Sufi Khurshid Alam
Sufi Khurshid Alam
  • Видео 10
  • Просмотров 44 564
Unke Naam Se Jahan Roshan: Panjatan Pak Aur Ahle Bait Ki Qudrat
Unke Naam Se Jahan Roshan: Panjatan Pak Aur Ahle Bait Ki Qudrat
Facebook
SufiKhurshidAlam
Instagram
sufikhurshidalam
#islamic #sufisim #ahlebait #panjatanpaak #islamicknowledge #islamicteachings #islamichistory #ahlebaitkishan
Просмотров: 1 622

Видео

Bait Yat ka Chhupa Raaz: Haqiqat aur Roohaniyaat ka Parda
Просмотров 6 тыс.14 часов назад
Bait Yat ka Chhupa Raaz: Haqiqat aur Roohaniyaat ka Parda Facebook SufiKhurshidAlam Instagram sufikhurshidalam #BaitYatExplained #sufism #islamicspirituality #islam #islamic #islamicteachings #islamichistory #muhammadﷺ #muslim
Miyan Biwi ka Rishta: Marfat aur Mohabbat ka Rishta | Sufi Bayan
Просмотров 2,6 тыс.21 час назад
Miyan Biwi ka Rishta: Marfat aur Mohabbat ka Rishta | Sufi Bayan Facebook SufiKhurshidAlam Instagram sufikhurshidalam #islamic #muslim #sufi #sufism #islamicteachings #islamicmarriage #sufibayan
Insan Ki Asliyat - Sufi Khurshid Alam
Просмотров 15 тыс.День назад
Insan Ki Asliyat - Sufi Khurshid Alam Facebook SufiKhurshidAlam Instagram sufikhurshidalam #islamic #sufisim #musalman #insan #hazratali
Mohammadﷺ ki Pehchan : Asal Haqiqat | Sufi Khurshid Alam
Просмотров 7 тыс.14 дней назад
Mohammadﷺ ki Pehchan : Asal Haqiqat | Sufi Khurshid Alam Facebook SufiKhurshidAlam Instagram sufikhurshidalam #muhammadﷺ #islamic #sufism #bayan
Ya Ali (A.S.): Wilayat ka Noor aur Mominon ka Imam | The Untold Truth of Ya Ali (A.S.)
Просмотров 3,7 тыс.21 день назад
Ya Ali (A.S.): Wilayat ka Noor aur Mominon ka Imam | The Untold Truth of Ya Ali (A.S.) Facebook SufiKhurshidAlam Instagram sufikhurshidalam #AhlulBayt #MoulaAli #YaAli #HazratAli #IslamicHistory #AliIbnAbiTalib #islamic #deeneislam #sufi #allamaiqbal #allamakhadimhussainrizvi #ahlesunnat #HazratAli(RA) #ProphetMuhammad(PBUH)
Sariyat-e-Muhammadi? | Sufi Khurshid Alam
Просмотров 1,8 тыс.Месяц назад
Sariyat-e-Muhammadi? | Sufi Khurshid Alam Facebook SufiKhurshidAlam Instagram sufikhurshidalam #sufisim #islamic #muslim
Nafs Ki Pehchan - Apne Dil Aur Nafs Ko Kaise Pehchanein?
Просмотров 3,2 тыс.Месяц назад
NAFS KI PEHCHAN - Apne Dil Aur Nafs Ko Kaise Pehchanein? Facebook SufiKhurshidAlam Instagram sufikhurshidalam #sufikhurshidalam #islam #sufisim #iman
12 Rabi Ul Awal Paigam-e-Murshid | EID MILAD UN NABI
Просмотров 1,4 тыс.Месяц назад
12 Rabi Ul Awal Paigam-e-Murshid | EID MILAD UN NABI Facebook SufiKhurshidAlam Instagram sufikhurshidalam Your Queries Eid Milad Un Nabi Bayan Eid Milad Un Nabi Paigam Eid Milad Un Nabi Nasiyat Eid Milad Un Nabi Zikr Jashn-E- Eid Milad Un Nabi Milad Juloos Jashn-E- Eid Milad Un Nabi Ka Juloos Eid Milad Un Nabi Ki History Eid Milad Un Nabi Banana Kesa Hain 12 Rabi Ul A...
Hidayat-e-Murshid | The Sufi Bayan | Sufi Khurshid Alam
Просмотров 3,6 тыс.Месяц назад
Hidayat-e-Murshid | The Sufi Bayan| Sufi Khurshid Alam Facebook SufiKhurshidAlam Instagram sufikhurshidalam Your Queries "Welcome to 'Hidayat-e-Murshid,' where we explore the true teachings of Islam. This series is dedicated to spreading Islamic knowledge, guiding Muslims and non-Muslims alike towards the path of truth. Learn about Quranic teachings, Hadith, Islamic h...

Комментарии

  • @javidkhan8254
    @javidkhan8254 8 часов назад

    ❤❤❤❤❤

  • @javidkhan8254
    @javidkhan8254 10 часов назад

    ❤❤❤❤❤

  • @mspmsp3523
    @mspmsp3523 16 часов назад

    strat se pehle salam ni kar re aap

  • @uroojtaj7267
    @uroojtaj7267 17 часов назад

    WajhalLah k kya maani hain bhai? Banda o Moula Awwal o Aakhir Aap he mazil aap musafir Sheesha e Kasrath Chera e Wahdat Haq Maujood Muhammed Surat SalAllahu Alaihe Wa Aalihe Wa Sallam Kisi Kamil Murshid Se Bayeth, Murshid Parda Agar Uthaein To Samajh Aati Hi Wagarna A Raaz Samajhna na mumkin hi. Har Martaba Az Wajood Hukmi Daarad Gar Hifz e Maratib Na Kuni Zindiqi From Syed Khalid Pasha Saudi Arabia

  • @JunedAli-g7u
    @JunedAli-g7u 20 часов назад

    Besaq haq haq hota hai aur mare❤ mola ali❤ haq hai

  • @Rajagohar7
    @Rajagohar7 День назад

    Assalamualaikum aap ne haq kaha ❤

  • @noortvmhk4598
    @noortvmhk4598 День назад

    Panjathan jab nahi the phir kaise unka naam ko bathayaga adam

  • @javidkhan8254
    @javidkhan8254 День назад

    ❤❤❤❤❤

  • @BrownboyKabir
    @BrownboyKabir День назад

    Well said ❤🎉❤

  • @syedtajbegum3072
    @syedtajbegum3072 День назад

    Assalamu alaikum rahmatullahi wabarakatahu hajrat ji my be aulaad hoon 19 saal se dua ki guzarish aap panjatan k sat k tufile mere liye dua kijiye please

    • @amjadkhankhanzade9950
      @amjadkhankhanzade9950 День назад

      Aye Allah masoom asghar as ke sadqe panjatan paak ke sadqe iss bahen ko aulad de beti beta aur talab hai to bhi de ameen

  • @EhjabGamingg
    @EhjabGamingg День назад

    Mashallah💚

  • @BholuKhan-b3c
    @BholuKhan-b3c День назад

    Mashallah

  • @jalilpeerzade97
    @jalilpeerzade97 День назад

    आला मीनं नुरी कुल्ले शय इन मिन नुरीलला

  • @poojabhanushali8676
    @poojabhanushali8676 День назад

    Bawa ek video ye bhi banaye taki muslim ko patta chale . 1..massa allah ese hi nhi bola jata deen ki baat hi shadi ho ya kuch achhi baat ho tab bolte hai 2.insha allah jab allah se mango ya jese job bachhe na hote ho shadi na hoti ho kuch ese sunnat k upar chsle insha allah kab bolna hai massa allah kab bolna hai har reel har video pe inssa allah massa allah galat baat hai 2 baato ka apna ek darza hai .. jaha taha nhi bolna aaj log kapde ya jute ya kuch bbi kharida to bol dete hai massa allah ye galat hai Or jese koi laya to samne dusra bolega inssa allah me bhi launga ye sab insha allah massa allah bolna kitna galat hai to ek video in bato pe bhi banao ..aqal aaye .😢

    • @Philosopher555
      @Philosopher555 День назад

      सही कहा आपने।

    • @numanakhtar548
      @numanakhtar548 День назад

      قرآن شریف درست پڑھئے بابا ۔۔۔۔۔۔ اللہ عقل سلیم بخشے

  • @RoohAli-o8w
    @RoohAli-o8w День назад

    Mashallah ❤❤❤

  • @sairunNisha-v2u
    @sairunNisha-v2u 2 дня назад

    Masha.allah.sufi.saab.🙏

  • @nashikrents
    @nashikrents 2 дня назад

    Aap apni hi hisab se quran ka hwala dete he muze lgta he aap allah ki rah k alava sirf bhadkau baba bne bethe he sudhar ja buddhe

  • @TANVEERAHMED-cb4gt
    @TANVEERAHMED-cb4gt 2 дня назад

    اسلام وعلیکم حضرت کلمۃ الحق پر کچھ روشنی ڈالیں

  • @mohammedifteqaruddin6639
    @mohammedifteqaruddin6639 2 дня назад

    Subhan Allah

  • @SanaullaKhan-y3g
    @SanaullaKhan-y3g 3 дня назад

    ❤🙏👍

  • @SanaullaKhan-y3g
    @SanaullaKhan-y3g 3 дня назад

    🙏❤️👍

  • @meeraquadri8512
    @meeraquadri8512 3 дня назад

    Haq hai Subhan Allah bahot behtareen wazahat farmayee aapne Bayt ki Jazaq Allah Khair 🤲

  • @mdabraralam9846
    @mdabraralam9846 3 дня назад

    Aashalamoaalaykum gujaris he hamara aap apna har apisod ka nambar de q k sabko malum chale ga ketne apisod ham dekhe he

  • @ShaikhJavedUPSC
    @ShaikhJavedUPSC 4 дня назад

    Mashallah baut khubsurat explanation ❤

  • @SanaullaKhan-y3g
    @SanaullaKhan-y3g 4 дня назад

    🙏❤👍

  • @captainbd2203
    @captainbd2203 4 дня назад

    ek headphone pe sunaideti he dusrape sunai nehi deti sound thikkare kripakerke

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam 4 дня назад

      Audio mein problem ke liye hum mafi chahte hain. Aane wali videos mein audio theek rahegi. Shukriya aapke feedback ke liye.

  • @sulemanalisuleman3795
    @sulemanalisuleman3795 5 дней назад

    Ya ALI MADDAD YA PANJETAN PAK ALL MADDAD

  • @sulemanalisuleman3795
    @sulemanalisuleman3795 5 дней назад

    App ke khankha kha par hai app se milna hai

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam 4 дня назад

      Shukriya aapki dilchaspi ke liye! Hum sirf online kaam karte hain, yahin se rabta banaaye rakhein.

  • @apnachannel771
    @apnachannel771 5 дней назад

    Hum chahte hain aap aise video banayein Quraan Paak Aur Hadees Shareef ki roshni me jaiseaapne abhi tak banayein hain kyun deen ke dushman firke wale Lulma khud to gumraah hote hain aur unki khud ki seerat me to asar hota nahi hai wo Quraan Shareef Aur Hadees Shareef ka sahara lekar public ko gumraah karte hain aur public bahut badi tadaad me un logon ki baaton me fas chuki hai kyun wo baatil ko failaane me Quraan Paak Aur Hadees Shareef ka sahara lete hai.......Isliye aap bhi Haq ko failane me Zyada se Zyada Quraan Paak Aur Hadees Shareef ka bayaan karte rahein..... Aur iske Alawa hum ye chahte hain ki aap abhi sirf in topic par video bayein..... 1. Tasawwuf ka sirf introduction. 2.Sufiyon ko ghalat batane wale firkon ke khilaaf video. 3. Tasawwuf ka labada odhne walon ke khilaaf video.. 4. Kaamil Murshid ki pehchaan ke video jisse log aise logon ko mureed hone se bachein jo ulta tasawwuf ke khilaaf boltein yaani kitaabon lade hue gadhe Lulma (yaani farji maulvi) 5. Zyadatar gahre raazon se parda na uthayein to theek mureed jab khud talab ghaar aur uska ahl hoga ya Murshid ki marzi hogi to khud bata deta hai. 6.har kisi ke saamne ye gahre raaz na khole jayein fir bhi koi seekhna chahe aur aap usko seekhne ka Ahl samajte hain to personnel tarike se email etc. jaisa apko sahi lage sikha sakte hain. jitna aapne abhi tak bataya public ke liye bahut hai aur bura aqida failane walon ko bhi achcha jawaab hai waise aap khud behtar jante hain jo apko behtar lage.... Apki baaton me zyadatar Quraan Paak aur Hadees Shareef ka Hawaala hota hai jisse awaam impress hoti hai aur ahle batil ko ilmana ghalat comment ka mauka nahi milta hai...

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam 4 дня назад

      Jazak Allah! Aapki rai aur tajweez ke liye shukriya. Insha Allah, hum Quran Pak aur Hadith Sharif ki roshni mein in mauduat par videos banaoonge 1. Tasawwuf ka taaruf 2. Sufiyon ko ghalat samajhne wale firkon ke khilaf video 3. Tasawwuf ka labda odhne walon ke khilaf video 4. Kaamil Murshid ki pehchaan ke bare mein video 5. Ahem raazon ka parda rakhna 6. Khaas afrad ke liye taleem dena Hum koshish karenge ke haq ko bayaan karte waqt zyada se zyada Quran aur Hadith ka hawala dein taake awam ko sahi rahnumai mil sake. Aapki rahnumai aur tajweez ka shukriya, Insha Allah, hum aapki umeedon par poora utarne ki koshish karunge

  • @s.rshaikh336
    @s.rshaikh336 5 дней назад

    Hajrat khud ka khoj kaise kare, Khud ko kaise jane.aor fir allah tak kaise pahuche. Kujh aishaa batay ki puri baat samajh aajaye.

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam 5 дней назад

      Agar aap khud ko jaan-na chahte hain aur Allah tak pahunchna chahte hain, toh sabse pehle apne andar tafakkur (self-reflection) aur tazkiya (self-purification) zaroori hai. Marfat aur tasawwuf ke raahein humein yeh sikhati hain ke apne nafs (ego) ko pehchan kar usse paak karein. 1. Khud ko pehchaan: Jab aap apne andar dekhenge, toh apko apni kamzoriyaan, khwahishat aur nafs ke dhoke samajh aayenge. Apne nafs ko tameer karna, usse mutma’in banana, aur apne actions ko Allah ki raza ke liye karna sabse pehla qadam hai. 2. Tazkiya-e-Nafs: Apne dil ko dunia ke hawas se paak karein aur zikr (remembrance) aur ibadat ke zariye apna rabt Allah se mazboot karein. Yeh tasfiyah (purification) aapko ruhani safar mein madad degi. 3. Marfat-e-Ilahi: Jab aap apne andar ki khoj karte hain aur apne nafs ko tameer kar lete hain, toh Allah ka qurb paana asaan ho jata hai. Har cheez mein Allah ki qudrat ko dekhein, aur apne dil ko uski mohabbat se roshan karein. Hadith mein aata hai: "Jisne apne aap ko pehchaana, usne apne Rabb ko pehchaana." Apne dil ko saaf rakhkar, Allah ki taraf raah talash karein aur sirf usi ki raza mein apne zindagi ka maqsood banaayein. Tasawwuf ki yeh raah sabr, shukr, aur mohabbat se bharpur hai.

  • @salmansallu555
    @salmansallu555 5 дней назад

    Kalime ki thashrir kaise karna hai batho

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam 5 дней назад

      Kalime ki tashreeh marfat aur tasawwuf ke zariye yeh hai: 1. Kalima Tauheed: "La ilaha illallah" - iska matlab hai ke Allah ke siwa koi ibadat ke laayak nahi. Is kalime ka asal maqsad dil se duniya ke tamaam ghair-Allah ko nikaal kar sirf Allah ki wahdaniyat ko maan-na hai. Nafs aur duniya ke dhoke se nikal kar Allah ki wahdaniyat ka ehsaas dil mein utarna zaroori hai. 2. Kalima Risalat: "Muhammadur Rasoolullah" - Iska matlab hai ke Hazrat Muhammad (PBUH) Allah ke Rasul hain. Unki sunnat aur talimat par amal karna, unko apni zindagi ka rehnuma banaana tasawwuf ki rooh hai.

    • @salmansallu555
      @salmansallu555 5 дней назад

      @@SufiKhurshidAlam mashallah bahuth acha bathae apne

  • @salmansallu555
    @salmansallu555 5 дней назад

    Suffi sarkar next video me 1 kalimath kithne thasrir kar sakthe ho

  • @salmansallu555
    @salmansallu555 5 дней назад

    Mashaallah ❤

  • @salmansallu555
    @salmansallu555 5 дней назад

    Mashallah beshak hazrath ❤

  • @gullamahmedkhanishtiaq
    @gullamahmedkhanishtiaq 5 дней назад

    Assalamualaikum sahieb, mai sab Ko manta hun, peer banna, sabaq dena,ilm pana, sab kuch theek hai. Kya koie aise hain, Jin ka haat kisi mareez ke sar per rakh diya tho mareez theek ho gaya. Agar koi aaise peer hain tho mujhe bata dena, Mai woh peer say bayat kerna chahta hun Jin ke pass ye faiz hoga.

    • @Ishqehaqiqui
      @Ishqehaqiqui 5 дней назад

      Agar peer nizamuddin chaiye to mureed khusro jaisa hona padega ........

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam 5 дней назад

      Wa Alaikum Assalam, Quran mein Allah Ta'ala ne farmaaya: "Aur jab main bimar hota hoon, to wahi mujhe shifa deta hai." (Surah Ash-Shu'ara, 26:80). Shifa dena sirf Allah ke haath mein hai. Koi buzurg ya peer Allah ke hukm se dua kar sakte hain, lekin asal shifa Allah hi deta hai. Aapka yaqeen Allah par hona chahiye, kyunki har cheez ka ikhtiyar sirf Allah ke paas hai.

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam 5 дней назад

      Bilkul sahi farmaya, Peer ka faiz tabhi hasil hota hai jab mureed apne aap ko poori tarah se apne sheikh ke hawale kare, jise Hazrat Khusro ne Hazrat Nizamuddin ke sath kiya. Magar asal shifa aur rahmat sirf Allah ke haath mein hai, aur peer ka kaam humein Allah se jodne ka hai. Isliye humein apni ta'alluq Allah se mazboot karte hue buzurgon se dua aur hidayat talash karni chahiye.

    • @gullamahmedkhanishtiaq
      @gullamahmedkhanishtiaq 5 дней назад

      @@SufiKhurshidAlam beshak sabkuch Allah hi ki marzi se hota hai. Hazrat syeddana Ghouse e Azam k beshumar karamate, khawaja ghareeb k beshumar karamate. Ghouse e paak,murdoun ko khabar may say nikal kar zinda ker dete, ghareeb Nawaz anasagar ko sukha diye. Mai aam admi ki baat kar raha hun, peer mureed ki nahi. Agar koi mareez, kisi bhi Allah wale ke pass jaye toh woh apne nazar e karam ousko theek ker sakte hain , jaise say Ghouse e Azam apne nazar se logo ki takdeer badal dalte. Ghouse e paak ka khoul hai, agar koi unko duniya k kisi b kone say pukhare tho woh hazer honge. Kidmat e khalq.

  • @sulemanalisuleman3795
    @sulemanalisuleman3795 5 дней назад

    Sufi is real Momin

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam 5 дней назад

      Sufi asal mein wo hota hai jo apne dil ko paak kar ke Allah ki mohabbat mein doob jata hai. Momin wo hai jo Allah aur uske Rasool (PBUH) par poora yaqeen rakhta hai. Agar ek Sufi apne iman, amal aur ikhlas mein sahi ho, toh uska safar usse ek haqiqi Momin bana deta hai.

  • @esotericpilgrim548
    @esotericpilgrim548 5 дней назад

    These are my “EID MILAD UN NABI” massage “ to all irrespective of religion, creed , rich, poor, black or white etc. On behalf of SH.KURSHEED ALAM ( sufi ) Believe in yourself, you are unique, speak to yourself, don’t compare you with others because you are unique, there isn’t any one like you & there wouldn’t be anyone like you. & "The path to success is simple: say nothing but the truth and do nothing but the truth. Follow and adhere to the truth in every word and deed."( esoteric pilgrim)

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam 5 дней назад

      Thank you for this beautiful message of unity and self-belief. Indeed, every individual is unique and should embrace their own path. The truth is the foundation of success, and living by it brings peace and fulfillment.

    • @esotericpilgrim548
      @esotericpilgrim548 5 дней назад

      @@SufiKhurshidAlam ‎ٱلْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ ٱلْعَـٰلَمِينَ your kind words are a boost To my divine thoughts & life, please include me Too in your prayers .

  • @indi_st
    @indi_st 5 дней назад

    Mashallah! Shukriya Hazrat ji 🙏

  • @soljarbhai7586
    @soljarbhai7586 5 дней назад

    Bahut khoob ❤

  • @indi_st
    @indi_st 5 дней назад

    Mashallah! Subhanallah!!

  • @mdsadiqpasha9899
    @mdsadiqpasha9899 5 дней назад

    Part 2 3 4 hai

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam 5 дней назад

      Shukriya! Aapki raye ka bahut shukriya. Is video 2 3 4 parts nahi hain, lekin aise aur bhi videos humare channel par hain aur aane wale waqt mein bhi aayengi.

  • @esotericpilgrim548
    @esotericpilgrim548 5 дней назад

    Sh.Kursheed Alam sir there is no words in my poor vocabularies to write words of appreciation, though I don’t understand Urdu very well as I’m from South India. Please add me too in your prayers please.

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam 5 дней назад

      Thank you for your kind words! Your appreciation means a lot. Don't worry about the language; the essence of our connection transcends words. We will certainly include you in our prayers. May Allah bless you!

  • @AshuMohammad-l5e
    @AshuMohammad-l5e 5 дней назад

    Masha allha 1:48

  • @AshuMohammad-l5e
    @AshuMohammad-l5e 5 дней назад

    Masha allha. 5:04

  • @AshuMohammad-l5e
    @AshuMohammad-l5e 5 дней назад

    Masha allha. 5:04

  • @AshuMohammad-l5e
    @AshuMohammad-l5e 5 дней назад

    Masaalluhu.

  • @jalilpeerzade97
    @jalilpeerzade97 5 дней назад

    हाझरत अस्सलामु आलयकूम एक सवाल भहोत सारी बातें सही हैं लेकिन आदम अलैहिस्सलाम हुसैनि कैसे क्या कुरान से साबित है जहां तक कुसुसुल आममबिया कीताब में पडाह हुं जीब्रील आलयसलाम ने कलमा पढ़ाकर दुवा मांगने को कहा उस वक्त मोहम्मद का नाम सुना फिर सवाल हुवा मोहम्मद कौन है ऊस वक्त आदम ने आपने आंगोठो में मुहम्मद दीदार किया फिर चुमा फिर दुवा मांगी और कबुल भी हूई खैर इस्लाम का इल्म समंदर से भी गहरा है मैंने जो सवाल पुछा है मेरे इल्म में नहीं आया इसलिए पुछा जवाब देकर इल्म में इज़ाफ़ा करें जसाकलला खैर

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam 4 дня назад

      Wa Alaikum Assalam! Aapka sawal bohot ahm hai. Inshallah, hum is topic par ek puri video banayenge taake iski wazahat ki ja sake. 1. Quran ka Hawala: Quran mein Allah ne farmaya hai, 'Wa Iza akhazna min bani Adam...' (Surah Al-A'raf, Ayat 172). Is se yeh pata chalta hai ke Adam alaihis-salam ki nasl ki ahmiyat hai. 2. Hadith ka Hawala: Ek hadith mein Nabi Muhammad ﷺ ne farmaya, "Ana wa Ali min Nafs Wahida" (Tirmidhi). Is se yeh sabit hota hai ke Adam alaihis-salam ki nasl se Ahl al-Bayt ka taluq hai, jo unhe 'Hussaini' samajhne ki wajah banta hai. Aapko is par ek video zaroor milegi, jab hum is par tafsili taur par baat karenge. Hum aapko is video ka link tag kar denge Insha Allah Jazak Allah Khair!

    • @jalilpeerzade97
      @jalilpeerzade97 4 дня назад

      @@SufiKhurshidAlam जी जनाब शुकरीया

  • @s.rshaikh336
    @s.rshaikh336 6 дней назад

    Hajrat apke 1,1 lafz me dam hai

  • @salmansallu555
    @salmansallu555 6 дней назад

    Hazarth ap kidara rahethe ho mujjje ap jaisa murshid yani kamil peer ki zarurath bahuth hai

  • @anisqadri9519
    @anisqadri9519 6 дней назад

    Baba aap tasswwuf me aehle bait aur panjetan ki bato ko kese nakhre he aap aehle bait ka aur panjetan ka topic alg se lena chahiye roohaniyat ki bato me in mukkadas logo ko kese dalte he q ke data ganj baksnali hujweri ne kisi bhi tasswwuf ke topic me kisi bhi sakhsiyat ka name nahi liya nahi unki koi sham bayan ki panjetan aehele bait par hamre maa baap kurban leki ki sufi ne kisi bhi shiya sunni ki ki baat kisi bhi tasswwuf ki kitabo me nahi ki chae goshpaat sarkar ki ho ya sultan Bahoo qadri ki sabhi kitab sahab hum khud saiyad sadat he lekin ye topic kisi Aliya iqram ne nahi chalaya aap ko janaa chahiye ke tasswwuf har wo khrabiyo se paak karta he aap sallallahu alaihi wasallam ke hukm pe farj baja laana hi din ki buniyad he agar isse hata to gumrah ab aap achhi tarah jante he ke aap kaha se hukm ehkam dete he aur kese etaat hoti he kisi bhi sufi ko kitab uthao aap ki tarha topic pe firla parati ki koi baate nahi karta

    • @SufiKhurshidAlam
      @SufiKhurshidAlam 5 дней назад

      Shukriya aapka nazariya share karne ke liye. Tasawwuf aur Ahl-e-Bait ko ek dusre se alag nahi kiya ja sakta, kyunki dono ka maqsad Allah ki taraf rujoo karna hai. Quran mein Allah فرماتا ہے: 'إِنَّمَا يُرِيدُ اللّهُ لِيُطَهِّرَكُمْ' (Surah Al-Ahzab: 33). Yeh ayat tasawwuf ki taraf hidayat deti hai aur Ahl-e-Bait ki bhi izzat karti hai. Ahle Bait ki ahmiyat ko Hazrat Ali (as) ne bhi tasawwuf ki roohaniyat mein bayan kiya hai. Buzurgo ki kitaabein jese Hujwiri ki Kashf al-Mahjub aur Sultan Bahoo ki Ameer ul-Kaunain mein bhi tasawwuf aur Ahl-e-Bait ki baat hoti hai, jahan roohaniyat aur Ahl-e-Bait ka taluq dikhaya gaya hai. Ahl-e-Bait ka zikr tasawwuf mein isliye bhi hai kyunki wo hamesha Allah ki taraf rujoo karne ka paigham dete hain. Tasawwuf ke maqsad ko samajhna aur Ahl-e-Bait ki izzat karna dono ek hi raah hai.