Sham-E-Ghazal -
Sham-E-Ghazal -
  • Видео 60
  • Просмотров 66 944
MOHABBAT KARNE WAALE KAM NA HONGE || HAFEEZ HOSHIARPURI || BEST URDU POETRY
MOHABBAT KARNE WAALE KAM NA HONGE || HAFEEZ HOSHIARPURI || BEST URDU POETRY
mohabbat karne vaale kam na hoñge
tirī mahfil meñ lekin ham na hoñge
diloñ kī uljhaneñ baḌhtī raheñgī
agar kuchh mashvare bāham na hoñge
zamāne bhar ke ġham yā ik tirā ġham
ye ġham hogā to kitne ġham na hoñge
agar tū ittifāqan mil bhī jaa.e
tirī furqat ke sadme kam na hoñge
'hafīz' un se maiñ jitnā bad-gumāñ huuñ
vo mujh se us qadar barham na hoñge
#Urdu Poetry
#Urdu Poetry love
#Heart touching Sad Urdu Ghazal poetry
#Romantic ghazal in Urdu for lovers
#Romantic Urdu Ghazal
Subscribe to our channel - click on the link
ruclips.net/channel/UCFrWuPIQhUOIilNZuv9Xbzg
Просмотров: 439

Видео

SAD URDU POETRY || ANKH BHAR AAI KISI SE JO MULAQAT HUI || MANZAR BHOPALI
Просмотров 812 года назад
SAD URDU POETRY || ANKH BHAR AAI KISI SE JO MULAQAT HUI || MANZAR BHOPALI aañkh bhar aa.ī kisī se jo mulāqāt huī ḳhushk mausam thā magar TuuT ke barsāt huī din bhī Duubā ki nahīñ ye mujhe ma.alūm nahīñ jis jagah bujh ga.e āñkhoñ ke diye raat huī koī hasrat koī armāñ koī ḳhvāhish hī na thī aise aalam meñ mirī ḳhud se mulāqāt huī is tarah guzrā hai bachpan ki khilaune na mile aur javānī meñ buḌhā...
Woh log jo zinda hain woh mar jayenge ik din || Poetry by SAQI FARUQI
Просмотров 552 года назад
Woh log jo zinda hain woh mar jayenge ik din || Poetry by SAQI FARUQI vo log jo zinda haiñ vo mar jā.eñge ik din ik raat ke raahī haiñ guzar jā.eñge ik din yuuñ dil meñ uThī lahr yuuñ āñkhoñ meñ bhare rañg jaise mire hālāt sañvar jā.eñge ik din dil aaj bhī jaltā hai usī tez havā meñ ai tez havā dekh bikhar jā.eñge ik din yuuñ hogā ki in āñkhoñ se aañsū na baheñge ye chāñd sitāre bhī Thahar jā.e...
Urdu Poetry | Bewafa Main Bhi sahi || ANWAR HUSAIN ANWAR || Sham-E-Ghazal | Best Urdu Poetry
Просмотров 162 года назад
ANWAR HUSAIN ANWAR Urdu Poetry bevafā maiñ bhī sahī tujh meñ vafā bhī to nahīñ zindagī tujh se magar mujh ko gila bhī to nahīñ mujh se behtar koī mil jaa.e tujhe mumkin hai mujh ko tujh jaisā abhī koī milā bhī to nahīñ maiñ bhī ḳhāmosh rahā mujh ko hai ehsās magar aur kahtā bhī kyā kuchh tum ne kahā bhī to nahīñ DhūñDhnā bhī hai use umr kī had tak 'anvar' aur DhūñDūñ bhī kahāñ koī pata bhī to n...
BHULATA LAAKH HOON LEKIN || HASRAT MOHANI || Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal | Best Urdu Poetry
Просмотров 562 года назад
BHULATA LAAKH HOON LEKIN || HASRAT MOHANI || Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal | Best Urdu Poetry bhulātā laakh huuñ lekin barābar yaad aate haiñ ilāhī tark-e-ulfat par vo kyūñkar yaad aate haiñ na chheḌ ai ham-nashīñ kaifiyat-e-sahbā ke afsāne sharāb-e-be-ḳhudī ke mujh ko sāġhar yaad aate haiñ nahīñ aatī to yaad un kī mahīnoñ tak nahīñ aatī magar jab yaad aate haiñ to aksar yaad aate haiñ haqīqat kh...
Urdu Poetry Collection | Nushur Wahidi | Kabhi Jhoote sahare gham mein | Sham-E-Ghazal
Просмотров 1612 года назад
Collection of Best Urdu Poetry Poet - Nushur Wahidi Narration Ranjana Kumar ruclips.net/channel/UCFrWuPIQhUOIilNZuv9Xbzg Kabhī jhūTe sahāre ġham meñ raas aayā nahīñ karte ye bādal uḌ ke aate haiñ magar saayā nahīñ karte Yahī kāñTe to kuchh ḳhuddār haiñ sehn-e-gulistāñ meñ ki shabnam ke liye dāman to phailāyā nahīñ karte Aalīqa jin ko hotā hai ġham-e-daurāñ meñ jiine kā vo yuuñ shīshe ko har pat...
Urdu Poetry | Saba Afghani | Tere Jalwe ab Mujhe Harsoo | Sham-E-Ghazal
Просмотров 4002 года назад
Urdu Poetry Poet Saba Afghani Narration By Ranjana Kumar ruclips.net/channel/UCFrWuPIQhUOIilNZuv9Xbzg Tere Jalwe Ab Mujhe Harsoo Nazar Aane Lage Kaash Yeh Bhi Ho Ke Mujh Mein Tu Nazar Aane Lage Ibteda Yeh Thee Ke Dekhee Thee Khushi Ki Ek Jhalak Inteha Yeh Hai Ke Gham Harsoo Nazar Aane Lage Beqarari Badhte Badhte Dil Ki Fitrat Ban Gayee Shayed Ab Taskeen Ka Pehloo Nazar Aane Lage Khatm Karde Ae ...
Sad Urdu Poetry | Go Zara si Baat par | Khatir Ghaznavi | Sham-E-Ghazal
Просмотров 292 года назад
Collection of Best Urdu Poetry Poet Khatir Ghaznavi Narration by Ranjana Kumar ruclips.net/channel/UCFrWuPIQhUOIilNZuv9Xbzg Go zarā sī baat par barsoñ ke yārāne ga.e lekin itnā to huā kuchh log pahchāne ga.e Maiñ ise shohrat kahūñ yā apnī rusvā.ī kahūñ mujh se pahle us galī meñ mere afsāne ga.e Vahshateñ kuchh is tarah apnā muqaddar ban ga.iiñ ham jahāñ pahuñche hamāre saath vīrāne ga.e Yuuñ to...
Ahmad Zafar | Ik Tasavvur to hai tasveer Şahin | Sad Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Просмотров 592 года назад
Poetry by Ahmad Zafar Narration by Ranjana Kumar ruclips.net/channel/UCFrWuPIQhUOIilNZuv9Xbzg Emotional Urdu Poetry Ik tasavvur to hai tasvīr nahīñ ḳhvāb hai ḳhvāb kī ta.abīr nahīñ Ye rihā.ī kī tamannā kyā hai jab mire paañv meñ zanjīr nahīñ Kyuuñ ubhar aayā tirī yaad kā chāñd jab ujālā mirī taqdīr nahīñ Dil usī aag meñ jaltā hai 'zafar' haa.e jis aag meñ tanvīr nahīñ #Ranjanakumar#UrduPoetryCo...
Wali Dakhni | Yaad karna har gadhi us yaar ka | Beautiful Urdu Poetry | Romantic Urdu Poetry
Просмотров 4142 года назад
Poetry by Wali Dakhni Narration By Ranjana Kumar ruclips.net/channel/UCFrWuPIQhUOIilNZuv9Xbzg Beautiful Urdu Poetry Yaad karnā har ghaḌī us yaar kā hai vazīfa mujh dil-e-bīmār kā Arzū-e-chashma-e-kausar na.iiñ tishna-lab huuñ sharbat-e-dīdār kā Aqibat kyā hovegā ma.alūm na.iiñ dil huā hai mubtilā dildār kā Masnad-e-gul manzil-e-shabnam huī dekh rutba dīda-e-bedār kā #Ranjanakumar#UrduPoetryColl...
Woh jo nahin hai bazm mein | Asar Rampuri | Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Просмотров 362 года назад
Poetry By Asar Rampuri Narration by Ranjana Kumar ruclips.net/channel/UCFrWuPIQhUOIilNZuv9Xbzg Urdu Poetry Vo jo nahīñ haiñ bazm meñ bazm kī shaan bhī nahīñ phuul haiñ dilkashī nahīñ chāñd hai chāñdnī nahīñ DhūñDā na ho jahāñ unheñ aisī jagah koī nahīñ paa.ī kuchh un kī jab ḳhabar apnī ḳhabar milī nahīñ Uf ye nashīlī añkhḌiyāñ haa.e ye mastī-e-shabāb maanā ki tum ne pī nahīñ kaun kahegā pī nahī...
Ham tum mein kal duuri bhi | Bedil Haidri | Romantic Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Просмотров 462 года назад
Poetry by Bedil Haidri Narration by Ranjana Kumar ruclips.net/channel/UCFrWuPIQhUOIilNZuv9Xbzg Urdu Poetry Ham tum meñ kal duurī bhī ho saktī hai vaj.h koī majbūrī bhī ho saktī hai Pyaar kī ḳhātir kuchh bhī ham kar sakte haiñ vo terī mazdūrī bhī ho saktī hai Sukh kā din kuchh pahle bhī chaḌh saktā hai dukh kī raat ubūrī bhī ho saktī hai 'Bedil' mujh meñ ye jo ik kamī sī hai vo chāhe to puurī bh...
Kyun kiya Karte Hain Aahen | Mubarak Azimabadi | Sad Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Просмотров 712 года назад
Poetry by Mubarak Azimabadi Narration By Ranjana Kumar ruclips.net/channel/UCFrWuPIQhUOIilNZuv9Xbzg Urdu Poetry kyuuñ kiyā karte haiñ aaheñ koī ham se pūchhe kar ga.iiñ kyā vo nigāheñ koī ham se pūchhe le ke dil un ke mukarne kī adā kyā kahiye kyuuñ palaTtī haiñ nigāheñ koī ham se pūchhe dost dushman ko banānā koī tum se sīkhe dostī kaisī nibāheñ koī ham se pūchhe dil meñ aane ke 'mubārak' haiñ...
koi Tanhaai ka Ehsaas Dilata hai Mujhe | Shaz Tamkanat | Sad Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Просмотров 1712 года назад
koi Tanhaai ka Ehsaas Dilata hai Mujhe | Shaz Tamkanat | Sad Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Zafar Gorakhpuri | Meri ek choti si koshish | Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Просмотров 3922 года назад
Zafar Gorakhpuri | Meri ek choti si koshish | Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Raaz Allahabadi | Raaz Yeh sab ko batane ki zaroorat | Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Просмотров 6802 года назад
Raaz Allahabadi | Raaz Yeh sab ko batane ki zaroorat | Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Nazeer Akbarabadi | Duur Se aae the Saaqi | Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Просмотров 1233 года назад
Nazeer Akbarabadi | Duur Se aae the Saaqi | Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Tum Hamare Nahin to Kya Gham hai | Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar | Sham-E-Ghazal | Urdu Poetry
Просмотров 1903 года назад
Tum Hamare Nahin to Kya Gham hai | Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar | Sham-E-Ghazal | Urdu Poetry
Khwaja Meer Dard | Jag Mein Aakar Idhar Udhar Dekha | Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Просмотров 1633 года назад
Khwaja Meer Dard | Jag Mein Aakar Idhar Udhar Dekha | Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Safar Mein Dhoop to hogi | Nida Fazli | Emotional Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal | Motivational Poetry
Просмотров 1573 года назад
Safar Mein Dhoop to hogi | Nida Fazli | Emotional Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal | Motivational Poetry
Emotional Urdu Poetry || Tera chup rehna Mere Zehan mein kya || Tahzeeb Hafi || Sham-E-Ghazal
Просмотров 973 года назад
Emotional Urdu Poetry || Tera chup rehna Mere Zehan mein kya || Tahzeeb Hafi || Sham-E-Ghazal
Kaun Kehta hai ki Maut aai toh Mar Jaunga // Sham-E-Ghazal // Ahmad Nadeem Qasmi // Urdu Poetry
Просмотров 2283 года назад
Kaun Kehta hai ki Maut aai toh Mar Jaunga // Sham-E-Ghazal // Ahmad Nadeem Qasmi // Urdu Poetry
Sad Urdu Poetry || Sham-E-Ghazal || Dil dhadkne ka Sabab || Nasir Kazmi
Просмотров 8623 года назад
Sad Urdu Poetry || Sham-E-Ghazal || Dil dhadkne ka Sabab || Nasir Kazmi
Sad Urdu Poetry || Sham-E-Ghazal || Inayat kam Mohabbat kam || Hasan Kamaal || Urdu Ghazal
Просмотров 6423 года назад
Sad Urdu Poetry || Sham-E-Ghazal || Inayat kam Mohabbat kam || Hasan Kamaal || Urdu Ghazal
Sham-E-Ghazal || Aah jo dil se nikali jayegi || Akbar Allahabadi || Urdu Ghazal
Просмотров 4983 года назад
Sham-E-Ghazal || Aah jo dil se nikali jayegi || Akbar Allahabadi || Urdu Ghazal
Bashir Badra | Aankon mein raha dil mein utar kar | Emotional Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Просмотров 2553 года назад
Bashir Badra | Aankon mein raha dil mein utar kar | Emotional Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Faqirana aaye sada kar chale | Meer Taqi Meer | Beautiful Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Просмотров 1583 года назад
Faqirana aaye sada kar chale | Meer Taqi Meer | Beautiful Urdu Poetry | Sham-E-Ghazal
Sham-E-Ghazal || Ku-ba-ku phail gai || Urdu Ghazal || Parveen Shakir
Просмотров 1993 года назад
Sham-E-Ghazal || Ku-ba-ku phail gai || Urdu Ghazal || Parveen Shakir
Rahat Indori || Sham-E-Ghazal || Roz Taaron ki Numaaish || Urdu Poetry
Просмотров 3433 года назад
Rahat Indori || Sham-E-Ghazal || Roz Taaron ki Numaaish || Urdu Poetry
Sad Urdu Poetry || Sham-E-Ghazal || Ham mein hi thi na koi baat || Hafeez Jalandhari
Просмотров 2743 года назад
Sad Urdu Poetry || Sham-E-Ghazal || Ham mein hi thi na koi baat || Hafeez Jalandhari

Комментарии