwa chuke Hain stent kam nahi kar raha hai . Aap ko bhi do bar dikhayen Hain sir kya karen ab bahut pareshan hain

  • @AAshre-mm2kn
    @AAshre-mm2kn 7 месяцев назад

    New subscriber ❤❤

  • @AAshre-mm2kn
    @AAshre-mm2kn 7 месяцев назад

    Mere bete ko glioma Brian tumor cencer ka hai. 4 stage ka .sab karvaya. Abhi radiation start Kiya hai. Duwa karna pls 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻 . Mere Bete ke liye ❤❤❤

    • @surinderrai1373
      @surinderrai1373 7 месяцев назад

      Bhai mari mamy ko bhi brain Tomar h

    • @surinderrai1373
      @surinderrai1373 7 месяцев назад

      Waheguru ji sab thik kare ga🙏🏻🙏🏻🙏🏻

    • @shakeelshaikh2477
      @shakeelshaikh2477 6 месяцев назад

      Allah kaamyab karega samay par tablets de meri wife ko bhi yahi hai bhai

    • @AAshre-mm2kn
      @AAshre-mm2kn 6 месяцев назад

      @@shakeelshaikh2477 AAP bhi himmat rakhna bhaiya 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻.

    • @ashunegi4138
      @ashunegi4138 6 месяцев назад

      Apke bate ko kya symptoms hote the .or doctor n surgery k liye mana kiya tha kya

  • @sultanahemad2003
    @sultanahemad2003 7 месяцев назад

    Mere bete ko tej bukhar ke wajah se mirgi ke doure aana shuru huye ASSICON SYRUP AUR BRANOCON SYRUP 8_9 mahine Diya jhatke aana he band ho gaya

  • @Adilbarkatbarkat
    @Adilbarkatbarkat 7 месяцев назад

    Kiya har billi katbe rubis ho sakta hai kiya? Mujhe 5 din pahle kata hai billi mujhe nahi oata tha ke billi ke kat ne se bhee rubuss hota hai

  • @bukubukuzone4728
    @bukubukuzone4728 7 месяцев назад

    Sir Sugar proper thik krne ke liye kitna kharcha ata hai